Episode:51
main badal gaya tha. meri ankhon me, mere sharir me aag bas chuki thi..
nafrat ki aag.....
mujhe zaleel karne wale mere samne the. meri dushman rupali randi mere saamne thi.aur mujhe ghuse se dekh rahi thi. uski ikloti bahan sonali upar se nangi apni betiyon ke suraksha kavach me thee.
hahaha......
sabke saamne nangi ho gai thi. ab kya bacha tha uske paas.. sabke saamne uski izzat utar chuki thi. uski aur rupali randi ki...
do betiyan kaise sonali ko cover kar sakti thi.. side se uska sharir nazar aa raha tha.. teeno sisak rahi thi. sonali apni aisi beizzati sahn nahi kar pa rahi thi. rupali ki ankhon me bhi ansu the. par zeher zayada tha.. apni behan ke liye dukhi thi to mere liye uski ankhon me zeher tha..
aag...
nafrat ki aag....
nafrat ki aag to mere andar thii... rupali randi ne jo karna tha kar liya. ab meri baari thi.. jo boya tha, wo to usay katna hi tha..
main ek ek ko dekhne laga.. payal ke siva koi bhi meri ankhon me nahi dekh raha tha. sab nazren churaye khade the.. mere badle aur darindo jaise roop se dare hue the..
payal di ko dekh kar ek zehreeli hasi mere honto se jari ho gayi...is baar wo nazren chura gayi. meri ankhon me kya kuch nahi tha. ek ladki hone ke nate kaise wo meri ankhon me regular dekh sakti thi.
main karanveer ke saamne ja pohncha..
daksh : kaise han aap dada jaan!
main bola to wo ankhon me haraingi liye mujhe dekhne lage.. unke honto kapkapane lage..
mere honto par muskan aa gayi..
daksh : kyu? heran hue aap dada jaan
karanveer :kk..kya kaha aapne abhi..?
daksh : aap dada han mere to dada hi kahunga na..
karanveer sunkar ladkhada gaye.. maine ek hath se unhe thaam liya..
daksh : badla lena chahenge aap apne dushmano se.. apne nakli putro saputro se.. badi dard diya ha, in sab ne aapko bhi..
karanveer ke sath sath sab chonk gaye.. main aisa bolonga.. socha nahi tha kisi ne
karanveer ne sar hila diya..
daksh : hahaha! kya dada jaan.. ab bhi aap asli mard nahi ban rahe han.. are hamare khandan ne kabhi kisi namard ko janma ha kya..? nahi janma.. haan kuch bewaquf zarur jan gaye is parivar me.. na jante to halat kuch aur hote...
main karanveer aur papa ko dekh kar kaha.. to karanveer, papa aur chacha sar jhuka gaye.. meri halat is samay aisi thi.. mann to kar raha tha. rupali sonali ka sabke beech yahi rape kardon.. jungle jadibutiyo ne jaise mujhe andar se badla tha. vaise hi meditation ne mujhe bohut shakti bhi bhent kar di thi. mera khud par se control itna bhi nahi toota tha. jitna sabne samjh liya tha.. sara hi control toot jata to fir main insan rahta hi kahan.. main ek hawasi darinda ban kar rah jata.. badla to mujhe lena hi tha.. jis ne jo kiya tha. usay uska bhugtan to dena hi tha. par andaz vaise hone wala tha mera.. jaise badle lene wale ka nahi hota.. dard dekar ahsas karana hi asli badla hota ha. ye sab mere parivar the.. sabko hamesha ke liye chhod dena hota.. to fir jaise bhi chahe badla liya ja sakta tha. par main aisa nahi karna chahta tha.. main sabko saza dekar sabko sudharna bhi chahta tha. raja thakur jaise badal gaye the.. baki bhi badal jate to baki ki zindagi kuch sukun se guzarti.. apnu ko pal pal maarne se kuch hasil nahi hota.. badla lene se kuch chain milta ha to bohut dard bhi milta ha.. apnu ke liye dil pathar bana lo to fir insan me aur darindo me koi farq nahi rah jata.. aur main.. mujhe bhagwan ne itna bada sthan diya tha. mujhe SAMRAT banaya tha.. to ek SAMRAT ko jaise faisle lena chahiye the. main bhi vaise hi faisle le raha tha. SAMRAT banne se pahle, shimuna ke meri life me aane se pahle, master chi-fang aur GURU JI ke meri life me aane se pahli ki baat aur thi. par ab mujhpar bohut si zimmedariyan aa gayi thi. khud se hi aise vichar mere andar aane lage the..
maine shimuna ko dekha. to uski ankhon me mujhe santushti dikhi.. uski ankhon me mujhe mere liye garv dikha.
main firse karanveer ko dekhne laga.. wo abhi bhi hairangi se mujhe dekh rahe the..
main ek guard ko dekhte hue paas aane ka ishara kiya.. wo paas aaya. uske hath me gun thi. wo maine le li.. karanveer ke hath me thama kar
daksh : len dada ji.. le len badla.. zinda koi nahi bachne wala.. aap nahi marenge to main maar dunga. aap maar denge to aapko shanti prapt hogi. mann halka ho jayega aapka..
karanveer gabbar singh ke jaise gun ko thaam kar dekhne lage.. dekhte hi dekhte unke boodhe hathu ki taqat badhne lagi. unki ankhon me khun ki piyas dikhai dene lagi..
gun hath me thaam kar wo rekha ko dekhne lage.. kitne saal vishwashghat kiya tha rekha randi ne karanveer ke sath..
jaise hi karanveer ne rekha ko dekha.. rekha jo pahle hi dahshat me aai hui thi. wo thar thar kanpne lagi.. karanveer chalte hue uske saamne ja pohnche.. rekha kanpti hui karanveer ke pairon me gir padi.. uska pura sharir larz raha tha. '
karanveer : randi aurat.. ab kyun kaanp rahi ha. tab to tujhe dar nahi laga tha. jab mujhe chhod kar dusro ke bistar garm kiya karti thi. mujhe baap banne ki kshamta se
vanchit karke, ek randi banke dusro ke bachu ko janam deti rahi. kis chiz ki kami aane di thi maine tujhe.. kya kuch nahi diya tha maine tujhe.. kya kuch nahi kiya tha maine tere liye.. apne parivar ko chhod diya tere liye.. apne parivar se nafrat ki maine tere liye.. aur tu...... thuuuuuuu ha tujhpar.. tu aurat ke naam par kalank ha.. tujh jaisiyon ke kaaran hi desh ki nariyon ka samman ghatta ja raha ha. paap karti han tujh jaisi randiyan aur parinam bhugatna padna ha begunahu ko... nahi bache to mere hathu se.. tukde tukde kardunga main aaj tumhare.. koi bhi harami ka pilla zinda nahi rahega.. tujhe baad me maarunga.. pahle teri ankhon ke saamne tere harami bachu ko marunga.. ek ek ko marta hua dekhegi tu.. dard kya hota ha, tujhe ehsas karaunga main aajj..
rekha kanpte hue : kk..karan mm..maine apni marzi se kuch bhi nahi kiya.ss..sab govardhan ke kahne par kiya.. uski na manti to wo mujhe jaan se maar deta..
karanveer : jhut.. sab jhut bol rahi ha tu.. ek nari to apni izzat bachane ke liye apni jaan tak de deti ha. aur tu.. tune to apni marzi se sab kiya ha.. jaane kitno ke sath moh kala kiya ha tune..tab ja ke ye harami teri kokh me pale..
rekha ne karanveer ke pair pakde hue the.. bohut zayada dahshat me aayi hui thi wo.. fir bhi bol rahi thi. uske shabd toote phoote the.. apni aur apne bachu ki maut wo karnaveer ke hathu me dekh chuki thi.. khud ko aur apne bachu ko bachane ke liye karnveer ki minnaten karne lagi..
karanveer budha ho chuka tha. par jaan ab bhi usme bohut thi. badla ki aag bhi insan ko badi taqat de diya karti ha. hadiyan ke dhanche me jaan padne lagti ha. karanveer to fir bhi achi sahat ka malik tha..
karanveer ne ek zor ki laat rekha ke moh par maar di.. rekha cheekhti hui piche ko ja giri... karanveer ne gun ka rukh rekha ke bade bete ki or kiya to wo bhi thar thar kanpne laga.;.
karanveer : hahaha... dar gaye tum bhi. itne baras meri ankhon me dhool jhonkte rahe tum bhi.. apni maa ka sath dete rahe tum bhi.. ab maut samne dikhi to ghabra gaye.. jaise barson se jee rahe the. ab bhi vaise hi jiyo.. shahanshaho ki si zindagi mili tum sab ko mere kaaran.. wahi zindagi aaj main tum sab se chheen raha hon to dar kaisa.. mere shukranu se paida nahi hue ho tum.. fir bhi mera kha kar pale badhe ho.. kaise salamat rahne de sakta hon main mere hi paise se pala hua sharir...
thayen......
thaken ki awaz se karanveer ki gun ka triggar daba aur rekha ke bete ke seene me chhed ban gaya.. khun ka fuwara ubla aur wo cheekhta hua gir pada..
sab cheekh pade..
karanveer : hahaha.. aaj asli chain mila mujhe..
rekha cheekhti hathu pairon par reenghti karanveer ke pairon se lipat gayi..
rekha : mat maro mere beto ko.. jaan bakhshi kar mere beto ki.. mujhe maar do.. karan mujhe maar do.. chhod do mere beto ko..
karanveer : gandi nali ke keedo ko bacha rahi ho tum rekha.. janti nahi ho kya.. aise gandi nali ke keede samaj ko khokhla kar dete han.. marne do sab ko.. samaj ka bhi bhala hoga aur mere dil ko bhi chain milega..
thaaaayeennnnn....
ek aur goli chali aur dusra beta bhi jaan se gaya.. wo bhi cheekhta hua gir pada.. uske seeene me bhi chhed ban gaya tha. uske seene se bhi khun ka fawara ubal pada tha. firse sab cheekh pade the.. firse karanveer qahqahe lagane laga tha.. firse rekha karanveer ke pairon par sar ragad kar daya ki bheek maang rahi thi..
parrr....
SAMRAT ka daud shuru ho chuka tha... uske daure hukumat me insaf ka bol bala hone ka samay aa gaya... SAMRAT dunya bhar ke mazlumo ki madad karne ja raha tha. sabke dard ko kam karne ja raha tha.. to apne parivar ke dard ko kyu na kam karta..
karanveer....
karanveer wahi kar raha tha.....
bar bar ek hi scene dohraya ja raha tha..baar baar karanveer ki gun shor machati.. ek gun nikalti aur cheekhon ke sath sath karanveer ke zor zor se hasne ki awaz sunaai deti.. farq itna tha..
farq bas itna tha.. har bar marne wala alag hota tha..
dekhte hi dekhte karanveer ne rekha ke kokh se janme pillon aur pillon ke pillon ko shoot kar diya.. kisi mahila ko nahi maara tha karanveer ne.. ek mard ko zeb nahi deta, ek aurat ki jaan lete hue..
karanveer ne apne naam ke beto aur poto ki jaan le li.. rekha pagalpan ki hadh tak pohnch chuki thi.. par usay apni jaan ki bhi bohut parwa thi.. sachi hoti to apne beton ke marte hi wo khud bhi mar jati. par uski jaan bhi jane wali thi. ye baat uske dimag me thi.. wo pagal hui ja rahi thi. par apne liye bhi bohut chinchit thi..
sonali aur uski betiyan jo pahle ro rahi thi. ab dahshat me aai hui thi. khun ki kheli ja rahi hli wo bhi dekh rahi thi.. sonali ki betiyon ne sonali ko cover karna chhod diya tha. sonali bhi apni half nudity bhul kar khun ki holi dekhne lagi thi. wo ab sari sharam bhul chuki thi. bade bade uske chuche aise hi sab ke samne the.. par koi bhi sonali ko nahi dekh raha ha.. uski nudity par khun ki holi ki chhap lag chuki thi. sab karanveer ke khel me magan ho gaye the..
sabko maar kar karanveer mere paas aaya.. gun mere pairon me phenk kar khud bhi mere pairon me girne laga. maine unhe apne pairon me girne se bacha liya.
karanveer : maine sapne me bhi nahi socha mujhe aisa sab karne ka moka milega.. daksh beta aapne mujhe mera badla lene ki ijazat dekar mere dil ka kuch to bojh halka kar diya ha. ab mujhe aapke pairon me gir kar apne kiye ki maafi mangne do.. maine bohut paap kiye han. bhagwan mujhe narg me bhi----
maine karanveer ke moh par hath rakh diya..
daksh : dada jaan. ho hua wo sab bhul jayen. ye bat mai janta hon, mere liye aap utne zayada gunahgar nahi the.. jitne sab the.. aapne bhi barson tak dhoke me rahen han. aap bhi bohut bada saza paa chuke han.. dushman chalak tha. aapke kandhe par bandoq rakh kar chala raha tha. mere dil me aapke liye kuch bura nahi ha..
itna bol kar maine karanveer ko gale se laga liya.
wo ansu bahane lage.. kuch der pahle kaise gabbar singh bane hue the.. ab bachu jaise ansu baha rahe the..
daksh : rekha ke sath kya karna ha aapne..
vaise main jan gaya tha, wo kya karna chahte han rekha ka.. unke dimag se maine jaan liya tha..
karanveer mujhse alag hokar rekha ko nafrat se dekhta hua... ise randi banne ka bada shok ha daksh beta.. main ise banaunga asli randi.. lekin apahij banakar..
daksh : (smile) sahi faisla liya ha aapne..
karanveer ne fires gun uthai aur rekha ke paas chala gaya. rekha jo apne beto aur poton ke liye ansu baha rahi thi. karanveer ko dekha to firse dahshat me aa gayi.. karanveer uske paas abhi pohncha nahi tha. rekha dono hath aur sar farsh par tika kar
apne gunahon ki maafi mangne lagi..
raja thakur parivar me randiyon par daya karne ka rivaj nahi tha. karanveer kaise karta fir rekha jaise randi par.. jisne karanveer ki zindagi ke sath sath raja thakur parivar ki zindagi me zeher ghol diya tha..
kuch der me rekha ki cheekhen basement me goonjne lagee.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi mitro.. milte han agle update ke sath jald hi...
::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::
Akhir kar karanveer singh ko apna badla lene ka poora mauka mila, daksh ne dada ji ko bandook dekr apne hisab se badla lene chhod diya...
Karanveer singh ne apne naam ke bete va poto ko narakvashi bna diya ladkiyo ko chhod diya gya, Dekhte hai unhe daksh tadpata hai Ya payal ke hatho se kand karvata hai baad me pr Rekha ko karanveer apni Tarah se saja dene me laga hua hai, Dekhte hai kaise apahij bnaya hai us Rekha ko...
Superb update bhai sandar jabarjast amazing