• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Samraat ..The Tales of Debauchery, Hate & Revenge

Daksh The King

Active Member
905
6,390
124
Covid Se Pahle....

covid se pahle meri busyness kuch aisi thi.. mere liye lunch ka samay nikaal pana mushkil tha... mera kaam hi aisa tha.. upar ki krpa se sab koshal mangal tha.. par covid ne aisa disturb kiya.. kuch aise halat kharab hue.. karze ke bojh tale ja daba.. jo abhi tak utar nahi saka... life jaise taise kat rahi rahi thi..
samay freee tha bohut free tha.. so XP ko khub samay dia maine...

parrr abbb

uparwale ki krpa se mera dhanda firse apni routine par aane laga ha... aise me samay ki firse kami ho gayi ha mere paasss....
ab aap sab se juda hon to to juda rahunga.... update ki speed kabhi zayda samay mila to zayada likh kar post kar dia karnga....
kam mila to kammm...

jaise hi last kuch days se udpate likhna to door ki baat.. likhna kya ha. wo bhi nahi sochne ka samay tha mere paas..

aaj kuch din me samay mila.. to socha kya likha jaaye.. fir abhi dedh ghante me update likh daala... aur post bhi kar di...

so update let ho to mayus nahi hona.. updates aate rahenge.. der se sahi.. par aap ka sath bana rahega...

Thanks For You Love......
 

navrose

Member
403
240
43
Episode:22




devdhar apne shimla wale thikane par ja pohncha....

devdhar ke pure desh me bohut se thikane the. kali shaktiyo ke maamle me devdhar bohut aage nikal chuka tha. paise ki power me bhi woh bohut aage nikal chuka tha. PM tak usse darta tha. jab PM usse darta toh koi aur kaise na fir devdhar se darta.

devdhar jab kali shaktiyan prapt kar ke lauta tha. toh khud ko har jaga introduce bhi karwa gaya tha. usay politics me aane ki koi chah nahi thi. woh aise jhanjhat se door rehne wala insan tha. agar chahta toh PM ban chuka hota.

par usay banna tha puri world ka KING....

aise hi oonche oonche khawab wo dekhne laga tha. india me apni taqat ka loga manwa kar woh ashram par kabze karne ki sochne laga. GURU JI ne devdhar ko nikal dia tha. is baat ka ghussa devdhar ko bohut tha.

isi liye GURU JI se milne, unhe batane ke liye ashram ja pohncha tha.

wahin usay GURU JI se apne ant baare jankari mili toh woh andar se hil kar reh gaya tha. janta tha GURU JI bohut bade gyani han. jo kahenge, woh hoke rahega..

GURU JI kabhi usay khud se nahi maarenge ye baat wo janta tha. isliye ab tak woh bekhauf ghum raha tha.

kahan woh india ke baad puri world ka king banna chahta tha. wahin ab usay apne dushman ke liye masruf hona pad raha tha. us dushman ke liye, jiske baare me wo kuch janta nahi tha. jiski koi khabar uske paas nahi thi.


devdhar ka thikana do bade padadon ke beech me bane ek bohut bade mehal me tha. devdhar jaisi shakti prapt kar gaya tha. usay lagta tha, ab woh KING banke hi rahega. koi uski raah khoti karne nahi aayega. koi aisa tha bhi nahi puri dunya me. jo uska saamna kar sakta.

par ab jo GURU JI ne keh dia tha. koi jald hi aane wala ha. jald hi uska vinash hone wala ha. devdhar jaan kar dara hi nahi tha. ghuse me bhi aa gaya tha.

chintit bhi bohut ho gaya tha.

bohut se jantar mantar karke kai kai din ki chaap karke bhi woh apne dushman baare kuch nahi jaan paya tha. is baat ka ghussa bhi usay bohut tha.

devdhar mehal pohncha...

mehal me andar ek bohut bada haal tha.us haal me lohe ke anginat pinjre rakhe hue the. har pinjre me ek jawan ladki maujud thi. sabki ankhen ek jaisi thee halki green. sabki ek hi age same thee. kuch dino me sab ki sab 18 ki hone wali thi.

aisi 100 ladkiyan devdhar ko chahiye thee aur abhi keval usay 48 hi prapt ho paayi thee.

devdhar sab ko dekh raha tha. sab ladkiyan kale mantron ke asar me thee. koi bhi khaufzada dikhai nahi de rahi thi. unhe jaise apni koi khabar hi nahi thi. kisi kisam ke bhav unke chehro par nahi the..

devdhar sabko dekhkar wapis muda aur mehal ke security chief se bola..

devdhar : aaj raat se main apna chaat pura kar raha hon. 40 din ka chaap ha. chalis din baad aane wali amavas ki raat ko ladkiyan ki tadaad puri ho jani chahiye.. bohut der kar di ha tum sabne.. ab aur nahi. ab ki baar deri hui toh main tumme se kisi ko bhi zinda nahi chhodunga..

devdhar itna bol kar nikal pada. piche incharge dar ke maare thar thar kanpne laga.

wo mann me bolne laga... maalik hum kahan se dhunden in ladkiyon ko. ek jaisi ladkiyon ko dhunda asaan kaam toh nahi ha. sare admi lage hue han. asani se milne wali hoti toh kabki yahan laai ja chuki hoti.




{:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::}



vinay ki ankh khuli toh uska nasha utar chuka tha..

woh vaise hi bed par nanga leta hua tha. khud ko nanga dekh kar usay payal singh ke sath bitaye samay pal yaad aane lage..

ab chunki uska nasha utar chuka tha. payal singh ki chut aur gand ki kari dhunaai usay sahi se yaad aane lagi thi.

woh badbadane laga....

saali tu bhi randi nikli.. maine toh socha tha. tu masoom ha, bholi nahi ha, par bigdi hui nahi ha. par tu bhi woh randi nikli.. dekh loonga tujhe main.. vinay ghusse se utha aur kapde pehn kar usi floor par bane hue ek bathroom me ja ke fresh hua aur chal pada apni behno ki or.. usne socha shayad payal wahi hogi.

shaam ka andhera ho chuka tha. rupali bhi abhi tak so rahi thi. vikram singh niche hi apne admiyon me busy tha.

vinay ko koi nahi dikha toh wo apni behno ke room me ja ghusa..

vinay ko dekh kar parachi sar jhuka gayi aur richa bed se utar kar vinay ke paas ja pohnchi.. paas gayi toh abhi bhi usay vinay ke moh se smell aa rahi thi. vinay ne mouth wash karne ki zarurat nahi samjhi thi.

richa vinay ko dekh kar boli : bhai mujhe aapse baat karni ha.

vinay parachi ko sharmate dekh kar kuch heran hua tha. woh toh payal ko dhundta hua yahan aaya tha.

vinay : kya baat karni ha richa.. payal kahan ha. vinay kamre me firse dekhta hua bola

richa jo payal ko ek naukar se keh ke puri haveli me talash karwa chuki thi. niche vikram singh ko ye khabar ho gai thi, par woh alka aur satish ke liye preshan tha. payal singh par filhal usne apna focus hata dia tha.

is baat ne bhi richa ko confirm kar dia tha. vinay ki shadi parachi se hi hui ha. aur suhagrat bhi vinay aur parachi ki hui ha. surat wala maamla tha. par woh ye bhi soch gai thi, zarur koi chakkar ha. payal singh pehle hi kahin khisak li thi.

richa : woh haveli me nahi ha bhai.

richa bol toh gayi. par parachi ka soch kar usay preshani bhi hone lagi thi.

vinay : kyaaaaaaaaaa??

vinay shocked ho gaya tha.

richa : ji bhai. puri haveli me usay check kiya ja chuka ha, woh kahin bhi nahi ha.

vinay : ye kaise ho sakta ha. itne guards ke rehte woh haveli se chali gayi. fir sochne laga. jaise uski gand maari ha. kaise woh haveli se ja sakti thi.. ye baat usne richa se nahi boli.

richa : bhai mere sath chalen, mujhe aapse kuch baat karni ha.

vinay na chahte hue bhi parachi ke sharam se laal ho rahe chehre ko dekh kar richa ke sath bahar jaane laga. door ke bahar khade hokar vinay richa se bola.

vinay : parachi ko kya hua ha. uska aisa face maine pehle kabhi nahi dekha.

richa samet sab khul kar baat karne ke aadi the. par aisi baat kabhi nahi kari thi. richa kuch confuse hone lagi. kaise confirm kare apne bhai se. kaise kahe usse keh

"bhai mujhe doubt ha, aapki shadi payal singh se hui ha. suhagrat didi ke sath hui ha toh shadi bhi aapki didi ke sath hi hui hogi"

par richa keh nahi paayi. vinay aur bhi heran hone laga. apni behno ko aise kabhi nahi dekha tha usne. woh toh bohut fast thee. apne BF baare baaten bhi khul kar sabke saamne kar jaaya karti thi. bas words kuch limit me use hua karte the.

vinay : richa tum bhi parachi ke jaise kyu behave kar rahi ho. baat kya ha, mujhe batao toh sahi. kyun mujhe kuch galat hone ka signal mil raha ha. sab theek toh ha na.

richa ne ek nazar mud kar kamre me dekha, usay parachi nazar nahi aayi. andar parachi bhi vinay aur richa ki baat sun rahi thi. woh aur bhi zayada tension me aane lagi thi. woh to kuch bhi nahi janti thi. nahi janti thi, kaise woh apne bhai ke niche aa gai thi.

richa : bhbh..bhai

vinay : haan bolo.

richa : payal bhabhi ki jaga bed par parachi didi thi. richa darte darte bol gayi..

vinay ne sunte hi ek zorka thappad richa ke moh par maar diya.. richa cheekhti hui niche ja gir padi..

parachi bhi thappad ki awaz aur richa ki cheekh sunkar, uth kar, bhag kar bahar aa gayi.. richa ko bade zor ka thappad laga tha. uske hont phat gaye the. khun nikalne laga tha.

vinay ko ghussa hi itna aa gaya tha. behenchod woh nahi tha. usay banna pasand bhi nahi tha. parachi ke sath woh bed par tha. ye sunkar usay bade wala jhatka laga tha. ghusse par kaabu nahi rakh paaya aur richa ko thappad maar diya tha.

parachi bhagti hui aayi toh vinay uske bhagne ke andaz ko dekh kar jhatka kha gaya tha.
parachi ke bhagne par vinay ko laga, jaise parachi ko bhagne me dikkat ho rahi ho.

parachi ko bhi ghussa aa gaya tha. woh richa ke bazo ko pakad kar utha gayi. aur vinay ko dekhte hue ghusse se bol padi.

parachi : ispar ghusse utarne ki kya zarurat thi aapko.. ghussa karna hi ha toh khud par karen. shame on you bhai. shame on you. aapne nashe me ye bhi nahi dekha, bed par payal ha ya aapki behen.

vinay : (cheekhta hua) parrraaaaaaaachhhhhhhhiiiiiiiiiiiii

richa : ab cheekhne se kya hoga bhai. didi sahi keh rahi han. koi shak ha toh aayen kamre me.. doodh ka doodh aur pani ka pani ho jayega. didi ab toh bhai ne aapka sab kuch dekh hi liya ha toh dikha den bhai ko. kaise woh payal ke sath na so kar aapke sath janwaro jaisa bartao kar gaye han.

richa bhi ghusse me aa gai thi. jahan woh pehle confuse thi, thappad khaane aur parachi ke aa jane se woh bhi himmat pakad gayi thi..

vinay shocking condition me khule moh ke sath dono ko dekh raha tha. usay yakin hi nahi ho raha tha. jo parachi aur richa bol rahi han woh sach bhi ho sakta ha. mana keh woh nashe me tha. par nashe me woh pehli bar toh nahi hua tha. barson se hi toh sharab pi raha tha. aur fir nashe utarne ke baad bhi toh usay sab yaad raha tha. jitne samay hosh me rehte hue usne payal singh ki chudaai kari thi. sab yaad tha..

shor ki awaz sunkar niche se vikram bhi upar aa gaya. woh pehle hi ghusse me tha..

aate hi bola : kyun shor macha rahe ho tum sab.. ye khun kaisa ha richa.

vinay palat kar apne papa ko dekhne laga. woh ab bhi tension me hi tha. usay kuch smajh nahi aa rahi thi.

parachi nam awaz me : papa! payal kahan ha.

vikram : ye to vinay ko pata hoga na. ya tum dono ko. main toh yahan tha hi nahi.

vinay : papa ye dono keh rahi han. ab vinay ki baari thi bolti band hone ki. woh bolne toh laga tha. par usay kuch samjh nahi a rahi thi.

vikram : bolo, chup kyu ho gaye tum.

richa hi boli : papa mujhe kuch gadbad lag rahi ha.

vikram : kaisi gadbad.. vikram richa ko ghoorte hue bola

richa parachi aur vinay ko dekhte hue boli : papa mujhe lagta ha, payal shadi se pehle hi haveli se ghayab ho gai thi. aur---

vikram : aur kya?

vikram ko richa ki bekar ki baat par ab ghussa aane laga tha. kitna samay le rahi thi woh batane me.

richa ne firse vinay aur parachi ko dekha toh dono ne sar jhuka liye

richa : papa mujhe lagta ha... richa khamosh ho gai

vikram ghusse se : kya tukdo me baat kar rahi ho tum richa..

richa dar gayi usay laga ab usay apne papa se bhi ek thappad khana padega. parachi bhi ab himmat nahi kar payi thi. vinay bhi nahi bol pa raha tha. richa ke sab bol dene ke baad ki situation ke liye khud ko tayyar karne lage.

richa do kadam piche hatkar darte darte boli : papa mujhe lagta ha, bhai ki shadi parachi didi se hui ha.

sunke vikram singh ka bhi wahi haal hua jo vinay ka hua tha. wo aage badha aur richa ko thappad maarna hi chahta tha keh piche se awaz sunaai di..

"kyun thappad maar rahe ho tum vikram meri beti ko"

sabne mud kar dekha toh trouser shirt me qayamat dhati rupali apne balon ka jooda banate hue, chalte hue boli..

vikram : rupali! suna tumne richa kya keh rahi ha.

rupali bhi paas aa gayi ; kya baat ha richa.. are ye tere moh se khun kaisa nikal raha ha aur gaal bhi laal han. kisi ne maara ha tujhe..

rupali ki awaz hukmiya thi. rupali aise andaz me kabhi kabhi hi saamne aaya karti thi. vinay ye dekh kar ghabra gaya.

rupali aage badhi aur richa ke moh ki side laga hua khun apne ek ungli par laga kar dekhne lagi.

vikram bhi rupali ko dekh ke kuch tension me aa gaya tha.

rupali : richa kisne thappad maara ha tujhe.. tere papa ne.. rupali vikram singh ko ghusse se dekhti hui boli..

richa : nahi mummy! wo.. richa vinay ko dekh kar khamosh ho gai

rupali cheekh padi : ksine maara ha tujhe thappad richa.

richa apne papa se itna nahi darti thi, jitna apni mummy se.

richa : bhai ne.. richa darte darte boli.

rupali cheekh padi : kyuuuuuuuuuuunnnn?

richa ne bhi apne shak ka izhaar kar dia. sunkar rupali ko jhatka nahi laga. woh normal hi rahi. ye dekh kar sabko zarur jhatka laga tha.

rupali : chalo sab kamre me..

vikram bhi ab shaant tha. maamla rupali ne apne under le liya tha.

rupali : batao parachi richa ne jo kaha, kya woh sab sach ha. parachi ne haan me sar hila kar apni sehmati de di.

rupali ek ek ko dekhne lagi fir vikram se boli : vikram satish aur alka ka kya bana. koi kharab mili keh nahi.

vikram : nahi hum toh wahan se laut aaye the. raw wale, army wale ab wahan pohnch chuke han.

rupali : theek ha tum niche jaao aur koi bhi khabar mile toh mujhe turant batana. vikram "theek ha" bol kar kamre se nikal gaya.

rupali ke aage itni hi aukat thi vikram ki.....

rupali : vinay, jo hua woh nahi hona chahiye tha. ab jab ye sab ho chuka ha toh main kuch nahi kahungi. ghussa karne se kuch hasil nahi hoga. parachi ko dekhte hue boli. parachi tumhe bhi ab dil me khed nahi rakhna ha. open minded toh ho hi. incest nahi tha hamare parivar me. par ab tum dono ki shadi ho chuki ha. samaj ki nazron me ye sahi nahi ha. par tum dono ki shadi ho chuki ha. tum dono ab se pati patni ho aur hamesha pati patni hi rahoge.

prachi, vinay aur richa ko shock laga tha. unki mummy aisi baat bhi kar sakti ha, kabhi socha nahi tha.

parachi : mummy ye aap kesi bat kar rahi ha. meri toh isme koi galti nahi ha.

vinay : haan mummy!

rupali ne hath khade kar diye : jo bhi ha. aur parachi ek baat sun lo. ab se vinay ke siva koi bhi tumhari zindagi me nahi aayega. aayega toh meri permission se.. tab tak tum apne sabhi BF ko bhul jaao. aur richa tum bhi aisa sab bhul jaao. aaj se tum sab ki life me changing laayi ja rahi ha.

teeno ko aur bhi jhatke kha gaye..

richa ko ab zayada dukh hone laga tha. woh ab tak kunwari thi. bohut maze kar chuki thi. lesbian aur oral sex khub kar chuki thi. BF ke sath masti bhi khub kar chuki thi. powerfull thi toh koi bhi BF uske sath zabardasti nahi kar saka tha. ab ek ladka mila tha usay.. usi se richa apni dono seel khulwane ki chah dil me paale hue thi. apni mummy ki baat sunkar usay jhatka laga tha. parachi khul ke apni life ko enjoy kar chuki thi. ab uski baari aayi thi toh woh uski mummy ne rok laga di thi.

teeno kuch bolte usse pehle hi rupali bol padi

ITS AN ORDER!!

aur mera order.. jante ho na tum sab.. mere order ko follow na karne wale ke sath main kya karti hon...

rupali uthi aur kamre se nikal kar apne kamre me jaane lagi... piche teeno sadme me bethe reh gaye the.

rupali apne kamre me pohnchi, door ko lock kiya aur bed par let gayi.

rupali : ab toh aap khush han mujhse mere malik..

"iske siva tum kuch aur bol bhi toh nahi sakti thi"

rupali : haan! sahi kaha aapne. ab toh main aapki ghulam ban chuki hon mere malik. dasi ke liye koi aur hukam..

"zarurat padi toh bata bhi dunga. janti ho na abb se tum keval meri ho. vikram chutiye ko kabhi apne sharir ko chhune bhi mat dena"

rupali : us kutte ki itni majal hi kahan ha mere malik, jo woh mujhe meri marzi ke bina chhu bhi sake.

"hamesha mere maal ko saaf karke, chamka ke rakhna.. jald hi milonga main apna maal wasulne ke liye"

rupali : main us din ka besabri se intezar karungi mere malik..



{:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::}


payal singh ki ankh khuli toh woh chhat ko takne lagi. idhar udhar mud kar nahi dekha tha usne. wo dhayan nahi de paai, ye nahi jaan paai, jis chhat ko woh tak rahi ha. woh toh uski asli haveli ki chhat ha. uske kamre ki chhat ha.

woh dukh me chhat ko takte hue soch rahi thi. vinay ke sath kuch der me uski shadi kar di jaayegi. woh khud ko kese bhi karke bacha nahi sakegi. ye soch kar uski ankhon me aansu aane lage. jo ludhakte hue unke kaano me jama hone lage.

"kyun ro rahi ho payal beti"

payal singh ko awaz sunkar jhatka laga. jhakte se uthi toh apne gird apni maa ko, dadi ko, paridhi ko dekh kar shocked reh gayi..

payal singh roti hui : aaa..aaa..aaap..aaap..sabbb..aa..gaye... payal singh zor zor se rone lagi. bade dukh se rone lagi. ab bhi woh ye samjh rahi thi. woh dehradun ki haveli me ha aur sab uske paas aaye han..

payal singh :mm..mujhe..bacha..lo..maaaaaa...vinay..ke..sath..meri..shadi..karne.. wale..han..maa...

sabko jhatka laga..


rohini : ye kya keh rahi ho tum payal beti.. vinay ke sath tumhari shadi.. par ye kaise ho sakta ha..

payal hichkiyon me rote hue : mujhe nahi pata maa. kyu aisa sab kar rahe han. maa mujhe vinay se shadi nahi karni. maa mujhe ghar le chalo maa.. mujhe yahan nahi rehna maa. mujhe apni haveli me rehna ha maa. mujhe wapis le chalo.. payal singh ki halat sach me hi bohut kharab hone lagi thi.

sab payal ki baat par bohut heran thi.

hua ye tha. yahan aaate hue payal singh khud se aayi thi. par shimuna uske andar samai rahi thi. shimuna ne payal singh ko pata hi nahi chalne dia tha. payal singh ab tak yahi samjh rahi thi woh basti wali haveli me hi ha.

dadi : payal beti tum kesi baat kar rahi ho. kuch der pehle hi to tum khud se yahan aai ho. abhi kuch der pehle hi toh tum apne bed par leti thi. ab keh rahi ho tumhe ghar jana ha. tum ghar me hi toh ho..

roti hui payal ko ek aur jhakta laga aur woh apne kamre ko dekhne lagi.. ek ek chij ko dekhne lagi. uska sar chakrane laga tha. par usay kuch bhi samjh nahi aa raha tha. sar chakrane laga toh wo firse takiye par sar gira gai..

rohini : maa ji kya keh rahi ha ye, mujhe toh kuch samjh nahi aa rahi. khud se aai ha yahan aur kamre ko aise dekh rahi ha. jaise usay yakin hi nahi a raha ho.

dadi : mujhe bhi kuch samjh nahi aa raha ha rohini beti. shadi wali baat bhi mujhe kuch sahi nahi lag rahi. aise kaisa ho sakta ha. vinay kese payal beti se shadi kar sakta ha. mujhe toh yakin hi nahi ho raha.

paridhi jo sab dekh rahi thi. woh sab nahi janti thi. par apne chacha aur sabko kai baar parkh chuki thi. isi liye woh hamesha hi sabse door raha karti thi.

paridhi : ab bhi aap yakin na karen.. yakin karna aapko aata hi kahan ha. ek baar pehle bhi aap sab chacha, chachi aur sab par yakin kar gaye the. mere bhai par yakin nahi kiya tha aapne. ab payal di khud se keh rahi han, vinay bhai payal di se shadi karne ja raha tha. ab bhi aapko yakin nahi aayega.. paridhi fir payal di ko dekhte hue usay chot dene ki soch gayi.. payal didi wese hum kyun yakin karen aapki baat par. vinay hamara bhai ha aur ek bhai kese apni behen se shadi kar sakta ha. zarur aapko koi galat fehmi hui hogi.

paridhi ki awaz me badi kaat aa gai thi. rohini aur rani devi toh paridhi ko dekhti hi reh gai thi. kitni jaldi kitna kuch badal gaya tha haveli me, haveli me rehne walun ke andar.. paridhi ab aise andaz me aksar hi baat karne lagi thi. pehle raja thakur ka dar tha. par ab woh bhi nahi raha tha. raja thakur ne sabko unke haal par chhod dia tha. kisi ko kuch bhi bolne se nahi tokte the.

payal singh jo "yahan tak kese woh pohnchi" aisa sab soch rahi thi. apni kanpatiyo ko masal rahi thi. paridhi ki baat aur lehje par usay ghoor kar dekhne lagi.

payal singh ghusse me : to kya main jhut bol rahi hon.

paridhi : bol bhi sakti han. konsi badi baat ha ye didi. apne hi bhai par jo vishwas na kar paaye, wo jhut bhi toh bol sakti ha. aur fir hamare chacha ke sath sath, chachi aur sab han bhi toh achhe na.. kaise woh kuch galat kar sakte han. jab bhai ke maamle me unho ne kuch galat nahi kiya tha. bhai ne galat kiya tha. abb bhi zarur aap hi jhut bol rahi hongi. chacha, chachi aur sab aaj bhi sahi honge. wo sab galat toh ho hi nahi sakte. woh sab toh mahaan ha naa..

maine sahi kaha hai na didi....

paridhi ke shabd zeher me bujhe hue teer the. aise shabd jo kisi ne pehle kabhi nahi sune the. sune the toh baki sabse daksh ne sune the. kisi aur ne kisi ko kabhi nahi sunaaye the.. rohini jo andar hi andar daksh ko leke bohut kuch soch rahi thi. woh ab paridhi ki baaton par firse aansu bahane lagi. rohini ne toh alka, payal aur chachi par yakin kiya tha. khud se kuch nahi dekha tha.jo usay bataya gaya tha uspar yakin kar gai thi... pichhle 6 saalon se usay hi sach maanti chali aa rahi thee. ab unka yakin bhi dagmagane laga tha. unke andar ki mamta jaagne lagi thi. unhe bhi apne daksh bete ke jeevan ka ek ek pal yaad aa raha tha. kitna pyar karta tha woh sabse. kabhi kuch uske baare me galat dekhne sunne ko bhi toh nahi mila tha.

dadi ko bhi jhatka laga tha. par woh rohini jitni gehraai me na ja saki. jhatka toh payal ko bhi laga tha. woh bhi sab yaad karne lagi. par jo dekh chuki thi usay woh sab kahin se bhi galat nahi laga tha. aaj bhi woh daksh ko galat hi maan rahi thi..

payal : aise andaz me mujhse baat mat kar paridhi.. teri badi behen hon main. tab jo bhi hua tha, woh sab sach tha. maine aur alka ne sab dekha tha. ab ka jo bhi main bol rahi hon woh bhi sab sach ha. pehle wala alag tha aur ab ka alag ha. is bar----


payal singh bolti bolti ruk gayi.. usay chachi ke shabd yaad aane lage..

"patni banegi toh theek nahi toh umar bhar ke liye tujhe mere bete ki rakhel banna padega"

payal singh padhi likhi thi. samjhdar bhi bohut thi. bas apne bhai se zayada us dekhi ghatna par vishwas kar bethi thi. par ab jab chachi ke shabd yaad aaye toh sath hi parachi aur richa ka behaviour bhi yaad aane laga..

payal singh ko jhatke par jhatke lagne lage.. woh bohut kuch soch rahi thi. uski chachi, uski cousins itni advance aur ghattiya toh kabhi bhi nahi thee..

woh sochne lagi. kahin sach me hi toh koi khel toh nahi khela gaya tha. chachi jaisi ab ki baar saamne aai ha. chachi aisi toh kabhi bhi nahi thee. kaise ek bazari aurat ke jaise baten kar rahi thi. kaise kitne ghattiya shabdo ka upayog kar gayi thi. payal singh vicharon me dubti chali gai. mohabbat jo apnu ke liye dil me ho, woh kabhi ja nahi sakti. bas dusron ke khele gaye khel ke chalte kahin dab ke reh jati ha. ab payal singh bhi rohini ke jaise vicharon me ghirne lagi thi. woh sabhi angle se sochti chali gai.

paridhi, rohini aur rani devi teeno payal singh ko dekhne lagi..

rohini aur devi maa payal singh ke liye dukhi toh toh paridhi ko ghanta bhi fark nahi pada. haan apne dil ki bhadas nikal kar woh kuch shaant ho gai thi. woh wahan se nikal kar raja thakur ke kamre me ja ghusi..

raja thakur : aao aao paridhi beti. kese aana hua..

raja thakur ek chair par bethe the. paridhi wahin ghutne tek kar raja thakur ke ghutno par sar rakh gayi.

paridhi : baba payal di khud se nahi aai han na yahan haveli me.. baba fir woh kese aai han. mujhe jaanna ha.

raja thakur : tum ab bhi nahi smajhi ho paridhi beti..

paridhi ne sar utha kar raja thakur ko dekha. raja thakur ki ankhon ki chamak aur honto par dard bhari muskan paridhi ko bohut kuch bata gai thi.

paridhi khush hoke : mera bhai.. ha na baba.. bhai ne didi ko bachaa ke haveli me pohnchaya ha na.

raja thakur : sab nahi janta beti.. par tera bhai hum sab se firse jud chuka ha. itna mujhe bataya gaya ha. har toofan ko ab tumhara bhai apne seene me sametne ke liye medan me utar aaya ha..

paridhi raja thakur ke dono hath thaam kar chumti hui boli : baba mujhe bhai ki bohut yaad aa rahi ha. mann karta ha, ud ke bhai ke paas chali jaao.

raja thakur muskura kar paridhi ke sar ko thapthapane lage.



{:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::}


IN GUFA.........

dono snakes NO:4 ke gird kuch der ghumte rahe.. ek dusre ko dekhne ke baad dono snakes ek baar firse NO:4 ki ankhon me dekhne lage. NO:4 ki ankhon ke raaste koi sandes NO:4 ke brain tak pohnch raha tha.

kuch der me dono snakes ek side me chalne lage. NO:4 bhi unke piche jane lagi. khazane se hatkar ek diwar ke paas ja kar woh ruke toh ek snake ki ankhon se green light nikli aur diwar par padne lagi. foran hi wahan se diwar side hatne lagi. dono snake aur NO:4 us raste se guzarte chale gaye. kuch aage ek box pada hua tha.

NO:4 ne woh box uthaya aur usay khol kar uske andar se ek mala nikal li.. NO:4 ne fir woh mala apne gale me daal li. aise hi wapsi ka safar hua aur kuch der me NO:4 firse wahin thi. jahan kuch der pehle maujud thi.

dono snakes NO:4 ko leke ek disha me aage badhne lage. different gufaon se guzarte hue woh firse ek diwar ke paas pohnche toh pehle jaise andaz green light apni ankhon se us diwar par chhodne lage. diwar firse hati to saamne basti ke pujari ji maujud the. pujari ji pehle saamne ke rukh par face kiye bethe hue the. diwar hati, awaz hui toh palat kar dekhne lage.

jo drishya nazar aaya, woh dekh kar pujari ji ke toote kooch kar gaye. pujari ji pavitr aatma hote hue bhi dono snakes ko dekh kar dar gaye the. dono snakes the bhi toh vishal snakes. unki ankhon me itni kashish thi, pujari ji ka dar jaane laga. snakes ne pujari ji ko bhi sammohit kar dia. fir uske gird ghumne lage. kuch der baad woh ruke toh pujari ji ki ankhon me dekhne lage.. dono snakes pujari ji ko bhi koi sandes ankhon ke raste de rahe the.

agle din ki subah hone tak pujari ji ne NO:4 ko dehradun shahar me pohncha diya tha.. pujari ji sabki nazron se bacha kar NO:4 ko leke shahar pohnche the. shortcut way se woh shahar pohnche the.

NO:4 sammohit halat me gale me mala daale shahar ki sadkon par chalne lagi. usay nahi pata tha, woh kahan ja rahi ha. usay apni manzil ka kuch pata nahi tha. NO:4 ko dekh kar jahan door ke log usay dekh kar world beautiest girl bol rahe the toh paas wale NO:4 ko dekh kar jhatke khate hue door ho rahe the. aisi hi kashish thi NO:4 me.. koi bhi uski kashish karib se sehn nahi kar pa raha tha. kashish asal me mala ki thi.

NO:4 ko rasta milta gaya aur woh aage badhti chali gayi..

jaise hi NO;4 shahar me pohnchi toh uski ankhon me maujud ke andr ke cam working mode me aa gaye the. baki jo bhi devices ke sath woh thi, woh sab bhi working karne lage the.

sophia kothi me bani gym me thi..


kuch der me ek agent gym ke door par khada hua bola : madam NO:4 firse sampark me aa gai ha. woh dehradun ki sadkon par dikhai de rahi ha.

sophia : whattt!! .. theek ha tum jaao.. sophia bhi ek towel se apne badan ko saaf karti hui apne kamre ki or badhne lagi. wahin laptop khol kar woh NO:4 ko check karne lagi..

sophia : NO:4 you are alive? HOW?

NO:4 bhi sophia ke bolne par kuch normal ho gai. woh abhi tak trance me thi. woh boli toh uski awaz normal thi. sophia judge nahi kar paai.

NO:4 : madam mujhe dono snakes ne ALKA hi samjha tha. wahin se mujhe mala bhi prapt ho gai ha madam aur-----

mala ka zikr sunte hi sophia aur kuch sun na payi..

sophia : kyaaaaaaa? ohhhh GREAT... ab kahan ha woh mala.. sophia bohut khush ho gai thi mala ke mil jane ka sunkar..

NO:4 : mere gale me hi ha madam..

sophia ne wahin se apne admiyon se contact kiya jo khud se hi NO:4 ke paas pohnchne wale the. sophia ko pata chala toh boli. NO:4 ko foran uske paas pohcha dia jaaye.

sophia : NO:4, agents aa rahe han. tum helicopter se kuch samay baad mere paas pohnch rahi ho. mala ka khaas khayal rakhna. kisi aur ke hath nahi lagni chahiye.

NO:4 : ji madam.. main dhayan rakhungi.

dedh ghante me NO:4 delhi me sophia wali kothi me thi. aur sophia drawing room me NO:4 ke saamne khadi thi. sophia bade dhayan se mala ko dekh rahi. mala jo keh bohut hi khaas thi. par dekhne me ek aam si maal dikhaai de rahi thi.

sophia ko kuch ajib sa lag raha tha. par woh samjh nahi pa rahi thi.

sophia : yahi ha woh mala

NO:4 : ji madam.

sophia : utaar kar mujhe do. sophia NO:4 ko order dete hue boli toh NO:4 ne bina kuch aur soche woh mala gale se nikal kar sophia ke hath par rakh di. sophia jo mala ko dekh kar apne hath me lekar janchne ka soch rahi thi.

mala hath me aai toh sophia dhadammm se niche gir padi. mala ka weight woh utha hi nahi paayi thi. usay aisa laga jaise koi pahaad utha kar uske hath par rakh diya gaya ho.
itna hi weight tha mala ka. sophia ko right shoulder ko zabardast jhatka laga tha. kohni ko bhi zabardast jhatka laga tha. kohni toot gayi toh kandha buri tarah se utar gaya.

sophia kandhe se buri tarah se injured ho gai thi.

sophia ko kohni aur kandhe ke dard ke sath sath ek jhatka aur bhi laga tha. jahan mala ka weight bepanah tha. wahin mala uske hath par aayi toh sophia ko aisa lagne laga. jaise anginat angare uske hath me utar ke pure sharir me daudne lage hon.

puri kothi sophia ki bhayankar cheekhon se goonj uthi. jo bhi kothi me tha. woh daudta hua wahan aaya aur sophia ki halat dekh kar dang reh gaya.

sophia jaisi super agent itne bhayankar andaz me cheekh rahi thi. chilla rahi thi. zameen par gir kar tadap rahi thi. sab dekh kar shocked ho gaye the.

BAO ke agent ye dekh kar cheekh pade... NO:4 mala ko madam ke hath se le lo. NO:4 bina kisi bhav ke niche jhuki aur sophia ke hath se mala lekar wapis se apne gale me daal li.

mala ke sophia se alag hote hi sophia ki cheekhon me bhi badlaao aa gaya tha.. NO:4 normal khadi rahi thi. usay sophia ki cheekhon se jaise koi fark hi nahi pada tha.

sab agents bhaag kar sophia ke paas ja pohnche..

sophia ko apne apni tooti kohni aur kandhe ka hi dard reh gaya tha. dard ki inteha dekhi thi sophia ne toh uska pura sharir pasina ugalne laga tha.


ek agent bola : madam hum aapki kuch help karen.. sophia cheekhti hui haan me sar hila gayi.. koi usay uski marzi ke bina chhu bhi nahi sakta tha.

agents ne sophia ko utha ke sophia ke kamre me pohnchaya aur iban marsh ko khabar kar di.. woh bhi sab sun aur jaan kar preshan ho gaya..

sophia bohut zayada injured ho gayi thi. kohni hi nahi tooti thi. kandhe ke muscles bhi hazaron ton weight ka bojh sehn nahi kar paaye the.

sophia ab bhi bolne layak nahi hui thi. iban marsh ne special plane se sophia aur NO:4 ke sath 4 agents ko israel laut jaane ko bol dia..



{:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::}


kaise ho re tum mere balam..

daksh : ohh mere desh ki hawa tujhe bhi lag gayi meri bulbul..

shimuna : EHehehehe! hawa.. mujhe toh tere desh ka pure paani bhi lag chuka ha mere sajanwa..

shimuna hasta hue boli toh mai bhi uska matlab samjhte hue has pada.

daksh : teri kismat me tha na mera paani tabhi toh---

shimuna : tabhi toh saat planet chhod kar tere planet par aai hon mere hero..

daksh : hahaha.. hamare haan ki kahavat ha.. saat samandur paar karke tere paas aaya hon aur tum.. hahaha tum toh sabse aage nikal gayi. tum to 7 saat planet paar karke aai ho

shimuna : Ehehehe daksh.. kasam se mujhe mere parivar ki chinta na hoti na toh main wapis jaane ka sochti bhi nahi.. yahan ka sab bhi bohut mann ko bhaa gaya ha mere.

daksh : aur agar main kabhi tumhare sath tumhare planet par gaya toh mera bhi wapis prithvi par lautne ko mann nahi karega.

shimuna : ohhhh daksh! tum wapis lautne ki baat kya karoge. tum toh soch bhi nahi paaoge. itna hi khubsurat ha mera planet..

daksh : fir toh main wahan kabhi jaane ki sochonga bhi nahi. baap re, wahan ki toh mujhe sab hi chhoti chhoti milengi.

shimuna : kya chhoti chhoti?

shimuna ko meri baat ki samjh nahi aai.

daksh : hahaha wahi.. tumhare planet ki gufaen.. kitni mini han na..

shimuna khilkhila kar hasne lagi. main bhi hasne laga..


ekdumm se hi shimuna jaise shant pad gai thi. main heran ho gaya.. shimuna ke dimag me tha main.. toh shimuna ekdumm se khamosh hui toh mujhe shimuna ke dimag me ek film si chalti hui dikhaai dene lagi.

kai scenes the us film me.. aahhh kitne hi mere desh ki roti hui maayen mujhe dikhaai dene lagi thee. unke dard ko shimuna ne bade karib se dekha tha. main bhi wahi sab dekh kar aur bhi karib se mehsus karne laga. sabki cheekho pukar shimuna ke dimag me gunjne lagi toh main bhi sunkar dehl utha. ek maa ke dil ki dehla dene wali cheekh hi khun ke ansu rula deti ha.. shimuna ke dimag me toh fir bhi kai maayen alag alag places par dikhai de rahi thee. sab itne zayada dil dehla dene wale andaz me ro rahi thee. main kalpana bhi nahi kar sakta tha.

mujhe pata hi nahi chala kab meri ankhon se ansu beh nikle..

daksh : ye sab kya ha shimuna?

shimuna bhi aansu bahane lagi.. daksh maine galat kaha tha daksh. tumhari earth bilkul bhi rehne layak jaga nahi ha daksh. main yahan nahi reh sakti daksh.. kasam se yahan rahi toh logon ka dard dekh kar mera dil phatt jaayega daksh. daksh kitne zalim log bhi rehte han jo haste khelte ghar ko ujad jate han. daksh.. daksh..

daksh : mujhe sab detail se batao shimuna. tumne kya kya dekha ha. sab mayen kyun ro rahi han.

shimuna khud par kisi had tak kabu paate hue boli : daksh kuch maayen ek hi ghatna se judi hui lagti han mujhe. unki jawan betiyan uthaai gai han. kuch maao ke bache ghayab han daksh. jaldi aa jaao daksh.. milke sab ko wapis laate han. kitne dard me han sab. aao milke unka dard kam karen daksh.. sab ko unke khoye hue nagine lauta den.

daksh : bas main bhi kuch hi der me nikalne tha. sab tayyari complete ho chuki ha. ek naye face ke sath main nikalne wala hon.

shimuna : aa jao daksh! kasam se mujhse sab ka dard sehn nahi ho raha ha. mujhe telepathy aati hoti toh kabka sabke dard ko kam kar chuki hoti. main khul kar bhi sabke saamne nahi aa sakti daksh. tum jaldi se aa jao. dekho kitne dard me han tumhare apne hi desh ke log.

kuch der aur shimuna se baat chit main karta raha. fir uske dimag se nikal aaya. life me pehli baar maine apne desh wasiyo ke liye itna dard mehsus kiya tha. main apne desh laut kar apne dushmano se bhid jana chahta tha. par samaj seva ne pehle mujhe apni aur akarshit kar liya tha.

apne badle se bhi badhkar tha mera ye wala kartvya..

ek lambi saans leke main upar dekha. upar thi toh chhat hi par main khule asman ko imagine karne laga. bhagwan se parathna karne laga. bhagwan mujhe har mission me safalta dena. abhi toh main dushmano se ladne ke maamle me anari bhi tha. kise se ladne ka moka hi nahi mila tha kabhi mujhe.

abb se meri nayi zindagi shuru hone ja rahi thi. apna bag utha kar main kamre se nikal kar master ke saamne ja pohncha. jahan master shoon-li, master chi-fang aur wang-zhi maujud the.

sabse pehle teeno mujhse gale mile.

shoon-li : daksh beta! samay ki kami ke chalte tumhe sab nahi sikha paya main. samay milne par aate jaate rehna. mujhe tumme apna sara fun utarna ha.

daksh : zarur master ji! mai aata jata rahunga. aap toh mere bade han. kaise aap ko bhul sakta hon main. aap ke kaaran hi toh aaj main dunya ko face karne layak hua hon.

shoon-li : khush raho beta

master : shoon-li daksh bete ke nasib me keval hamari hi virasat prapt karna nahi likha ha. aur bhi bohut kuch daksh bete ke nasib me likha ja chuka ha. LORD BUDDHA jane, wahi sab jaante han, hum toh keval unke dikhaye raston par chal sakte han.. daksh beta, yahan se nikalte hi tumhari nayi zindagi shru ho jayegi. kabhi bhi khud ko akela mat samjhna. sharir ki taqat se zayada dimag ki taqat ka use karna. dushman soye nahi han aur na hi kabhi soyenge. tumhe paane ke liye woh ab bhi utne hi bechain han, jitne ke pehle the. saavdhani se ek ek kadam uthana. jaao LORD BUDDHA tumhari raksha kare..

wang-zhi dono masters ke saamne apne jazbat par kabu paaye hue thi. warna wo mere jaane se bohut udas thi. zayada samay uske sath nahi bita paya tha. par jitna bhi bitaya tha. hum bohut karib aa gaye the. wang-zhi to bohut aage nikal gayi thi. mujhse pyar karne lagi thi.


kuch der aur wahan rehne ke baad main wahan se nikal pada tha.

jaise life mujhe jeene ko de di gai thi. woh life bohut mast life thi. ek maksad wali ilfe thi. ek aisi life thi, jiski kalpana hi ki ja sakti thi. par kisi ko nasib nahi ho sakti thi.

samaj seva karna bade punya ka kaam tha.

par....

karna asaan nahi tha. kadam kadam par maut se saamna karna padne wala tha. pichhle 6 salon me aneko baar maine marine life jeete hue maut ka saamna kiya tha. par woh khatre alag the.

ab ke meri zindagi me aane wale khatre alag the. pehle main khud se khatrat me kood jaya karta tha. abb bhi main khud se hi apne liye aisi zindgi ko accept kar gaya tha.

matlab...

khud se hi khatrat wali zindagi ka chunaao kar liya tha.


par....

is baar baat alag thi. is baar main kisi se bhidta toh woh fir marte dumm tak mere piche rehne wala tha. mere hathu mar jata ya kisi aur kaaran mar jata. tab toh woh mera picha chhod sakta tha.

otherwise..

woh mere piche hi rehne wale the..

mere piche toh puri dunya wale shimuna ke aate hi pad chuke the. par ab ki bat aur bhi alag hone wali thi. ab main ek naye roop me sabke saamne aane wala tha..


main ek khali medan me ja pohncha tha. wahan ek helicopter mere liye maujud tha. main helicopter par beth kar india china border ki aur jane wala tha. ye sara intezam master ne hi kiya tha.

helicopter mujhe leke uttrakhand ke border ki or jaane wala tha. pata nahi kyun master ne mere liye ye rasta choose kiya tha.

main ek din thehar ke flight se india ja sakta tha. maine is baare master se poochha bhi tha toh master ne mujhe zayada kuch nahi bataya tha.. bas itna hi kaha tha.

"tumhe khud se bata chal jaayega"



mian helicopter me betha.. toh helicopter mujhe leke udan bharne laga. mere dil ki dhadkan kuch badhne lagi thi. barson baad main apne desh laut raha tha. woh ho raha tha jo maine pichhle 6 saalon me socha bhi nahi tha.

apne desh jaana padega, aise andaz me jaana padega, ye bhi nai socha tha. helicopter me betha hua main ye sab soch raha tha. har guzarte pal ke sath main apne desh ke border ke karib aur karib hota ja raha tha.

kuch ghante beet chuke the helicopter ki parwaz ko...

is beech do baar helicopter land hua tha fuel dalwane ke liye.. fuel lete hue bhi kuch time lag gaya tha..



{:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::}


daksh temple se nikla toh master shoon-li bole : THE GREAT MASTER aapne daksh bete ko kuchh bataya kyun nahi.

wang-zhi bhi sun rahi thi, par usay kuch samjh nahi aayi.

master CHI-FANG ke honto par muskan aa gayi : aaj nahi toh kal usay khatrat se toh guzarna hi ha. toh kal ko aane wala khatra aaj hi aa jaye toh harj hi kya ha. aur fir usay batane ki zarurat humen nahi ha shoon-li.. usay khud se khatrat se samjh ke ladna seekhna hoga. aap bhi woh nahi jaante han shoon-li jo main janta hon.

wang-zhi apne baba ki baat par heran reh gayi thi.

shoon-li : aisi kya baat ho sakti ha GREAT MASTER!

chi-fang : samay khud hi aapko bata dega shoon-li

wang-zhi : baba daksh ke liye khatra ha toh mujhe usay batane jana hoga.

master chi-fang ke honto ki muskurahat gehri ho gai.

chi-fang : beti zhi tum itni kamzor kabse ho gayi ho. chinta achhi baat ha. par daksh ke liye aisi chinta.

wang-zhi laal peeli hone lagi toh dono master has pade.. shoon-li bhi sab jaante the. wang-zhi mann hi mann me daksh ko dil de bethi ha.

chi-fang : jo yahan se gaya ha.. kya wo mom ka bana hua ha.

wang-zhi ne master ko dekha toh usay ehsas hua keh woh daksh ki mohabbat me daksh ke liye kuch zayada hi chintit ho gai thi.

wang-zhi : nahi baba! jo yahan se gaya ha, woh lohe ka bana hua ha. woh ek fualad bhi ha.

chi-fang : toh kya uske liye "khatra ha" jaan kar hum chintit ho jayenge.

wang-zhi kuch sharmind ho gayi : nahi baba. life me toh hamesha hi khatre aate jate rehte han. aaj nahi toh kal khatrat se aamna saamna toh hona hi ha.

chi-fang : tumhe sharminda hone ki zarurat nahi ha zhi beti. chinta toh mujhe bhi hamesha rahegi daksh bete ki. jo nayi zindagi usay mili ha. aye din koi na koi ghatna ghatti hi rahegi. jahan daksh bete ko bohut si khushiyan, bohut si kamyabiyan milengi. wahin usay bohut se dard aur bohut se zakham bhi sehn karne padenge.

lok seva koi asaan kam nahi ha zhi beti..



{:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::}


main nahi janta tha, border kitni doori par reh gaya ha. jitna samay beet chuka tha. us hisab se mujhe lag raha tha, ab border bas kuch hi doori par ha. par border tha keh aa hi nahi raha tha..

helicopter me sabhi chinese army wale the. jab betha tha toh sarsari si baat cheet hui thi sabhi se. uske baat main pure raste ya toh shimuna se baat karta aaya tha. ya nazare dekhta raha tha.

sab theek chal raha tha...

par ekdumm se hi kuch gadbadi ho gayi.. mujhe andaza hi nahi ho saka tha. mere sath aisa bhi kuch ho sakta ha. master chi-fang dwara main helicopter me betha hua apne desh ki or badh raha tha. isliye kisi ke bhi dimag me nahi gaya tha main. mujhe zarurat hi mehsus nahi hui thi. main easy tha. aur barson baad india jaane se related feelings me vyast tha.

ekdumm se hi mere sath bethe hue ek chinese army wale ne meri jaang par ek pin chubha di..

main chehra ghusa kar usay herat se dekhne laga. bas fir kya tha. main usay dekhta hi reh gaya..

pata nahi us pin ki chubhan me aisa kya tha.

main jaisa betha tha, vaisa hi betha reh gaya. saala main paralize kar diya gaya tha. usi samay helicopter bhi land ho gaya..

main apne hath pair tak nahi hila sakta tha. jaise betha tha, waise hi betha betha akad gaya tha. mujhe utha kar helicopter se niche utara gaya.. mera face ghooma hua tha. usi condition me main chinese army walun ke hathu me tha. mujhe wahan rakhi ek chair par bitha diya gaya.. jis side mera face tha. wahan mujhe kai hathiyarband foreign agents dikhe.. main dekh kar heran reh gaya..

main keval ek side hi dekh sakta tha. hil sakta tha aur nahi chehra ghuma kar kisi ko dekh sakta tha.


"aww.. toh MR.DK!! akhirkaar tum meri custody me aa hi gaye"

bolne wala chehra mere saamna aaya toh main usay dekh kar heran reh gaya..

mujhe dikhaai dene wala chehra MARGARET ka tha....
.
.
.
.
.
.
Aaj Ke Liye Itna Hi Mitro! Milte Han Agle Episode Ke Sath Jald Hi..

::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::
Amazing update
 

Siraj Patel

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
135,549
112,255
354
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).


"Chance to win cash prize up to Rs 8000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 15th February ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 5th March 2024 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 4000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees + Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 
Top