• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Saurya - ek youdha (Completed)

Kya mujhe mere likhne ka tarika change karna chahiye

  • nahi aise hi sahi hai

    Votes: 130 91.5%
  • haa (to comment kr mujhe advice d)

    Votes: 12 8.5%

  • Total voters
    142

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
41,577
36,860
304
Hi friend maine xforum pr kafi stories padi hai aur ab mai bhi apni ek story post karne ja raha hu ab jyada wakt na lete huye
story p chalte h jaise jaise log milte rahenge unke bare m batata jaunga .
so lets go

Update 1update 2UPDATE 3update 4update 5
update 6update 7update 8update 9update 10
Update 11update 12update 13update 14update 15
update 16update 17update 18update 19update 10
Update 1update 2update 3update 4update 5

Updateupdateupdateupdateupdate
updateupdateupdateupdateupdate
 
Last edited:

Aryanv

Active Member
1,319
4,003
158
UPDATE- 50(continues)

Main Battle ground s bahar gaya aur sidha chal pada Margret ki oor.
Kuch der lagi usse dhundhne me pr wo mil gayi .
Main- Margret wo hame abhi wo saare info padhni hogi .
Margret -pr abhi to mere classes hai aur tumhare bhi to fir.
Main- Arre chalo bhi classes s jyada important hai wo chalo jaldi.
Main usse jabardasti le aaya aur fir wo info Fountain wala wo study karne lage hum dono.
Issi kaam m shaam ho gayi saare classes miss ho gaye pr ye jaruri bhi tha.
Aant main hame pata chala k wo panni nhi hai wo Aatmayen hai aur wo bhi bahut saare jo kisi tarah s panni jaisi ho gayi thi.

Margret aur mera to muh khulla ka khula rah gaya tha jab hum iss nishkarsh p pahuche tab.

Margret- Ye ye hua kaise mujhe kuch samajh nhi aa raha ye ho kaise sakta hai aatmayen paani jaisi kaise.
Meri khud kuch samajh m nhi aa raha tha main usse kya bolta.
Tabhi Henry aa gaya waha.
Henry - Saurya wo uska pata chal gaya wo jo ye sab kr raha hai.
Main- Hmm bolo kon hai wo.
Henry- Wo daityalok k kuch log hai jo ye kr rahe hai unko Jordon ne yakkin dilaya hai k unhe iske badle Daityalok ka raaj path saupa jaayega.
B.S- Dekha kaha tha maine.
Main(Henry s) - Wo Rita ne apna kaam kiya kya.
Henry- wo to uske pass s hi pata chalega.
Main- Hmm chalo waise bhi hamara kaam ho gaya hai.
Margret- Kaha jaana hai mujhe bhi batao.
Main- (Henry s) isse uske baare m nhi bataya.
Henry- Mujhe laga Headmaster n bataya hoga.
Main- Koi nhi Margret chalo aaj hum tumhe Battle ground le chalte hai.
Margret- Battle ground ye kya hai.
Main- Chalo sab pata chal jaana hai.
Hum chal diye battle ground ki oor waha pahucha to Headmaster dhyaan m baithe the N.mom aur Rita kuch baaten kr rahi thi.
Margret bas hairaani s iss jagah ko dekhe jaa rahi thi.
Main- Rita kya tumne kisi ko bulaya.
Rita - Haa wo aata hi hoga.
Main- Chalo acha hai. (N.mom s) aapne apna kaam kiya.
N.mom- Haa kr diya pr ye kamjoor shield ye q.
Main- Aap bas dekhte jao. Accha aap sabhi s koi ye batayega ye aatmayen kya paani m bhi badal sakti hai.
Waha pr khade saare log mujhe ghurne lage.
Rita- Haa pr tum q puch rahe ho.
Main- Wo chodo pahle batao kaise.
Henry- Ek kahani hai badi purani si ek jaanwar ki wo jab bhi kisi ko maarta unko khata to un logo ki aatmayen Paani ki ho jaati wo kabhi mukt nhi ho paate iss sansar se wo kaid ho jaate the.
Main-Wo janwar kon saa tha.
Rita- Koi nhi jaanta bas kuch afwayen hai k wo sanp ki tarah dikhta hai pr bshut bada hai.
N.mom- pata hai wo hamare planet pr puja jaata hai usne hamare planet ki raksha ki hai wo bhi kaiyon baar.
Main- Chalo kuch kadiyan mil rahi hai.
(N.mom s) chaliye aapke planet jaane ka waqt nazdek hai ab.
N.mom- kya hum waha jaane wale hai pr wo Maarcuss k log wo to....
Main- Arre main jaunga aap nhi.

Aise hi kuch der baaten chali fir Rita ko pata chala k wo aa gaya hai jisko usne bulaya tha.
Maine Rita ko samjha diya k usse kya bolna hai.
Rita aaj bahar jaane wali thi Battle ground s maine N.mom s bola k wo apni banayi hui shield uspe laga de.
Usne bhi laga di.
Ruta bahar gayi. Main Henry dono nikal pade uske piche chupte chupate.

Humne dekha k wo University s bahar gayi aur uss jagah pahuchi jaha wo aadmi aaya tha.
Rita abhi usse kuch bolti usse pahle hi waha pr bahut saare daitya aa gaye aur dono pr hamla kr diya
Henry ye dekh gusse m aa gaya.
Main- Arre yaar usko bhi to mauka do kuch karne ka.
Henry- Tumne usse ek chare ki tarah istemal kiya q.
Main - Nhi maine aisa kab kiya main to bas usse ek mauka de raha tha apne haath kholne ka.
Henry- nhi tumne uska istemal kiya hai.
Main- Ruko pahle dekho usko wo kya krti hai.
Hum baate hi kr rahe the k Rita ne unn sabhi ko apne jaadu s bandh diya tha.
Main bahar aa kr.
Main- Good chalo ab inhe le chalo Battle ground .
Rita ne unhe uthaya aur hum battle ground chal pade.
Henry- ye kya tha kya usko pata tha iske baare m.
Main- aur nhi yo kya wo tumse jyada samajhdar hai.
Hum pahuch gaye battle ground aur waha pr ek jagah unn sarre daityon ko baand diya.
Main- Haa to kon haath saaf krega pahle batao.
Rita- Main pahle main.
Margret- Ye ho kya raha hai koi batayega ye Dadu dhyaan m baithe hai wo ladki behosh padi hai aur ab ye sab.
N.mom- Beta main batati hu tumhe

N.mom ne usse wo sab bataya jo usse pata tha aur tab tak hum sabhi ne un daityon ko ache s baandh diya.
Main- Pahle inhe hosh me lao fir mazza aayega yaar maine bhi bade time s kisi k saath kuch nhi kiya ab to yaad bhi nhi kab kuch kiya tha.
Rita ne unko hosh m laya aur boli.
Rita- Maan to mera bahut kr raha hai inke saath khelne ka pr tumne bahut waqt s aisa kuch nhi kiya aur main bhi dekhna chahti hu k tum kya karte ho to lo tum hi karo.
Maine kappa ki talwar aur black sword dono ko yaad kiya aur dono ko hi ek jagah pe rakh diya.
Main-(Daityon s) Haa to doston kaisa lag raha hai yaha aa kar. Darne ka nhi main kisi ko bhi nhi marunga main to bas khelunga ok.
Wo daitya mujh Elf s aisi bate sun hasne lage.
Main bhi hasne laga.
Maine kappa ki talwar uthayi aur bola.
Main- Sunna hai iski roshni jab tum logo k khun p padti hai to bada mazza aata hai hai na chalo aaj try krte hai.
Meri ye baat sun jo abhi saare has rahe the unki hasi hi gayab ho gayi wo pareshan s dikhne lage.
Maine talwar uthaya aur chal pada ek ki oor dhire dhire.
Mere honton pe ek saithani muskan thi jisse dekh wo daitya ghabra raha tha.
Main uske paas gaya aur talwar k point ko uske pure body pe ghumaya dhire dhire uske pasine chut rahe the.
Maine thoda sa dabao bana kr fir ussi tarah usse uske body pe chalaya jisse uska thoda sa khun nikalne laga.

Maine fir kappa ki talwar s wo roshni nikali aur fir jo chikhen nikli uss daitya ki mazza hi aagaya.
D1- aaaaahh nhiiiiiii aaaahhhh paaaaa naaahiii.
Main- haaaaah bahut din baad bada mazza aaya ye dard de kr kisi ko.
Main ruka nhi uske saath waise hi karta gaya aur iska ashar ye hua k waha pe jitne bhi daitya the saaron ne pani pant gilli kr di aur wahi Rita aur baakiyon ka bhi haal bura tha wo bhi mera ye roop dekh sayad shoked the yaa kuch aur pata nhi.
Main ab usse chod dusre daitya k paas gaya uske saath bhi waisa hi kiya aur waise hi baakiyon ke saath kiya aant aate aate saare behosh ho gaye.
Main- Henry bhai jara sabhi ko hosh m to lanna.
Henry ne kuch nhi bola aur waha jaa sabhi ko hosh m laya.
Main- haa to bhaiyon kaise ho .
D3- Hame maar do pr ye naa karo hame maar do mar do hame.
Main- arre bhai maine to pahle hi bola na k main kisi ko nhi marta to fir kaise.
D4- nhi hame maar do maar do hame.

Margret-(chilla kr) kyun itna tadpa rahe ho inhe agar maarna hai to maar do pe.....
Henry ne usse chup kara diya aur main main chal pada wo black sword k paas.
Main- Chalo aab isse bhi dekhte hai isse kya hota hai.
Maine black sword uthaya aur chal pada D1 ki oor.
D1 jo k ro raha tha tadap raha tha dard s aur mujhe apni oor aate dekh gidgida raha tha.
D1- nhi nhi ye nhi tum tum jo bologe main wo karunga main tumhe sab kuch bata dunga unn sab k baare m jisne Rajkumari pe hamla krne ko bola pr ye mat karna.
Main- (Rita s) Raj kumari ji aapko janna hai k aap ke uper kisne hamla kiya.
Rita ne bas naa m sar hilla diya
Main- Arre bhai wo to interested hi naa hai isme ab kya kare kuch aur bhi hai kya batane ko.
D4- Ha ha hai hum tumhe jordon ka plan bata sakte hai wo yudh ki taiyari main laga hai.
Main- Bhai ye bhi main jaanta hu kuch aur batao kuch accha sa. Chalo ek hint deta hu ye prof.s k family p hamla iske baare m batao kuch.
D6- batate hai batate hai pr hame aur mat tadpao wo Jordon unpe dabaw banana chahta hai taaki wo saare Maarcuss ki seena ki madad kare.
Main- ooh aisi baat hai pr mujhe kuch aur lag raha hai.
Maine black sword nikala aur un sabhi k uper hamla krne laga pura battle ground unki dard bhari aawajon s ghunj raha tha waha maujud har koi unhe dekh raha tha.
Jab mera maan bhar gaya to maine Henry s bola.
Main- Henry inhe Daityalok pahucha do issi halat m aur dhyaan rahe ye marre nhi.
Henry- t..thik h...hai wai..se kya main kuch puchu.
Main- Haa bilkul.
Henry- Tumne inhe maara q nhi.
Main- Maar diya to iss Elf ka khauof kaise failega waha ye log hi to waha mera prachar karenge. Ek kaam karo ek Chitthi bhi bhej do waha jisme inke khoon s likha hona chahiye " Jo bhi iss University k logo ki taraf aankh utha ke dekhega unko maut nahi ye Elf yaani main milunga" isse kuch din k liye to koi University k log yaa unke pariwar walo pe nazar bhi na daalenge.
Henry- Thik hai.
Main(Rita s) - To madam kaisa laga mera tourcher karne ka style.
Rita- Yaar tum to mujhse bhi 4 kya 16 kadam aage nikle iss mamle mai meri ruh tak kaap gayi thi inki chikhon s.
N.Mom- Saurya ye sahi nhi hai kisi ko iss tarah pida dena.
Main- Jaanta hu pr kya karu aadat si hai na aur wo jaa hi nhi rahi pr haa main ye sirf dusmano k saath karta hu.
Margret- Wo chodo ye batao Dadu dhyan m q baithe hai .
Main- Wo kuch din baad pata chal jaayega jab wo uthenge. Chalo ab yaar bhukh lagi hai aur soona bhi hai.
Humne khana khaya aur fir soone chale gaye.
B.S- Kaisa lag raha hai.
Main- Yaar bada achha feel kr raha hu ek dum mast mujhe ye hamesha karna chahiye.
B.S- Haa ek santulan bana rahna chahiye tumhare ander ye sirf acchayi sahi nhi hai samjhe kuch bura bhi karna chahiye.
Main- Hmm samajh gaya.
B.S- chal bata wo Uss janwer k baare m kya socha wo aatmayon ko paani m badal dene wala.
Main- yaar wo to tu bhi janta hai jab Headmaster ki aatma wapas aa jayegi tabhi kuch pata chalega.
B.S- Haa ye bhi hai pr ek kaam kr sakta hai library s uski kuch jaankaari hi le le.
Main- Hmm ye sahi bola tu pr aaj nhi yaar aaj sonne de thodi der kal wahi karunga.

Aaj k liye itna hi
Fantastic update
 
Ranveerx

Story ka Deewana?
1,937
12,546
143

Shandar update ????
 
Ranveerx

Story ka Deewana?
1,937
12,546
143
Waiting for next update....

Your Story - Toooo good ..

Aapka pichle sare update Mazadar or Thriller Bhara tha,
Aage is v Badhiya updates milega
ye story se umid rakhata hu ?
Keep writing ßrø
 
Top