spritemathews
Well-Known Member
- 3,488
- 7,303
- 158
Superb updateA
(5.2)
Vahi Kamini ke room me dono maa beti kuchh bate kar rahe the. Kamini window se bahar inshano ki chahal pahal dekh rahi thi. Tabhi tanya akar uske pas beth gai. Vo kisi bat ko chhedti hai. Jese bahot soch samaz kar puchh rahi ho.
Tanya ; fir kya socha he????
Kamini bhi saayad janti thi ki Tanya kya bat karna chahti he. Bache bade hote hi maa bap ki vasiyat dekhne lag jate hai. Yaha bhi kuchh esa hi tha.
Kamini ; kis bare me.
Tanya : jab veer ko tum agla raja ghosit kar hi chuki ho. To rani bhi to ghosit karna hoga.
Kamini hasne lagi.
Kamini ; tum janti ho liyaka jeet ke bhi kyo hari he???
Tanya ne koi jawab nahi diya.
Kamini ; kyo ki liyaka ki dono betiyo ko apni maa ki jagah chahiye. Vo rani ban na chahti he. Kya tum muje liyaka jesa bana na chahti ho.
Tanya ; tumhara sochna galat he. Vo rani ban ne ke lie kuchh bhi kar sakti hai. Aur ham tumhare jawab ka intjar karne lage hai.
Kamini turnt palat kar tanya ki ankho me dekhti he.
Kamini ; to kya me ye samzu ki tum apni maa se jyada rani ke aude ko pyar karti ho. Tum meri jagah lena chahti ho???
Tanya ; mene kab kaha ki muje rani banao.
Kamini badi herat se Tanya ki taraf dekhne lagi.
Tanya ; Tumhari tarah karishma bhi mujse upar he. Aur muje apni bahen par pura bharosa he. Vo takatwar hai. Bahadur hai. Aur ham sari chudelo me sabse jyada samazdar bhi hai.
Kamini ; tum shusumi ko kese najar andaz kar sakti ho. Vo bhi kai guna jyada bahadur hai. Tum dono bahene rani ke taz ki lalach chhod do.
Tanya jese apni maa ko hi dhamki de rahi ho.
Tanya ; rani ke taz ki lalach to ham chhod dete hai. Par raja sirf hamara joda hi hoga. Aur uske raste me koi aaya to ham ye bhul jaenge ki samne kon he. Koi bhi.
Kamini bhi heran rahe gai. Par usne apne chahere par shikan tak nahi aane di. Vo samzti thi ki koi chudel apne jode ke lie kitni vafadar hoti hai. Tanya ki jagah kamini hoti to vo bhi yahi karti.
Sameer aur sushimi ke zald he sab kuch normal hojaeA
(6)
Sham ho chuki thi. Shusumi ko samazte der nahi lagi ki uska pati shameer us se bar bar najre chura raha he. Shusumi ko bhi samaz hi nahi aa raha tha ki uska pati us se kyo kafa hai. Kafa bhi badi ajib tarah ka. Vo rutth kar vesa gussa nahi dikha raha he. Shusumi se bardas nahi huaa. Shameer bad par leta kuchh soch me duba huaa tha. Aur shusumi akar uske samne khadi ho gai.
Vo esa din me kai dafa kar chuki thi. Alag alag tarah se saj dhaj kar apne pati ko ruzane ki kosis karti. Par pati tha ki muh fer leta. Shameer bhi samaz gaya ki usne jo kuchh kiya mere lie. Par kyo. Bas kyo hi vo nahi samaz paya. Jab ki puri kahani hi zutthi thi. Use ye pata hi nahi chala ki shusumi kab se akar khadi he. Aur use hi dekh rahi hai. Uska dhyan bhi khud shusumi ne hi toda.
Shusumi ; kyo kar rahe ho tum esa.
Shameer ne apna sar uthaya aur shusumi ki taraf dekha. Jese biwi aaj pura sach jan ke hi jaegi. Apne saree ke pallu ko kamar me khonse aam biwiyo ki tarah ladhne ko taiyar.
Shusumi ; ab batao. Mene esa kya kiya jo tum mujse najar bhi nahi mila rahe???
Shameer ki ankho se anshu hi aa gae. Jo shusumi se dekha nahi gaya. Aur vo zat se shameer ke pas chali gai. Shameer ke pas hi beth kar use baho me bharne lagi. Shameer use apne se dur bhi karne ki kosis karta. Pat shusumi nahi mani aur apne rote hue pati ko apni baho me bhar liya.
Shameer ; (rote hue) muje akela chhod do. Dur hato mujse.
Shusumi ; (rote hue) nahi... Me tumhe dukhi nahi dekh sakti. Muje batao to sahi bat kya he???
Shameer ne apna chahera upar utthaya. Aur uski ankho me dekha.
Shameer ; (rote hue bhavuk) kya kisi khushiyo ke pane ke lie wafa ka soda ho sakta hai???
Shusumi ; par kisne tumse bewafaai ki???
Shameer ne apne galo se shusumi ka hath zatak diya. Aur dur khade ho gaya. Shusumi bhi heran thi. Kyo ki usne to esa koi kam hi nahi kiya tha.
Shusumi ; tum mujse kya chahte ho?? Batao???
Shameer ne apni ankho se anshu pochhe.
Shameer ; dur ho jao mujse..
Shusumi ko ek dhakka sa laga. Usne jo suna vo kisi sadme se kam nahi tha. Shusumi shameer ko tal nahi sakti thi. Vo turant vaha se chali gai. Use bharosa tha ki Miyomi shameer ko kabhi akela nahi chhodegi.
(6.1)
Veer sham apni khubshurat biwi ke agosh me tha. Use sham shameer se bhi milna tha. Par biwi ki baho me esa sukun tha ki uthne ka man hi nahi kar raha tha. Dono nange jisham ek dusre ko kisi nag nagin ki taraha apas me lipte hue the.
Mahel ka door se lekar window tak sab khuli hui. Hawa se parde bhi dhimi raftar se nach rahe the. Tabhi ekdam se badal ho gae aur andhera chha gaya. Mahol ko dekh kar turant karishma utth kar beth gai. Usne sari window aur door se bahar ka najara dekha. Sab kuch lal lal sa ho gaya tha. Karishma ne turant hi sari window door sab band karne lagi. Aur Veer ko bhi charo taraf parde se gherne lagi.
Veer ekdam se utthkar beth gaya. Vo herat me pad gaya. Kyo ki usne bhi bahar ka najara dekha.
Veer ; (sock) ye kesa mousam he. Bahot hi ghinona.
Karishma ; ha koi chudel ro rahi hai. Tum andar hi raho.
Veer ; par vo kon hogi. Muje dekhne do.
Karishma ne Veer ki chest par apna hath rakh diya. Aur use rokne lagi.
Karishma ; koi bhi ho. Tum kahi nahi jaoge. Jab chudele roti hai to bahot bura hota he. Iski padchhai bhi manhusiyat lati hai.
Karishma khud ek kale kapde se Veer ko pura dhak kar uske upar late gai. Dhakne se pahele veer ko jo dikhai diya vo heratangez tha. Table par rakhe fruts apne aap kale padkar sadne lage the. Pure mahol me kuchh badbu si felne lagi thi.
(6.2)
Shusumi ke kille ka mahol aur kisi se nahi khud shusumi se hi kharab huaa tha. Uske rone ke karan jo manhusiyat fel rahi thi. Khud uske apne logo par hi fel rahi thi. Shalini ne gulamo ko bachane ki puri kosis ki. Par kuchh to uski chapet me aa hi rahe the. Shusumi rote hue nangi apne hi banae hue virane me ghum rahi thi. Ese wakt me use kon sahara deta. Vahi dega jo uska joda banaya tha.
Uske kul ka ped. Jiske niche shusumi ne kasam khai thi ki shameer ka jivan bhar sath nibhaegi. Shusumi vahi sikayat karne apne pavitra ped ki taraf hi ja rahi thi.
Shusumi ne ese kai karano ko madde najar rakhte hue inshani basti se dur apni duniya banai thi. Kabhi esi nobat aae tab vo apna apa kho degi. Logo ko itna nukshan hoga ho vo soch bhi nahi pate. Navjat budhe to ese hi mar jate inshani aurate banz ho jati. Kyo ki shusumi ko pata tha ki ese wakt vo khud hosh me nahi hoti. Shusumi vakei dukhi roti hui apne pavitra ped ke niche pahoch gai.
Isi ped ke niche usne kasam khai thi. Shusumi apna dard bardas hi nahi kar pa rahi thi. Vo ped ke niche ghutno ke bal beth kar prarthna karne lagi. Kul ki jimmedari bhi us ped ki thi. Vo ped apne aap bich se fat gaya. Shusumi samaz gai ki ped use apni agosh me le raha he. Vo turant hi us ped me chali gai.
Ped dhire dhire band hone laga. Shusumi ki ankhe band hone lagi. Vo kai salo bad gaheri need me chali gai. Ped sayad janta tha ki shusumi ki halat se kya nukshan hoga. Use shant karna jyada jaruri tha. Aur mahol ekdam se shant ho gai
Shameer बिना shusumi के जीत सकता नहीं. Shusumi shameer को हारने देगी नहीं. अभी भी स्टोरी मे बहोत कुछ बाकि है. कल से लिखना स्टार्ट करुँगीWhat happened to Shusumi seems very bad! Might be its just a dream or a cause which the tree is trying to avoid. What happened to Shameer only time will tell
जरूर होगा. प्यार हार नहीं सकताSameer aur sushimi ke zald he sab kuch normal hojae
Shishumi ko sameer ko sab kuchh bataa dena chahiye shaitaan ke baare me ki wahi sab kuchh use bhram me daale hhye hai use ull-zulull ( mayavi drashye ) cheeje dikha kar, jabki shishumi be bataane me kaafi der kar di.जरूर होगा. प्यार हार नहीं सकता
Shameer का हाल बुरा तब हुआ. जब उसने खुद shusumi को देखा. Veer के साथ. अब एक पति प्रेमी का ऐसे बोखलाना बनता है. सबसे बड़ी चीज वक्त है. वो ही हालत ठीक कर सकती है. पेड़ सिर्फ shusumi को शांत कर पाएगा. ठीक नहीं. Thankyou so much. LoganNice update
Shishumi his sameer ( apna pyar) ke liye jitna bhi kuchh kar rahi thi, us sameer ne dhokhevash shishumi ko bhala boora kahaa, yahaa alag nai cheej dekhne Jo milk ki chudail jab dil SE roti hai to bahut jyada manhusiyat aati hai, kya waakai me aisa hota hai?
ek Hollywood movie witch hunter ( vien diesel actor) ki jisme ek chudel ne witch hunter ko shraap diya ki wah marnaa bhi chashega to bhi use maut naseeb nahi hogi,
Kya chudailo ki badd-dua manhusiyat, shraap rona ityaadi logo par kya in sab ka asar padata hai? Yeh kitna real hai?
Jabki chudelein to shaitan ki upaasak hoti hai wah koi saadhi- sanyaasi, sidhii karta tapasvi baba rishi-muni nahi.
Wonderful updates, ek saath do do stories ko lekar chalna lambe updates dena sabke bas ki bat nhi aur aap har post men quality maintain karti hain . just superbA
(6)
Sham ho chuki thi. Shusumi ko samazte der nahi lagi ki uska pati shameer us se bar bar najre chura raha he. Shusumi ko bhi samaz hi nahi aa raha tha ki uska pati us se kyo kafa hai. Kafa bhi badi ajib tarah ka. Vo rutth kar vesa gussa nahi dikha raha he. Shusumi se bardas nahi huaa. Shameer bad par leta kuchh soch me duba huaa tha. Aur shusumi akar uske samne khadi ho gai.
Vo esa din me kai dafa kar chuki thi. Alag alag tarah se saj dhaj kar apne pati ko ruzane ki kosis karti. Par pati tha ki muh fer leta. Shameer bhi samaz gaya ki usne jo kuchh kiya mere lie. Par kyo. Bas kyo hi vo nahi samaz paya. Jab ki puri kahani hi zutthi thi. Use ye pata hi nahi chala ki shusumi kab se akar khadi he. Aur use hi dekh rahi hai. Uska dhyan bhi khud shusumi ne hi toda.
Shusumi ; kyo kar rahe ho tum esa.
Shameer ne apna sar uthaya aur shusumi ki taraf dekha. Jese biwi aaj pura sach jan ke hi jaegi. Apne saree ke pallu ko kamar me khonse aam biwiyo ki tarah ladhne ko taiyar.
Shusumi ; ab batao. Mene esa kya kiya jo tum mujse najar bhi nahi mila rahe???
Shameer ki ankho se anshu hi aa gae. Jo shusumi se dekha nahi gaya. Aur vo zat se shameer ke pas chali gai. Shameer ke pas hi beth kar use baho me bharne lagi. Shameer use apne se dur bhi karne ki kosis karta. Pat shusumi nahi mani aur apne rote hue pati ko apni baho me bhar liya.
Shameer ; (rote hue) muje akela chhod do. Dur hato mujse.
Shusumi ; (rote hue) nahi... Me tumhe dukhi nahi dekh sakti. Muje batao to sahi bat kya he???
Shameer ne apna chahera upar utthaya. Aur uski ankho me dekha.
Shameer ; (rote hue bhavuk) kya kisi khushiyo ke pane ke lie wafa ka soda ho sakta hai???
Shusumi ; par kisne tumse bewafaai ki???
Shameer ne apne galo se shusumi ka hath zatak diya. Aur dur khade ho gaya. Shusumi bhi heran thi. Kyo ki usne to esa koi kam hi nahi kiya tha.
Shusumi ; tum mujse kya chahte ho?? Batao???
Shameer ne apni ankho se anshu pochhe.
Shameer ; dur ho jao mujse..
Shusumi ko ek dhakka sa laga. Usne jo suna vo kisi sadme se kam nahi tha. Shusumi shameer ko tal nahi sakti thi. Vo turant vaha se chali gai. Use bharosa tha ki Miyomi shameer ko kabhi akela nahi chhodegi.
(6.1)
Veer sham apni khubshurat biwi ke agosh me tha. Use sham shameer se bhi milna tha. Par biwi ki baho me esa sukun tha ki uthne ka man hi nahi kar raha tha. Dono nange jisham ek dusre ko kisi nag nagin ki taraha apas me lipte hue the.
Mahel ka door se lekar window tak sab khuli hui. Hawa se parde bhi dhimi raftar se nach rahe the. Tabhi ekdam se badal ho gae aur andhera chha gaya. Mahol ko dekh kar turant karishma utth kar beth gai. Usne sari window aur door se bahar ka najara dekha. Sab kuch lal lal sa ho gaya tha. Karishma ne turant hi sari window door sab band karne lagi. Aur Veer ko bhi charo taraf parde se gherne lagi.
Veer ekdam se utthkar beth gaya. Vo herat me pad gaya. Kyo ki usne bhi bahar ka najara dekha.
Veer ; (sock) ye kesa mousam he. Bahot hi ghinona.
Karishma ; ha koi chudel ro rahi hai. Tum andar hi raho.
Veer ; par vo kon hogi. Muje dekhne do.
Karishma ne Veer ki chest par apna hath rakh diya. Aur use rokne lagi.
Karishma ; koi bhi ho. Tum kahi nahi jaoge. Jab chudele roti hai to bahot bura hota he. Iski padchhai bhi manhusiyat lati hai.
Karishma khud ek kale kapde se Veer ko pura dhak kar uske upar late gai. Dhakne se pahele veer ko jo dikhai diya vo heratangez tha. Table par rakhe fruts apne aap kale padkar sadne lage the. Pure mahol me kuchh badbu si felne lagi thi.
(6.2)
Shusumi ke kille ka mahol aur kisi se nahi khud shusumi se hi kharab huaa tha. Uske rone ke karan jo manhusiyat fel rahi thi. Khud uske apne logo par hi fel rahi thi. Shalini ne gulamo ko bachane ki puri kosis ki. Par kuchh to uski chapet me aa hi rahe the. Shusumi rote hue nangi apne hi banae hue virane me ghum rahi thi. Ese wakt me use kon sahara deta. Vahi dega jo uska joda banaya tha.
Uske kul ka ped. Jiske niche shusumi ne kasam khai thi ki shameer ka jivan bhar sath nibhaegi. Shusumi vahi sikayat karne apne pavitra ped ki taraf hi ja rahi thi.
Shusumi ne ese kai karano ko madde najar rakhte hue inshani basti se dur apni duniya banai thi. Kabhi esi nobat aae tab vo apna apa kho degi. Logo ko itna nukshan hoga ho vo soch bhi nahi pate. Navjat budhe to ese hi mar jate inshani aurate banz ho jati. Kyo ki shusumi ko pata tha ki ese wakt vo khud hosh me nahi hoti. Shusumi vakei dukhi roti hui apne pavitra ped ke niche pahoch gai.
Isi ped ke niche usne kasam khai thi. Shusumi apna dard bardas hi nahi kar pa rahi thi. Vo ped ke niche ghutno ke bal beth kar prarthna karne lagi. Kul ki jimmedari bhi us ped ki thi. Vo ped apne aap bich se fat gaya. Shusumi samaz gai ki ped use apni agosh me le raha he. Vo turant hi us ped me chali gai.
Ped dhire dhire band hone laga. Shusumi ki ankhe band hone lagi. Vo kai salo bad gaheri need me chali gai. Ped sayad janta tha ki shusumi ki halat se kya nukshan hoga. Use shant karna jyada jaruri tha. Aur mahol ekdam se shant ho gaya.