- 15,235
- 41,026
- 259
A
(7)
Apne mahel me aate hi shameer ro pada. Usne miyomi aur karishma ka vo takrav dekha. Vo sochne laga ki vaha aur jyada log hote to aur bada takrav hota. Veer ke sath bhi chudele hai. Aur uske pas bhi. Agar ye apas me takra jate to. Jab hosh aaya tab yaad aaya ki Veer Reeta ka beta hai.
Aur Reeta uski dost hai. Vahi karishma ko rokne ke lie miyomi ko sari takat zokni padi. Agar jode ki bat aati to sayad karishma se ladhte vo to mari jati hi. Bad me shameer bhi mara ja sakta tha. Apne pati ke khatre ko bhapte miyomi ko bhi dar lagne laga.

Shameer ro raha tha ki uske karan ye kya ho gaya.
Shameer ; (rote hue) veer to mera dost tha. Vo esa kese ho sakta hai. Kash me us se kabhi mila hi na hota.
Pishaji dimag samaz gaya ki uska pati kal shusumi se naraj tha. Aaj veer se. Aur vahi wakt se jab usne mahel me kuchh dekha tha. Miyomi ne bhi ye nahi dekha tha ki shameer kise dekh raha hai.
Miyomi ko bhi esa feel huaa ki shameer ne shusumi ko aur Veer ko dekha hoga. Magar pishajni ke usul hote hai. Agar apne jode ke alava kisi se sahvas karna pade to use badi kurbani ke tor par dekha jata hai. Vo jode se kuchh bhi nahi chhupati.
Aur apne aap ko tabut me kaid kar ke hamesha ke lie jamin ki gaheraiyo me dafan ho jati hai. Vo khud hi bina khoon ke mar jati hai. Magar shusumi to bahar he. Aur na hi usne esa shameer se kabulnama kiya hai. Matlab shusumi begunah hai.
Miyomi ; jab tak bat tum saf nahi bataoge tab tak ye sab ese hi hota rahega.

Shameer shant huaa. Ab vo jo kisi se nahi kahena chahta tha vo kahe ya nahi yahi sochne laga. Par sayad na kahe to aur kuchh esa na ho is lie vo miyomi se vo bat kahe deta hai.
Shameer ; me yaha se kahi aur jana chahta tha. Kahi dur. Muje kuchh mere maa bap ke bare me pata chala tha. Aur uske lie Veer se shusumi bat karne gai thi. Shusumi ne akar kaha ki usne veer se bat kar li hai.
Miyomi ; vo is zund ka varish hai. Rani ka beta. Us se ijajat to leni jaruri hai. Agar is zund ka hissa bane rahena hai to.
Shameer ; magar mene kuchh dekha.
Miyomi ; ab itna mat chhupao. Batao...
Shameer ; mene shusumi ko Veer ke sath dekha.
Miyomi ko sab samaz aa gaya. Vo afsos karne lagi.
Miyomi ; ufff bahot badi bevkufi ho gai tumse.

shameer bhi dill me soch raha tha ki sayad ye sab kalpna ho. Vo bhi herat se miyomi ki taraf dekhta he.
Miyomi ; ham tum inshan ki tarah feelings nahi rakhte. Bas ek hi feeling hoti hai. Apna joda. Aur jarurat. Zund jarurat hai. Joda sab kuchh. Aur tum ek pishajni par apne jode ko dhokha dene ka arop laga rahe ho. Vo bhi khud ke jode par.
Shameer ; par mene apni ankho se dekha.
Miyomi ; par tum inshano ke bich nahi pishajo ke bich ho. Yaha dekha huaa bhi zutth hota hai. Muje pata hai tumhare tevar us mahel me kuchh dekhne se badle. Jab ki na vo mahel hamara tha na hi Veer ka.
Shameer bhi herat me pad gaya.
Miyomi ; tum shapno aur khayalo me bahot kuchh dekhte ho. Kya tumne shusumi se ye bat batai ???
Shameer ne na me sar hilaya.
Miyomi : zund chhodne ke lie jaruri nahi ki unhe kuchh diya jae. Ijajat ke lie pavitra ped bhi hai. Jo akhri feshla karta hai.
Shameer ; to kya shusumi ne esa kuchh nahi kiya???
Miyomi ; agar rone ki bajay tum bata dete to pavitra ped hame sachai bata deta. Vo us se jude har kisi ki sachai janta hai. Tumhe kya dhokha huaa vo bhi pata chal jata.
Shameer ko afsos huaa.
Shameer ; mujse bahot badi galti ho gai. Mene shusumi ko jane ke lie kahe diya.
Miyomi ; tabhi vo bahot dukhi hokar roi thi. Dekha nahi rat kesi tabahi machi hai.
Shameer kuchh bolne hi layak nahi raha tha.
Miyomi ; tumne sirf shusumi ko hi nahi veer ko bhi taklif pahochai hai. Tum ek hi zund ke do pariwar ko dushman bana sakte ho.
Shameer ; muje shameer se bat karni hogi.
Shameer khada huaa aur vapas bahar jane laga. Miyomi samaz gai ki fir badi gadbad hone vali hai . Par ek bat vaha achhi ye ho gai ki Kamini Reeta , Tanya , kampar, jagga Nayna sab helicopter se shusumi ke kille me dakhil ho chuke the.