Friends I am new here And I am starting a new thread jo ki ek sci fi hai ya jadu ye aapko story me pta lagega but ye ek adultery bhi hai so I hope aap sab enjoy karenge aur mujhe aapka support bhi milega maine isme adultery thode fun ke liye add ki hai.
To ye story hai ek middile class ladke ki jo ki abhi bas 17 saal ka hai and class 11 me padhta hai aur ek hostel me padhta hai he is so normal boy like everyone bas thoda patla hai but behad intelligent aur usi ke bal pe vo ek sarkari school me padhta hai jaha uski koi fees nhi lgti aur hostel bhi free hai jaha city ke selected students hi padh sakte hai.
Aur hamare Hero ka naam hai of course Shaurya
Family
Arinudh seghal - Father , age 47
A small shop owner where he repairs television pure city ke sabse badhiya tv mechanic but fir bhi imaandar hone ki vjah se kam aamdani.
Purnima Seghal - Mother , age - 43
House wife aur ghar pe hi tution padhati hai mohalle ke baccho ko.
Sriddhi - Sister, age 14
Age se badi hai par dimag se 5-6 saal ki bacchi aur apne hero ki jaan hai
Santosh seghal - Chacha , age 42
Filter ke pani ka business sambhalte hai apne dost ke sath partnership me apne hero se behad pyar karte hai par apni biwi ki vjah se jata nhi pate
Sangeeta seghal - Chachi age 40
House wife and ghr pe hi silai ka kaam krti hai aur hero se jalti hai kyuki unke pati usko inse chupa kr bhut kuch dete rhte hai
Aradhya (Drishya) - cousin sister age 9 years hero ko preshan krne vali aur behad shararti but hero ki pyari behan
Ayush (Ashu ) - cousin brother but sage se kam nhi age 8 years
Dinesh Seghal - chote chacha Aur force officer age 39 years and hero ke dost aur uske dil ke sabse kareeb hero ka har raaj jnte h
Sunita Seghal - choti chachi age 36 housewife ek hi beti hai aur koi santan ab ho nhi skti kuch problem ki vjah se isliye hero ko apne bete jaisa manti hai
Ananya (Lado) - age 8 sabse choti behan aur hero ki ladli
Dharm Prakash Seghal - dada ji pichle saal dehant ho gya par hero ko inhone hi bachpan se padhaya hai aur hero ki jindagi me bahut mahatva rakhte hai
Chanrakanta seghal - dadi ji age 70 hero ko bhut jyada manti hai uske khilaf ek sabd nhi sun skti hai
Ye thi family aur baki characters ka intro unke role ke sath hi ayega I hope ki aap sab ka support milega is story ko