shabr kijiye pata chal hi jayega thank youBhai hero locket kab dale ga jo namrata leke aai hai.
Awesome
Nice update....UPDATE 7
Sarita:- Dhanya waad sahab aap nhi hote yeah mere sath kya karta iska ehsaan mai zindagi bhar nhi bhulungi
Ramesh:Isme ehsaan ki koi baat nhi yeah tumhare mehnat ke paise hai isme tumhara pura haq hai,maine sirf tumhari madat ki hai,
Ramesh apne jeb se 5000 aur de deta hai bolta hai
Ramesh:Ise rakh lo,mana mat karna yeah bhi tumhare mehnat ke paise hai,ek maa hokar jis tarah tum apne bete aur beti ko sambhalti ho sab dekha hai maine mai bahut khush hokar tumhe yeah sab de raha hun...
Ab Aage..
Sarita jab dekhti hai Ramesh use paise de raha hai Sarita use bolne lag jati hai
Sarita:-Sahab mujhe yeah paise nhi chahiye,mai apne mehnat ke kamaye hue paison se bahut khush hun,yeah muft ka pais mujhe hazam nhi hoga agar aap dena hi chahte hai yeah paise in sab ko baat dijiye mujhe khushi hogi,apko thoda punya bhi mil jayega.
Ramesh:-Thik hai mai koi behas nhi karunga yeah paisa in sab ko baat deta hun,jisme tumhari khushi usme mujhe bhi khushi hai
Sarita:-Acha sahab mai chalti hun,kal mai kaam par nhi aungi,mere bete ka janamdin hai uski sath samay bitana chahti hun
Ramesh:-Jaise tum thik samjho,meri taraf se tumhare bete ko der sara shubkamnayein dena
Sarita:-Ji sahab bol dungi,
Aisa Bolkar Sarita wahan se chali jati hai,Kallu ko yeah sab pasand nhi aya woh Ramesh ko jakar bolta hai
Kallu:-Dekha Sarkar,kitni ghamand hai Sali ko apka diya hua paisa thukrakar chali gyi,aap aise hi dekhte reh gye kuch kiye nhi,dekhna Sarkar ek din apko barbaad kar degi
Ramesh:-Iski yehi adayein par toh mai ispar jaan chidakta hun,kuch bhi ho jaye ise toh mai apni biwi banakar rahunga,Gusse mai aur tu apni aukaad mai raha kar,kitni baar bola hai ispar apni gandiz nazar na rakha kar phir bhi tu apni aadat baaz nhi ata,mai tujhe bola hai jis samay yeah meri Ghulam banegi mai tujhe bhi chaka dunga,yeah kamuk si kali hai ise pyar se khayenge,jor jabardasti se nhi,lekin kutte ki puch kabhi sidhi nhi ho sakti.
Kallu:-Ji Sarkar,maaf kar dijiye
Ramesh:-Tu mera wafadaar hai,isliye chor raha hun,tere jagah koi aur hota use kab ka upar pahucha diya hota,ja jakar kaam kar apna
Kallu: Ji sarkaar
Kallu wahan se jate hue apne man mai sochta hai
Kallu:-“Sale lagta hai sarita se pahile teri aukaad dikhani padegi bahut uchal raha hai bhosadike,teri kabar toh mai hi khodunga,samaj kya rakha hai mujhe,Is sarita ka toh mai woh haal karunga jindagi bhar yaad rakhegi kallu kya hai,bahut ghamand hai na tujhe apni sundarta par,mujhe thappad mara na tune kal dekhna kaise tujhe barbaad karta hun,kal tere bete ke janamdin par teri urthi uthegi”Yeah sochkar gusse se wahan se chala gya.
Sarita Wahan se ghar aa jati hai apni betiyan ko god main khelate hue bolti hai,
Sarita:-”Dekha betiyan Kaise woh Harami ko thappad mara sale ke sare ke sare daat tuth gye honge,Woh Kamina Ramesh mujhe kharidne ki koshish kar raha tha,mai nhi janti sala mujhe kisi nazar se dekhta hai,mujhe kya bewakoof samajta hai who,man karta hai kallu aur woh kamina Ramesh ke sare ke sare tange tod dun,phir kabhi kisi aurat par gandi nazar se nhi dekhega,aise bolkar apni beti ke sath khelti hai uski ladli betiyan khil khilakar hasne lag jati hai,Sarita jab dekhti hai uski beti khil khilakar has rahi hai,haskar boltti hai tujhe bahut hasi aa rahi hai apni maa ko taklif mai dekh kar tujhe batati hun”aise bolkar who apni bitiyan ko chumne lag jati hai phir ghar ka kaam karne lagti hai.
Yahan dusri taraf vidhyalay ki chutti ho jati hai Megha Ayush sath mai bahar nikalti hai,Ayush Puchne lag jata hai
Ayush:-Ab toh bata do kya baat hai megha,jab se ayi ho tab se pareshan lag rahi ho,bata bhi do
Megha Jaise hi ayush ko sabkuch batati wahan se Namrata ati hai principal ke office se,Megha ka leaving certificate lekar,Jaise Ayush Megha ki mummy ko dekhta hai bolta hai
Ayush:-Namastey Aunty
Namrata:-Namastey Beta
Ayush:-Dekho na aunty Megha subah se pareshan uske ankh se anshu aa rahe puchne par bata bhi nhi rahi,aap hi bata do kya baat hai mai use hal kar dunga
Namrata Megha ke ankh mai anshu dekhti hai,woh khud hi bolne lag jati hai
Namrata:-Darasal Baat Yeah hai ki
Jaise hi Namrata bolti hai Megha phat se bolne lag jati hai nhi mummy mai bataungi bas thoda samay aur de dejiye mai ayush ko kahi le jana chahti hun
Namrata:-Par Beta,jyada samay nhi hai
Megha:-Thodi der aur mai jahan bol rahi hun wahan le chalo uske baad jo bologi woh karungi
Namrata apni beti ki jidd kea age haar jati hai phir bolti hai
Namrata:-Thik hai,tumhe ek ghanta diya uske baad ek bhi samay nhi dungi
Megha:-Thik hai Maa,ek ghanta kafi hai
Ayush kuch samaj nhi pata lekin uska bhi dil ab ghabrane lag gya hai aisa lag raha hai use kuch bahut buri khabar hai isliye megha ke ankh mai anshu aa gye the,aise apne soch mai ghum tha,tabhi Megha aakar bolti hai
Megha:Kahan kho gye,chalo jaldi jyada samay bahut kam diya hai maa ne
Ayush:Thik hai chalo…………….
Nice and lovely update....UPDATE 8
Namrata apni beti ki jidd kea age haar jati hai phir bolti hai
Namrata:-Thik hai,tumhe ek ghanta diya uske baad ek bhi samay nhi dungi
Megha:-Thik hai Maa,ek ghanta kafi hai
Ayush kuch samaj nhi pata lekin uska bhi dil ab ghabrane lag gya hai aisa lag raha hai use kuch bahut buri khabar hai isliye megha ke ankh mai anshu aa gye the,aise apne soch mai ghum tha,tabhi Megha aakar bolti hai
Megha:Kahan kho gye,chalo jaldi jyada samay nhi hai mere pass
Ayush:Thik hai chalo…………….
Ab AAGE...
Megha apne sath ayush ko apne sath gadi mai baitha leti hai aur apni maa ko chalne ko kehti hai sabse pahila Megha Ayush ko ek ped ke pass jahan Julha laga tha,
Megha:Maa aap idhar gadhi ke pass rukho mai aur ayush abhi ate hai
Namrata:Thik hai beta
Megha:Chalo Ayush
Ayush:thik hai,waise hum idhar kitni baar aa chuke hai kitni masti ki hai idhar
Megha:Chalo Phir wapas karte hai masti
Megha aur ayush who julhe ke pass ate hai
Ayush:Chalo humesha ki tarah mai tumhe woh julha ke pass baithata hun tumhe jhulata hun
Megha:Acha pahile tum mujhe pakdo toh sahi phir julha jhulana
Yeah Megha Bhagne lag jati hai,Ayush uske piche bhag jata hai megha ko pakadne ke liye
Aise hi yeah dono masti kar rahe hai Namrata udhar dur khade sab dekh rahi hai uske ankhon mai anshu aa gye hai,lekin bichari chup chap khade udhar dekh rahi hai
Idhar megha ayush apne hi masti mai ghum the Bhagte Bhagte Ayush Megha ko pakad leta hai use gugudi karne lagta hai
Ayush:Ab kahan bhagogi thak gyi na,bola tha na mujhse tum kabhi nhi jeet sakti
Megha:Haan baba mai haar man liya hai chalo sath mai julha jhulte hai
Ayush ke man mai jitney bhi sawaal the sab bhul gya tha megha ke sath masti karte karte
Ayush Megha ko julhe mai baithata hai use jhulha jhulwalta hai bas megha ek tak ayush ko dekh rahi hai uske ankhon mai anshu aa gye hai lekin phir bhi apne anshu ko chupaye hue akhri samay rakhi hai
Namrata udhar khade sab dekh rahi hai aur apne man mai soch rahi hai
Namrata:Kash yeah samay idhar hi tham jata yeah log humesha aise hi haste khelte rehte hai,megha ko sab pata hokar bichari kaise tadap rahi hai ayush ka ek jhalak akhri samay bitane ke liye,bichara ayush jab use pata chalega kya anjaam hoga uska bichara kahi tut na jaye please uparwale iska humesha khyal rakhna,bada hi naik ladka hai
Aise hi Soch Rahi thi Megha Ayush Ko lekar Ati hai Namrata se puchti hai
Megha:Maa kitna samay aur bacha hai,
Namrata apne khyalon mai ghum thi,usne dhyan nhi diya megha kya bol rahi,megha gusse mai jab maa ko chillakar bolti hai Maaaa,namrata hosh mai ati hai
Namrata:Haan bolo Megha kya hua
Megha gusse mai:Samay diya hai apne ek ghanta,usme se 10-15 minute idhar hi waste kar diye mai,kaunse khyalon mai ghum gyi thi choron kitna samay bacha hai mere pass who puchne ayi thi
Namrata:Sorry Megha,Adha ghanta aur ektra 15 minute aur le lena,mai mana nhi karungi par woh akhri 15 minute hoge
Megha:Pakha paltogi nhi
Namrata:Nhi paltogi
Wahan se ayush ate hue
Ayush:Kya hua megha tum idhar chali ayi,abhi thode minute baki hai aur khel lete hai phir kal bhi aunty ne samay diya idhar akar wapas se khelenge
Jaise ayush yeah bolta Megha ke ankh mai phir anshu aa jate use poch leti hai,Namrata ka ankh nam ho gya tha phir wahan se kulfi wala ja raha tha Ayush ko bolti hai
Megha:woh dekho kulfiwala bahut sahi samay par aya hai,mera bahut man kar raha tha khane ko,
Ayush:Haan chalo,pata nhi mera bhi bahut man kar raha hai khane ke liye,chalo khate hai
Dono Ayush aur Megha kulfi wale ko rukakar kulfi kharidte hai jiska paisa Namrata ne de diya hai,dono bahut khush hokar Kulfi khane mai mast ho gye,jaise kulfi khake khatam hua,Ayush woh lakdi phekne ja hi raha tha,tabhi megha use rok leti hai
Megha:Ise mat pheko,mujhe de do mai ise sambhalkar rakhna chahti hun please mujhe de do
Ayush ko kuch samaj nhi aya,de deta hai,Megha use sambhalkar apne pas rakhti hai,uske baad megha ayush ke sath wahan weel jaisa julha tha udhar le jati udhar ek round marti hai Ayush ke sath,jab woh wheel mai baithe jhul rahe the megha sirf ayush ko hi dekh rahi thi woh har pal zee rahi thi,jab woh yahan se jayegi yeah tab yeahi sab ko megha apni yadon mai sazakar ayush ko yaad karna chahti hai,Wahi Namrata bhi,jaise jaise samay khatam hone aa raha hai ayush ke liye fikar uski aur badti ja rahi thi,Ayush ki Mayushi use bhi bardasht nhi hoti,mazburi kea age jhuk gyi thi.
Megha ne apni maa se samay puchte hue jo ki sirf 15 minute hi baki the,Ayush ko lekar ek jagah jati hai,jo akhri jagah tha megha ke liye,yu kahe unke bicharne ka jagah hone wala tha us jagah ka saraiyu nadi thi,jahan aksar megha,ayush school se chutne ke baad jate the kafi masti kiya karte the,aj wahi jagah inke bichadne ki sakshi banne wala hai.
Jab Megha Ayush ko lekar waha jati hai,udhar ghumne lag jate hai,wahi nadi ka pani ek duse par phekkar khub masti kar rahe hai wahi namrata inlogon ki tasviren apne mobile mai khich rahi hai yeah sab woh bhi sambhalkar rakhna chahti hai,Namrata ne who sab tasverein khichi thi jahan jahan megha aur ayush ghume the,jiske bare mai ayush aur megha dono hi bekhabar the,Ab samay ho chukka tha sirf 5 minute hi bache the Namrata megha ko yaad dilati hai ……….
Thank you aise hi pyar dete rahiyeNice and lovely update....