Pardeep Singh meena
Member
- 338
- 941
- 93
Nice update....UPDATE 6
Ayush:Kya baat hai Megha itni Paresan kyu ho,padate samay bhi tumhara dhyan nhi tha,ankh se anshu aa rahe the tumhare
Megha:Nhi aisi koi baat nhi hai Ayush bas aise hi,mere ankh mai kuch chala gya hai
Ayush:Nhi koi baat toh zarur hai jo tum mujhe nhi bata rahi ho,dekho tum nhi bataogi,mai naraz ho jaunga
Megha:Acha mai sab bata dungi,maine tumhare liye meri maa ne bahut pyar se palak ka shaag aur bajra ki roti laya hai ise kha lo phir baat karenge…………….
AB AAGE
Ayush megha ka laya hua tiffin khane lagta hai,use bahut acha lagta lekin uske maan mai ek sawaal paida zarur ho gya tha,ayush ka janamdin kal hai,Megha humesha ayush ke janamdin par uske liye yeah khana lekar ati hai aj ek din pahile lekar ayi aur ek azeeb si ghabrahat bhi hone lagi hai use.
Ayush:-Tumhari mummy ne khana bahut badiya banaya hai,maza aa gya,dekhna ek din tum badi ho jaogi tumhare hath ka bana hua khaunga
Jaise ayush se yeah sab sunti hai uska dil rone ka kar raha hai,woh ab ache se jaan chuki hai megha ab kabhi nhi mil payegi lekin chup thi kuch nhi boli
Megha:-Ayush,chutti hone mai 3 ghanta baki hai tab tak tum mere sath baithoge padhne ke liye,please aj bahut man kar raha hai tumhare sath baithkar padhne ka.
Ayush:-Thik hai jaise tum chaho,par tum rogi nhi,wada karo chutti ke baad tum mujhe sab bata dogi kya baat hai kyu tum ro rahi thi
Megha:-Thik hai sab mai bata dungi,pakka
Ayush man jata hai megha ke sath baithkar padhne ko class piche baithkar dono pad rahe hai,Ayush ka dhyan padai par tha,lekin megha sirf ayush ko dekhne mai busy,woh har ek pal sirf ayush ko jee bharkar dekhna chahti hai,pata nhi phir use yeah mauka kab mile
Dusri Taraf Sarita kaam khatam hone ke baad apni beti ko god mai liye bolti hai,
Sarita:j pagaar milega kal tumhare bhai ko aur tumhe mela ghumayenge,ghumogi na mela mere aur ayush ke sath
uski choti si gudiya komal kuch nhi bolti khil khilakar has deti hai phir se bha bha karne lagti hai jaisi bol rahi ho haan mai bhi ghumungi bhai ka janamdin bahut jordar tarike se manayenge,Sarita aise hi apni gudiya ko god mai lekar khelati hai pagaar milne wale line par sab aueton ke pass khadi ho jati hai.
Ek manager hai jiska naam ravi hai hi sabka pagaar de raha tha,sabko ek ek karke pagaar de raha hai jaise hi sarita ki bari ayi,use pagaar deta hai lekin usme do hazaar rupiye kaam the,sarita jab dekhti hai woh ravi se puchne lag jati hai
Sarita:-Sahab apne do hazaar rupiye kaam diye hai
Ravi:-Haan maine tumhare paise kate hai,iski wajah yah hai,tum kaam karne ke bich mai apni beti ko khelane lag jati hai jitna samay tum kaam nhi karti uthna samay tum apni beti par dhyan deti ho
Ravi:-Mai man lagakar kaam karti hun,yeah thoda rone lag jati hai jana pad jata hai,phir bhi mai pura kaam samay par khatam kar deti hun
Ravi:-Yeah sab mai kuch nhi janta,tumhe shikayat karni bade sahab ke pass jao
Kallu hi udhar cabin mai baitha tha usi ke kehne ravi ne yeah sab sarita ko bola tha,sarita ko jab cabin mai ate hue dekhta hai woh apne khatarnak tarike se has deta hai,
Sarita jab dekhti hai kallu baitha hai Ramesh ki kursi par woh hairaan ho jati hai,puchti hai
Sarita:-Badke sahab kursi par tum kya kar rahe ho,
Kallu:-Mai bhi toh sahab hun,mujhe milne mai koi dikkat hai tumhe kab se tumhare piche laga hun,lekin Sali tu bhav hi nhi deti isliye tujhe dhokhe se bhulaya
Sarita Gusse mai:-Acha yeah sab khel tumhara hai,sidhe se mere paise wapas de do warne bade sahab se tumhari shikayat kar dungi
Kallu janwaro jaise haste hue:Sali ja kar de tujhe malum bade sahab meri kitni baat mante hai,teri baat woh sunenge bhi nhi hahaha
Kallu aise janwaron jaisa haskar uske pass ata hai use chune ki koshish karta hai,sarita use ek jordaar thappad mar deti hai jise wahan jitney log the uski gunje sunai deti hai,Kallu ko aa jata hai gussa,gussa mai bolti
Kallu:Sali hath uthati hai,abhi tujhe batata hun in sabke samne tumhari izzat ki dhaziya udegi tab tumhe pata chalega badi akkad hai tere mai,abhi sab nikalta hun,jaise hi woh aage badta hai Ramesh aa jata hai jab dekhta kallu sarita se badtamizi kar raha hai,use gusse mai chillate hue
Ramesh:Kalluuu
Sarita jab dekhti hai bade sahab aye hai bhagkar unke pass jati hai aur bolti hai
Sarita:Sahab isne mujhe dhokhe se bulaya mera pura paisa bhi nhi de raha hai.
Ramesh Gusse mai ate hue,kallu par chilla deta hai
Ramesh:Tu lagta hai apni aukaad bhul gya hai,sidhe se iske sare paise wapas kar warna mujhse bura kuch nhi hoga
Kallu:Sarkaar yeah jhuth bol rahi hai,yeahi humare pass ayi hai,chaho toh manager se puch lo kaun galat hai kaun sahi
Ramesh:-Mujhe kisi se kuch nhi puchna mujhe malum kaun kitna niche gir sakta hai chup chap ise iska pagaar de de tu janta hai kallu mai kya kar sakta hun
Kallu gusse mai ate hue bolta hai
Kallu:-thik hai sarkaar,mai de deta hun
Kallu ravi se bolkar uske sare pagaar de deta hai sarita khush hokar Ramesh ko bolt hai
Sarita:- dhanyawaad sahab aap nhi hote yeah mere sath kya karta iska ehsaan mai zindagi bhar nhi bhulungi
Ramesh:Isme ehsaan ki koi baat nhi yeah tumhare mehnat ke paise hai isme tumhara pura haq hai,maine sirf tumhari madat ki hai,
Ramesh apne jeb se 5000 aur de deta hai bolta hai
Ramesh:Ise rakh lo,mana mat karna yeah bhi tumhare mehnat ke paise hai,ek aurat hokar jis tarah tum apne bete aur beti aur sharaabi pati ko sambhalti ho sab dekha hai maine mai bahut khush hokar tumhe yeah sab de raha hun........

Thank YouBro very nice update bro
Nice and superb update....UPDATE 6

Superb update bro ab dekhna hai ki kal kya hota hai ye toh pakka hai ki kal sayad ya toh kallu ki arthi uthegi ya uski hath kuch nahi aayega lekin dekhna hai uske kitne haddi tutte haiUPDATE 7
Sarita:- Dhanya waad sahab aap nhi hote yeah mere sath kya karta iska ehsaan mai zindagi bhar nhi bhulungi
Ramesh:Isme ehsaan ki koi baat nhi yeah tumhare mehnat ke paise hai isme tumhara pura haq hai,maine sirf tumhari madat ki hai,
Ramesh apne jeb se 5000 aur de deta hai bolta hai
Ramesh:Ise rakh lo,mana mat karna yeah bhi tumhare mehnat ke paise hai,ek maa hokar jis tarah tum apne bete aur beti ko sambhalti ho sab dekha hai maine mai bahut khush hokar tumhe yeah sab de raha hun...
Ab Aage..
Sarita jab dekhti hai Ramesh use paise de raha hai Sarita use bolne lag jati hai
Sarita:-Sahab mujhe yeah paise nhi chahiye,mai apne mehnat ke kamaye hue paison se bahut khush hun,yeah muft ka pais mujhe hazam nhi hoga agar aap dena hi chahte hai yeah paise in sab ko baat dijiye mujhe khushi hogi,apko thoda punya bhi mil jayega.
Ramesh:-Thik hai mai koi behas nhi karunga yeah paisa in sab ko baat deta hun,jisme tumhari khushi usme mujhe bhi khushi hai
Sarita:-Acha sahab mai chalti hun,kal mai kaam par nhi aungi,mere bete ka janamdin hai uski sath samay bitana chahti hun
Ramesh:-Jaise tum thik samjho,meri taraf se tumhare bete ko der sara shubkamnayein dena
Sarita:-Ji sahab bol dungi,
Aisa Bolkar Sarita wahan se chali jati hai,Kallu ko yeah sab pasand nhi aya woh Ramesh ko jakar bolta hai
Kallu:-Dekha Sarkar,kitni ghamand hai Sali ko apka diya hua paisa thukrakar chali gyi,aap aise hi dekhte reh gye kuch kiye nhi,dekhna Sarkar ek din apko barbaad kar degi
Ramesh:-Iski yehi adayein par toh mai ispar jaan chidakta hun,kuch bhi ho jaye ise toh mai apni biwi banakar rahunga,Gusse mai aur tu apni aukaad mai raha kar,kitni baar bola hai ispar apni gandiz nazar na rakha kar phir bhi tu apni aadat baaz nhi ata,mai tujhe bola hai jis samay yeah meri Ghulam banegi mai tujhe bhi chaka dunga,yeah kamuk si kali hai ise pyar se khayenge,jor jabardasti se nhi,lekin kutte ki puch kabhi sidhi nhi ho sakti.
Kallu:-Ji Sarkar,maaf kar dijiye
Ramesh:-Tu mera wafadaar hai,isliye chor raha hun,tere jagah koi aur hota use kab ka upar pahucha diya hota,ja jakar kaam kar apna
Kallu: Ji sarkaar
Kallu wahan se jate hue apne man mai sochta hai
Kallu:-“Sale lagta hai sarita se pahile teri aukaad dikhani padegi bahut uchal raha hai bhosadike,teri kabar toh mai hi khodunga,samaj kya rakha hai mujhe,Is sarita ka toh mai woh haal karunga jindagi bhar yaad rakhegi kallu kya hai,bahut ghamand hai na tujhe apni sundarta par,mujhe thappad mara na tune kal dekhna kaise tujhe barbaad karta hun,kal tere bete ke janamdin par teri urthi uthegi”Yeah sochkar gusse se wahan se chala gya.
Sarita Wahan se ghar aa jati hai apni betiyan ko god main khelate hue bolti hai,
Sarita:-”Dekha betiyan Kaise woh Harami ko thappad mara sale ke sare ke sare daat tuth gye honge,Woh Kamina Ramesh mujhe kharidne ki koshish kar raha tha,mai nhi janti sala mujhe kisi nazar se dekhta hai,mujhe kya bewakoof samajta hai who,man karta hai kallu aur woh kamina Ramesh ke sare ke sare tange tod dun,phir kabhi kisi aurat par gandi nazar se nhi dekhega,aise bolkar apni beti ke sath khelti hai uski ladli betiyan khil khilakar hasne lag jati hai,Sarita jab dekhti hai uski beti khil khilakar has rahi hai,haskar boltti hai tujhe bahut hasi aa rahi hai apni maa ko taklif mai dekh kar tujhe batati hun”aise bolkar who apni bitiyan ko chumne lag jati hai phir ghar ka kaam karne lagti hai.
Yahan dusri taraf vidhyalay ki chutti ho jati hai Megha Ayush sath mai bahar nikalti hai,Ayush Puchne lag jata hai
Ayush:-Ab toh bata do kya baat hai megha,jab se ayi ho tab se pareshan lag rahi ho,bata bhi do
Megha Jaise hi ayush ko sabkuch batati wahan se Namrata ati hai principal ke office se,Megha ka leaving certificate lekar,Jaise Ayush Megha ki mummy ko dekhta hai bolta hai
Ayush:-Namastey Aunty
Namrata:-Namastey Beta
Ayush:-Dekho na aunty Megha subah se pareshan uske ankh se anshu aa rahe puchne par bata bhi nhi rahi,aap hi bata do kya baat hai mai use hal kar dunga
Namrata Megha ke ankh mai anshu dekhti hai,woh khud hi bolne lag jati hai
Namrata:-Darasal Baat Yeah hai ki
Jaise hi Namrata bolti hai Megha phat se bolne lag jati hai nhi mummy mai bataungi bas thoda samay aur de dejiye mai ayush ko kahi le jana chahti hun
Namrata:-Par Beta,jyada samay nhi hai
Megha:-Thodi der aur mai jahan bol rahi hun wahan le chalo uske baad jo bologi woh karungi
Namrata apni beti ki jidd kea age haar jati hai phir bolti hai
Namrata:-Thik hai,tumhe ek ghanta diya uske baad ek bhi samay nhi dungi
Megha:-Thik hai Maa,ek ghanta kafi hai
Ayush kuch samaj nhi pata lekin uska bhi dil ab ghabrane lag gya hai aisa lag raha hai use kuch bahut buri khabar hai isliye megha ke ankh mai anshu aa gye the,aise apne soch mai ghum tha,tabhi Megha aakar bolti hai
Megha:Kahan kho gye,chalo jaldi jyada samay bahut kam diya hai maa ne
Ayush:Thik hai chalo…………….