• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy SOLO LEVELING

Story aapko kaisi lagi ?

  • Bahut achi lagi .

    Votes: 310 93.9%
  • Thik thak hi hai .

    Votes: 20 6.1%

  • Total voters
    330

Rohit1988

Well-Known Member
2,351
7,224
158
Waiting bhai ji
 
  • Like
Reactions: Itachi_Uchiha

Itachi_Uchiha

अंतःअस्ति प्रारंभः
Staff member
Sectional Moderator
7,839
27,262
204
UPDATE NO - 144(A)
( RIDER VS SANDY WILL THIS HAPPEN? )



Mai ek bahut hi unchi Building ke top ke Corner par khada ho kar apne samne se charo taraf dikhayi de rahe city ke ek bahut hi bada hissa dekhte hue apne aura ko fully release kar deta hu. Jiske karan meri body co purple color ki ek energy puri tarah se cover kar leti hai.

Meri sari sences is type apne full potential me work kar Rahi hoti hai. Meri eyes bhi is time glow kar Rahi hoti hai. Mai samne city ko taraf dekhte hue sabki bate sunane ki kosis karne lagta hu.

' Smith ! Aur Aaj kal kya chal Raha hai ? '

' Sir ! Hmare store ki policy aisa allowed nahi karti hai. Agar coustomer apna mind change kar le to....... '

' Last night tum party me kyu nahi aaye the yarr ? '


Aise hi har koi apne life se releted kuch na kuch kisi na kisi se bata ya sun Raha tha.

Jab mujhe abhi bhi Shubham ka pata nahi chalta hai to mere man me kuch khayal aata hai.

' Kya wo is City ko left kar cuke hai ? '
' Lakin Shubham to ek combat type D Rank Huntur hai. '
' Normal person to uska kuch bhi nahi bigaad skte hai. Bhle hi wo kitne bhi log aa jaye. '

Fir kuch minutes sochne ke baad wapas se mere man me khyal aata hai ' Agar koi Car jo ki Huntur bureau Headquarter jane wali ho aur wo waha na ja kar achanak se agar city se bahar Jane Lage to aise me Shubham ne jarur kuch n kuch notice Kiya hoga aur usne uske baad virod bhi Kiya hoga. '

Fir mujhe Anurag ki kahi baat bhi yaad aati hai jab wo mujhe batata hi ki jo banda aaya tha wo Scavenger Guild se tha, ye yaad aate hi mai apne man me sochta hu ' Ab tak sirf ek hi sabut mere paas hai aur wo ye ki Jo koi bhi culprit hai wo Scavenger Guild se Hai. '
' Scavenger Guild....... Ek minute.. '
' Lalit ka chota bhai Namit bhi to Scavenger Guild se hi tha na. '
' Jarur wo kafi times se hum logo ka yaha America me aane ka intejar kar raha hoga. '
' Taki wo uske bhai ke death ka secret jaan sake. '
' Us Raid me sirf mai aur Shubham hi bache the. '
' Namit ko jarur yahi lagta hoga ki hum dono ne hi uske Bhai ko mara joga. '

Fir mujhe wo scene yaad aata hai jab Anurag mujhe Namit ke bare me deta hai aur mi sochta hu ' Aakhir kisne socha tha Anurag ki warning aise such me badal jayegi ? '
' Maine past me jo kuch bhi Kiya hai mujhe us baat k regret bikul bhi nahi hai. '
' Lakin ye such kuch itna aage kabhi nahi badhta agar mai Shubham ke sath ek guard chor rakha hota to. '
' Agar Shubham ko kuch bhi ho gaya to..... '

Ye sochte hue Mai apni dono hatho ki muthiyo ko bahut jor se band kar leta hu.




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Sandy Nirwana cabin
Scavenger Guild building




Sandy Nirwana apne cabin me apne bade se chair par baitha hua, apne cabin ke piche Lage transparent mirror se bahar ki taraf dekh Raha tha, tab uska ek employee uske cabin me enter hota hai.

Sandy Nirwana bina piche mude " Abhi tak koi news nahi mili ? "

Employee apna sir nirasha me jukhate hue " Nahi ! Sir. "

Ye sun kar Sandy Nirwana apne serious expression ke sath apne man me sochta hai ' Kahi aisa such me to nahi hai ki use kud ke Marne ka koi dar nahi hai ? '
Fir kuch soch kar kud hi apn sir Naa me hilate hue aage sochta hai ' Nahi ! Mister Namit ek S Rank Huntur hai. '
' Wo kud ke aur Rider ke strength me difference ke bare me bahut ache se janta hoga. '
' Fir bhi Aisa bewkufi bhara kaam karna jiske anjam ke bare me unko ache se pata hai. Iska matlb hai ki...... '
' wo ache se jante hai ki mai unki side lene ke liye aage aaunga. '
' Sayad mai apne hunters logo ke prati bahut jyada kind hu. '


Uske baad Sandy Nirwana apne phone ko nikal kar apne secretary Laura ko phone milata hai.

Sandy Nirwana " Laura situation ab kaisi hai ? "

Laura jo ki is time apne car ko drive karte hue kahi ja rahi thi wo phone ko recive karke speaker on karke baat karte hue jawab deti hai " Huntur bureau ke corporation ki help se hum Mr. Namit ke Last kuch month ke pattern ko analysis kar rahe hai. "
" Jinse hme ye pata chala hai ki ab tak total 3 hi incidents hue hai jaha wo apne usual activities ko chor kar kahi gaye hue the. "
" Aur tino time place same tha. "

Sandy Nirwana ye sunte hi turant kehta hai " Hmare sare logo ko waha bhejo. Mai bhi abhi wahi ke liye nikal Raha hu. "

Laura " Ji sir ! "

Tabhi Sandy Nirwana ke man me ek baat aati hai aur wo turant hi Laura ke call cut karne se phle bolte hai " But wait ! "
" Aakhir tumne Huntur bureau ko hmari help karne ke liye manaya kaise ? "

Laura " Maine unhe kaha ki agar humne Namit ko nahi dundha to aap aur Rider aaps me ek dusre se takra sakte hai. "



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

HUNTER BUREAU HEADQUARTER, USA


Hunter Bureau ke headquarters me is time afra tafri ka mahol tha. Sare staff wale bahut jyada busy lag rahe the. Koi phone par kisi se baat kar Raha tha, koi laptop aur computer me kuch dundh rahe the. Har table par dher sari files padi hui thi. Yaha waha paper seet gire pade the.
Har kisi ke face ka expression bikul uda hua tha. Jaise unhe koi bahut bada dar sata raha ho.


Run.... Run....


Tab tak waha Mr. White bhagte hue aata hai aur vice president se jldi se kehta hai " Scavenger Guild ke sare Members kahi ja rahe hai. "

Vice president shocked hote hue Mr. White ki taraf dekh kar turant puchte hai " Sare 100 members ? "

Mr. White jaldi se " Ha sare 100 Hunturs, unki schedule sari raid ko unhone cancel kar Diya hai. "
" sare ke sare Hunters ek sath kahi ja rahe hai. "

Vice president ye sun kar tention ke sath samne dekhte hue apne man me sochte hai ' Scavenger Guild ke sare Hunters ek sath kahi ja rahe hai, to jarur iske piche Sandy Nirwana ka hi hath hoga. '
' Kuch bada hone wala hai. '
' Aakhir ye sub ho kya raha hai ? '














[ Note :- Mujhe is time personal work se bikul bhi time nahi mil pa Raha hai. Isiliye update chota hi hai. Kosis karunga aise hi chote hi sahi lakin Update de kar story ko aage continue krta rahu. ]

Aaj ke liye bs itna hi dosto !!

Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through !!
Apna pyar aur support aise hi banaye rakhiye !!
 

Itachi_Uchiha

अंतःअस्ति प्रारंभः
Staff member
Sectional Moderator
7,839
27,262
204
UPDATE - 144(A) post kar diya hai dosto. Read nd enjoy it.
 
  • Like
Reactions: sorbobhuk and Shanu

rocket league

I predicted your prediction
4,047
18,530
144
UPDATE NO - 144(A)
( RIDER VS SANDY WILL THIS HAPPEN? )



Mai ek bahut hi unchi Building ke top ke Corner par khada ho kar apne samne se charo taraf dikhayi de rahe city ke ek bahut hi bada hissa dekhte hue apne aura ko fully release kar deta hu. Jiske karan meri body co purple color ki ek energy puri tarah se cover kar leti hai.

Meri sari sences is type apne full potential me work kar Rahi hoti hai. Meri eyes bhi is time glow kar Rahi hoti hai. Mai samne city ko taraf dekhte hue sabki bate sunane ki kosis karne lagta hu.

' Smith ! Aur Aaj kal kya chal Raha hai ? '

' Sir ! Hmare store ki policy aisa allowed nahi karti hai. Agar coustomer apna mind change kar le to....... '

' Last night tum party me kyu nahi aaye the yarr ? '


Aise hi har koi apne life se releted kuch na kuch kisi na kisi se bata ya sun Raha tha.

Jab mujhe abhi bhi Shubham ka pata nahi chalta hai to mere man me kuch khayal aata hai.

' Kya wo is City ko left kar cuke hai ? '
' Lakin Shubham to ek combat type D Rank Huntur hai. '
' Normal person to uska kuch bhi nahi bigaad skte hai. Bhle hi wo kitne bhi log aa jaye. '

Fir kuch minutes sochne ke baad wapas se mere man me khyal aata hai ' Agar koi Car jo ki Huntur bureau Headquarter jane wali ho aur wo waha na ja kar achanak se agar city se bahar Jane Lage to aise me Shubham ne jarur kuch n kuch notice Kiya hoga aur usne uske baad virod bhi Kiya hoga. '

Fir mujhe Anurag ki kahi baat bhi yaad aati hai jab wo mujhe batata hi ki jo banda aaya tha wo Scavenger Guild se tha, ye yaad aate hi mai apne man me sochta hu ' Ab tak sirf ek hi sabut mere paas hai aur wo ye ki Jo koi bhi culprit hai wo Scavenger Guild se Hai. '
' Scavenger Guild....... Ek minute.. '
' Lalit ka chota bhai Namit bhi to Scavenger Guild se hi tha na. '
' Jarur wo kafi times se hum logo ka yaha America me aane ka intejar kar raha hoga. '
' Taki wo uske bhai ke death ka secret jaan sake. '
' Us Raid me sirf mai aur Shubham hi bache the. '
' Namit ko jarur yahi lagta hoga ki hum dono ne hi uske Bhai ko mara joga. '

Fir mujhe wo scene yaad aata hai jab Anurag mujhe Namit ke bare me deta hai aur mi sochta hu ' Aakhir kisne socha tha Anurag ki warning aise such me badal jayegi ? '
' Maine past me jo kuch bhi Kiya hai mujhe us baat k regret bikul bhi nahi hai. '
' Lakin ye such kuch itna aage kabhi nahi badhta agar mai Shubham ke sath ek guard chor rakha hota to. '
' Agar Shubham ko kuch bhi ho gaya to..... '

Ye sochte hue Mai apni dono hatho ki muthiyo ko bahut jor se band kar leta hu.





~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Sandy Nirwana cabin
Scavenger Guild building




Sandy Nirwana apne cabin me apne bade se chair par baitha hua, apne cabin ke piche Lage transparent mirror se bahar ki taraf dekh Raha tha, tab uska ek employee uske cabin me enter hota hai.

Sandy Nirwana bina piche mude " Abhi tak koi news nahi mili ? "

Employee apna sir nirasha me jukhate hue " Nahi ! Sir. "

Ye sun kar Sandy Nirwana apne serious expression ke sath apne man me sochta hai ' Kahi aisa such me to nahi hai ki use kud ke Marne ka koi dar nahi hai ? '
Fir kuch soch kar kud hi apn sir Naa me hilate hue aage sochta hai ' Nahi ! Mister Namit ek S Rank Huntur hai. '
' Wo kud ke aur Rider ke strength me difference ke bare me bahut ache se janta hoga. '
' Fir bhi Aisa bewkufi bhara kaam karna jiske anjam ke bare me unko ache se pata hai. Iska matlb hai ki...... '
' wo ache se jante hai ki mai unki side lene ke liye aage aaunga. '
' Sayad mai apne hunters logo ke prati bahut jyada kind hu. '


Uske baad Sandy Nirwana apne phone ko nikal kar apne secretary Laura ko phone milata hai.

Sandy Nirwana " Laura situation ab kaisi hai ? "

Laura jo ki is time apne car ko drive karte hue kahi ja rahi thi wo phone ko recive karke speaker on karke baat karte hue jawab deti hai " Huntur bureau ke corporation ki help se hum Mr. Namit ke Last kuch month ke pattern ko analysis kar rahe hai. "
" Jinse hme ye pata chala hai ki ab tak total 3 hi incidents hue hai jaha wo apne usual activities ko chor kar kahi gaye hue the. "
" Aur tino time place same tha. "

Sandy Nirwana ye sunte hi turant kehta hai " Hmare sare logo ko waha bhejo. Mai bhi abhi wahi ke liye nikal Raha hu. "

Laura " Ji sir ! "

Tabhi Sandy Nirwana ke man me ek baat aati hai aur wo turant hi Laura ke call cut karne se phle bolte hai " But wait ! "
" Aakhir tumne Huntur bureau ko hmari help karne ke liye manaya kaise ? "

Laura " Maine unhe kaha ki agar humne Namit ko nahi dundha to aap aur Rider aaps me ek dusre se takra sakte hai. "




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

HUNTER BUREAU HEADQUARTER, USA


Hunter Bureau ke headquarters me is time afra tafri ka mahol tha. Sare staff wale bahut jyada busy lag rahe the. Koi phone par kisi se baat kar Raha tha, koi laptop aur computer me kuch dundh rahe the. Har table par dher sari files padi hui thi. Yaha waha paper seet gire pade the.
Har kisi ke face ka expression bikul uda hua tha. Jaise unhe koi bahut bada dar sata raha ho.



Run.... Run....


Tab tak waha Mr. White bhagte hue aata hai aur vice president se jldi se kehta hai " Scavenger Guild ke sare Members kahi ja rahe hai. "

Vice president shocked hote hue Mr. White ki taraf dekh kar turant puchte hai " Sare 100 members ? "

Mr. White jaldi se " Ha sare 100 Hunturs, unki schedule sari raid ko unhone cancel kar Diya hai. "
" sare ke sare Hunters ek sath kahi ja rahe hai. "

Vice president ye sun kar tention ke sath samne dekhte hue apne man me sochte hai ' Scavenger Guild ke sare Hunters ek sath kahi ja rahe hai, to jarur iske piche Sandy Nirwana ka hi hath hoga. '
' Kuch bada hone wala hai. '
' Aakhir ye sub ho kya raha hai ? '















[ Note :- Mujhe is time personal work se bikul bhi time nahi mil pa Raha hai. Isiliye update chota hi hai. Kosis karunga aise hi chote hi sahi lakin Update de kar story ko aage continue krta rahu. ]

Aaj ke liye bs itna hi dosto !!

Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through !!
Apna pyar aur support aise hi banaye rakhiye !!
Mast update tha Itachi_Uchiha bhai new update ka intezar rahega
 
  • Love
Reactions: Itachi_Uchiha

Ss mujrim

Active Member
629
467
63
UPDATE - 05
Last updated me aapne read kiya kaise sare Hunter dare hue the aur achanak se big statue bhi attack kr deta h , tbhi Rider unhe warn krta h fir bhi bhut se Hunter mare jate h . Uske baad wo kaise bache yahi soch rahe hote h .....

AB AAGE .....

THE GATE
Ak aisa tunnel jo dusre worlds ko hmare World se connect krta h .

10 YEAR AGO

Jb GATE ka astitva hamare duniya me aaya , uske baad se hmare World me bhut si vichitr ghtnaye ghati .

Jiska ak EXAMPLE HUNTERS the.

Inki saktiya jb bhi jagati thi uske baad wo kabhi Change nahi hoti thi . Na hi badalti thi

Mai bhi ak HUNTER bana but meri saktiya only ak E Rank HUNTER ke layak thi .
Wo alag baat h ki mai baki jyadatar dusre humane se bahut strong hu but mere aur unke Rank ke bich bahut bada gap hai .

Jis kisi ko bhi power mila h ki wo GATE ke paar ja sake aur monster ko mar sake .

Aur agar usne use apne career ke roop me chun liya h use HUNTER kahte h .

Kabhi kabhi GATE ke paar ak OMINOUS ( bad luck) chupa hota h .
Ab powerful aur mad monster kahi se bhi bahar nahi aate h wo sb bhut phle hi khtam ho chuke h .

---------------------------------

Mai ( Rahul ke broken hath ki taraf dekhte hue )" kya aap thik h ? Khoon bahna abhi tk nahi ruka hai ! "

Rahul " abhi yaha hm kuch nahi kr skte , hai ki nahi ? "
" Mai yaha bs 3 healer le ke aaya tha , qki maine socha tha yaha sb kuch jldi hi khtam ho jayega ....."

Us taraf dekhte hue jaha jamin melt ho gayi thi aur usme se abhi bhi smok nikal raha tha , big statue ke powerful attack se " ak healer to is kahtarnak attack se phle hi mar gaya, uski laas tak nahi bachi "

Ak man ki tarah ishara krte hue jo ak patthar ke sahare apne ghutno pr baitha hua tha aur apne dono hatho se sir ko pakd ke pahli ki tarah badbada raha tha .....
" Mai abhi aur jina cahta hu .."
" Save me ... Save me.... "

Rahul " Ak ye hai jisse itna bada sadma laga h ki ye paglo jaisi harkat kr raha h ! "

Rahul ( Anjana ki taraf dekhte hue jo ki abhi bhi leti hui thi ) " Ak B Rank ki healer ho ke bhi , Miss Anjana ne bhi aaj se phle aisa kuch experience nahi kiya h . Jo kuch bhi aaj hua h . Isi liye filhal ke liye mujhe healing milna thora muskil hai . "

" Is liye filhal sbse acha yahi hoga ki hm abhi jaise h waise hi rahe , in statues jaise enemy ke against "
" Jb situation thodi thik hogi tb , tb hm yaha se bhagane ki kosis kr skte h "
" Jabki hm sb jante hai ki ye aasan bilkul nahi hoga !! "

Wahi baki sb Hunter abhi bhi dar me the aur kuch ro rahe the ...
" Hu hu ~~ huuuuuuukkk "
" Ab hum kya karenge ? "
(Gusse se ) " Ye sirf ak D Rank Dungeon hai ......sirf ak D Rank Dungeon ??? "

Wahi ak HUNTER soch raha tha ' jaise ki Mr Rahul aur Rider ne kaha hm pr tabhi attack hoga jb hm apni jagah se hilenge '
' Agr kisi tarah hm is big statue se bach bhi gaye tb bhi hme door ke gate pr khade guard wale statue ko paar krke jana hoga . '
' Jo ki sayadh hi hme kabhi yaha se bahr jane dega . '

Ye sb sochte hue usne kuch decided kiya aur aur apni jagah se khada ho kr jor se bolta h " Mai yaha aise nahi mar sakta !!! "
" Maine finally ak big Guild join kiya h "
" To mai yaha yaha to bilkul nahi mar sakta !! "
Aur wo apne ghutno ke bal baith kr apne full power ko use krne ko ready ho raha tha .

Hm sb usi ki taraf dekh rahe the .


Tabhi Rahul chilla kr usase bolte h " tum kya kr rahe ho ? Apni jagah se hilna bhi mat !! "

Lakin wo to kisi ki bhi baat nahi sun raha tha bs apne mn ki kr raha tha " mai ye kr skta hu "
" Agr kisi chij ko le kr mujhe pura vishwas hai to wo hai meri speed !! "
" Mai is door ko ak second me paar kr dunga ... "

Itna sb bol kr wo apni full power ko use krke light speed se door ki taraf bhagne lagta h , Qki uski Power uski speed thi jo ki speed of light ke equal thi .

Wo full confidence me tha aur door ke paas phucha hi tha ki tabhi mai aur rahul dekhte hai us big statue ke eye se wapas se power release hone lagti h aur bahut hi teji se us Hunter ki taraf chli jati h . Ye sb itna fast hua ki hme kuch dikhayi hi nahi deta h ki hua kya , jb hm sb hose me aaye aur samne dekhte h to hme us hunter ke bs ghutno ke niche ke bs leg hi dikhe jo ki abhi bhi hawale the jaise bhag koi person bhag raha ho aur uski baki body jal kr raakh me badal gayi thi .

Ye sb dekh kr sb log aur bhi jyada sadme me chle gaye aur dar ke bahut tej tej rone lage .

Mai ( apne mukke ko jamin pr marte hue ) " fuck !!! "
" Ye sare statues Wale hme jb cahe tb maar skte h . Hai ki nahi !!? "

Rahul " ye to ak makkhi ko masalne se bhi aasan hai "

Mai " ye hamara isi samay safaya kr skte hai . "
" To ye hme maar q nahi rahe hai ? "

Rahul " pata nahi !! "

Kuch sochne ke baad Rahul ne mujhse bola " bhle hi ye hme maar skte hai . Pr ye hame maar nahi rahe hai ..."
" Qki ye un pagal monster se alag hai , jo hme kahi bhi dekhte hi andho ki tarah marna suru kr dete hai "
" Wo Guard wala status tabhi attack karta h jb koi door kholne ki kosis karta h "
" Wo big statue apni eye se beams tabhi nikalta h jb koi move hota h "
" Ye sabhi ak pattern me attack kr rahe hai .

" Ak pattern me ...!!! "
Ye sunte hi mai turant piche mud kr us wing wale statue ko dekhne lagta hu aur sochne lagta hu ' ye nahi ho skta.... !! '
'Kya is room me koi rule hai ? '
'Haa , CARTHENON ke rule !! '
' haa , yahi ho skta h !!! '


Aur mai turant Rahul se puchta hu " Mr Rahul 1st rule kya tha ? "

Rahul ( confuse ho kr ) " rule ? "

Mai wings wale statue ki taraf isara karta hu tb unhe kuch smjh me aata h . Aur wo bolte h " 1st rule tha..... Bhagwan ki pooja kre . "

Fir mai big statue ki taraf ghur ke dekhta hu aur apne man me kahta hu ' yahi hoga yaha ka bhagwan ! '

Mai khada hote hue Mr. Rahul se bolta hu " sir yaha is Dungeon me ak niyam hai ..."

Rahul ( mujhe dekh ke shock se dekhte hue ) " ye tum kya karne ja rahe ho ? "

Mai " agar mai sahi hu to !!! "

Rahul ( chillate hue ) " kya tum pagal ho gaye ho ? "

Pr mai bina kuch sune khada ho jata hu aur ghur kr us big statue ki taraf dekhta hu . Rahul meri eye ko dekhta h aur kud se kahta h " ye us aadmi ki aakh nahi h jisme death ka koi dar najar aaye "

Aur m us big statue ki taraf dekhte hue bolta hu " ye us par attack nahi krte hai jo move hota h !!! "




Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through !!
Apna pyar banaye rakhiyega !!
Kamall ka update tha
 
  • Love
Reactions: Itachi_Uchiha

Ss mujrim

Active Member
629
467
63
UPDATE - 06

Jaisa ki aapne last updated me read kiya , starting me hmare World aur Hunter ke bare me information di gayi fir ak aur Hunter bhagne ki kosis me mara jata h . Fir mai kuch bato gaur karta hu aur kuch kuch yaha ke bare me smjhne lagta hu ....
AB AAGE ........
Jaise hi mai khada hua us big statue ki eye ki brightness aur bhi increase hone lagi .
Mai turant hi niche jhuk gaya aur big statue ki taraf dekhne laga uski eye ki brightness wapas se normal ho gayi thi , ek pal ko to mai bhi dar gaya fir maine apne aap ko wapas se relex kiya fir sochne laga ..
' ye tabhi attack karta h jb tm ak limit se jyada height se khade ho kar move kro . '

Aakhirkar mai 1st rule ka matalab smjh gaya tha aur mere akho ki chmak thori si increase ho gayi thi .

Main turant hi sbko bola ( chilla kr ) " Sblog !!.... Big statue ke aage apne ghutno pr jhuk jao !!! "

Rohan " Rider kahi tm pagal to nahi ho gaye ho ? "

Abhi " tum kis baare mein baat kar rahe ho "

Rohan " huh !!! "

Rahul ( meri taraf dekh kr ) " tmne kuch pata kr liya h na ? Mai sahi kah raha hu na ? "
Mai " haa "
" Ye tabhi attack karta h agr tm ak limit se jyada height se khade ho kr move kro , isi liye ye attack nahi krega agr jb tum iske samne jitna ho ske utna niche apne ghutno pr jhuk jao . "
" Bhagwan ki pooja kre ka matlab yahi h ki apne ghutno pr jhuk jao aur is big statue ki pooja kro "
" To jb tm iske samne apne ghutno pr jhukoge ....."

Bich me hi Rahul bol padta h " aisa krne ke liye kahi tumhare antah mann ne to nahi kaha ? Kya mai sahi bol raha hu ? "

Mai " abhi ke liye jo bol raha hu mai bs wo kro ..."

Rahul " well !! Iske alawa abhi hum sb aur kuch kr bhi nahi skte . "

Aur sare Hunter Rahul Ko dekh kr apne ghutno pr baith kr us big statue ke samane jhuk jate hai .

Sb sochte hai ...
' sayad ab hame jine ko mil sakta h ?'
' sayad ab hum is jagah se bahar ja sake ? '
' kya sirf ghutno pr jhukne se aisa ho skta h ? '

Anjana bhi ab tb uth chuki thi wo bhi baki sbke sath apne ghutnon ke bal jhuki hui thi .

Tabhi us big statue ki eye ki brightness slowly slowly khtam ho gayi aur achanak se hi agle pal uske face ka expression bilkul change ho gaya . Ab vo big statue kisi evil ki tarah smile 😁kr raha tha, uske sare daat dikh rahe the aur uske aakho ke brightness ka colour bhi change ho kr light red ho gaya tha .

Hm sb apna face upar krke dar ke sath us big statue ke face ko hi dekne ki kosis kr rahe the aur mai sath me soch raha tha ...
' iske face ke sath kya ho gaya ? '
' ye kya ! Iska expression ..... '
' .....ye change ho gaya !! '


' ab tk is big statue ne kitne attack kiye ? Aur kitne mare gaye ? '
' abhi kitne jinda bache hai ? '
' kb tak ...? '
' kb tak hm sb ko ye sb krna padega ? '

Abhi ( big statue ki taraf dekhte hue ) " dekh kr aisa lagta h isne attack krna band kr diya h !! "

Rohan " aisa nahi ho skta "
" Tumhe nahi lagta h ki ye ab kuch naya try krega ? "
" Tumhe kya lagta h ki ab sb thik ho jayega qki hm iske samne ghutno pr jhuk gaye h ? "
" Are ! Are ! Tum khade q ho gaye ? "

Abhi ( khada ho ke ) " dekho "
" Attack hona band ho gaya h "

Baki sb Hunter bhi abhi ko dekh kr khade hone lagate h aur Bolte h ....
" Ye such hai ! "
" Ye big statue ab kuch nhi kr rha h "
" No way ! Kya such me sb khtam ho gya h ab ? "
" Hm sb bach gaye "
" Hm sb abhi aur jiyenge "

TUDDD... TUDDD... TUDDD.....

Mai ( big statue ki taraf shock 😲 se dekhte hue ) ' nahi !! '
' fir se nahi !! '

Baki sb Hunter bhi usi taraf dekh rahe the shock aur dar se ....

TUDDD..... TUDDDD....TUDDD....

Actually me Wo big statue apne chair se khada ho jata h , aur jaise hi apne pair niche jamin pr rakhta h ...

BOOM............

Uske pair rakhne waha ki jamin tut kr ander dhas jati h .

Hm sb Hunter dar se usi big statue ko dekh rahe the aur badbada rahe the...
" Wait ! Ye abhi khatam nahi hua hai "
" Ah ! Ah ! "
" Nahi "
" Ab ye mt kahna ki hme isase fight krni hogi "

Rahul ( meri taraf jor se kahte h ) " Rider "
" Kya tumhare paas koi aur plans nahi h ? "

Mai " bhle hi aap mujhse pucho , lakin mere paas aur koi plans nahi h . "

Rahul " kya such me tumhare paas aur koi Ideas nahi h ?? "

Mai " mai to aage kya karna h ye bhi nahi
janta !! "

Aur tabhi wo big statue ka ek pair move hota h aur wo hamari taraf aage badne lagta hai . Ye dekh kr sb Hunter waha se bhagne hi wale hote h tabhi mai bolta hu ( jor se ) " ruk jao ! Is Dungeon ke apne kud ke kuch rules hai "
" 1st bhagwan ki pooja kre !! "
" 2nd bhagwan se prathna kre !! "
" Isi line me koi raaj hai . "

Ab sub Hunter sochne lag jate h ...
" Prathna kre ? "
" Agar yaha prathna krne ki baat ho rahi h to ..."

Abhi wo Hunter aage kuch kahta usase phle hi ak HUNTER kahta h ( big statue ko dekhte hue ) " mai ak chance le ke dekhna cahta hu "
" Mai CHURCH me prayer gane walo me se ak hu ... "
" Agar yaha baat bs gana gane aur prathna krne ki hai to , mai ye kr lunga "

Aur wo Hunter apni jagah se thora aage badh jata h aur big statue ke bilkul saamne aa kr apne hath se apne gale me latka hua GOD ke locket ko pakad leta h aur prayer karna start kar deta h ....

( prayer English me hi likhunga )
" I approach the lord ,
Make me anew ,
And pour your graces ,
The weakness found within me ,
All will wash away ,
From the love of the lord ,
Your love holds on to me ........ "

Jb wo Hunter prayer kr raha tha tb bhi wo big statue apne right pair ko dhire dhire move krte hue uske upar le jata h .

Mai bhi shock se ye sb dekh raha tha .

Rohan " kya ye kaam kr raha h ? "

Abhi " aisa lag to raha h , qki uske pair bahut slowly move ho rahe h ab . "

Mai ( dhyan se us big statue ki taraf dekhte hue kud se ) ' nahi , ye glt soch rahe h '
' ye kuch aur hi h !! '

Hunter ( jo prayer kr raha tha )
" ..... Like an angel flapping it's wings above ,
I shall also walk with my lord above ,
From with in the lord's love ..."

Ab tk us big statue ke pair us Hunter ke bilkul karib aa gaye the aur wo pasine se bhiga huaa dar ke karna kaap raha tha fir bhi wo ruka nahi aur prayer krta raha .

Tabhi mujhe khyal aata h ' ye to galt bhagwan ki pooja kr raha h ..... ! '

Pr isase phle ki mai kuch bol pata us big statue ne apne r8 pair se us Hunter ko kuchal diya .

BOOM........
Aur uske pair ke niche us Hunter ki body ak makkhi ki tarah masal gayi , aur waha uske pair ke chro taraf kewal blood hi blood fail gaya ....





Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through .
Apna pyar aise hi banaye rakhiye .



Story ache ha
 
  • Love
Reactions: Itachi_Uchiha

Ss mujrim

Active Member
629
467
63
UPDATE - 07

Jaise ki last update me aap sb ne ab tk read kiya ki hm 1st rule ka matlab smjh kr big statue ke samne ghutno ke bal jhuk jate h . Fir uske face ka expression change ho jata h aur wo ak evil smile ke sath hmare aur badhne lagta h . Tb 2nd rule ke bare me soch kr ak HUNTER usase prathna krne lagta h but last me use bhi big statue maar deta h ....

AB AAGE ....

Us Hunter ke marne se hm sb shock se chillane lagte h aur usase dur bhagne lagte h ......

" Kyaaaaaaa !!!! "
" Ye kya ho gaya !!! "
Rohan " bhago .... "
" Bachao ... "
" Koi meri help kro !! "

CRACK......CRACK..... BOOM.......

Sb log teji se bhagne lagte h , aur wo big statue bhi hamare piche aa raha hota h .

Ak hunter girl dar se apni jagah se hil bhi nahi pati h aur tabhi .....

SQUIZ..........
Wo big statue uske upar apna big pair rakh deta h aur wo Hunter girl mr jati h aur uske chro taraf kewal blood hi blood fail jata h .

Rahul " sb logo ka ak sath bhagana khatarnak hai . Hme turant hi alg alg direction me bhagna hoga . "

Mai " aap thik kah rahe ho ."

Mai Anjana ka hath pakad kr bhag raha tha , wo mere piche thi mai uski taraf dekhta hu to wo bahut jyada dari hui thi , uska pura face aasuo se bhig gaya tha . Use dekh kr mai kud se kahta hu ' mai Miss Anjana ko apne piche nahi chor skta , mujhe unko sath le kr hi bhagna hoga . '

Baki sb bhi Hunter alg alg director me bhag rahe the .

Abhi bhagate hue apne family ke bare me soch raha hota h ....
' mai yaha nahi mar sakta '

Use kuch dino phle ka ak sean yaad aata h jaha wo sofe pr aaram se bear pi raha hota h aur uski pregnant wife usase kuch bol rahi hoti h ....

Abhi pregnant wife " kaisa rahega agr tm ye Hunter ka job chor kr , koi aur safe job dundh lo ?
Hmare ab 2 kids ho gaye h "

Abhi " tm kya bol rahi ho ... Hme aur jyada money earn krna padega unke ache future ke liye . "

Present time me wapas aa kr kud se kahta h
' mai finally 2 kids ka ak jimmedar father bana hu , lakin ye ....'

Tb tk mai bhag kr ak statue ke niche phuch jata hu .
Abhi ( Rohan ki taraf dekh kr ) " yaha pr mai safe rahunga . Hai ki nahi ? "

Rohan ( meri tarf dekh kr ) " Abhi tmhare piche !!!
Piche mud kr dekho . "

Ye sunte hi Abhi jaise hi piche mudne ko hota hu tabhi ak sounds sunayi deti h ...

SWOOSSS.........
aur isi ke sath abhi ke piche khade statue ne apne ward se ak second me hi Abhi ke body ko bilkul bich se cut kr deta h . Us statue ke sward me abhi ka blood laga hua tha , Abhi ki body alg alg director me girl jati h .

Udar wo sb ho raha tha yaha Anjana ke sath bhagate hue mai soch raha tha
' Bhagwan ki prathna ,

Bhagwan ki prathna ,
Bhagwan ki prathna ,
Aakhir hm kaise prathna kr skte h is big statue ke jaise bhagwan ki ?
Qki ye to ak Devil hai !!!
Hmare piche Guards wale statue hai ,
Samne ki taraf ye huge statue hai ,
Aur jo room ke charo taraf last me statue hai wo tabhi attack krenge jb hm unke bahut jyada close jayenge .
In corner wale statue me se kisi ne sward , kisi ne bhala , kisi ne axe ,kisi ne hathora ( hammer ) , kisi ne tir - dhanush , to kisi ne instrument pakda hua h ........'

" Ahhhh mera hath .... Mera hath ...."
" ahhhhh ... "
" Nahi .... "
Pure room me sb Hunter ki dard se chillane ki hi aawaje aa rahi thi . Sb big statue ke dar se corner ki taraf bhag rahe the aur waha ke statue unko bina time waist kiye mare ja rahe the .

Mai bhi corner ki taraf hi bhagte hue soch raha tha ' na hum unke bahut jyada paas ja skte hai , na hum unse dur bhag skte hai . Kare to aakhir kya kare hm ? '

Tabhi mere dimak ki batti jali ' ak min ! '
' instrument wale statue !!

Kya wo apne instrument se hm pr attack krenge ?
Guard tabhi attack karte h jb tm unke bahut paas jao ,
aur ak baar tm unke paas chle jao tb wo aise move hote hai jaise unhe phle se hi bs aise hi move hone ke liye banaya gaya ho ,
agar jo status instrument pakde hue h unhe bhi phle se hi kaise move hona h ya kya karna h ye bataya gaya ho to ? '

Ye sb sochne ke baad mai turant hi chilla kr bolta hu " sb log us statue ki taraf
bhago jisne hath me instrument pakda hua h "

" Kya kaha jisne instrument pakda hua h ? "

Aur sbse phle Rahul ak instrument wale statue ke paas pahuchta h jisne ak bada sa boopu type ka instrument pakda hua tha .
Jaise hi Rahul waha pahuchta h wo statue instrument bajane lagta h .

POOOOOO.......
Rahul " ye kya ! Ye to bajne laga . "

Rahul smjh jata h aur wo bhi apne paas walo ko bolte h " instrument wale status attack nahi krenge , to jldi se ja kr instrument wale statue ko dundho aur uske paas khade ho jao "

Ye sun ke sb instrument wale statue ko dundh kr uske paas bhagne lagte h .

Rohan bhi ak statue ko dundh leta h jo ki ak female ka tha aur usne violin pakda hua tha . Rohan jaise hi uske paas jata h wo statue violin bajana start kr deti hai , aur Rohan us statue ke niche baith kr jor jor se rone lagta h uska pura face aasuo se bhig gaya hota h aur wo gusse me big statue ki taraf dekh ke bolta h " sale harami mai tujhe nahi chorunga !! "

Abhi big statue ka dhyan bakiyon ki taraf tha aur mai Miss Anjana ko le kr us big statue ke left side ke ak instrument wale status ke paas aa kr k hada ho jata hu usr statue ne ak bada sa dol pakda hua tha . Hm uske niche khade the aur mai jor jor se bolta hu statue ki taraf dekh kr ...
" Jaldi kro ! Aur bajana start kro ..."
" C' mon ! "
" Kyu ?? "

Wo statue kuch nahi kr raha tha . Mai aur Anjana usi ki taraf dekh rahe the .

Fir mere dimak me khyal aata h ' 1min ! Kahi ye is liye to nahi kuch kr raha qki hun 2 person yaha khade h . Iska mtlb ak hi statue ke niche do log khade nahi rah sakte . '

Ye khyal aate hi mai Anjana ko wahi chor ke aage ke instrument wale statu ke paas bhagne lagta hu . Aur Anjana rote hue mujhe pukarti h " rider !! "

Mai bina piche mude bhagte hue kahta hu " Bilkul mt hilna , tm safe rahogi agr tm yaha rahi to "

Aur Anjana su statu ke niche baith kr rone lagati h . Tabhi statue dol bajana start kr deta h . Thik usi samay us big statue kaface meri taraf move hota h aur uski aakhe mujhe hi dekh rahi hoti h .

Mai teji se bhag raha hota hu . Tabhi mujhe kuch statue ke baad ak instrument wala ak female ka statue dikhta h aur m kud se kahta hu ' bs thoda sa aur bacha h , mai bs pahunchne hi wala hu ' .

Tabhi mujhe apne upar kuch feel hota h aur mai bhagte hue upar dekhta hu to ye to us big statue ka pair tha , jo ki mere upar rakhne wala hi tha aur mai thik time pr waha se side me jump laga deta hu .

BOOM.......
mai jaha tha waha ki jamin puri distroy ho cuki thi us big statue ke pair rakhne ke karan . Aur tabhi mujhe Rahul ki aawaj sunayi deti h ...
" Us taraf nahi !! "

Aur mai turant hi samne dekhta hu to waha ak corner wala status khada tha . Meri najar uske hath pr jati h usne koi instrument nahi pakda hua tha usne to ak shield 🛡️ pakda hua tha .
Jaise hi mai uske paas pahuchta hu wo statue apne shield hawa me upar uthata h aur niche full force se de karta h .

THUDDDDD.........
us statue ka shield jamin me gad jata h .

Anjana ( jor se chillati h ) " Rider.... "

Mai uske attack se bach jata hu aur jamin pr rengte hue instrument wale status ki taraf khiskate hue badbadane lagta hu ...

" Instrument ... "
" Instrument ..."

Aur apne mn me bolta hu ' agar such me koi bhagwan hai ..... please ... Mujhe bacha lo . "

Mai sochne lagta hu mai abhi ak aisi situation me hu jaha mere life aur death ka sawaal h aur mai ak rassi pakde hue hu jo mujhe marne se bacha sakti h . Lakin mujhe aisa feel ho raha h ki meri rassi bich se hi break hone lagi h aur kabhi bhi puri break ho sakti h .

LA LA LA LA LA ..........
Tabhi achanak se mujhe ak bahut tej song sunayi deta h . Mai samne ki taraf apna face upar krke dekhta hu to mujhe mere samne ki female statue jor jor se gana gate hue dikhti h aur ye dekh kr
mere face pr ak smile aa jati h .

LA LA LA LA LA LA LA .........
sirf gane aur instrument ki aawaj aa rahi hoti h pure room me baki sb bilkul saant the . Pure room me jagah jagah bs dead body padi hui thi jinse blood nikal raha tha .

Tabhi Anjana bhagte hue mere taraf aati h " Rider tum thik to ho na ? "

Mai " ha ! Kuch kuch "

Achanak se Anajan jo ki mere paas khadi thi wo meri taraf dekhte hue shock se apne muh pr hath rakhi h aur kahti h " Rider ye kya ho gaya ? "

Mai " kya ? "

Fir uski najro ka picha krte hue apne left pair ko dekh kr bolta hu " ohhh !! Mera pair ...."

Lagta ha bhai sbb ka pha





Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through .
Apna pyar aise hi banaye rakhiye .

Lagta ha bhai sbb ka pair gya
 
  • Love
Reactions: Itachi_Uchiha

Ss mujrim

Active Member
629
467
63
UPDATE - 08

Jaisa ki last update me aapne read kiya ki hm sb big statue se bhag rahe hote h aur corner wale statue bhi unke paas phuchne pr hm pr attack kr dete h , fir mere dimak me instrument wale status ka khyal aata h aur hm sb unki taraf bahgne lagte h aur end m mai bhi ak instrument pakde hue statue ke paas pahuch jata hu .

AB AAGE ......

Mera left pair shield wake status ke attack ke karan cut ke alag ho cuka tha . Aur Anjana apne power ke trough mere left pair ko heal kr rahi thi jisase blood ka flow ruk jaye . Uske dono hath se ak goldan light nikal kr mere left pair ko cover kiye hue tha aur blood nikalna bnd ho cuka h . Anjana bahut jayada paresan lg rahi thi .

Mai " ye ab thik hai Miss Anjana ..... Aap ab heal krna band kr skti ho ... "

Anjana ( mere pair ko heal krte hue )" thori der aur ruk jao . Mai promise krti hu mai tmko heal kr dungi . "

" Cough ..... Cough....."
Tabhi Anjana ke muh aur naak se blood niklne lagta h qki usne apni energy bahut jyada use kr li thi . Mai Miss Anjana ki taraf dekhta hu chinta se .

Baki sb Hunter bhi mere paas hi aa gaye the.

Rahul ( Anjana ki taraf isara krke) " kya ye thik hai ? "

Rohan ( meri taraf dekh kr ) " kitna bura hua .. "

Ak female Hunter " chlo km se km wo bach to gaya . "

Rohan ( gusse se ) " jb hm yaha aaye the to hm 17 members the but ab hm sirf 6 members hi bache h . "

Rahul " aur unme se 2 member bahut jyada injured hai .... "
( Apne aur mere bare me Bolte hue )

Rohan ( Rahul ki broken hand ki taraf dekhte hue ) " ye to bahut bura hua ki tumhe apna hath khona pada , lakin ye sb kewal is liye hua qki tmne team leader hote hue bhi itne jldi me aisa faisla liya "
" Mr Rahul tm bs apne panishment ka wait kro ... "

Rahul " haa "

CRACK.......CRACK......

Hm sb sound ki taraf dekhte h to pate h ki wo big statue fir se move ho raha h .

" Nahi ! Fir se nahi !!! "

CRACK.... CRACK......

KAD.....KAD....KAD.....

Hm sb us big statue ko hi dhyan se dekh rahe the aur wo big statue hamri taraf mud gaya aur usne apna right hand upar ki taraf uthaya uske aisa krte hi ....

CRACK...... CRACK.......

Aur jamin ke andar se kuch bahar nikalne laga hm sb apni aakhe fade usi ki taraf dekh rahe the .
Aur jb wo pura bahar nikal jata h to hm dekhte h ki jamin pr 2 big circle form me kuch bahar nikla hua tha aur unke thik bich me ek double layer ka stone jamin se bahar nikal aaya tha ( like two layer of cack ) .

Rohan " ab ye kya h ? "

Mai ( usi taraf dekhte hue ) " ye ak vedee hai "

Sb mere taraf dekhne lagte h .

Rahul " vedee ! Ye kya hota h ? "

Mai " jaisa ki purano , grantho ya old book me Bataya jata tha ,
Jaha log apne bhagwan to kush krne ke liye jinda logo ki bali dete the ,
Jaise cows , pigs , sheep's , children aur kuwari ladkiya etc...."

" Aur aakhiri rule tha .....
Tum is bhagwan pr vishwas krte ho , to apne vishwas ko sabit kro !! "
" Mere khyal se yahi ak aakhiri rasta hoga . "

Ye sb sun kr Rohan vedee ki taraf dekhte hue apne power ka use krta h aur apne sward ko yaad krta h aur ak white energy uske left hand se niklne lagti h aur Rohan usme apna right hand le ja kar apni sward us energy se bahar nikal leta h .

Rohan " bhle hi mai kitna hi mand buddhi q na hu , lakin jitna mai smjh skta hu us hisab se aage kya hoga wo mai bata skta hu .
Mr. Rahul iska mtlb hme kisi na kisi ki bali deni hogi . Kya mai sahi bol raha hu ? "

Aur turant hi Rohan apni sward Rahul ke gardan ke paas laga deta h aur kahta h ..
" Hame yaha le kr kon aaya tha ?
Mr. Rahul wo tum the ! "

Rohan ( Abhi ko yaad krte hue )
" Koi aisa jo apne wife aur 2kids ki tarif karte nahi thakta tha , uski body 2part me divide ho gayi .
Uske sath 10 aur log mare gaye ....
Abhi kuch der phle hi tmne yaha jo hua h uski responsible li thi . Hai ki nahi ?
To ab is baat ko prove karke dikhao . "

Mai " Mr. Rohan ! Ye to bilkul ........"

Rohan ( bich me hi meri baat kaat kr gusse se chillate hue ) " tum chup ho jao aur jaha pade ho wahi baithe raho . "

Rahul ( bhut hi sad se ) " Mr. Rohan sahi kah rahe hai . Mujhe ye jimmedari uthani hi hogi .
Mai vedee pr kud chla jaunga . So please ye sward hata lo "

Mai ye sb dekh kr khada hone ki kosis karta hu but ho nahi pata hu aur sochta hu
' lakin ye Mr. Rahul ki galti nahi thi . '
' hm sb ne yaha aane ke liye voting kiya tha '
' ye to kayarta hogi , ki ye kahna ki sari galti unki h . '

Jb mai khada hone ki kosis me gir jata hu to Anjana mujhse kahti h " Rider tmhari chot abhi ....... "

Pr mujhe kuch sunayi nahi deta h q ki mai Mr. Rahul Ko veede pr jate hue dek raha tha .

TAP... TAP... TAP... TAP...

Mr. Rahul veede ke central me jaha double layer stone tha waha phuch kr dekhne lagte h . Us pure double layer stone pr inscription bane hue the .

BUZZZZZZZZ..........

Abhi wo ye sb dekh hi rahe hote hai ki unke piche 1st circle ke ak corner me fire ka ak gola aa jata h aur hawa me hi jalne lagta h .

Rohan " ye kya ? Ab Ye kya ho raha h ? "

Rahul ( meri taraf dekh kr ) " hey Rider kya ye wo nahi h jo hum sb karne ja rahe the ? "

Mai ( aag ke gole ki taraf dekhte hue )
' ak aag ka gola .
Iska kya matlab hai ? Kahi aisa to nahi ise balidan nahi cahiye ? '

Sb meri hi taraf dekh rahe hote h fir mai kahta hu " kya koi meri veede tk jane help karega ? "

Ye sun kar mere , Anjana , Rahul aur Rohan ko chor kr jo do Hunter bache the wo mere paas aate h aur mujhe uthne me help krte h aur veede ki taraf le jate h, unme ek strong , fat man tha dusra ak girl thi .

Mai unse kahta hu " hme veede ke bilkul bich me jana h . "

Fat man " kya ! Kya kaha tmne ? "

Mai " fikar mt kro . Kuch nahi hoga . "

Anjana " Rider aaram se "

BUZZZZZZ......
BUZZZZZZ......
BUZZZZZZ......

jaise hi hm tino veede ke center me pahuchte hai , 3 aur aag ke gole 1st circle ke charo taraf hawa me jal jate hai .
Aur mai sochta hu ...
' to ye aisa hai '

Mai ( Rahul se ) " aapko kya lagta h dusre Hunter hme bacha lenge agr hm yahi rahe rahe to ? "

Rahul ( mujhe dekh ke ) " yaha ke mark bata rahe hai ki 7din baad gate pura open ho jayega .
Baki HUNTERS ki help aane se pahle hi ye sare statue yaha se bahar nikal jayengi . "

Mai " wo sb ise najar andaj kr denge qki ye ak kewal D rank Dungeon hai .... "

Rahul " well ! guild kuch bhi acha nahi krta h , aur ye koi new baat nahi h . "

Ye sb sun kr mai sochne lagta hu ....
' mtlb 7 din baad gate puri tarah se open ho jayega .
Tb bahut se monster yaha se ander aa skte hai agr ye gate pura open raha to .
Raid ka maksad hi yahi hota hai ki 7 din ke andar boss ko marna hai aur gate band karna hai .'

( Big statue ki taraf dekhte hue )
' agr ab hm isme fail ho gaye to ...
Iska matlab ye hoga ki is big statue jaise monster hamari duniya me aa jayenge ..'

Ye sb soch kr mai kuch decided krta hu aur piche mud kr Anjana aur Rohan se kahta hu
" Aap dono ko bhi yaha aana padega . "
" Hr ak person ke liye veede me ak aag ka gola jala h ..
Ise dekh kr yahi lagta h ki sare log yaha veede me honge tabhi aage ka rasta khulega "

TAP..... TAP..... TAP....

Ye sun kar Anjana aur Rohan ak dusre ki taraf dekhte h aur chl kr veede me aa jaye hai .

BUZZZZZZ.......
BUZZZZZZ.......

Aur unke aate hi 2 aur aag ke gole 1st circle ke corner me hawa me aa kr jlne lagte hai .

BUZZZZZZZ......
RUMBLE...............
BOOM.........

kuch der baad 2nd circle ke corner me white aag ke gole charo taraf hawa me jalne lagte hai aur pure veede me jaha jaha inscription tha waha lightning run hone lagti h . Aur pura veede glow krne lagta h .

THUDDDDDD.........

Aur isi ke sath ak tej awwaj ke sath door open ho jata h . Hm sb bs door ki hi taraf dekhne lagte hai .

Rahul " kya door khul gaya ? "

Rohan " kya ? "

Rahul " ye kya h ? "

Rohan " kya hum such me bahar ja skte hai ? "

Sb shocked the aur open door ko dekh kr bs ak hi chij soch rahe the ..
' nahi ! Kuch aur hi abhi hoga ...'

TAP.... TAP.... TAP...

aur hm abhi soch hi rahe the ki dekhte hai ki sare corner wale statue hamari hi taraf chl kr aa rahe hote hai . Hum sb bahut jyada dar jate hai .

Rohan " ye kya ho raha h ? "

Rahul " ye sare hamri taraf hi aa rahe hai . "

" Sare ke sare hi statue hamari taraf aa rahe hai !! "








Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through .
Apna pyar aise hi banaye rakhiye .

Lo jii in ka kaam ho gya ha
 
  • Love
Reactions: Itachi_Uchiha

Ss mujrim

Active Member
629
467
63
UPDATE - 09

Dosto last Update me aapne dekha ki Rider ka left pair cut ho gaya h Anjana use heal krti h fir big statue ke hath ke ishare se ak veede jamin me se nikalta h aur mai uske bare me sbko smjhata hu . Rahul apni bali dene jata h but waha kuch nahi hota h fir hm sb baki bache hue Hunter us veede me jate h aur hmare chro taraf red aur white aag ke gole bn jate hai , aur ant me sare corner wale statue move ho kr hamri taraf aane lagte h .....

AB AAGE ....

Mai chro taraf dekh raha hota hu tb mai ak baat notice krta hu der sare white aag ke gole jo ki 2nd circle ke chro taraf tha unme se kuch gole bhut dhire dhire apne aap ak ke baad ak bujh kr gayab hote ja rahe the . Abhi tk bs 2ya 3 gole hi bujhe the .

TAP..... TAP..... TAP.....

Aur wo corner ke sare statue hamari taraf hi aa rahe hote hai .

" Ab hm sb kya kare ? "
" Fuck ! Shit ! Kaha fas gaye hum . "

Meri tarah baki sb bhi chro taraf hmare taraf aane wale statue ko dekh rahe the .
Aur maine ak chij aur notice ki ....sbko batana wala hi hota hu ki tabhi mera dhyan Anjana ki taraf gaya . Jo dar ke mare apne hath se apna muh chupaye hue thi

Mai turant usase kahta hu " Miss Anjana tm apni aakhe band nahi kr skti !! "
ye bikul waisa hi hai , jaise hm bachpan me game khela karte the ,
Ye sare paas aayenge jb bhi humari aakhe in statue pr se hategi ,
Isi liye sabhi log apni aakhe in statue se bilkul bhi mt hatana . "

Meri baat sun kr sare log statue ki taraf dhyan se dekhne lagte h aur jaisa ki maine notice kiya tha sb statue apni apni jagah pr ruk jate hai .

TAP....
Tabhi mujhe piche se kisi ke kadmo ki aawaj sunayi deti h . Mai mud kr dekhta hu to jo only girl Hunter hamare group me bachi thi uski eye close thi , jiske karan uske samne ka statue aage aaya tha pr tabhi .....

" Ahhhhhhhhhhhh...."
tap....tap....tap....

Wo girl Hunter chillate huee bhagne lagyi hai. Mai use rokne ke liye chillata hu .
" Nahi ! "

Rohan " hey ! ruk jao "

Wo girl Hunter kisi ki baat sune bina bhagti rahti h , aur mai dekhta hu uske jane ke baad ek red colour ka aag ka gola dhire dhire karke bujh jata h . Door bhi halka sa move ho ke band hone ke side chla jata h . Aur wo Hunter lakdi door se bahar bhag kr chli jati h , aur hm sb use muh fade dekhte rah jate h .

Rohan ( akdam shocked ho kr door ke bahar bhag kr jati hui ladki ko dekh kr )

" kya ! "
" Mr. Rahul ye kaise ho skta hai ? "
" Wo abhi bhi jinda hai ? "
" Door bs thora tha band hua tha . "
" Aur wo door ke bahar chali gayi !! "

Mai bhi pura shocked tha aur soch raha tha ' kya ? Ye kya tha ? '
' ak white aag ka gola bujh jata h ak time limit ke baad '
' ye red aag ke gole , jitne person veede pr hai utne hi astitv me aaye hai , aur kisi ek ke veede se bahr jane ke turant baad koi ak red aag ka gola bujh jata h . '
' 1st rule tha Bhagwan ki pooja kro ,

2nd rule tha Bhagwan se prathna kro ,
Km se km ab tk ke steps itne jyada confused aur puzzled nahi thi .
Pr door open hona mtlb koi jaal hai .
Jaise ki juthi ummid dikhana ,
Jb sare red aag ke gole jaag gaye tb door open ho gaya ,
Jbki ye sirf thora sa band hua jb ak red aag ka gola bujha ,
Door pakka band ho jayega jb sare red aag ke gole bujh jayenge !!
Apna vishwas sabit kro ka matlab hai ki ...
Tmko dar , khatra aur man cahi chij bhi dikhayi jayegi ,
Fir bhi tmko apna bhagwan ke liye apna vishwas dikhana hoga . '

Mai abhi ye sb soch hi raha tha ki tabhi jis fat Hunter ne mujhe pakda hua tha wo bolta h " mujhe maaf kr dena ! "
" Mujhe nahi lagata mai yaha aur jyada der ruk paunga . "

BUMMM.....
Abhi mai kuch smjh pata usase phle hi wo mujhe chor deta hai mai niche 2 layer wale stone ke paas gir jata hu , aur wo fat Hunter door ki taraf bhag jata h .

Mai " nahi ! "

tap...tap....tap.....
Mai chillata rahta hu lakin wo bina kuch sune door se bhagte hue bahar nikla jata h .

CHUUU.....

Door fir se thora aur band ho jata h

Rohan ( door ki taraf dekhte hue ) " ye kya ? "

Mai ( baki bache hue logo ki taraf dekh kr ) " hilna mat ! Hamre paas aur aadmi nahi h jo chor ke ja sake !!
Agar ak aur km hua to hamre paas pryapt log nahi honge sare statue ki taraf dekhne ke liye . Aur hm sare mare jayenge . "

Rahul ( statue ki taraf dekhte hue ) " Mr Rider kya ho raha h please hmko smjhao !! "

Mai " kul mila ke hme bs itna krna hai ki yaha ruk kr in statue ko dekhna h ,
Jb tak ki white aag ke sare gole bujh nhi jate "
" White aag ke gole ak ghadi ka kaam kr rahe hai .
Hm sab yaha se nikal payenge bs ak baar ye sare white aag ke gole bujh jaye "

Rohan " hey ! Mr. Rider .."
" Sayad tum sahi ho . "
" Lakin kya pata door pura band ho jaye white aag ke gole ke bujhte hi . "
" Kya tm jo kah rahe ho , tmko us pr pura vishwas hai ? "

Ye sb sun kr mai fir se soch me pad jata hu

Rohan aage bolta h " mai bilkul such khunga , maine kabhi socha tk bhi nahi tha tumhare jaisa kamjor bhi itna jyada helpful ho skta h . "
" Mai hamesa tumhe sbse niche manta tha "
" Maine kabhi koi ummid bhi nahi ki thi ki tumhare taraf se kisi bhi tarah ki jb tm hamre party me aaye the . "
" Bahut sare log ab tk mare ja chuke hai jb se hm is room me aaye hai .."
" Lakin jo koi bhi jinda bacha h wo kewal tmhare karan jinda bacha hai "
" Ye sab sirf isi liye ho paya qki tmne yaha ke paheliyon ko solve kiya . "
" Mai bhi sirf tmhare wajah se jinda hu . "
" Uske liye thank you "

Mai ( Rohan ki taraf dekh kr ) " Mr. Rohan ..."

Abhi mai aage kuch bolta uske phle Rohan bich me bol padta hai ..
Rohan ( rote hue )" lakin ... Mera bhi ak parivar hai . "
" Mai yaha nahi marna cahta . "
" Mai marna nahi cahta . "
" Mujhe maaf kr dena ..."
" Mujhe nahi lagta ab mai yaha aur thori bhi der ruk skta hu . "

tap....tap.....tap.....
Mai " Mr. Rohan !!! "

Rohan ( bhagte hue ) " mujhe maaf kr dena "

Mai ( door ki taraf dekh kr jor se ) " suno to ..."

Lakin Rohan bhi room se bahar bhag gaya . Ak aur red aag ka gola bujh gaya . Mai aakho me aasu liye hue bs door ki taraf dekh raha tha aur soch raha tha ..

' thank you ? '
' mujhe hasne pr majbur mt kro !! '

Aur mai niche baith kr jor jor se rone lagta hu ....
' tum !... '
' tum yaha se bhag gaye '
' iska result ye hoga ki hme yaha marna hoga '

TAP ..... TAP..... TAP....

aur wo status jo Rohan ki taraf the wo aage badne lagte hai ...






Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through .
Apna pyar aise hi banaye rakhiye .

lagta ha ab kaam.khatam in ka
 
  • Love
Reactions: Itachi_Uchiha
Top