• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy System - Era of Bloodline

Ghost Rider ❣️

..BeLiEvE iN YoUrSeLf..
Banned
3,835
15,378
144
Bro tension na lo me utavla ni hota. And spoiler s frk ni parta hai. Me chahta hn jsa plot tagra hai wse hi story bhi tagri ho. Coz me anime and manga ka kafi bara fan hn. And or xforum pe system wali stories ka. Like werewolf and salty bhai ki.
Baki chahe yug ko dost rkho dhushman rkho chahe bhot zyada powerful rakho I don't care.
But story me jo emotions heina wo realistic rkho. For example hero ko apni maa or bhen ya bhai jo bhi hai. Usse nafrat hai coz wo bachpan s usse torture krte aye hein. Or is kadar torture kiya ke wo suicide krne lga tha. To wo emotions sam ke behavior me nzr ane chahiye. Nake apni sister ke bare me sex jokes kre ya kuch. Aise dikhao ke usse care hi ni hai. That's what I'm trying to say. Baki best of luck. And ap ne mra negative comment bhot hi behtr trike se liya. Uske liye I appreciate you. ❤️
haa main samajta hun but yug ki intention kuch aur thi aur wo point aage aayga aur yhi baat bachpan se torture ki toh kyu kya kaise toh dusmani abhi bhi hai ... bs time ke sath samaj aayga... stay tunned... aap jaise readers ka comment axha lagta hai... bs update thoda delay hota hai kyuki cultivation waali meri story bhi running main hai naah :haha: cultivation theme ki story yha kam hi h :sad:
 
  • Love
Reactions: Faizan_okerlund

Rival

𝑫𝑬𝑽𝑰𝑵𝑬 𝕃𝕦𝕔𝕜
329
551
94
Waiting
 

Ss mujrim

Active Member
624
464
63
Update - 16
Har koi hairan rah gya ki sam itna baddass hai uski umar ke ladka hairan ho kar usko hi ghur rha tha..


"Kayar! Tumhe sharam aani chahiya! Mera challenge accept karo!" Mansuba ne sam ko chillakar kaha jo miss shrishti ke sath chal rha tha....

Ab Aage--

"mujhe uksane ki kosis achi hai, lekin ye mera upar kaam nhi karegi , na kewal main tumhe aasani se hara dunga balki isse mujhe kuch nhi milega. mera liya mera time bahut important hai!" sam ne bina picha muda kaha aur chala gya aage.

ye baat sunte hi mansuba ki aankhon main khoon utar aaya.

"kya hoga agar tumhe is ladai se kuch mil sake? main daav lagana ko taiyar hun?" mansuba ne chillakar kaha.


is baar sam ke kaano main awaz jaate hi uske pair ruk gya aur uske face par halki si smile aa gai.

'hmm, halaki main uski bloodline nhi chura sakta, fir bhi kuch Cheez hai jinki mujhe abhi bhi jarurat hai aur wo mujhe ye de sakta hai,' sam ne picha mudkar muskurate hua kaha.

"ek daav mujhe acha lagta hai," sam ne jawab diya aur ek baar fir unki taraf chalna shuru kar diya

-

kuch mint ke baad, sam aur mansuba match ke liya ek dusre ke saamne khada tha.

'Jaisa ki maina pahla bola main time nhi kharab karna chahta isliye jitna jaldi ho sake main ise khatam kar sakta hun,' Sam ne man main socha aur apne saamne rafree dwara match shuru karwana ka intezar karna laga.

mansuba ne sam ko dekha aur wo samaj chuka tha sam bakiyon jaisa nhi tha isliye usko halka main Lena ki kosis nhi kiya lekin usko visvas tha ki wo sam ki F grade bloodline ki wajah se jeet sakta hai.

'uske paas bahut strength honi chahiye agar aisa hai toh main usko apne paas nhi aane dunga,' mansuba se sam ko dekta hua decision le rha tha.

'is condition main kya use karu? dash , sprint se bahut slow hai lekin sprint energy jyada consume karti hai... lekin agar mujhe fight ko jaldi khatm karna hai toh iska istemal karna padega.

"chalo fight shuru karte hai"

'sprint activate!' Sam ne man hi man bola.


[Sprint has been activated]
[Host speed will be multiplied by two]
[Twenty energy points will be expended for every second Sprint is activated]
[-20 ep]


Sam ne turant sprint activate kar diya, sprint activate hone ke Turant baad uske chaaro taraf sb kuch slow ho gya, jismain mansuba bhi shamil tha, jo apni ability se sam ke attack ko rokne ki kosis kar rha tha

sam ne smile karta hua aage aaya.


Swoosh!!

ek pal main, sam ne unke beech ke gap ko khatam kar diya aur apni muthi bahar mansuba ki taraf kar diya.

'tu ladki nhi hai isliya mujhe tera seena par maarna se koi dikkat nhi hai!' sam ne bolte hua apna hath hath uske seena ki taraf kar diya aur bahut force lagaya.

mansuba itni speed ki wajah se kuch samaj nhi paa rha tha.

usne is attack ki kalpana bhi nhi ki thi, ladai shuru hua ek second hua tha aur wo kuch bhi nhi dekh paa rha tha... fir bhi wo kewal ye dekh saka ki ek muthi uska seena par aa kar lagi.


Bang!!

Sam ki muthi mansuba ka seena par aa kar takrai jisse jor se haddi ke chatkana ki awaaz aayi.

Blargh!!

mansuba ne khoon ki ulti kar di, aur mukka ki takat ki wajah se uska sharir hawa main aa gya aur pit bahar ki taraf jhuki hui thi.

'kaise... kaise.. kaise ek f grade ke paas itni str strength kaise?' ladai ke maidan se bahar girta time mansuba yhi soch rha tha.


Plop!!

behosh hote hi mansuba ki aankhein picha ki or ghum gai. behosh hone ke baad bhi wo khoon ki ulti karta rha.


'sprint deactivate !' sam ne man main system ko bola.


[Sprint has been deactivated]

Silence!

waha Puri tarah se mohal pura saant ho gya har koi training arena ki taraf dekh rha tha aur uska jabde fate hua tha.

unhone abhi jo dekha wo Visvas hi nhi kar paa rha tha. kuch aisa hoga unhe ummid hi nhi thi.

ek F grade ne 30 mint main 2 b grade waala mixed blood ko hara Diya! pahli ladai khatam hone ke baad dusra mixed blood 1 mint tak bhi ni tik paya aur uski haar ho gai.


'itni speed koi aisi cheez nhi hai jisko koi normal lower realm waala kisi person ke paas hona chahiye!' miss shrishti ne sam ko shaq bhari nazron se dekha

sam ne socha, 'maina pehle iska use nhi Kiya hai, lekin ye bahut hi Satisfied hai..'

mukke ki wajah se mansuba ki haddiya tut gai.

"Sam ne ladai jeet liya!"

kai second beet jaane ke baad referee ne chuppi todi.

har koi apni chuppi se bahar aa gya aur sam ko tak taki lagaya dekhna laga.


-"usne ek second main mansuba ko hara diya?"

-"ho sakta hai ki wo top 4 ka lower realm ka ho?"

-"ye kaisa possible hai wo kewal F grade ki ability hai?"

baaki sabhi khada ladka jo hua usko samaj nhi paa rha tha.

jab arora ne ye dekha toh training ground se nicha utarte hua uski aankhein hairat se fail gai, 'kya iska matlab hai wo mujhse ladte time apni power rok rha tha?'

har kisi ke liya visvas karna possible nhi tha lekin unke paas aur koi option nhi tha kyuki ye unki aankhon ke thik saamne hua tha.

whi rafree jameen par aaya aur mansuba ki taraf chal pade aur uske muh main ek helling pill daal di.

mansuba, jiska chahra pilla pad gya tha, dhere dhere thik hone laga.

mixed blood main is tarah ki fight hona norma thi kyuki wo chot lagne haddiya tutna se jaldi thik ho sakta tha lekin whi ye agar kisi normal person hota toh sam uski life pal bhar main khatam kar deta.

jab uski haddiyan waapis apni jagah par aa gai aur tuta hua hath aa gya, tab mansuba ne apni dhere dhere apni aankhein kholi.

"uhh!" ek aur tuti hui haddi waapis judi toh mansuba dard se aaha bhar utha.

kuch aur second ke baad wo khada ho gya.

"hamara daav yaad rakha... ab mujhe cheez do!" sam ne training ground ke kone se bola.

mansuba ke chahre par udaasi saaf saaf jhalak rhi thi aur usne ek chota blue cube nikala aur sam ki taraf chal pada.

"ye rha" usne cube sam ko deta hua kaha.

Sam ne badi si smile ke sath ise le liya.

sam ne cube le liya aur kaha,"tumhara donation ke liya bahut bahut thanks"

wo shrishti ke sath jaane ke liya muda.

"Arre," mansuba ne jhijak bhari nazron se sam ko bulaya.

"hmm?" sam ke kadam ruk gya aur usne mansuba ko dekna ke liya apna sir ghumaya.

"kya hm sab kuch chor kr waapis se dost ban sakta hai," mansuba ne offer Rakha.


huff!

baaki sabhi ladka hairat se dekhna laga aur samjhna ki kosis karna lga ki mansuba ka lakshya kya tha.

"dost?" sam ne hasta hua apni hasi rokte hua kaha.

"ha dost, mera dad is dojo ke main leader main se ek hai.." isse pahla ki mansuba apni baat puri pata, sam ne usko beech main hi rok diya.

"aap ek F grade se dosti karna chahta hai?" sam ne haste hua usse question kiya.

"nhi- mera matlab hai haa- mera matlab hai ki nhi, tum bekar nhi ho lekin haa , main tumse dosti karna chahunga," Mansuba ne sawal ka jawaab deta hua haklate hua jawaab diya.

"nhi, thankyou , main dosti nhi karna chahta lekin shyad future main karu toh dekta hai," sam bolte hua aage nikal pada aur chalna jaari rakha.

har koi ek baar fir se hairan gaya.

'kya usne mansuba ka offer reject kar diya?, nhi usne saaf saaf ni bola aur usne future par chor diya shayad future main mansuba uski help le sakta hai'

'haha :haha: ? dost ki jarurat kisa hai :haha:,'ye sam ke vichaar tha jab wo miss shrishti ke sath jaa rha tha.

"Sam, tum itni badi amount se kya plan kar rha ho?" shrishti ne sawal kiya.

pahla ladai main shart ye thi ki agar sam jeet jata hai toh mansuba usko 50000 rupess dega aur haar jata hai toh mansuba jab bhi sam ke raasta par aayga toh sam uska pair chuyaga.

"hmm? shrishti kya tum bhi kuch paisa chahiya tension mt lo tumhare pati ke paas bahut paisa hai bas suhagraat mnana de do?" sam ne picha se shrishti ki kamar se nicha hath rakte hua bola.

"aww bilkul aao, jeetna ke baad tumhara dimaag kharab ho gya?" ye kahte hua miss shrishti sam ko utha kar fek deti hai.

"ouchh," sam dard se chilla utha aur apna sir pakad kar baith gya.


"main ajaad hone ki yojna bna rha hun, main kutta bhari zindagi se ajaad hona jaa rha hun mera apna koi nhi hai isliye main wo ghar chor kar apna liya jeena chahta hun, apna apartment lena!" sam ne kuch second baad ek tak kah dala.

"main ajaad hona chahta hun ajaadi un gairo se jinhone mujhe kabhi apnaya nhi!" Sam ne kuch second ki chuppi todna ke baad kaha.


Miss shrishti uski taraf dekne lagi.

" Azadi?" usne muh banate hua sawaal kiya.

Sam ne jawab diya,"ha shrishti, main aisi jagah nhi jeena chahta jaha meri jarurat nhi hai, main hmsa se anath rha mujhe dutkara gya kyuki mera paas kuch ni tha toh ab mujhe wo jagah chorni hai aur shyad mera ye kadam mujhe uske paas le aaya."

"hmm?," sam ka jawaab sunna ka baad shrishti ke chahre par ajeeb bhav aa gya.


"Toh aap kaha jaana ka plan kar rha hai aur kiske pass?" shrishti ne pucha.

"maina apna research pura kar liya hai aur main ye ladai jeet kar mera paas apartment ke liya paisa aa gya," Sam ne thoda haste hua jawab diya.

shrishti ne haste hua kaha," arre main uske baare main puch rhi jiska naam tum ni bta rha jiske baare main tum mujhe hmasa puchte rhta ho".

"hehe uska naam Yug pyar se main use gyaani kahta tha", sam dhere se aahe bharta hua kaha.

"main chota tha jab mera mom dad ka behaviour mera sath badal gya, mera upar har roj brutality hona lagi toh main roj raat ko bahar nikal jaya karta, pahla toh thik tha lekin ek raat jungle main ek ladka mujhe mila"


past --

"mujhe kyu banya bhagwan ne aisa, kya ye meri galati ki har roj mera sath aisa hota hai , agar meri bloodline achi nhi toh ye meri galti", sam ne shikayat ke lahaje se bola tabhi uski ped ke paas baitha ek ladka par padi jo sam se bhi ek saal chota lag rha tha.

masumiyat uske chahre par jhalak rhi thi, lekin pure kapde fate hua har jagah se khoon usko dekte hua sam ki rooh kap gai.

sam usko ghurna laga jo khana paka rha tha.

"Tum mera paas kyu aaya ho mujhse ladna chahta ho, toh aa jao bakiyon ki tarah, mera naam Yug hai kisi ki maa ne abhi aisa laal nhi janma jo mujhe hath lga sake", wo tute hua pair se khada hua aur ladai ki position par aa gya.

"nhi main ladne nhi aaya, main toh bas aisa hi"- sam aage kuch bolta uska pahla hi wo sam ki taraf khana ka tukda fek deta hai.

"ye lo ise khao, isse tumhe jo chot lagi hai wo thik ho jayegi", ye bolte hua yug ek chaaku utha kar paka hua maans kaatna lagta hai.

"tum yaha kya kar rha ho, itni raat ko aut tumhari ye halat kaisa hui", sam ne uske ek pair jo tuta hua tha wo dek kar bola.

"arre ye toh bas choti si chot hai, aur dekho har taraf khoon hai wo mera dusmano ka hai", ye kahte hua yug mans kaat kar khaata hai.

"tumhare ghar aur wo ladka kaun hai, Jo tumhe mar rha tha", sam khate hua uski chot saaf karte hua bola.

"hehehe yug ka koi nhi hai , yug anath hai aur wo ladka mera paas aaya aur bola hamare sath aao mera hukum maano, wo mujhe apna naukar bana kar hukum chalna chahte tha, lekin yug kisi ka hukum maana ke liya nhi paida hua ,yug purush mera naam hai , aur yug un sabhi logo se ladai kiya wo sab jakhmi ho kar bhaag gya , aur bola wo apna baaki sathiyon ko le kar aaynga , toh yug unka intezar kar rha hai", yug bolte hua khana kha rha tha.

uski baat sun kar sam ko khaasi aa gai ," ttt tum p ppp pagal ho kya , tum unka yha intejaar kar rha ho , waapis pitna ke liya", sam jaldi se usko khichte hua le kar bhaag gya.

"arre tum kya kar rha ho yug kayar nhi hai ruko, yug ladega ".

sam usko khichte hua ek park le aaya jo ek dm khaali tha, waha aate hi yug thak gya usne sam ko dekha aur bola ,"Side hato yug apni power dikhata hai".

aisa kahte hi us jagah par ek bed aa gya aag jal gai aur ped ug gaya aur yug us bed par jaa kar let gya aur bola," yug ko nind aa rhi hai , yug sona jaa rha bhai".

uske sote hi sam usko utha leta hai aur ghar le kar aata hai. aur dheere se bolta hai "ladka hai yaa dainamight hmsa mood main rahta hai".

subah yug ki nind khulti hai toh chilla padta hai ," yug ka kidnap ho gya , yug itna alsi kaisa ho gya ".

tabhi yug ke picha ek thappad aata hai," shor mat karo ghar hai mera, tabhi sam ka bhai endric aa jata hai aur yug ko dekh kar kahta hai," tum kaun ho aur yha kya kar rha ho".

"ye mera sath hai ,iska naam hai yug", sam ke bolne ke baad endric yug ko dekna lagta hai.

"hello ", yug dhere se hath hilata hai.

"tumhari ability kya hai", tum toh whi ho naa jo un ladko ko maar rha tha.

"haa lekin yug apni ability ka istemaal nhi kar pata", yug janana chahta hai.

"ohhh", tabhi endric kuch aur kahta uske pahla sam ki mom aa jati hai.

aur sam ko maarna shuru kar deti hai , ye sab yug dekta hai aur wo jaan jata hai ki ye sab uski wajah se ho rha tha...

yug waha se chala jata hai aur endric usko rokna ki kosis karna karta hai, but tab tk yug jaa chuka tha.

sam ne yug ko har jagah dhuda wo kahi nhi mila, fir raat ko usi jagah sam ko yug mila.

"Bhai tum aa gya, yug ko pta tha tum aaoge", yug jab bol rha tha toh uske muh se khoon bah rha tha.

"yug yug yug tumhe kya hua kisne tumhari ye halat ki tumhara sharir ka pura hissa jakhmi hai",.

"hehe bhai ye duniya kamjoro ki nhi hai, yug jaa rha hai , yug waapis aayga agar yug nhi aaya toh samaj lena yug mar gya".

ye kahte hua yug picha jameen par kud gya.

aur sam bas chillata rha, aur picha endric bhi ye sab ghaur se dekh rha tha, ped ke picha se chup kar.

jo ghussa bhari nazron se sam ko dekh rha tha uski aankhein main jaisa khoon utar aya ho.

"tumne use nhi roka tumhari wajah se wo gya iska khamiyaza tumhe bhugatna padega, sam ", ye kahte hua wo sam par hamla kar deta hai.


"sala kamina us din chala gya, lekin jeena sikha gya, 5 saal ka main shikayat karta rah gya aur 4 saal ka wo ladka jisko apni ability ka istemaal karna nhi aata wo duniya se lad rha tha"


"janti ho shrishti mera aur uske dono ke saamne 2 option tha jo ho rha wo accept karo aur blame karo lekin wo usne naya option chuna ladna ka apna liya", ye kahta hua sam hasna lagta hai.

"toh wo tumhare bhai tha , dost tha" shrishti ne haste hua pucha.

"haa ek whi toh tha", sam ne ye bolta hua kaha fir usne bola," wo abhi jaha bhi hoga bahut powerfull hoga aalsi kahi ka".

________

Aaachiiiii!!

'lagta hai koi mujhe yaad kar rha hai'.

"Mmmm mujhe mmmm mujhe chor do , mujhe chor do", mujhse galti ho gai.

"galti ho gai, maaf karna bhagwan ka kaam hai lekin main toh thahra ek insaan, toh jooo maro".


BOOOOOMMMMM

har taraf aag lag jati hai pure jungle main bas aag hi aag dhadhak rhi thi.

"yaar ye toh bilkul bhi mja nhi aaya, ye sab bahut jaldi mar gya, chalta hun city main gori gori chori dekhu".

ye kahte hua yug jungle main aage badh jate hai..

_______



shrishti dojo main room main aate hua kahta hai," settle hona ek bura idea nhi hai , lekin abhi ek apartment lena bekaar hai"

"aapka kya matlab hai , miss?" sam ne confused hote hua pucha.

"agla 4 month main, mbo entrance exam hoga, agar usmain tum pass ho gya, toh tumhe rahne aur khaana ki jarurat nhi hai, kyuki government sab bear karegi," shrishti ne samjhaya.

wo ye samaj sakti thi sam kyu room lena chahta tha lekin chaar month baad usko chorna ye kewal barbadi thi.

yaha mahnge rent tha jyadatar annually charge karte hai.

"tumhe iske bajaye other Cheez par dhyaan chahiye, kyuki waha bahut si cheezon ke liye paiso ki jarurat hai...aur ye aasan nhi hoga", shrishti ne presaan hote hua kaha.

"thankyou, shrishtuuu you are best wifuu, lekin ye acha hoga agar main abhi apartment le lun, halaki main savings ka plan kar rha hun mera matlab main iska kuch karunga," sam shrishti ko smile karta hua bola.

"hmm, thik hai, bas acha se soch kar planing Karo" shrishti dojo ke room main teen shidhi chadte hua boli.

wo achnak ruki aur sam ko dekna lagi.

"Ab tumne aaj challenge jeet Liya hai, isiliye tum aur main date par jaynga," shrishti bolte hua bahar nikal gai aur pichhe mudi.

"umm? Date?" ye sunkar sam ke face laal ho gya aur excited ho gya.

shrishti ne ander se chilla kar kaha, "joo soch rha ho usko socho bhi mat aur apni normal dress pahan lo"

shrishti ke achnk bolne se sam dar gya aur Ander aa gya aur dress change karna lga..

*******

20 mint baad miss shrishti aur sam ek bade hotel ke ander baith kar khaana kha rha tha.

unke pura table par bahut saara khana rakha hua tha.

sam itna saare khaana dekh kar excited ho gya.

'kaun janta tha shrishti itna khati hai?'sam ne haste hua ye baat boli.

"huh, tumne kuch bola", shrishti ne tirchi nazer se bola.


"tum jeet gya isliye tumhe date par le aayi ab apne pati ke liya itna toh kar sakti hun".


"ye kaisi date hai , ye toh treat hai ek ".

"tum kiska wait kar rha ho, khao?" shrishti ne murge ki taang pakda kar boli.

thodi der main shrishti aur sam ne milkar saara khaana khatam kar liya.

treat ke baad sam ne apni pith kursi par tikai aur chain se saas liya.

'aaah, Aisa lagta hai ki main kuch time main pet se ho jaunga :lol1: ,' sam ne apne fula hua pet ko dekh kar socha.


tabhi usne shrishti ko ghur kar dekha aur jaldi se sir nicha kar liya.

fir dhere se sam ne shrishti ke pet ko dekha aur chauk gya.

'wo sara khana kaha gya?' ye dekh kar ki uska pet ni fula toh sam thoda upset ho gya aur usne shrishti se bola ," ye tumhare pet kyu ni fula".

"kyun tumhe dekhna tha, main pregnant ho kar kaisi lagungi, isiliye tum saara khana mujhe de rha tha", shrishti ne sam ko dekta hua bola.

sam ne jaisa hi apni poll khuti dekhi apna sir nicha kar liya.

"demon kahi ki", ye kah kar sam wha se bhaag jata hai.

"ruko tum main tumhara nasa utarati hun", shrishti uske picha bhaagne lagti hai.

idhar sam bhaagte hua bahar aa jata hai aur haafne lagta hai aur tabhi uske picha shrishti aa kar seedhi par tek lga kar khadi ho jati hai aur Andheri raat ka mja lena lagti hai, aur sam ko dekti hai.



palakagrawal123-12032024-0001

tabhi sam uth kar shrishti ke paas aata hai uski bra jo halki si kandhe par aa gai thi usko waapis shi kar deta hai.

"I love you shrishti , I don't know what to say i dont know anything but i can't live without you, mujhe farak nhi padta ki log tumhe kya kahta hai , kya sochte hai meri duniya tum ho thankyou for everything".

ye kahte hua sam apne hoth shrishti ke hoth par le jana lagta hai, aur uski kamar pakad kar daboch leta hai.

ye sab itni jaldi hua ki shrishti ko kuch karna ka mauka ni mila.


4d291c9a6243a72e38d7c98ade957f29

umhhhhhhh!!

shrishti ne sam ke hoth se apna hoth ko alag kiya, aur dhere se kaha," control mr majnu control".

tabhi sam ki badi saas waapis tej ho gai aur uska hath shrishti ke seena par jaa pahucha aur hoth kaapna laga aur waapis shrishti ke hoth se jaa mila.

lekin is baar shrishti ke hoth khul gya aur sam ke hoth ko jagah di aur pyar se chusa aur aur sam ki jeebh turant shrishti ki jeebh se mil gai..

sam itna kaap rha tha lekin wo ruka nhi aur dhere se shrishti ko utha kar ek kone main le kar aaya aur shrishti ne sam ki jeebh kaat li jor se jisse sam ke muh se khoon bahna lage aur shrishti ke bade bade nakun sam ki pith par chubne lage..

aur ab sam ki dard ki cheekh shrishti ke muh main dab ke rah gai lekin wo shrishti ko chorna ko taiyar nhi tha.

aur ghanto tak chali hoth ki ladai ke baad sam ne apne hoth waapis liya aur khoon pocha..

aur dheere se bola "ye kya kiya tumne".

"Besharam ye maina kiya wo kaun tha jo mujhe chum rha tha, wo kaun tha jo mera upar chada jaa rha tha public place par, waise bhi ye mera tarika hai agar dikkat hai toh mat karo naah", ye kahta hua shrishti apna kpde thik karti hai aur sam waapis se usko pakad leta hai.

"naah naah bachuuu ek offer one time tha, ab fir kabhi mera mood bna toh karna dungi", shrishti ne pyar se smile ke sath kaha.

"but-"
"no if no but", shrishti ne bola aur haste hua bike ke paas aayi.

"uhhh gandi wife humhhh :angryno:", whi sam ka fula hua muh dekh kar shrishti hase jaa rhi thi.

aur whi shrishti ko haste dekh sam ko Ajeeb si Khushi ho rhi thi.

"chalo ab chalo agar romance hogya toh, hard work apni shrishti ke liya samjha verna kaisa ladoge mera liya", ye kah kar shrishti sam ko sharaa deti hai jisse sam uth jata hai.

"fir wo dheere se kahta hai hm ye fir se karenge naah" sam excited ho kar bolta hai.

"dekha jayga agar itna dard fir se lena ho toh bataoo", shrishti fir hasne lagi.

fir sam bike par baith jata hai aur shrishti usko drop kar deti hai aur jaane lagti hai aur sam ko dekhti hai.

"main powerfull bnunga bahut tumhare liya", sam ne shrishti ko dekh kar kaha.

"beshak ab acha se practice karo pagal", ye kah kar wo jaane lagti hai tabhi un dono ko ek bahut jor se blast sunai diya jisse pura Jungle main ek pal roshni fail gai.

shrishti aur sam dono jungle ki taraf nikal pade bhagte hua.

udhar un dono ko jungle se ek ladka bahar aata hua dikhai diya jo sam ki hi umar ka tha.

ek jeens pahna hua tha sharir par uske jeens ke alawa kuch nhi tha.

uske kandha par ek dragon ke tattoo tha aisa lag rha tha jaisa wo zinda ho aur sholder par grim reaper ke tattoo uski aankhein jaise gussa main laal jo kisi bhi insaan ko darana ke liya kaafi tha , whi uske dono hatho bahut se tattoo tha jo uski sundarta ko chaar chand lga rha tha.


IMG-20240509-231228
IMG-20240509-134020


"kaun ho tum aur yha kar rha ho tumne jungle ko shi kaise kiya", shrishti ne smile karte hua pucha.

"Kyun jungle tera baap ko dahej main mila tha", yug ne bola aur nikal gya.

shrishti ne yug par hamla kiya lekin jaise hi wo attack yug ko laga toh yug dhul ki tarah bikhar gya.

"haha bahut dino baad koi dhang ka mila , chalo khelte hai", ye kah kar yug ek ped se nicha aata hai..

aur har taraf kala fog aane laga jismain do chamkili aankhein dikh rhi thi shrishti ko kuch samaj aata uske pahla yug ne sam ko daboch liya.

sam ko paas se dekna par yug jaldi se bola,"abe sam tu".

ye kah kar yug ne apna attack waapis le liya.

"Yug-",

"haa yaar main hi hun, bahen chod main subah se jungle main bhatak rha hun , sala ek bhi ladki nhi dikhi, waise tu saala chupa rustom nikla haa pataka set kar liya", yug ne haste hua kaha.

"ye kaisa attack tha tumhari after image kaise gayab hui", shrishti ne hairat se yug ko dekhti hui boli.

"ye meri ability hai image creation , main kuch bhi create kar sakta hun insaan ability body part yaha tak ki main dusre ki body ke ander jo bhi bloodline hoti hai wo bhi create kar sakta hun", yug shrishti ko dekta hua bola.


"ek Cosmic bloodline ", shrishti ne sam ko dekhta hua boli.

"bhai bahenchod tera flat kaha hai rahta kaha h tu gaandu mujhe nind aa rhi hai", yug ne jamai leta hua bola.

"tujhe kya lagta hai yug tu aayga aur bolega bhai main aa gya, main tujhe bolunga ye dekho mera Bangla", mera khud
rahna ka kuch nhi pta.

sam aur yug shrishti ko dekhna lagta hai.

"shrishti main nhi janti kuch bhi filhaal main jaa rhi hun, tum dono apna dekh lo", ye kahte hua shrishti waha se chali jati hai.

aur yug aur sam usko dekte rhta hai," kaisi ladki patya be tune".

tabhi sam yug ko gale laga leta hai," bhaiii tujhe meri zara bhi yaad ni aayi".

"bahut aayi mera bhai , waise tumhe system kaha se mila", yug ka seedha sawal sam ke kaan main jaate hi sam thoda hil gya.

"presaan hone ki jarurat nhi maina bola naah main kuch bhi create kar sakta hun, maina tumhari ability copy karna ke liya create karna ki kosis ki toh mujhe system dikh gya".

"matlab tu koi bhi ability use kar sakta hai, koi bhi attack", sam ne excited ho kar bola.

"haa main ability create kar leta hun apne body ke ander aur unhe use kar sakta hun, ek tarah se copy aur main kuch bhi create kar sakta hun", ye sab cheez sikte sikte mujhe bahut time lga.

"aur ye tattoo" sam ke hairani se pucha.

"ladki ki chut maarna dega, tab batunga", yug ne seb khate hua bola.

"tharki", sam uska seb chin liya aur bola "tu sudhar nhi sakta kabhi".

tabhi yug sofa create karta hai aur ek ghar create karta hai aur bed par kud padta hai..

"waah ability ka aisa use", sam ne haste hua bola.

"dath mt dikha tera se acha hi hai , bada aaya mogli, chut mar paya ki nhi set toh bahut lajawab kiya hai?".

"nhi- deti nhi".

yug sam ka jawaab sun kar has has kar gir pada.

fir sam usko puri baat batata jo jo hua aur dono kab so gya pta hi nhi chala.


to be continued...


here is update.... and entry of yug.... yug bhi hero hai... bt story chalgii.... sam ke prospective se kyuki system uske paas hai... :doh: toh bs mja lo.... abhi bahut se dost aaynga ..... endric is hint :lol1: spoiler ni dunga.... see uhhh guyss in next update.... Target - 30....
Nice updatw
 

katana

New Member
85
145
34
Bhai sam ki suhagrat jaldi krwao
 

DINNA

Well-Known Member
4,692
2,674
143
nice starting
 

DINNA

Well-Known Member
4,692
2,674
143
nice update
 

DINNA

Well-Known Member
4,692
2,674
143
nice update
 
Top