- 25
- 28
- 14
UPDATE 10
fresh ho jane k bad mai ne shahina k kamre ka roh kiya. shahina k room ka door abi b ander se lock tha. mai ne door nock kiya.
koi jwab ni
phir nock kiya
koi jwab ni
phir nock kiya
to ander se shahina ki awaz i.un ki awaz sun kar koi b pehshan sakta tha k wo roti rahen hai.
shahina: muje nahi khana khana ap challi jao.
shahina ne mujje mulazma samja tha.
mai: mai hu hashir door kholen.
door forn to nahi lekin todi deer me khul gya.
shahina ki anchen ro ro k suj ghi thi. in ki halat dekhte huwe mai ne un se pocha.
mai: (fiqr mandi se) ap roti rahi hain.
shahina: (juth bolte huwe) nahi.
mai ne is baat ko mzeed na khureeda ur mudde par aya.
mai: challen ap ko kuch dikhana hai.
shahina: hashir abi mai ne kuch b nahi dekhna please muje tanha chde do.
itna kehne k bad shahina door band karne wali hi thin k mai na door pakdte hiwe kaha.
maidoor pakdte huwe) arre meri baat to sunnen.
shahina: (rukte huwe) han bolo
mai: buht important chez dikhani hai please do mint sirf.
shahina: ( mante hiwe) acha challu.
phir shahina ko le kar hmare commen room ki tarf chal diya. room k pas ponch kar mai ne shahina ko aghe kiya ur door open karne ko kaha.
shahina ne be habri k alam me door open kiya. kamre me andhera tha. shahina ne jesse hi hath bdha kar light on ki mai piche se bola.
mai: happy barthday
shahina ki ankho se ik anso nikl kar us k ghalon ko bigho gya.
itni deer me mai shahinak samne ponch chukka tha.shahina ko anso bhate dekh mai ne kaha.
mai: arre ye to khusi ki baat hai ap roo rahi hain.
shahina: ye to khusi k anso hai.
mai: (muskurate hiwe) acho ab apne in khushi k anso ko ponchen or cake katen.
shahina: hashir tumhe pata hai mai zindagi me pehle bar apni barthday par cake katun ghi.
mai: acha koi baat ni ab mai yahi hon cake katne ka to pata ni khaen ghe dono zaroor.
meri is baat par shahina k chehre par smile aghi or un ne apni anso poche.un ko smile karta dekh mere dil ko b skoon aya.
mai: ab yaha hi khadi rahen ghi ya cake mai hud hi kat k kha jaon.
meri is baat par shahina muskurate huwe aghe badi ur tabel par rakhe cake ko katne ki grz se chaku uta liya .
mai: happy barthday to you happy barthday to you happy barthday dear shahina happy barthday to you.
mai ye gha raha tha ur shahina ne cake kata.pehle un ne muje khilaya ur phir mai ne unne khilaya.phir hum ne cake ko utta kar bed par rakh liya ur dono khane me jud ghe ur sath sath baten b karte ghe.
shahina: baqi sab to teek hai ye btao mera gift kaha hai.
shahina ka itna kehna tha k mai ne ser peth liya.
mai: mai to is plan ki tyari mai ap ka gift lena hi bhol gya.
shahina: koi baat nahi gift to aj tak muje her koi deta a raha hai par muje kabi kissi ne is tarhan wish nahi kiya.
mai: nahi gift lena to ap ka right hai aj ni to kal. jab ham school jaen ghen to ap ko jo b gift lena hai wapsi par le lena.
shahina: (kuch sochne ki acting karte huwe) acha mai jo b gift mangun ghi tum do ghe.
mai: ager meri ponch mai huwa to zroor dila don gha.
shahina: acha soch lo.
mai: (sochne ki acting karte huwe) soch liya.
muje asse sochne ki acting karta dekh shahina k chehre par smile a ghi ur us ko dekh kar mere par b.
shahina: to challu phir muje gift me (hath age bdate huwe) tumhari dosti chahye.
mai: zroor
ur mai ne shahina ka hath tham liya.