Update no.16(C)
Kahani aab tak.
itana pyar dekhakar usake aakho se pani girane lagati hai sweety ki najar jab shiva ke chehare par padati hai to sabko hatane lagti hai aur puchati hai jyada dard ho raha hai bata kaha lagi hai…………………
Shiva sweety ke muh se jab ye sunta hai to usake sabr ka bandh toot jata hai aur sabko hatate huye sweety ke gale lag jata hai aur jor jor se dur fut kar bachho jase lipat kar rone lagata hai sweety bhi rone lagati hai………..
Abb aage:-
...............................................................................................................................................................................................................
Vaha sabhi upasthit logo ke aakhe pahale se jo nam thi unake se pani girane lagata hai…………………..
Sweety shiva ke sar par pyar se hath fer rahi thi aur shiva ko chup kara rahi thi lekin khud hi roye ja rahi thi ……………….
Sudha aur Suresh ek dusare ko dekhate hai unke aakho me khushi ke aasu the…………….
Mahesh mahaul ko dekhate huye kahata hai beta tere bade papa bhi hai unke kaleje ko thandak nahi pahuchayega……………….. shiva apane aashu pochate huye bade papa kahate huye unke gale lag jata hai………..Mahesh ke mukh se santusthi ke aah nikalti hai jaise varsho ke pyase Ko Pani dene ke baad sukun ki anubhuti ho gayi ho………….. unke aakho se bhi do char moti tapak hi jate hai…………...ve shiva ko jor se gale lagate hai jaise varsho ki pyas bujha rahe ho………………….
Sobha bolati hai…..kya mere bete ko mujhase nahi milane dege ji………………….
Mahesh ji bolate hai ha…...ha…..ha….milo apane bete se mai kaha rok raha hu…..
Chhodenge tab to milungi usase………..
Ve shiva ko chhodate hai……….to shobha ne use apane gale lagate huye kaha hame maf karde beta tere dada ji ki maut ke karan tujhe manakar ham tujhe unka doshi manae lage leki ma ji jab antim samay me hame kuchh bate batayi tab jake hame apani bhul ka ahsas huaa…….hame maf karde beta maf kar de aur kas kar shiva ko gale laga leti hai aur rone lagati hai………………….
Nahi badi ma aap kyo ro rahi hai mai tha hi aisa ki koisi ko mujhapar hi sak hota aap mafi mat mangiye……………….kisi ki koi galti nahi hai yahi mere bhagya me tha …………….
Shobha pyar se shiva ke mathe ko chumati hai…….mera pyara beta kitana smajhdar ho gaya hai………ruk baith tere liye pani leke aati hu…………….siva jab baithane ko hota hai to minal aakar uasase lipat jati hai aur ek side se minal bhi aur rote huye kahati hai bhaiya sabse mil liya lekin hase nahi mile kya hame bhul gaye ho ham aapako yaad nahi ki aapki do chhoti bahane bhi hai………ha aur ek buaa ki ladaki jo tumahari didi lagati hai pichhe se kanika aakar lipatati hai aur aise kahati hai ki sabki rote huye hasi nikal jati hai……………
Shiva kahata hai aap sabko kaise bhi sakta hu me princesses aur meri pyari didi ko ha batao bhala ye bhi koi bhulane wali chij hai।
Matalb ham sab ko bhi gaya tha tu tujhe keval apani chhoti bahane hi yaad thi ……….sweety ne gussa dikhate huye kaha jisame ha me ha mamta ne mila diya …….abb to shiva ki hawa tight ho gayi va jaldi me hadbadate huye ka ……. N…..n….hi didi aisi koi baat nahi hai…..
Tab aap hamse jhuth bol rahe hai ha…….minal ne apane kamar par hath rakhate huye kaha……..
Maine aisa kab kaha meri pari ko ki mai use bhool gaya hu……….tab aap mujhe bhul gaye the ……...sonal ne bhi kaha……..
Nahi meri gudiya tu koi bhulane wali chij hai………..tab kanika abhi bhi pichhe se gale lagaye huye aur sat gayi aur usake kandhe par sar rakhate huye kahti hai aur mai………….
Tabhi Sobha ki aawaj sabko sunayi deti hai kisi ko nahi bhula hai mera beta samjhe tum sab abb chodo ise aaram karane do ise aate hi ise ek to rula diya upar se pareshan kar rahi hai…...le beta pani pi aur minal ja apna kamra dikha bhai ko aur tu sonal ke kamre me shift ho ja vase bhi tu sonal ke sath hi to rahti hai……………………
.mai nahi jane wali is gittar devi ke pass jab bhi nind aati hai to inka gotta nikal aata hai mai sweety didi ke pass rahungi. ……….(dosto aab aap log samjh gaye honge ki sonal kya soch rahi thi agar nahi samjhe to aage aur bhi clear hoga thoda wait karo)
Phir sabse bolati hai ki tum sab bhi jao aur aaram karo dinner par milte hai………...sabhi log apane kamre me chale jate hi…………….
Siva minal ke kamre me chala jata hai aur bet par let jata hai aur pichhali bato ko yad karne lagta hai ……………..
Sweety bhi apana room me sara saman jamm deti hai usake sath me mamta bhi thi…………
Mamta :- chal aab bata kyo tu delhi aayi…….
Didi abhi nahi raat ko abhi aap aaram karo mai shiva se milke aati hai …………….sweety ne baat talte huye kaha………………..
Ha ….bhai aab apne pati ke aage kisaki Suniti tum jao milkar pyar bhari baat kar lo leki ye mat bhulana ki aur bhi kai hai… ……..mamta ne maje lete huye sweety ko chidaya….
Ha mujhe pata hai……..agar aapka bhi. Man hai to aap bhi chal sakti hai aakhi aap bhi to unaki patni jo hai…...sweety ne jawab di ya aur bina jawab sune chal deti hai shiva ke kamre me ………………
Aab to milungi hi didi nahi patani banke kyoki mujhe pata chal gaya hai ki mujhe usase payar hai ye baat use khone ke baad pata chali hai…….abb usase dur bhi to nahi raha jayega…….mamata ne bed par letate huye takiya ko apane aagosh me lete huye kaha……….
Minal kanika dono sonal ke room me bed par lete huye the………..
Sweety shiva wale darwaze ko nok karti hai to darwaja shiva khilata hai to dekhata hai samne sweety didi khadi hai vah unhe rasta dete huye kahta hai aaiye didi…………
Sweety andar aati hai aur bed par baith jati hai…………….aur ek tak shiva ke chehare ko niharane lagati hai aur usame kho si jati hai……………...
Aise dekahte huye sweety ko shiva usase puchhata hai aise kya dekh rahi ho didi……….
Sweety ne apani soch se bahar nikalte huye kahti hai vaha kaha khada hai aa mere pass baith…………
Shiva sweety ke pas baith jata hai aur sweety ke god me apana sar rakhakar let jata hai………………….
Sweety uske sar par hath pyar se ferate huye kahti hai kya hua tha tere sath jangal me ……..
Kuch nahi di aap paresahn kyo ho rahi hai mai thik to huna ……..
Maine jo puchha hai usaka sahi sahi jawab de tujhe meri kasam hai agar jhuth bola to samjha aab to sach bolega…………
Abb to bhagwan bhi aajaye aur kahe ki mat bata lekin mai tab bhi aapko bataunga………...suniye………………………………….. … … … …