• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy THE INHERITOR(A PATH TO DESTINY)

What do you think about the story?

  • Story needs a change

    Votes: 2 5.0%
  • I should stop writing

    Votes: 2 5.0%
  • Story is good. Should be written like this

    Votes: 37 92.5%

  • Total voters
    40
Status
Not open for further replies.

DarkKnightKing

You didn't come this far to only come this far.
2,217
2,395
158
Nice Update brother.:good:
Itne saalo tak Armaan ke saath kya hua wo jan na zaroori hai. Nahi tou boht si baatein superman ki tarah sir ke upar se nikal jayengi...
 

DarkKnightKing

You didn't come this far to only come this far.
2,217
2,395
158
dear readers tum me se khuch ko ya bhauto ko samajh nahi aaya hoga...ki freya kaun hai, london me school me admission ke baad seedhe us mysterious place par(jiska naam aage pata chalega) waha par tap me dube rahna..rubal ki marriage, niti ka doctor banna. wo koma wali patient. kayra aur parth kaun hai.

ye sab tab pata chalega jab armaan ka flashback start hoga...aur wo tab hoga jab wo america jaayega.
Waiting for that...
 

Kratos

Anger can be a weapon if you can control it use it
1,289
4,228
159
Nice Update brother.:good:
Itne saalo tak Armaan ke saath kya hua wo jan na zaroori hai. Nahi tou boht si baatein superman ki tarah sir ke upar se nikal jayengi...
Pata hai bhai...ye sari baate armaan ke flashback me pata chalegi. aur wo main kal hi start kar dunga.
 

Rohit1988

Well-Known Member
2,348
7,224
158
ab tak aapne padha ki armaan london jata hai aur london ke ek graveyard me uski aur chruch ke father ki discussion hoti hai. jisse wo father ko maar deta hai.

ab aage..

update - 32

is time armaan westerham heights par khada city ka night view le raha tha. tabhi uske body se ek black ray nikli aur upar jaakar us ray ne ek portal khola.

aur us portal se jo bahar nikla uska roop kisi ki bhi dhadkane rukwane ke liye kaafi tha.

1593464593125
us saaye ne portal se nikalte hi arman ke saame sar jhukaya.

armaan - uth jaao accuser aur mere khayal se mujhe batane ki jarurat nahi hai ki tumhe kya karna hai.

accuser - yes lord...

armaan - remember one thing...wo marne nahi chahiye bas tadapne chahiye. unhe afsos hona chahiye apne janm lene par. is city ke logo me unki maut ka khauf sadiyo tak rahna chahiye.

armaan ke itna kahte hi accuser waha se gayab ho gaya.

aur armaan fir puri city ko dekhne laga.

tabhi waha ek ke baad ek aath saaye prakat hue.

paimon - aate hi shuruaat kar di tumne..hmmm accha hai.

balam - par ek baat samajh nahi aayi ki us father ne apne gake me cross pahna tha. par fir bhi tumne use maar diya.

jab tak belial balam ki baat ka jawab deta usse pahke hi ek aawaj aayi...of course armaan ki

tum shayad bhul rahe ho balam ki main kaun hoon. main is bast se bilkul ittefaq rakhta hoon ki agar god mere saamne aa jaye to bhale hi ek baar ko main gir jaaun. par in keedo se harna hargis nahi.

beleth - to america kab jaa rahe ho..

armaan - pahle unko apne armaan to pure kar lene do. kyonki uske baad jab main unke armano ka gala ghontunga tab jo sukun mujhe aayega. uski koi inteha nahi.

vine - to tumne accuser ko kyon bheja.

armaan - kyonki in keedo ki itni bhi hasiyat nahi ki inko main apna rang o ranj dikhau.

par usse pahle hum sab ko kahi aur jaana hai.

paimon - kaha

armaan - alagaësia

paimon - alagaësia but tumhe to pata hai armaan ki wo kiska planet hai. and tumhare..

yahi na ki mere creation ke pahle tum logo ne kitni bar koshish kari but alagaësia ke land par door tum sab uske kareeb tak nahi pahuch sake. aur ye sab sirf aur sirf jadis ki wajah se.


purson - par hum waha jaa kyon rahe hai.

armaan - sharur

asmodai - par hum log waha nahi jaa paye aaj tak tum waha jaa sakte ho..sur jis sharur ki baat tum kar rahe ho tumhe psta hai armasn ki wo kya hai. agar tum..(ek baar fir asmodai ko beech me rok diya)

armaan - agar har kaam tum log kar lete...to fir mere creation ki kya need thi. aur jiski tum baat kar rahe ho use main acchi tarah se jaanta hoon.

purson - nikalna kab hai..

armaan - tum log waha pahuchna main tumhe wahi milunga...itna kahte hi armasn gayab ho gaya..

idhar uske jaate hi ye sab bhi ek dusre ko dekh ke gayab ho gaye.

ab chalte hai newyork

yaha is time rubal aur rudra ek construction site par khade the jiska kaam almost khatam hi hone wala tha.

rudra ki aankho me is time behad khushi thi. kyonki wo jo chah raha tha wo bas kuch hi dino me khatam hone wala tha. aur ye kya hai ye aage pata chalega.

location - bern

yaha raat ke time parth aur kayra baho me bahe daal ke bern ke ek hotel me the. aur inka room romanian rose, vanila candles se pura saja hua tha. aur batane ki jarurst nahi ki kya hone wala hai...

next kal


Nice update
 

Rohit1988

Well-Known Member
2,348
7,224
158
bhai flashback detail me chahiye matlab usme rudra ki marriage se lekar parth, koma patient, niti and armaan ki journey ab tak dikhau ya fir sirf armaan ki journey par focus karu.


Bhai ji ek flashback do armaan ki family ka
Or 1 ya 2 flashback me armaan ki journey ka ki uske sath kya kya hua


Esse story ko samjhne or aage badhane me madad milegi

Ese hi likhte raho

God Bless u bhai ji
 

DarkKnightKing

You didn't come this far to only come this far.
2,217
2,395
158
bhai flashback detail me chahiye matlab usme rudra ki marriage se lekar parth, koma patient, niti and armaan ki journey ab tak dikhau ya fir sirf armaan ki journey par focus karu.
Bhai Armaan ka apni marzi se likho aur uski family ka aik hi update kein bata do.
 
Status
Not open for further replies.
Top