nhi bro flashback acha chal rah htum sab ko aisa to nahi lag raha ki main flashback kheench raha hoon. kyonki main freya aur armaan ki friendship unka bond aur armaan ka nature dikhana chahta hoon. jyada lamba nahi hoga ki tum log bore ho jaao but haan thida to lamba hoga..kyonki armaan freya bond, armaan ki training..naye character jo family me aaye hai..agar short me chahte ho to main jaldi nipta doon aur present me le aau.
flashback continues:
bond of armaan and freya..!!
tabhi freya ki mom boli nahi aap log pahle hi bhaut kuch kar chuke hai himare liye.
yahi kafi hai. main ye ahsaan nahi chuka paungi. itna bol kar freya ki mom ke aankho me aansu behne lage.
tatab armaan ne kaha
first of all aapka naam kya hai.
tab freya ki mom pahle to shocked hui armaan ke is tarah apna naam puche jane se. but unhone pause lekar kaha
ki mera naam sofiya hai.
tab armaan ne fir kaha ki mera naam armaan hai. aur rahi baat apka naam puchne ki to wo isliye ki humara intro nahi hua tha.
to kya main aapko aunt sophia bula sakta hoon.
ispar sophia ne apni gardan ko halki si jumbish di..jiska matlab ki bula sakte ho.
aur rahi baat freya ke liye ye sab karne ki to maine aapke upar koi ahsaan nahi kiya hai. aur sahi mayne me main hoa kaun hoon kisi maa pe ahsan karne wala.
aap janti hai jab maine aapko school me berries chunte hue dekha. tab mujhe us time itna shock nahi laga. but jab maine ye dekha ki aapke hath aur gardan par chilne ke nishan hai jo ki diwar fandne se aaye honge. tab mujhe jyada shock laga ki apni chot ko andekha kar ke kaise aap freya ke liye berries chun rahi thi. isliye maine ye kiya aur aapne bhi to mujhe beta bulaya tha. to kya main kuch nahi kar sakta aur fir aaj freya ke chehte pe jo khushi aayi hai. usse mujhe kitna accha lag raha hai main bata nahi sakta kyonki mujhe bhi shayad freya ke roop me ek acchi friend aur aapke roop me ek maa mil gayi. itna kah ke armaan chup ho gaya.
aur wahi armaan ke muh se aise baate sunne ke baad sophia, willam aur wo driver shocked ho gaye the ki is umar me itni maturity.
tabhi andar se freya ki aawaj aayi ki chalo main ready ho gayi. aur jab armaan aur baki sab ne dekha to ek baar fir sab ki aankho me aansu aa gaye.
kyonki naye kapde ke naam pe freya ne ek purani si frock pahni thi. jisme lage stiches us frock aur freya ki mom ki condition dono se acchi tarah avgat kara rahe the.
par insab me freya ke face se smile kam nahi hui. aur fir uska puchna ki main kaisi lag rahi hoon.
ispar armaan ne kaha ki world's most beautiful girl.
itna sunte hi freya to khushi se uchalne lagi.
armaan tab freya ke paas gaya aur bola ki freya kya tum mujhse dosti karogi.
itna sunte hi freya apni mom ko dekhne lagi jaise puch rahi ho ki wo kya kahe. jispar uski mom ne gardan khushi me hila kar apna answer diya.
freya - par dost tumhara naam kya hai.
armaan - mera naam armaan hai freya.
freya - itna bada mera to chotu sa pyara sa hai.
hanste hue armaan ne bola ki ok to tum mujhe amy bulana. ye to theek rahega.
freya - haa ye sahi rahega. to hum kaha chal rahe hai amy.
amy - it's surprise freya.
freya - thoda sa bhi nahi bata sakte.
amy - agar bata diya to fir surprise kaisa meri dost.
chalo jaldi chalte hai hume late nahi karna chahiye.
itna sunte hai freya to bhag ke bahar chali gayi. par shayad uski mom abhi bhi thoda jhijhak rahi thi.
tab amy ne unka hath pakad ke bola ki please aao sab kuch bhul kar sirf freya ke bare me sochiye.
ispar jab unhone freya ko dekha to wo car ke charo aur chakkar laga ke usko chu rahi thi baar - 2 aur fir usne apni mom se kaha ki mom dekho kitni badi car hai amy ki. apni beti ki khushi dekhte hi wo bhi car me baith gayi.
aise hi kuch der baad ye log blue water shopping mall me the. ye wahi mall hai jisme baki ke ghar wale bhi the.
car park karte hi amy ne freya ka ek hath pakda aur dusra uski mom ka aur dono ko lekar mall ke ek shop me aa gaya.
man me ye doubt to hoga ki fir freya ke fhar me kewal willam hi tha. to usse pahle hi bata doon ki armaan ne willam ko mana kar diya tha ki guards ko rahne do sirf hum log hi chalenge freya ke ghar but jab ye log freya ke waha se nikle wapas city ke liye tab willam ne already security ko active kar diya tha. ab inke sath is time guards bhi the. par wo sab kuch duri oar chal rahe the. kyonki armaan nahi chahta tha ki freya ya uski mom discomfort feel kare.
freya aur uski mom dono mall dekhne me itna khoye hue the ki unhe pata hi nahi chala ki kab armaan unhe shop mw le aaya. jab shop owner ne unhe dekha to uske kuch bolne se pahle hi willam ne unhe bata diya tha ki ye armaan malik hai. rudra aur samara malik ka beta. because willam ke kahne par ek guard aage chak raha tha. aisa isliye kyonki willam ko doubt tha. ki koi inke kapde dekhkar inhe judge na kare......har baar insult ho aisa jaruri nahi hai. kyonki usually hota yahi hai. ki jab koi lower class agar aisi jagaho par jata hai to uske sath kaisa behave kiya jata hai. pahle to entry milegi nahi aur mil bhi gayi to behave aisa karenge ki wo sharam se mar jaaye. william ko aisa doubt tha isliye usne aisa kiya.
shop owner aur jitna bhi staff tha. wo samajh chuka tha acchi tarah se ki armaan malik kaun hai. aur waise bhi william ko shayad hi aisa koi ho jo city me na janta ho.
khair sells girl ke bolne dono maa beti wapas aaye matlab ki mall dekhne me jo khoye hue the. tab sells girl ne unse pucha ki kis type ki dresses dikhau uspar sophia to ghabra gayi wo kuch bolti usse pahle hi humare amy ne bol diya ki freya ke liye ek beautiful si dress kyonki birthday girl thi. bhai aur sabse badi baat ye ki armaan ko jo sunah apne birthday wish nahi kiye jane se sad tha. wo ab bhul chuka tha ki aaj uska bhi birthday hai reson sidha sa hai freya ki khushi. na jane ye kaun sa special bond tha...god knows.
armaan ki baat sunte hi kuch female staff sophia aur freya ko apne sath le gayi. aur kuch hi der baar freya ek beutiful si white, light pink combination ki frock jisme freya aaj kisi angel se kam nahi lag rahi thi. aur wahi sophia ek long dress me...(jyada dekhne ki iccha ho to googke par search kar lena.) dono itni jyada khubsurat lag rahi thi. ki amy ko chodo jitne bhi log the sab ke muh khule rah gaye. aur ishar amy freya ki khushi dekh ke khush tha. aur sophia freya ko dekhkar. uske baad armaan un sab ko lekar mall me hi bane beauty parlour mr lekar gaya aur undono ka make over karne ko kah ke bahar aa gaya aur sath me itna bol gaya ki jo sabse best ho..price mat dekhna wo beauti treatment dena sophia ko freya to unke sath gayi thi sirf.
idhar sophia apna beauty treatment karwane andar chali gayi freya ke sath wahi itni der me usne william se kah ke party ke arrangement karwa diye. kuch guards arrangement dekhne chake gaye aur amy william ke sath gift lene chala gaya freya ke liye. usne willam se bola ki tum bhi help karwao shops me dekho jo accha lage purchase kar lo. main idhar dekhta hoon. kuch time baad yahi milenge yaad se. itna sunte hi william to chala gaya aur armaan us floor ke shops par gift dhundhne laga tabhi armaan ne rubal ko dekha. ji haan jab rubal armaan ke liye gift le raha tha tab use jisne dekha wo armaan hi tha. par rubal ki najar to nahi padi but armaan ki najro ne dekh liya tha.
pahle to armaan shocked hua. but usne William ko aate hue dekha jab usne amy se kaha ki mujhe jo samajh aaya maine wo le liya aur tumne ispar armaan jo rubal me khoya hua tha. usne pause le kar bola ki maine bhi le liya.
armaan - william ek kaam karo i think freya aur unki mom ki financial condition acchi nahi hai. to tum unke liye ek ghar ka arrangement karwao aur koi school bhi dekho accha sa sirf girls ka ho wahi dekhna. aur haa dad ko nahi batana ya fir kisi aur ko bhi nahi.
william pahle to shocked hua..fir kuch sochte hue bola ki ye to main karwa dunga but rudra sir ko to batana hi padega.
armaan - agar samudra se ek kuch katre pani ke le liye jaaye to isse samudra ko shayad hi kuch fark pade. ye kahawat to tumne suni hi hogi.
same aisa dad ka bhi hai. main unse baat kar lunga agar wo kuch kahte hai to. tum filhal dad se kuch mat bolna abhi aur haa ghar aur school ka arrangement is tarah se karwana ki unhe ye nahi pata chalna chahiye ki ye sab maine kiya hai. kyonki unhe shayad ye accha nahi lage.
aur ye tum kaise karoge ye tum jaano.
willam - (man me..kya hai ye ladka sirf kuch time pahle hui mulakat me itna kuch de diya aur uske baad bhi no arrogance...kyonki chand paise aane ke baad hi rich kid janha itne bigde hue hote hai. theek wahi ye itna clam, innocent care karne wala hai. aur sabse badi baat iska IQ normal baccho se alag hai. alag kya kaafi alag hai.) ok main one week ke andar hi karwa dunga.
armaan - aue haa freya aur aunt par najar rakhna...ki koi unhe pareshan nahi kare ya unhe kisi bhi cheej ki dikkat na ho.
william - ok..but unhe jo cgot lagi hai. uska kya aur wo guards
armaan - oh shit....shit...shit main ye kaise bhul gaya mujhe inko doctor ke paas le jana chahiye tha pahle aur main yanha mall me lekar aa gaya.
aur rahi baat guards ki to unka kya karna hai. wo mujhe acchi tarah pata hai.
tab tak ek guard inke paas aaya aur bola ki wo ready hai.
itna sunte hi armaan aur willam waha se chale gaye parlour me.
Jan dono andar gaye to inhobe dekha ki freya to waha toys se khel rahi hai. aur sophia bala ki khubsurat lag rahi thi. tab parlour wali ne inse bola ki sir ma'am ko kuch injuries thi. wo to accha hua ki jab ye aayi tab us time ek ladki thi yanha jisne inki chot dekh ke treatment kar diya. hume to laga wo doctor hogi par usne bataya ki wo mbbs ke last year me hai. ye kaun thi aage pata chalega.
armaan - ok thankyou aur agar wo dubara aaye to unko bhi meri taraf se thankyou kah dena aap.
beautician - sure sir.
iske baad ye log mall se nikal gaye. pahle armaan ka mood to yahi party karne ka tha. par rubal ko usne dekha tab kuch sochte hue bola ki william tumne yaha jo booking karwai hai waha rahne do.
willam - but armaan agar booking cancel kari to hume loss hoga kyonki maine yaha restaurant me sirf table hi nahi balki fully restaurant book kiya tha tumhare kahne par. aur ab tum are you sure..
armaan - yes i'm damn sure paise mat mangna. unko mana kar do kaho ki humari booking next date par transfer kar de. aur kisi aise place par le ke chalo jo accha bhi ho aur janha ka atmosphere calm ho..
willam - kuch sochte hue..thodi door hai but perfect hai haa utni hi-fi nahi hai. but tumhe acchi jarur lagegi. kyonki main wahi jata hoon.
armaan - ok
iSke baad wo log kuch hi der me city se bahar ek restaurant me the. jo ki ek peek par bana tha. aur jaisa armaan ko chahiye tha waise hi tha. jab ye log us jagah me pahuche to jagah ki khubsurati dekh ke amy kya freya aur sophia bhi khi gaye the. arrangements to pahle hi ho chuke the.
tum sab ko aisa to nahi lag raha ki main flashback kheench raha hoon. kyonki main freya aur armaan ki friendship unka bond aur armaan ka nature dikhana chahta hoon. jyada lamba nahi hoga ki tum log bore ho jaao but haan thida to lamba hoga..kyonki armaan freya bond, armaan ki training..naye character jo family me aaye hai..agar short me chahte ho to main jaldi nipta doon aur present me le aau.

Bhai apni marzi se likho. But ho sake tou kuch extra scenes ko short kar dena. Jaisa k ghoomna firna ya school waghaira ke scenes short rakhna agar wo important na hon tou.tum sab ko aisa to nahi lag raha ki main flashback kheench raha hoon. kyonki main freya aur armaan ki friendship unka bond aur armaan ka nature dikhana chahta hoon. jyada lamba nahi hoga ki tum log bore ho jaao but haan thida to lamba hoga..kyonki armaan freya bond, armaan ki training..naye character jo family me aaye hai..agar short me chahte ho to main jaldi nipta doon aur present me le aau.