• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy THE INHERITOR(A PATH TO DESTINY)

What do you think about the story?

  • Story needs a change

    Votes: 2 5.0%
  • I should stop writing

    Votes: 2 5.0%
  • Story is good. Should be written like this

    Votes: 37 92.5%

  • Total voters
    40
Status
Not open for further replies.

Nky

Active Member
601
1,477
138
ab tak aapne padha ki kaise lucifer hell kings se kahta hai ki armaan ki training ki preparation karo. and armaan waha ghar me london jaane ki baat kahta hai.

ab aage.

update - 24

yaha armaan apne london jaane ki baat bata kar apne room me chala jaata hai. aur wahi uske jaane ke baad baaki ke family wale bhi apne apne room me jaakar aansu bahane lagta hai. aur idhar armaan apne room me khud se baat kiye kiye jaa raha tha.

armaan - bas ab koi aansu nahi armaan. na hi ab rona hai kisi baat par. waise bhi rone se kuch nahi milta life me. tumhe apna rasta khud banana padega khud se itna bolne ke baad armaan so jaata hai.

wahi baaki ke family members so rahe the is samay pure ghar me shanti thi. tabhi koi apne kamre se nikal kar armaan ke kamre ki taraf jaa raha tha. us sannate me uske pairo ke chalne ki aawaj saaf saaf suni jaa sakti thi.

wahi wo saaya armaan ke room ke bahar jaake gate ko kholne ki koshish karta hai. par jab gate nahi khulta tab use samajh aata hai ki gate lock hai. wo wapas fir aobe room me jata hai aur apne cupboard se ek key nikalta hai aur wapas armaan ke room ki taraf jaata hai. jaha wo us ley se armaan ke room ka lock kholta hai aur room ke andar aa jata hai.

room me armaan is samay aankhe band kiye hue aaram se neend me so raha tha jamane bhar ka sukun tha uske chehre par masumiyat to pucho nahi. armaan ko sote hue dekh kar uske aankh se aansu girne lagte hai. wo kuch der usko dekhta hai fir armaan ke sirhane baith kar armaan ke baalo me hath firhane lagta hai. aansu lagatar beh rahe the uski aankho se uske baad wo armaan ke maathe ko pyar se chumta hai. jaise hi wo saaya wapas uth ta hai. tabhi armaan ki aawaj aati hai.

kya soch ke aayi thi mere room me. ya fir ye dekhne aayi thi ki main ro to nahi raha. is time armaan uska ek hath pakde hue the bed par lete hue. aur us person ka muh dusri taraf tha. wahi jab us person ne armaan ki ye baat suni to uske muh se rulai fut padi. ji wo koi aur nahi amayra hi thi.

amayra - maaf kar do amy par is tarah se chodh ke to mat jaao.

armaan - just shut your mouth and get out. isse pahale main bhool jaau ki tumse meri koi rishta tha. so please leave my room right now.

itna sunte hi amu rote hue apne room me bhaag gayi.

kahir ye raat bhi beet gayi wahi dusre din breakfast table par sab silently apna breakfast kar rahe the. man to kisi ka nahi tha par armaan ke kahne par sab aaye the table par. breakfast ke dauran

armaan - to mr. malik i hope ki aapne mera arrangement kara diya hoga london me and please mujhe faltu ka melow drama nahi chabiye to aisa kuch karna bhi nahi.

agar kiya hai arrangement to theek nahi to main khud khuch kar lunga..duniya itni badi hai khuch na kuch to kar hi lunga.

rudra - sab arrangement ho chuke hai waha london me tumhare admission ki baat westminster school me ho chuki hai. agar tum hostel me rahna chaho to hostel me rahna nahi to waha par ghar bhi hai. bolte time rudra ke muh se aawaj bhi mushkil se nikal rahi thi. aawaj bharra rahi thi uski. aur yahi haal sab ke the.

armaan - theek hai to fir kab nikalna hai.

rudra - 11:30 tak niklenge..aur mujhe aur samara ko aana padega kyonki admission ke time parents lagte hai waha.

ispar armaan kuch nahi kahta bas ok bol kar apna breakfast karne lagta hai.

dekhte hi dekhte nikalne ka time bhi ho jata hai. aur armaan apna beg lake neeche aata hai. pure family members gahr par hi the. sab ki aankh me aansu the. aur idhar apna luggage leke bina kisi ki taraf dekhe seedhe ghar ke bahar aur uske peeche - 2 rudra aur samara bhi bahar nikal jate hai. kuch hi der me wo log airport me apne jet se seedhe london ke liye udaan bharte hai. aur yaha ghar me amy ke bhai behan baith ke apne kiye par afsos kar rahe the. aur waha plane me rudra aur samara apni apni soch me doobe the. aur armaan apni alag soch me.

6 ghante ke safar ke baad inki flight heathrow airport london me land karti hai. flight se utarkar ye log seedhe apne hotel jaate hai. hotel me armaan apne room me chala jaata hai. aur rudra aur samara apne room me.

room me jaate hi samarq rudra se rote hui kahti hai ki please rudra kuch bhi karo rudra armaan ko lo.

rudra - hum logo ne pahle hi itna kuch kar dya hai armaan ke sath ki ab sirf pachtabe ke siwa aur koi rasta nahi hai. samara sambhalo apne aap ko kal school me uska admission bhi karwana hai. ro ro ke apni tabiyat kharab mat karo kahi uske admission me koi problem aayi to kahi uski nafrat aur na badh jaaye.

itna sunte hi samara bhi rona band kar deti hai. par na to naand uski aankho me thi na to rudra ki aankho me aur waha armaan ke room me armaan uske chehare par koi bhav nahi the..wo bas seedha lete chat ko ghure jaa raha tha.

isi tarah ye raat bhi beet gayi. next day is time sab log school me principal office me the. armaan ki seat pahle hi booked thi aur hoti bhi kyon nahi rudra malik ko kaun mana kar sakta hai.

yaha ki principal ek lady thi.

principal - ok mr. malik admission is done. agar armaan hostel lena vhahe to hostel le sakta hai ya fir jaisa aap log chahe.

main hostel lena chahunga armaan ne principal mi baat kahatam hote hi ye kaha jispar principal ne ok kah diya. aur idhar kuch formalities kar ke ye log office se bahar aa gaye. bahar aakar samara armaan se kahti hai is ti.e ye log garden me the school ke.

samara - ek baar soch lo armaan itni badi saja mat do please.

armaan - abhinsaja di kaha hai maine saja to shuru hogi jab main wapas ghar aaunga tab. fikhal ke liye aap dono jaa sakte hai.

rudra is par kuch nahi kahta balki bolta hai agar tum yahi chahte ho to yahi sahi aakhir humne karm bhi to aise kiye hai. yaha par mera manager hai jo maine tumhare liye appoint kiya hai wo jar roj tumhare paas aayega agr tumhe kisi bhi cheej ki jarurat ho to bata dena usko. jispar armaan sirf hmm theek hai kahta hai. uske baad rudra aur samara waha se chalae jaate hai. jaate hue wo log armaan ko palat ke dekhte hai. par armaan unko dekh kar apna muh ghuma leta hai. thodi der baad armaan apne room me hota hai. is school me mostly rich kid hi padhte hai. yaha har room me sirf ek hi student rahta hai hostel me.
Nice update bhai
 
Rohit1988

Well-Known Member
2,345
7,223
158

Super update bhai ji
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,061
188
Awesome update bhai
 
Last benchers

Well-Known Member
3,055
6,821
158
Awesome fantastic Mind-blowing update Bhai...
Finally armaan London cla gya...lgta hai yahn see armaan ki life ki new beginning hogi. Bahut kuch badlne Wala hai.
 
Status
Not open for further replies.
Top