Prince of water
New Member
- 68
- 282
- 53
Nice updates broUpdate 3
previous
M guru- jo aanye wala hai usi ki wajha se hi tum dharti par kuch bhi dekh nahi paa rahe ho putr
Ladka- iska Matlab ki wo koi kali sakti hai guru dev to usko rokna hoga hame
M guru- kali sakti tumne abhi kali sakti bola na putr to usse pahle mujhe batawo kali sakti kya hoti hai
Ladka- guru dev jinke pass kali sakti hoti hai wo sabhi bure hote hai kyuki har kali sakti pap ki hai
M guru- achha to tumhare mutabik har kali sakti pap hsi to mujhe batawo putr tumhare pita kon hai
M guru ke mhu se apne pita ke baare main bat sun kar wo ladka bilkul chup ho gaya par kyun kya hua esa ki ladka chupho gaya
to chaliye suru karte hai aj ka update
apne pita ke baare mai sun kar us ladke ne guru dev ko ek sawaliya nazar se dekha
M guru - kya hua putr mere sawal ka utar do
Ladka (sir juka kar) - guru dev apko to mere aur mere pita ke baare main sab kuch gyat hai fir app ye
M guru- kyuki putr mere isi sawal main tumhara jawab chupa hua hai, to bolo kon the tumhare pita
aur kya karte the wo
Ladka- ji mere pita ke naam - *** tha aur wo.. wo.. kali sakti ki puja karte the guru dev
M guru- bilkul putr tumhara janm kali sakti ke bich hua tum unhi ke saath bade hua aur tumhare andar bhi kali sakti hai na
ladkabahut hi jaldi se bol pada
Ladka- par guru dev main kabhi bhi un sakti ka upuog karke kisi ko bhi paresan nahi kiya na kabhi pap kiya
M guru - bilkul putr par kyu nahi kyuki tumhare mutaibk to har kali sakti buri hai to tumne kyu burai nahi kiya
Ladka- kyuki mere man ne kabhi bhi mujko wo sab karne ki ijajat nahi di
M guru- bilkul sahi dekho jis tarah se tum kali sakti ke bich peda hue aur tumko bhi kali sakti parapt hui par tum kabhi bhi pap ke raste par nahi chale yahi mera ek sisya bhi tha jo hamare bich pala, bada hua usko har tarha ke sanskar diye hamne, hamari sakti bhi di, par wo burai ke marg par chal pada aur puri duniya mae pap ka samrajy karna chahta hai to ye baat hamesa yaad rakhna putr ki takat (power) kabhi acchi ya buri nahi hoti hai, jo unka upyog karta hai ya uska upyog kese karta
is baat par nirbhar karta hai, isliye kisi ki pahchan uski kaki ya safed sakti se nahi balki uske man ke bho se karna hamesa
Ladka- ji guru dev par ye bhi satya hai na hame in pure brmhand (galaxy) ke vinash ko rokna hoga na
M guru - ye baat satya to hai putr, kintu sitf aadha satya hai
Ladka- apke kahne ka Matlab kya hai guru dev main kuch samjha nahi
M guru- main samjhata hu putr, dekho ye jo duniya hai na ye pahle yesi thi, na ane wale kal main yesi hi rahegi.
jese har jiv peda hota hai, badhta hai aur ant mae murtu(mout) ko prapt karta hai tik usi tarha, ye duniya bani hai, badhi hai aur is duniya ka vinash bhi hoga ek na ek din kyuki, jiska nirman hua hai uska vinash bhi hoga yahi prakrti (nature) ka niyam hai
ab main tumko kuch dikhane ja raha hu putr iske liye hame is sarir ki nahi balki hamare diway distri se dekha ja sakta hai iskiye tum bhi apne dhyan main jawo jesa mene tumko sikhaya hai usi tarha se
aur wo dono apne dhyan mae bath jate hai
(ab app log ke man mae ye sawal hoga ki itne der main rat khatm ho chuki hogi, to main apko bata du ki jis jagha M guru rahte hai waha ka samay aur dharti ke samay mai Bahut antar hai)
aur kuch der baad guru dev apni sakti ke jariye apne sisya ko dhikhate hai dharti par unko kuch dikha hi nahi raha tha aur uski wajha thi dharti ke charo aur ek kale color ka ghera jisio par karne ki takat guru dev ke pass bhi nahi thi
Ab in dono ko yahi chodte hai aur chalte hain dharti par
To veer abhi bhi idhar se udhar guhum raha tha aur chinta main tabhi jese andhere ne charo tarf apne per fela diya hua ek jor dar bijli kadki ye bijli ki awwaj itni jada thi ki sabhi ne kaan kuch der ke liye band kar liye aur kuch der baad sab kuch shant ho gaya jese abhi tak kuch hua ui nahi tha barish, hawa, sab kuch ek dham shant ho gaya tabhi operation theater khula aur ek female doctor jiske hato main ek sunder sa baccha tha wo bahar nikli aur boli
Doctor - Mrs veer congratulations app papa ban gaye apki biwi ne ladke ko janam diya hai
veer ye baat sun turant doctor ke pass gaya aur rotehue bola
Veer - thank you doctor thank u so much apki wajha se main apni aulad ko dekh pa raha hu
Doctor - its ok Mrs veer ye to hamara kaam hai ye lijiye apka beta
Veer- doctor meri wife kesi hai ab
Doctor - wo tik hai abhi, agar app apni biwi se milne chahte hai to mil sakte hai
fir veer apne bachhe ko god main lekar room ke ander chala gaya jaha uski patni leti hui thi (ya kamjori ki wajha se soi thi) jab veer ne bachhe ko uski maa ke pass lita diya tab uske chute hi usko hosh aa gaya
(yaha koi jadu nahi tha balki bas ek maa ke liye uske bacche ka payar)
(jab ek aurat ek bacche ko janam deti hai (normal tarike se) tab wo itna dard sahan karti hai jitna dard hame tab hoga jab hameri 16 hadiya (bone) ek saath tutegi bas wo isliye itna dard sah leti hai taki apne bacche ko is duniya mae la sake uska chahra dekh sake, aur wahi bachha bada hokar jab ye bol de ki tune mere liye kya kiya hai tab us maa baap ke dil par kya bitegi ye sayadh koi nahi jansakta)
pati - veer, patni - vina
veer (apni biwi vina se) - vina dekho hamara beta tumhara mera dil ka tukda dekho vina
(dono hi maa baap ke aankho se aanshu bah rahe thekhushi ke anshu the)
Vina(todi dhimi awwaj mae) - ab apko iske dada ji ko bata dena chahiye veer
ye baat sun kar veer ka sir jhuk gaya tha aur wo bola ki
Veer- kya mene jo kiya uske baad mere pita mujko maff kar denge vina
Vina- ha muje pura yakin hai kyuki baccha chahe jesi bhi galti kare maa - baap unse jada der naraz nahi ho sakte hai
Veer- tum tik kah rahi ho vina par mujhe unse baat karne mae dar lagta hai
Vina - tik hai jab wo call utha le tab aur kuch bole tab mobile mere bete ke pass le aana
tabhi doctor fir wapish aa gai aur boli ki
Doctor - Mrs veer kya app todi der bahar wati karenge hame kuch test karne hai
aur veer bahar chala jata hai aur bahut der tak room ke bahar bath kar sochta rahta hai
Veer( man mae) - kya vina tik bol rahi hai pita ji ko iske baare main bata dena chahiye kya
kafi soch vichar karne ke baad veer is nirnya par paunch jata hai ki usko apni biwi ki baat manani chahiye aur wo kapte hue hatho se ek number par call karta hai par samne se koi answer nahi milata, veer dubara kosis karta hai aur is baar koi call utha leta hai aur samne se ek robdar aur dabang awwaj se koi bolta
- hello kon bol raha hai
veer us awwaj ko pahchan jata hai ki samne kon hai aur uski awwaj uske gale main hi ruk jati hai samne se 2 aur baar wahi baat repeat hoti hai par veer koi jawab nahi deta na call cet karta hai tab samne se ek tej awwaj ke saath
- Kon hai ye bawakuf insan jisne Thakur sury pratap sing ke ghar phone to kiya hai magar jawab naui de raha kon ho tum
(to ab main thakur likhunga)
veer ne bahut hi himat juta kar sirf do sabd hi bol oaya
Veer- pitaji main
Thakur - achha to tu hai ajj kese yaad aa gai aur teri himat kese hui us haveli main phone karne ki, jab tune bina hamari ijajat ke shadi ki tab to tujko koi hish nahi tha ajj kese yaad aa gai tujko tere baap ki bol veer bol
To veer turant unke bolne tak room ke ander gaya aur vina ko mobile de diya to vina ne jo uska beta dudh pi raha tha usko dudh chuda diya
(ab bacche ko dudh chuda doge to wo royega hi tik wese hi baccha rone laga aur)
jab baccha rone laga tab vina ne mobile apne bacche ke pass le gai aur jab us bacche ki awwaj mobile se hote hue Thakur sahab ke kano tak gai to jo gussajo ghaman abhi tak unke dimag main tha wo sab kahi gayab ho gaya, wo awwan sidhe thakur sahab ke kaano se hote hue usnke dil tak ja pahuchi aur
To Be continued
![]()
very nice update bhai maza aa gyaUpdate 3