• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy The League of Unknown

Who is your favorite character in the story?

  • Total voters
    33
  • Poll closed .

Vipul

Well-Known Member
2,242
7,300
158
Update 28

Itna keh kar Rahul Isha ke saath ghar chale gaya. Gaurav apne car ke saamne khada tha aur Mohan aur Seema pure parivaar ke saath nikal gaye ghar ki taraf. Rashmi Gaurav ki car me hi baithi thi un sab ke jaane ke baad bahar aayi aur Gaurav ke bagal me aa kar khadi ho gayi.

Rashmi(Muskurate huye)-“Aaj kaafi jyada drama ho gaya Gaurav ji!”

Gaurav-“Haa yaar! Kaafi stressful day tha!”

Rashmi-“So! Ab kya?”

Gaurav-“Chalo tumhe ghar chhod du!”

Rashmi-“Abhi itni bhi raat nahi hui!”

Gaurav(Muskurate huye)-“Aaj bahut tension me hu!”

Rashmi(Gaurav ke gardan me apni ungli ghumate huye)-“Tension? Mai dur kar sakti hu!”

Gaurav ne apne hath rashmi ke maathe par rakha aur use piche kiya!

Gaurav-“Chaliye aaj aapko ek jagah le jata hu!”

Rashmi muskurate huye gaadi me baith gayi aur Gaurav ke saath chal di car me. Gaurav use Mandir ke paas le gaya aur Car se bahar nikal kar khade ho gaya aur Mandir ko dekhne laga, Rashmi paas aa kar khadi ho gayi

Gaurav-“Whenever I feel stressed I come here! I was really happy here, Yaha maine apne sabse ache din dekhe hai aur bure bhi! (Apne haath ko apne chhati ke paas la kar) Ishu itni si thi mere gaud me khelti thi! Hum waha un seedhiyo par rehte the! Roz bheek maang kar humare khane ke liye paisa jama karte! Phir Abhimanyu bhaiya ne hume dekha aur humari madad ki, Hume rehne ki jagah di mujhe meri shaktiyo ko instemal karna sikhaya aur phir wo manhoos din, Na jaane Abhimanyu ke man me kya tha jo unhone humare saath aisa kiya! Unhone meri Ishu ko bhi chot pahuchayi!”

Gaurav ne mud kar dekha Rashmi ki aankho me aansu the, Gaurav ne Rashmi ke chehre ko pakda

“Rashmi ji I am sorry! Mera wo matlab nahi tha!”

Rashmi-“I am sorry Gaurav! Mere bhaiya ke karan...”

Gaurav-“Isme aap ki galti nahi hai Rashmi..!”

Gaurav ne Rashmi ko apne seene se lagaya. Rashmi aur jor se rone lagi

Rashmi-“Mera man kabhi nahi manta, Mere Manu bhaiya aise nahi hai. Wo hum sab ke saath aisa nahi kar sakte!”

Rashmi roti rahi aur apna dukh bayaan karne lagi, Gaurav bas uske sar haath pherne laga, Thodi hi der me Rashmi ki awaaz dhimi hone lagi aur aur wo shaant ho gayi. Gaurav ne dekha Rashmi rote rote uske seene par hi so gayi thi. Gaurav ne rashmi ko dur karne ki koshish ki par Rashmi ne kaafi jor se Gaurav ko jakad rakha tha. Gaurav ne Rashmi ko apne gaud me uthaya aur use Car ke piche seat me litane ki koshish ki But Rashmi ne use nahi chhoda, Gaurav ne Rashmi ko uthate huye hi car ke backseat par gaya aur apne dusre haath se darwaza band kar diya aur let gaya. Rashmi bhi Gaurav ke upar hi so gayi.

Idhar Dusri aur Sayesha ghar par Rashmi ka wait kar rahi thi.

Sayesha(Devarsh ko)-“Guruji kaafi late ho chuka hai! Rashmi abhi tak nahi aayi!”

Devarsh(thoda sochte huye)-“Ek baar Mohan ko call karke dekho! Shayad Rashmi unke yaha hongi.”

Sayesha ne call lagaya aur Mohan se baatein ki, Call ke baad kaha

Sayesha-“Unhone kaha ki Rashmi Gaurav ke saath aa rahi hai!”

Devarsh-“Thik hai! Acha Sayesha! Mujhe lagta hai tumhe tumhare parents se ek baar mil lena chahiye!”

Sayesha-“Nahi Guruji!”

Devarsh-“Par beta!”

Sayesha-“Mujhe is bare me baat nahi karni guruji!”

Itna keh kar Sayesha apne room me chali gayi. Wo Room me ja kar aaine me khud ko dekhne lagi! Sayesha ko apni bachpan ki baatein yaad aane lagi

(“Beta it will be over! Bas kuch minute ki baat hai”

Sayesha-“Papa!! Chhodiye mujhe mera dum ghut raha hai!”

Sayesha ke papa bed par Sayesha ka gala daba rahe the

Sayesha’s Dad(Rote huye)-“Ssshhhh!! Bas do min me tumhara sab dard khatm ho jaega”

Sayesha-“Papa rukiye! Please papa mai jeena chahti hu! Mai aisi harqat phir kabhi nahi karungi”

Tabhi Sayesha ki aankho ki putli upar hone lagi aur Sayesha ke papa ke haatho ki jakad apne aap kam hone lagi aur unhone Sayesha ke gardan se apne haath hata liye, Sayesha ke papa waha se uthe aur ja kar paas hi table par rakhe blade ko uthaya. Tabhi Sayesha ki mummy waha aayi aur unhe samajh aa gaya ki yaha kya ho raha hai!

Sayesha ki mummy ja kar Sayesha ko hosh me lane ki koshish karne lagi.

Sayesha’s Mom-“Beta beta hosh me aao! Chhod do apne papa ko!!”

Sayesha ke papa wo blade apne gale par rakh kar khade ho gaye

Sayesha ki mom ghabra gayi aur waha paas me pade jug se pura paani sayesha ke upar daala

Sayesha’s Mom-“Sayeshaaaaaaaaaa!!!!”)

“Sayesha!!”

Sayesh achanak se apne khayalo se bahar aayi usne dekha khidki par Rahul baitha tha. Sayesha hairani se Rahul ko dekhne lagi, Phir gusse me uske paas aate huye

“Tum yaha kya kar rahe ho?”

Rahul-“Shhhhh!!! Shaant!! Koi sun lega”

Sayesha-“Get Lost! Abhi ke abhi jao yaha se!”

Rahul-“Chale jaunga bas ek question? Kya Aaj garden me tum hi thi??”

Sayesha-“Mai koi sawaal jawaab nahi karna chahti!”

Itna keh kar Sayesha Rahul ko khidki se piche dhakelne lagi!

Rahul-“Arre jaan mai gir jaunga! Ruko to!”

Sayesha “Jaan” sun kar gussa ho gayi aur Rahul ko dhakka diya! Rahul ka balance bigad gaya aur wo piche girne laga, Rahul ko girte dekh Sayesha ne uska collar pakad kar use pakadne ki koshish ki par wo bhi Rahul ke saath khidki se bahar gir gayi.

“Aahhhhhhhhhhhhhhhhh!”

Zameen par girte hi Rahul ki dard ke maare aahhh nikal gayi. Rahul ke upar Sayesha leti huyi thi.

Sayesha-“Ab Maza aaya? Isiliye bolti hu dur raho mujhse!”

Rahul-“Jaan maza to bahut aaya! Tum yu mere upar ho!”

Sayesha uske seene me mukke maarne lagi,

Sayesha-“Samajhte kyu nahi ho tum!”

Tabhi ek goli chalne ki awaaz aayi, Rahul aur Sayesha ne us taraf dekha to paaya ki ek shaks nakaab pehne hua tha aur uske haath me rifle thi! Wo shaks bhaagne laga. Sayesha aur Rahul khade aur us shaks ke piche bhaagne lage Tabhi Rahul ne dekha sayesha ko bhaagne me taklif ho rahi thi. Rahul ne gaur kiya to paaya ki Sayesha ke Pet me goli lagi thi! Par phir bhi wo bhaag rahi thi! Sayesha is halat me jyada dur nahi bhaag saki. Uske kadam ladkhadane lage. Rahul ne use ja kar pakad liya

Rahul-“Jaan! Ruko tumhe goli lagi hai!!”

Sayesha Rahul ki gaud me leti huyi thi!

Rahul(Ghabrate huye)-“Jaan hosh me rehna! Hum abhi hospital chalte hai!! Dont loose me! I am here!! Hosh me raho”

Rahul Sayesha ko gaud me uthate huye bhaagne laga, Sayesha ne muskurate huye Rahul ke gaal par haath phera!!

Rahul-“Jaan.. Stay with me!! Please!!”
Kafi kamal ka update tha bhai waiting for new update
 
GR_IE111

Check my story - The League of Unknown
279
1,463
124
Update 29

Rahul bhagte huye Sayesha ko Ashram ke andar le gaya

Rahul(Chillate huye)-“Devarsh!!! Devarsh!!”

Devarsh bhagte huye bahar aaye

Devarsh-“Ye kya hua Sayesha ko??”

Rahul ki awaaz sun kar Ashram me rehne wale kuch ladke aur ladkiya bhi bahar aa gayi

“Kya hua Sayesha didi ko?”

Devarsh-“Jaldi se Sayesha ko mere room le chlo”

Rahul Sayesha ko Devarsh ke room me le gaya! Devarsh ne Room ka darwaza band kiya. Aur Room ke andar aa kar apne book shelf me ek book nikala aur ek secret door open hua, Devarsh ne Sayesha ko room me rakhe ek bed par letane ko kaha. Rahul ne waisa hi kiya

Devarsh ne room par rakhe ek paudhe se kuch patte tode aur usko masal kar ek paste banaya! Phir ek chote se instrument se Sayesha ki goli nikali, wo paste Sayesha ke ghaaw par lagaya aur us par patti bandh di. Rahul wahi khade khade sab dekh raha tha.

Rahul(Devarsh se)-“Devarsh Sayesha thik to ho jayegi na”

Devarsh-“Ye Chot Sayesha ke liye kuch bhi nahi hai! Shayad aaj uska mind controlled ni tha isiliye wo behosh ho gayi! Warna pehle to wo tute paero ke saath chalti hi nahi ladayi bhi karti thi, Par ye sab hua kaise?”

Rahul-“Hum garden me the par tabhi ek goli chali aur wo aa kar Sayesha ko lagi!”

Devarsh-“Goli chalane wale ko tum logo ne dekha?”

Rahul-“Hum uske piche bhaag rahe the! Par tabhi Sayesha ladkhadate huye gir gayi!(Sochte huye) Par Shayad mai pata kar sakta hu, Sayesha ka khayal rakhiyega, Mai aata hu and Devarsh; Bhaiya ko gharwalo ko is incident ke bare me kuch mat bataiyega”

Devarsh-"Hmm Thik hai"

Rahul itna keh kar bahar chale gaya aur kisi ko call lagane laga.

Rahul(On phone)-“Hello!”

Other Side-“Hello”

Rahul-“Haa jije suno ek baat hai! Mil sakte ho abhi? kuch urgent hai!”

Ajay-“Kya hua Rahul? Itne Raat ko?”

Rahul-“Kisi ne hum par goli chalayi hai”

Ajay(Chauk kar)-“Kya???? Kab? Kaha?”

Rahul-“Bas aap is pate par aa jao! And haa kisi ko kuch mat kehna”

Ajay-“Thik hai.. Thik hai!! Tu thik hai abhi?”

Rahul-“Haa bas aap jaldi aa jao!”

Ajay-“Haaa”

Itna keh kar Rahul ek jagah Ajay ka wait karne laga, Thodi hi der me Ajay waha aaya

Ajay-“Kya hua saale sahab! Kisne goli chalayi thi!”

Rahul-“Pata nahi! Usne mask pehna hua tha! Par apne sources se pata laga sakte ho kya ki wo kaun tha!”

Ajay-“Itne saare logo me kisi ko dhundhna bahut mushkil hai par mai try karta hu! Par Goli chali kaha par!”

Rahul-“Goli chali thi aur wo!”

Ajay-“Wo Kya Rahul”

Rahul-“Goli meri ek friend ko lagi”

Ajay-“Kya?? Ye baat tune pehle kyu nahi batayi! Chalo mujhe us jagah le chalo”

Rahul Ajay ko ashram ki aur le gaya.

Rahul-“Wo hum waha khade the! Aur humne ek shaks ko us taraf bhagte huye dekha tha”

Ajay-“Goli kise lagi thi. Wo kaha hai?”

Rahul-“Sorry jija! Mai aapko unse kal savere milwa dunga abhi wo araam kar rahi hai! Abhi hum us shaks ko dhundte hai”

Ajay aur rahul us jagah ja kar suraag dhundne lage. Ajay ne dekha Ashram ke us side ke just saamne ek ghar tha aur us par CCTV camera laga hua tha!

Ajay-“Rahul dekho waha CCTV camera hai! Hum uske through kuch pata kar sakte hai!”

Rahul-“Haa, Chalo abhi chalte hai”

Ajay soch me padd gaya

Rahul-“Kya hua?”

Ajay-“Itni raat ko kisi ke ghar yu jaana sahi nahi, Us ghar me ladies bhi ho sakti hai! Filhaal ke liye mai apne kuch informers ko laga deta hu pata karne ke liye. Hum is chiz par savere aage badhenge yahi humare liye thik rahega Rahul”

Rahul-“Par!!!”

Ajay-“Chinta mat karo Rahul, Kal tak wo aadmi mere pakad me hoga. I Promise!”

Rahul-“Hmmm!”

Itna keh kar Ajay ne kisi ko call lagaya aur unhe kuch instructions diye! Phir dono apne apne raaste nikal gaye.

Subah ho chuki thi, Gaurav wahi gaadi me leta hua tha aur uske upar Rashmi. Bahar ek Gaadi ki horn ki awaaz se achanak se Gaurav ki neend khuli usne bahar dekha subah ho chuki thi aur gaadiyo ka aur logo ka aana jana shuru ho chuka tha. Gaurav ne uthne ki koshish ki to dekha rashmi uske upar so rahi thi, Rashmi ke masoom chehre ko dekh kar Gaurav bas use dekhte raha aur wapas let gaya aur Rashmi ke peeth par haath pherane laga, Thodi der me kisi ne jor se unki Car window par khatkhataya. Jis se dono ki neend khul gayi. Gaurav ne uth kar upar dekha ek hawaldaar khidki se andar jhakne ki koshish kar raha tha

Rashmi-“Kaun hai?”

Gaurav-“Koi nahi! Mai manage karta hu”

Gaurav ne apni window niche ki

Gaurav-“Yes sir!”

Hawaldar-“Kya bhai! Kya chal raha hai yaha?”

Gaurav-“Ji kuch nahi! Bas hum nikalne wale hai!”

Hawaldar-“Itne jaldi kaise! Ek to no parking me Gaadi khadi hai tumhare karan traffic jam laga hua hai! Chalo side me lagao gaadi!”

Gaurav abhi jhagadne ke mood me bilkul nahi tha, Usne turant Gaadi side ki aur kaha

Gaurav-“Dekhiye! Mere karan agar aapko problem hui hai to mai chalaan bhar deta hu!”

Hawaldaar-“Chalaan kya, Ab apna naam batao aur ye ladki kaun hai kya lagti hai tumhari?”

Gaurav-“Ji ye meri friend hai! Hum kahi ja rahe the to thak gaye the raat ko so hum yaha ruk kar thoda rest le rahe the”

Hawaldar-“Kya naam hai madam ka?”

Rashmi-“Ji Rashmi!”

Hawaldar ne Rashmi ko dekha aur Gaurav ko kaha

“Hum kaise maan le ki aap dono sirf yaha araam kar rahe the! Mujhe to nahi lagta”

Gaurav-“Humari baato ka bharosa kijiye!”

Hawaldar hasne laga aur Gaurav ke ekdm paas aakar kaha

“Waise chhamiya sahi hai; kaha mili?”

Gaurav ko ye sun kar bahut gussa aaya par usne apne gusse ko kaabu kiya aur Ajay ko phone mila diya! Aur us se baatein karke us hawaldar ko phone thama diya. Phone par baat karte hi us hawaldar ki saari hekdi nikal gayi wo darr se kaanpne laga aur usne call cut karke phone gaurav ko diya

“Sahab itni si baat ke liye bade sahab ko call kyu kiya!”

Gaurav-“Shaam tak to tumhari wardi bhi utar jayegi. Tum jaise Policewalo ke karan humari society me policewalo ka naam kharab hai”

Itna keh kar Gaurav waha se rashmi ko le kar chale gaya. Raaste me Gaurav bahut gusse me lag raha tha to Rashmi ne puch liya

Rashmi-“Kya hua Gaurav ji! Aap kaafi gusse me lag rahe ho?”

Gaurav-“Wo hawaldar bahut ghatiya insaan tha!”

Rashmi-“Kyu aisa kya kiya usne”

Gaurav-“Wo tumhare bare me bakwaas baatein kar raha tha”

Rashmi-“To? Gussa to mujhe hona chahiye na aap kyu ho rahe hai”

Gaurav-“Kyu na hou? Tumhe aisi baate bolne wale ka muh tod dunga main”

Rashmi-“Achaaa? Wo bhala kyu?”

Gaurav-“Kyuki mai tumhe...”

Rashmi-“Aap mujhe kya???”

Gaurav-“Kyuki... kyuki mujhe bilkul pasand nahi ki koi kisi ladki ke bare me aisi ghatiya baatein kare!”

Rashmi muskurayi aur wahi gaurav ko dekhti huyi baithi rahi

Rashmi(Man me)-“Aaj to aapko bulwa hi diya tha maine! Koi nahi! Mai wait karungi aapke Proposal ka”

Dusri aur Rahul bhi subah subah hi Police station pahucha aur Ajay se milne chale gaya.

Rahul-“Jije kuch pata chala us aadmi ke bare me?”

Ajay-“Chalo tumhe mai khud milwata hu us se”

Rahul-“Kya??? Aapne use pakad liya!?? Wo bhi itni jaldi?”

Ajay-“Ab koi mere saale ko maarne ki koshish karega to mai use kaise na pakdu! Chal baat kar le us se”

Rahul aur Ajay ek cell me gaye. Rahul ne dekha ek aadmi ko kursi se baandh kar rakha tha aur wo bahut dara hua tha aur gidgida raha tha.

Shaks-“Mujhe chhod do sahab! Mujhe kuch nahi pata!”

Ajay ne apne ek inspector ko ishara kiya, Us Inspector ne us aadmi par dande se pitayi shuru kar di.

“Aaaa... Sahab... aaaaa! Rukiye sahab.. aaaa..”

Ajay ne Inspector ko rukne ko kaha.

Ajay us aadmi ke paas aa kar kaha

“Kisne bheja tujhe?”

Aadmi(Rote huye)-“Sahab mai ye sab bilkul nai karta sahab! Mujhe paiso ki bahut jarurat thi sahab isiliye maine ye kiya!”

Ajay-“Kisne bheja tumhe?”

Aadmi-“Ji wo XXXX college ke kuch ladke the sahab! Unhone kaha (Rahul ki ishara kar) in bhaiya ko tapkana hai isiliye. Sahab mujhe paise chahiye the sahab mai bahut gareeb hu!”

Rahul ne apne phone par social media ke through ek photo dhundi aur us photo ko us aadmi ko dikhate huye kaha

“Kya yahi hai wo?”

Aadmi-“Haa sahab!!”

Rahul-“Iski maa ki!!”

Ajay-“Kaun hai ye?”

Rahul-“Humare College ka Student’s Vice-President Himanshu”
 
Chinturocky

Well-Known Member
4,398
12,813
158
Ye saale college ke jhagade ko itani door le aaye ke goli tak chalwa Di. Ab himanshu ki khair nahi.
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,406
28,432
218

Fantastic update
 
Nice update bhai
Waiting for new update
 
ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,116
158
nice update bro...........ab ye himanshu ki lgne wali h...or ye gaurav rasmi ka bhi pyar joro pr h.........
 
Yamraaj

Put your Attitude on my Dick......
2,201
6,953
159
Update-1(Character Introduction)

Ek shehar ke sunsan se sadak par ek chota bacha apni choti behen ko apni god me utha kar chal raha tha.. uske kapde fate huye aur puraane se the.. uski choti behen ro rahi thi..

Ladka(Shaant karate huye)- “Shaant ho ja Ishu..”

Wo dhire dhire apni behen ki peeth sehlane laga.. aur use apni god me jhula jhulane laga..

Ladka(Man me)-“Lagta hai ise bhuk lagi hai..”

Usne apni behen ko pakad kar aas paas dekha par waha koi bhi ni tha.. Use apni halat par rona aa raha tha.. uske aankho se aansu girne lage.. wo daud kar thoda aage badhne laga use waha kuch log dikhayi diye.. dikhne me wo thode high class ke log the.. wo ladka unke paas bhaag kar gaya aur kaha..

Ladka(haath jodte huye) – “Sahab.. meri behen bhuki hai.. kuch paise de do..”

Un logo ne us ladke ko dur dhakka de diya aur kaha

“Chal chal nikal.. bhikari kahi ka..”

Dhakke se wo ladka girte girte bacha usne apni behen ko dekha jo abhi bhi ro rahi thi.. us ladke ne saamne ek mehengi gaadi dekhi jisme se ek aurat bahar nikli.. Ladka tezi se bhag kar us aurat ke pairo me gir gaya aur us se kehne laga

“Mem sahab.. meri behen ke liye thode paise de dijiye..”

Us aurat ko gussa aaya aur usne us ladko ko lath maar kar dur kar diya..

Aurat –“Chal hatt.. meri saree ko chhune ki himmat kaise huyi..”

Aur wo waha se dur chali gayi.. Ladke utha aur khud ko thik kiya.. usne apne behen ke pith par haath pheraya.. uske aankho se aansu beh rahe the usne apni behen ko dekha jisne rona band kar diya tha.. us bachi ne apne bhai ko dekha to usne apne chote chote haatho se apne bhai ke chehre par aansu pochne lagi.. us ladke ne apni behen ke maathe par kiss kiya aur use sulane ki koshish karne laga... Wahi thodi dur se ek chai wala apni dukaan se un dono ko dekh raha tha..

Chaiwala – “Ae ladke..”

Ladke ne us chai wale ki taraf dekha..

Chaiwala- “Haa tu.. idhar aa..”

Ladka us chaiwale ke paas ja kar khada ho gaya.. uski dukaan choti si hi thi.. us chaiwale ne us ladke se pucha..

Chaiwala –“Kyun bhai.. tumhare maa baap kaha hai..”

Ladka-“humara koi ni hai sahab.. hum to khud anath ashram se bhaag kar aaye hai.. waha...”

Is se aage wo ladka kuch bolta us chaiwale ne us ladke ko roka..

Chaiwala-“Acha pehle apni behen ko ye dudh pila de.. aur ye le tu bhi pee le..”

Chaiwale ne use do glass dudh diya.. Ladka pehle thoda hichkichaya par phir usne ek glass dudh pakad kar wahi saamne ek kursi par baith gaya aur apni behen ko dhire dhire dudh pilaane laga.. dudh peene ke baad usne apni behen ko dhire dhire jhulana start kiya aur uske saath khelne laga.. un dono ko dekh kar us chaiwale ki aankho me pani aa gaya..

Usne us ladke ke paas aa kar uske sar par haath pheraya.. aur kaha

Chaiwala-“Arre tumne to dudh hi ni piya..”

Ladka-“Nahi sahab.. mujhe sirf meri behen ke liye chahiye tha use bhuk lagi thi..”

Chaiwala-“Lagta hai bahut khayal rakhte ho apni behen ka..”

Ladka-“Iske alawa mera aur hai hi kaun sahab..”

Chaiwala-“Yu baar baar mujhe sahab na kaho.. Mera naam Shankar hai.. tum mujhe Kaka bol sakte ho.. Aur Agar dudh ni piyoge to kamjor ho jaoge.. aur phir apni behen ka khayal kaise rakhoge uski dekhbal kaise karoge..”

Us ladke ne Shankar ki aur dekha.. Pehli baar us ladke se kisi ne pyaar se baatein ki thi.. Pehli baar use kisi ne ek apnepan ka ehsaas dilaya tha.. Usne us glass se thoda dudh phir apni behen ko pilaya aur baki khud pura pi gaya..

Ladka-“Bahut bahut dhanyawaad aapka kaka.. mujhe nahi maalum tha ki aap jaise log bhi is duniya me hote hai.. Jabse duniya samjhi hai sabne bas dutkar kar mujhe bhaga diya..”

Shankar-“Ye duniya aisi hi hai beta.. Jinke paas paisa hai wo sabko paise se hi parakhte hai.. aur jo log unse aukaat me unse chote hote hai.. unhe to ye kuch bhi ni samajhte.. Par beta aisa soch kar duniya me har kisi se dwesh mat rakhna.. kuch log paiso ke saath saath dil se bhi ameer hote hai.. Iss duniya me achai dhundhne ki koshish karoge to ye duniya utni bhi buri nahi hai..”

Shankar ki baatein sun kar Wo ladka use dekhne laga..

Shankar-“Acha tumhara naam kya hai..”

Ladka-“Gaurav... Aur ye meri behen Isha..”

Shankar-“Acha beta ye lo.. Tumhare raaste me ye kaam aaenge..”

Shankar ne use ek bottle dudh aur thode bread ke slices diye.. Gaurav ne Shankar ka dhanyawaad kiya aur waha se aage chale gaya..Thodi dur chalne ke baad use ek mandir dikha us mandir ke bahar kuch bhikari so rahe the.. Gaurav ne wahi rukne ka faisla kiya aur waha ja kar diwaar ke satkar baith gaya.. aur Isha ko apne god me sula diya..

Kuch din Gaurav wahi mandir ke saamne bheek maangne laga use jo kuch paise mil jate the wo us se Isha ke liye doodh ur apne liye kuch khane ko kharid leta tha.. Ek din Gaurav Isha ko lekar mandir ke seedhiyo par hi baitha tha.. Aaj use jyada paise nahi mile the.. uske paas Ishu ke doodh ke liye bhi paise nahi the.. Wo soch hi raha tha ki uske saamne ek ladka aaya..

Ladka-“Ye lo!!”

Gaurav ne sar utha kar dekha, wo ladka use kuch paise de raha tha.. Wo ladka dikhne me normal sa hi lag raha tha.. uske kapde bahut sadharan the.. Gaurav ne paise nahi liye bas use dekhta raha..

Ladka-“Le lo.. Jab tumhare paas ho to mujhe dena de dena.. abhi tumhari behen ke liye ja kar khana kharid lo!!”

Gaurav gaya aur usne Ishu ke liye doodh kharida aur apne liye kuch khaane ko. Wapas aa kar usne us ladke ko dhunda.. wo ladka use ek ped ke niche baitha mila. Gaurav uske paas gaya aur ja kar baith gaya.

Gaurav – “Bhaiya bahut bahut dhanyawaad..”

Ladka-“Arre Koi nahi bhai.. Kabhi mai bhi tumhare jagah tha.. Mujhe pata hai bhook kya hoti hai.. waise tumhara naam kya hai?”

Gaurav-“Gaurav aur ye meri behen Isha..”

Ladka-“Tum rehte kaha ho?”

Gaurav-“wahi mandir ki seedhiyo par..”

Ladka-“Tum mandir me mere saath kyu ni rehte..”

Gaurav-“Mai to yaha kisi ko bhi ni janta bhaiya..”

Yuhi thodi der baate krte krte naa jaane kyu Us ladke ko Gaurav ki baate uska vyavahar bahut acha laga.. Usne Gaurav ki madad karne ki sochi aur us se kaha..

Ladka-“Chalo mai tumhe kisi se milwata hu..”

Ladka Gaurav ko le kar mandir ke andar gaya.. waha mandir ke pandit ji kuch phoolon ki mala bana rahe the..

Ladka-“Namaste Babuji..”

Pandit-“Arre Abhimanyu beta.. aao aao.. ye tumhare saath kaun hai..”

Abhimanyu –“Ji ye humare mandir ke seedhiyo pe rehta hai.. Gaurav aur ye iski behen Ishu..”

Pandit ji uth kar gaurav k paas aaye aur uske sar par haath phera. Tabhi unhe gaurav ki aankho me kuch dikhayi diya jise dekh kar wo hairaan ho gaye. thode der wo gaurav ko yuhi dekhte rahe.

Abhimanyu ne unhe bulaya to unka dhyan tuta.

Abhimayu-“Babuji..”

Pandit-“Haa. Haa.. kuch nahi.. bas aise hi..”

Abhimanyu-“Aap thik to hai?”

Pandit-“Haa main thik hu..”

Abhimanyu-“Bas ise agar mandir me kuch kaam mil jata to??”

Pandit-“Arre ye to bahut chhota hai.. chalo koi nahi..”

Pandit ji ne Ishu ki taraf use uthane ke liye haath badhaya.. Ishu unke paas chale gayi.

Pandit-“Chalo koi nahi tum yaha mandir me idhar udhar safayi kar dena..”

Gaurav-“Ishu...”

Pandit-“Tum chinta mat karo ab se ye humari bhi gudiya hai..”

Itna keh kar Pandit ji ne gaurav aur ishu ko apne ek chhote se kamre me le gaye..

Pandit-“Tum yaha rehna ab se..”

Gaurav ne unki baatein maan li.. Gaurav aur ishu ko waha chhod panditji bahar aaye..

Abhimanyu-“Aisa kya hua Babuji.. aap use dekh kar itna kyu ghabra gaye..”

Pandit ji ne kuch nahi kaha.

Abhimanyu-“Babuji..”

Pandit-“Humari talaash puri huyi Abhimanyu..”

Abhimanyu ye sun kar bahut hairaan ho gaya..

Abhimanyu-“Kya? Kya yahi hai wo!! Par ye to bacha hai!!”

Pandit-“Haa Abhimanyu! Uski taqdeer use humare paas laayi hai! Abhi uski takat ka ehsaas use khud nahi hai..”

Abhimanyu ne us kamre ki khidki ke paas ja kar gaurav ko dekha.. Panditji uske piche khade ho gaye aur wo bhi gaurav ko dekhne lage.. Gaurav ishu ko apni gaud me khila raha tha..

Pandit-“Ise hume sabse chhupa kar rakhna hoga Abhimanyu.. Kal se ise tum dhire dhire abhyas karwana shuru karo..”

Abhimanyu-“Par main??”

Pandit-“Bhulo mat Abhimanyu.. tum mere sabse shresth shishya ho.. tumne jitney jaldi apni taakato ke bare me sikha aur unhe jis tarike se niyantrit kiya.. wo kisi chamatkar se kam nahi!!”

Abhimanyu thoda soch me padd gaya..

Pandit-“Daro mat Abhimanyu.. Gaurav ke liye tumse acha Guru aur koi nahi!! Mujhe tum par bharosa hai....”

Itna keh kar Pandit ji waha se chale gaye aur Abhimanyu sochne laga ki Gaurav ko kaise train karega!
Nice story nice update ....
 
krish1152

Well-Known Member
5,581
16,325
188
Nice update
 
Chudai master

New Member
46
179
33
Update 29

Rahul bhagte huye Sayesha ko Ashram ke andar le gaya

Rahul(Chillate huye)-“Devarsh!!! Devarsh!!”

Devarsh bhagte huye bahar aaye

Devarsh-“Ye kya hua Sayesha ko??”

Rahul ki awaaz sun kar Ashram me rehne wale kuch ladke aur ladkiya bhi bahar aa gayi

“Kya hua Sayesha didi ko?”

Devarsh-“Jaldi se Sayesha ko mere room le chlo”

Rahul Sayesha ko Devarsh ke room me le gaya! Devarsh ne Room ka darwaza band kiya. Aur Room ke andar aa kar apne book shelf me ek book nikala aur ek secret door open hua, Devarsh ne Sayesha ko room me rakhe ek bed par letane ko kaha. Rahul ne waisa hi kiya

Devarsh ne room par rakhe ek paudhe se kuch patte tode aur usko masal kar ek paste banaya! Phir ek chote se instrument se Sayesha ki goli nikali, wo paste Sayesha ke ghaaw par lagaya aur us par patti bandh di. Rahul wahi khade khade sab dekh raha tha.

Rahul(Devarsh se)-“Devarsh Sayesha thik to ho jayegi na”

Devarsh-“Ye Chot Sayesha ke liye kuch bhi nahi hai! Shayad aaj uska mind controlled ni tha isiliye wo behosh ho gayi! Warna pehle to wo tute paero ke saath chalti hi nahi ladayi bhi karti thi, Par ye sab hua kaise?”

Rahul-“Hum garden me the par tabhi ek goli chali aur wo aa kar Sayesha ko lagi!”

Devarsh-“Goli chalane wale ko tum logo ne dekha?”

Rahul-“Hum uske piche bhaag rahe the! Par tabhi Sayesha ladkhadate huye gir gayi!(Sochte huye) Par Shayad mai pata kar sakta hu, Sayesha ka khayal rakhiyega, Mai aata hu and Devarsh; Bhaiya ko gharwalo ko is incident ke bare me kuch mat bataiyega”

Devarsh-"Hmm Thik hai"

Rahul itna keh kar bahar chale gaya aur kisi ko call lagane laga.

Rahul(On phone)-“Hello!”

Other Side-“Hello”

Rahul-“Haa jije suno ek baat hai! Mil sakte ho abhi? kuch urgent hai!”

Ajay-“Kya hua Rahul? Itne Raat ko?”

Rahul-“Kisi ne hum par goli chalayi hai”

Ajay(Chauk kar)-“Kya???? Kab? Kaha?”

Rahul-“Bas aap is pate par aa jao! And haa kisi ko kuch mat kehna”

Ajay-“Thik hai.. Thik hai!! Tu thik hai abhi?”

Rahul-“Haa bas aap jaldi aa jao!”

Ajay-“Haaa”

Itna keh kar Rahul ek jagah Ajay ka wait karne laga, Thodi hi der me Ajay waha aaya

Ajay-“Kya hua saale sahab! Kisne goli chalayi thi!”

Rahul-“Pata nahi! Usne mask pehna hua tha! Par apne sources se pata laga sakte ho kya ki wo kaun tha!”

Ajay-“Itne saare logo me kisi ko dhundhna bahut mushkil hai par mai try karta hu! Par Goli chali kaha par!”

Rahul-“Goli chali thi aur wo!”

Ajay-“Wo Kya Rahul”

Rahul-“Goli meri ek friend ko lagi”

Ajay-“Kya?? Ye baat tune pehle kyu nahi batayi! Chalo mujhe us jagah le chalo”

Rahul Ajay ko ashram ki aur le gaya.

Rahul-“Wo hum waha khade the! Aur humne ek shaks ko us taraf bhagte huye dekha tha”

Ajay-“Goli kise lagi thi. Wo kaha hai?”

Rahul-“Sorry jija! Mai aapko unse kal savere milwa dunga abhi wo araam kar rahi hai! Abhi hum us shaks ko dhundte hai”

Ajay aur rahul us jagah ja kar suraag dhundne lage. Ajay ne dekha Ashram ke us side ke just saamne ek ghar tha aur us par CCTV camera laga hua tha!

Ajay-“Rahul dekho waha CCTV camera hai! Hum uske through kuch pata kar sakte hai!”

Rahul-“Haa, Chalo abhi chalte hai”

Ajay soch me padd gaya

Rahul-“Kya hua?”

Ajay-“Itni raat ko kisi ke ghar yu jaana sahi nahi, Us ghar me ladies bhi ho sakti hai! Filhaal ke liye mai apne kuch informers ko laga deta hu pata karne ke liye. Hum is chiz par savere aage badhenge yahi humare liye thik rahega Rahul”

Rahul-“Par!!!”

Ajay-“Chinta mat karo Rahul, Kal tak wo aadmi mere pakad me hoga. I Promise!”

Rahul-“Hmmm!”

Itna keh kar Ajay ne kisi ko call lagaya aur unhe kuch instructions diye! Phir dono apne apne raaste nikal gaye.

Subah ho chuki thi, Gaurav wahi gaadi me leta hua tha aur uske upar Rashmi. Bahar ek Gaadi ki horn ki awaaz se achanak se Gaurav ki neend khuli usne bahar dekha subah ho chuki thi aur gaadiyo ka aur logo ka aana jana shuru ho chuka tha. Gaurav ne uthne ki koshish ki to dekha rashmi uske upar so rahi thi, Rashmi ke masoom chehre ko dekh kar Gaurav bas use dekhte raha aur wapas let gaya aur Rashmi ke peeth par haath pherane laga, Thodi der me kisi ne jor se unki Car window par khatkhataya. Jis se dono ki neend khul gayi. Gaurav ne uth kar upar dekha ek hawaldaar khidki se andar jhakne ki koshish kar raha tha

Rashmi-“Kaun hai?”

Gaurav-“Koi nahi! Mai manage karta hu”

Gaurav ne apni window niche ki

Gaurav-“Yes sir!”

Hawaldar-“Kya bhai! Kya chal raha hai yaha?”

Gaurav-“Ji kuch nahi! Bas hum nikalne wale hai!”

Hawaldar-“Itne jaldi kaise! Ek to no parking me Gaadi khadi hai tumhare karan traffic jam laga hua hai! Chalo side me lagao gaadi!”

Gaurav abhi jhagadne ke mood me bilkul nahi tha, Usne turant Gaadi side ki aur kaha

Gaurav-“Dekhiye! Mere karan agar aapko problem hui hai to mai chalaan bhar deta hu!”

Hawaldaar-“Chalaan kya, Ab apna naam batao aur ye ladki kaun hai kya lagti hai tumhari?”

Gaurav-“Ji ye meri friend hai! Hum kahi ja rahe the to thak gaye the raat ko so hum yaha ruk kar thoda rest le rahe the”

Hawaldar-“Kya naam hai madam ka?”

Rashmi-“Ji Rashmi!”

Hawaldar ne Rashmi ko dekha aur Gaurav ko kaha

“Hum kaise maan le ki aap dono sirf yaha araam kar rahe the! Mujhe to nahi lagta”

Gaurav-“Humari baato ka bharosa kijiye!”

Hawaldar hasne laga aur Gaurav ke ekdm paas aakar kaha

“Waise chhamiya sahi hai; kaha mili?”

Gaurav ko ye sun kar bahut gussa aaya par usne apne gusse ko kaabu kiya aur Ajay ko phone mila diya! Aur us se baatein karke us hawaldar ko phone thama diya. Phone par baat karte hi us hawaldar ki saari hekdi nikal gayi wo darr se kaanpne laga aur usne call cut karke phone gaurav ko diya

“Sahab itni si baat ke liye bade sahab ko call kyu kiya!”

Gaurav-“Shaam tak to tumhari wardi bhi utar jayegi. Tum jaise Policewalo ke karan humari society me policewalo ka naam kharab hai”

Itna keh kar Gaurav waha se rashmi ko le kar chale gaya. Raaste me Gaurav bahut gusse me lag raha tha to Rashmi ne puch liya

Rashmi-“Kya hua Gaurav ji! Aap kaafi gusse me lag rahe ho?”

Gaurav-“Wo hawaldar bahut ghatiya insaan tha!”

Rashmi-“Kyu aisa kya kiya usne”

Gaurav-“Wo tumhare bare me bakwaas baatein kar raha tha”

Rashmi-“To? Gussa to mujhe hona chahiye na aap kyu ho rahe hai”

Gaurav-“Kyu na hou? Tumhe aisi baate bolne wale ka muh tod dunga main”

Rashmi-“Achaaa? Wo bhala kyu?”

Gaurav-“Kyuki mai tumhe...”

Rashmi-“Aap mujhe kya???”

Gaurav-“Kyuki... kyuki mujhe bilkul pasand nahi ki koi kisi ladki ke bare me aisi ghatiya baatein kare!”

Rashmi muskurayi aur wahi gaurav ko dekhti huyi baithi rahi

Rashmi(Man me)-“Aaj to aapko bulwa hi diya tha maine! Koi nahi! Mai wait karungi aapke Proposal ka”

Dusri aur Rahul bhi subah subah hi Police station pahucha aur Ajay se milne chale gaya.

Rahul-“Jije kuch pata chala us aadmi ke bare me?”

Ajay-“Chalo tumhe mai khud milwata hu us se”

Rahul-“Kya??? Aapne use pakad liya!?? Wo bhi itni jaldi?”

Ajay-“Ab koi mere saale ko maarne ki koshish karega to mai use kaise na pakdu! Chal baat kar le us se”

Rahul aur Ajay ek cell me gaye. Rahul ne dekha ek aadmi ko kursi se baandh kar rakha tha aur wo bahut dara hua tha aur gidgida raha tha.

Shaks-“Mujhe chhod do sahab! Mujhe kuch nahi pata!”

Ajay ne apne ek inspector ko ishara kiya, Us Inspector ne us aadmi par dande se pitayi shuru kar di.

“Aaaa... Sahab... aaaaa! Rukiye sahab.. aaaa..”

Ajay ne Inspector ko rukne ko kaha.

Ajay us aadmi ke paas aa kar kaha

“Kisne bheja tujhe?”

Aadmi(Rote huye)-“Sahab mai ye sab bilkul nai karta sahab! Mujhe paiso ki bahut jarurat thi sahab isiliye maine ye kiya!”

Ajay-“Kisne bheja tumhe?”

Aadmi-“Ji wo XXXX college ke kuch ladke the sahab! Unhone kaha (Rahul ki ishara kar) in bhaiya ko tapkana hai isiliye. Sahab mujhe paise chahiye the sahab mai bahut gareeb hu!”

Rahul ne apne phone par social media ke through ek photo dhundi aur us photo ko us aadmi ko dikhate huye kaha

“Kya yahi hai wo?”

Aadmi-“Haa sahab!!”

Rahul-“Iski maa ki!!”

Ajay-“Kaun hai ye?”

Rahul-“Humare College ka Student’s Vice-President Himanshu”
Waiting for update
 
Top