• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy The Ring of Light

Mr. Marvel

Active Member
531
2,096
123
UPDATE 8

Kuchh time ke baad jab Ayush ko hosh aya toh usne khud ko us ped ke neeche baitha paya aur Sheena uske Samne ek bade se patthar par apne hath mein ek talwar liye baithi thi. Ayush use dekhkar thoda dar sa gaya.

“Daro mat… agar tumhe maarna hota toh tumhare hosh mein ane ka wait nahi karti…” Sheena ne halka sa muskurate huye kaha. Ayush uski baat sunkar thoda taw mein a gaya.

“Darta nahi hun main… bas thoda ghabra gaya tha… Vaise bhi aj kal talwar kon rakhta hai…” Ayush ne hanste huye kaha. Sheena ne apni Talwar wahin jameen par gaad di aur bina kuchh bole uth kar chal padi. Ayush ne use jaate huye dekha toh wo bhi uth kar uske peeche peeche chal pada.

“Kahan ja rahi ho?...” Ayush ne puchha.

“yahan se nikalne ka raasta dhundhne… Vaise bhi tumhare chakkar mein meri ship ki aisi ki taisi ho gayi…” Sheena ne seedha chalte chalte hi jawab diya. Ayush ne ek baar peeche palat kar dekha toh us ship ki dhajiyan ud chuki thin.

“ismein meri kya galti aur vaise bhi tum mujhe kidnap karke laayi ho na ki main tumhe…. Yeh toh wahi baat huyi… ulta chor kotwal ko dhante…” Ayush ne kaha. Ayush ki baat sunkar Sheena halka sa muskura di.

“batein toh bahut achhi karte ho ladke… par tumhari jaankaari ke liye bata dun ki maine tumhe kidnap nahi kiya... Balki bachaya hai... aur usi chakkar mein meri spaceship bhi gayi aur agar us buddhe Elvis ko pata chala ki tum marte marte bache ho toh woh mera pura career khaa jayega...” Sheena ne age chalte huye kaha. Sheena jhadion ko side karte huye tez kadmon se chal rahi thi aur Ayush uske banaye raaste par uske peeche peeche chale Jaa raha tha.

“Khair mujhe tumhari koi bhi baat samajh mein nahi ayi.... Pata nahi tum sach bhi keh rahi ho yah nahi.... uper se yeh spaceship, talwar pata nahi yeh sab hakeekat hai yah sapna.... Lekin pichhle kuchh dinon se jo bhi mere sath ho raha hai uske baad mujhe ab kuchh bhi hairan nahi karta... Khair agar tumne mujhe bachaya hai toh thanks but mujhe mere ghar phone karke batana hoga nahi toh meri mom pareshan hongi...” Ayush ne kaha.

“theek hai... Lekin tum is jungle se phone kaise karoge... Pehle koi bahar nikalne ka raasta dhundh lein fir tum phone kar sakte ho...” Sheena bina ruke age badhti chali jaa rahi thi. Ayush ne ek pal ke liye toh socha ki akhir usko bahar jane ka raasta pata hai bhi yah fir woh bas aise hi chale ja rahi hai lekin Abhi usko follow karne ke ilawa uske paas koi raasta nahi tha.

“vaise tumhe pata hai na ki tum ja kahan rahi ho...” Ayush ne thoda aram se puchha.

“Ghabrao mat ladke... Maine isse bhi bure halat dekhe hain...” Sheena ne ek shaan ke sath kaha.

“vaise tum ayi kahan se ho... bura mat manna Lekin tumhare kapde dekhkar aisa lagta hai jaise koi fantasy movie ka character ho... tight kaale rang ke kapde... woh purane jamane ki talwar.... Yeh sab kahan se liya... kisi natak mandli mein toh kaam nahi karti na…” Ayush ne puchha.

“yahan se tumhari yeh Ring ayi hai.... wahin se yeh sab bhi…Mujhe yakeen nahi hota ki unhone yeh Ring tumhe de kaise di...” Sheena ne halka sa chidhte huye kaha. Ayush ko kuchh khaas samajh mein nahi aya lekin woh yeh jarur samajh gaya ki Sheena us Ring ke bare mein jarur jaanti hai.

“Tumhe pata hai ki yeh Ring kiski hai... Ismein koi power hai kya?” Ayush me Sheena se sawal kiya.

“Nahi ladke... Ismein koi power nahi hai... Yeh bas ek chabi hai... Ek bade se jadui darwaje ki chabi...” Sheena ne halka sa peeche dekhte huye kaha.

“lekin yeh mujhe kion mili... ek ajeeb si awaj mere dimag mein bolti hai ki mujhe iski raksha karni hai...” Ayush ne Sheena ko bataya.

“ab tumhe kion mili woh toh mujhe bhi nahi pata... Lekin yeh Ring ek Protector ke marne ke baad agle ko di jaati hai... isi tarah yeh peedi dar peedi age badhti jaati hai... us hisaab se toh shayad tum bhi Protector ho...” Sheena ne kaha.

“aisa kya hai us darwaje mein jo is chabi ko itna sambhal kar rakha ja raha hai...” Ayush ne puchha.

“dekho tumhe itna samajh lena chahiye ki agar yeh chabi us Darwaje tak pahunch gayi toh is puri duniya ka safaya ho jayega... Vaise bura mat manna par mujhe nahi lagta ki tum Nazim ko yeh Ring lene se rok paoge.... jab uske Saamne bade bade yodha nahi tike toh ek mamuli bacha kya karega... Mujhe toh yakeen nahi hota ki yeh din dekhne ke liye mere pita ko marna pada...” Sheena halke se badbadate huye age chalti rahi. Uski batein Sun kar Ayush ka dimag ghume ja raha tha. Uske liye yeh sab samajh ke pare tha.

“tumhare pita ji ka sunkar dukh huya... woh bhi Protector the kya...” Ayush ne puchha.

“Nahi unka kaam bas is Ring ko sahi aadmi tak pahunchana tha... matlab tum tak... Vaise tumhe dar nahi lag raha ki tum bhi marne wale ho...” Sheena ne halka sa hanste huye kaha.

“main kion marne laga iske liye... Main toh bas koi tarika dhundh raha hun jisse mera pichha chhute is bala se...” Ayush ne kaha.

“Dekho... Tumhare paas yeh Anguthi hona mujhe bhi pasand nahi hai par ab yahi sachai hai... aur jab tak tum jinda ho tumhara peecha usse nahi chhoot sakta... behtar yahi hoga ki tum khud ko jaano... kionk agar tumhe yeh Anguthi mili hai toh jarur kuchh toh hoga tummein... par mujhe dar hai ki woh pata lagne se pehle hi yeh Anguthi Nazim ke hath na lag jaye...” Sheena ne chintit hote huye kaha. Ayush ko Sheena ki baat sunkar us buddhe ki baat yaad ayi jab usne kaha tha ki woh sahi sawaal nahi puchhta. Shayad... ab use pata tha ki sahi sawal konsa hai.

“lo ladke... jungle se bahar a gaye hum...” Sheena ne thodi dur se aa rahi lights ko dekh kar kaha. Ayush ne thoda age badh kar neeche ki taraf dekha toh uska man bhi khush ho utha. Use khabar thi ki Uski maa puri raat se pareshan ho rahi hogi aur ab us jagah se shayad Koi phone hi mil jaye. Tabhi usne Sheena ki taraf dekha toh uske ek hath mein uski talwar thi.

“Tumne toh apni talwar wahin chhod di thi na toh yeh achanak tumhare paas kahan se ayi...” Ayush ne hairan hote huye puchha.

“Aisa bahut kuchh hai jo tumhe nahi jaante…par dheere dheere seekh jaoge.” Sheena ne muskurate huye kaha aur us chhote se sehar ki taraf badhne lagi.
 
Mr. Marvel

Active Member
531
2,096
123
Raat ho gayi hai update kidhar hai...
Writer ji update kha hai night bhi gayi ab to morning ho gayi

Bhai log sorry...likh kar socha ki baad mein padhke post karunga fir koi aur kaam a gaya toh dimag se nikal gaya aur khaa peekar so gaya. Abhi aankh khuli toh dekha raat ke 1 baj gaye aur update reh gaya... toh abhi post kar raha hun. Sorry for delay.... enjoy the update.... subah Uthkar sabke reply karunga... Abhi ke liye good night...
 
Last edited:

Rohit1988

Well-Known Member
2,348
7,224
158

Dear bhai ji

Story achi hai aapki
Kuch alag dekhte hai kya hota hai bas update those long ho to or acha hoga

Ese hi likhte raho
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218

very nice update
 
Top