-----: Bulletin Board :-----
Update 88 (A & B) is posted on 537.. Must give your valuable feedback...
End Of The Chepter:-1 is posted on 542...
Last edited:
No doubt brother.. your writing skill is just awesome.Rawat ji ek reply ka quote kiya hun... Sab natak to tha lekin Vyas apni harkaton ke vajah se atyachar Saha tha... Chhoti-chhoti baten hain jise main indirectly complete dikhata hun.. taki jab pyar me hote hain to kaise kaise emotions hote hain usse poora justify kar saku ... Khair ummid hai kahani apne may me najar aa rahi hogi... Sabse muskil hota hai ek gape ke baad kaahni ko lay me rakhna
Abhi abhi post jar diya.. aaj kaam se lauta hi hun 9 baje ke aas pass isliye der ho gayi ...भाई अपडेट कहाँ है आज का
Samjah me isliye nahi aaya kyunki wakai Vyas acting ki aad me apni bhadas hi nikal raha tha..
Tabhi to Sia ko samjh me aa gaya ki ye bhadas nikal raha... Haan shak nahi tha lekin insecurity feeling to jaroor thi...
Hahahahaha... Main waise bhi rone dhone wali story nahi likhta... Kyunki waise bhi reality to sab ko pata hai... Yahan bhi wahi badhaal aur dhoka likhun to muskaan kaise aayegi aapke chehre par...
Thankoooooo soooo muchhhhNo doubt brother.. your writing skill is just awesome.
main to kewal madad jar raha tha uss abla nari ki...Tharki nainu
Koi na bs de dena
Areeee areeee aareeee... Main ab bhi wahin hun sanskari... Aur helpful by nature ... Main to bus uss nari ke help ki baat kar raha tha...Lagta h bhabhi ko batana padega ....shadi se pahle jo sanskari hua karte the aaj tharakpan dikha rhe........aise kaise ???
मैं सोम चरित्र को बहुत ही गंभीर स्वभाव का समझ रहा था पर प्यार में क्या से क्या हो गया... हा हा हा हाUpdate:-73
Kitni tadape ho jaise dono. Gale lag'kar kahndhe par sir tikana kitna sukoon de raha tha koi inse puchhe... Dono sari baton ko bhul'kar bus ek duje ke gale lage rahe.…
Kuch der tak ek dusre se gale lag'kar khade rahne ke baad dono alag huye aur aa'kar ek bench par baithe. Jaise hi dono sath baithe ek kadada rafta ki jordar awaz gunji... Sia bilkul stabdh (shocked) gaal par hath rakhe tukur-tukur Vyas ko dekh rahi thi.…
Vyas:- Aise kya ghur rahi ho. Itne tamashe jo tumne kiye, uske liye tum ek thappad to deserve jaroor karti ho...
Sia khud ko samany karti... "Achha aur wo kyun bhala"…
Vyas:- Kyunki Sia ander se kitne bhi gusse me kyun na ho, wo kisi bhi public place me anjano ke bich kisi par bhi apne hyper-emotion nahi dikha sakti...
Sia:- You are right sweeto... Waise main kya kah rahi thi aaj college bunk maarte hain... Sirf tum aur main.. Aur poora din pyar karenge..
Vyas, Sia ke chehre par pyar se hath ferte.….. "Wo kya hai na ek to ye amir baap ke bacche (Kirti & group) tumse pata na kis tarah ka badla lene chahte hain. Upar se wo high profile log kya kar rahe the iska bhi pata lagana hai? Aaj college bunk kar'ke pyar karna rahne dete hai.."
Sia, Vyas ke kandhe se lag kar uske gaal par ek ungli ferti... "Sweeto mere khafa rahne ke baad bhi jo tumne Kirti ke pichhe jasoos chhod rakha tha... Iss se pata chalta hai tumhe kitni fikr hai meri. Thoda pyar mujhe bhi jata lene do"…
Vyas dhakka de'kar Sia ko khud se kuchh dur karte.… "Main shayad ek kharab actor hun, lekin tumhari acting disaster hai Sia. Mujhe koi shauk nahi tumhare uss lohe ke patle wire se apne kalai ya paun ke katwane ka. Main chala.…. College me milta hun"…
Sia gusse me chillate.… "Shashtri ke bacche bhad me jao. Aana mere pass fir main batati hun..."
Vyas:- Agle ek mahine tak hath na aaunga...
Sia:- Bhag lo.. Bhag lo Shashtri.. kabhi to hath aaoge...
Vyas:- O khun ki pyasi dayan... Iron tonic kharidne ja raha. Jab blood jyada ho jayega akele me milne aa jaunga...
Vyas apni baat kah'kar wahan se chalta bana. Sia usko jate dekh muskurati hui khud se hi kahi.… "Hayeeee mar jaavan... Mere hero.. I love you"… aur uth'kar sidha apne ghar pahunch gayi...
Ghar par mahol poora shant tha. Som sabke sath baith'kar aaram se nashta kar raha tha. Ghar pahunch'kar jaise hi Sia yah najara dekhi...… "Achha to yahan "Bharat milaap" ho gaya. Aisa kya kah diya jo iske 2 din tak gayab hone par saza na mili"…
Chitra:- Maa ko bata'kar gaya tha..
Sia:- Kya sach me.. lekin 2 raat se to sabse jyada vyakul mas hi thi...
Som:- Maa bahut hi natural acting karti hai...
Chitra:- Thus le chup-chap... Tum maa-bete ke bich me jo khichdi pak rahi hai, uska to main pata laga'kar hi rahungi..
Som khate-khate khansne laga.... Chitra uska pith thokti... "Abhi to meri baat hi anpach hui hai… Jab sach bahar aayega to kahin loose motion na ho jaye"..
Som plate me rakhi apne bhigoye chane aur jo bhi bhigoye anaj the sabko sameta, aur wahan se chalte bana. Idhar Som ke uth'te hi pichhe se Lata Mishra bhi uthi aur Som ke sath kadam milati.… "Tu ye mat samjhna ki Chitra tujh'par najar rakhegi to aaj sham main Meera se milne ka irada chhod dungi. Ek baat yaad rakhna, yadi aaj tu mujhe Meera se na milwaya tab main tujhe dobara kabhi nahi dikhungi... Teri shadi tu kaise secret rakhega wo tu jaan, mujhe aaj Meera se milna hai"…
Lata Mishra cottage ke bahar kuch dur tak Som ke sath chalti hui apni baat kahi aur wapas laut gayi... Idhar Lata Mishra aur Som ki aise khusur-fusur vartalaap dekh'kar Sia.… "Chitra dal me jaroor kuch kaala hai"..
Chitra:- Sia pata to main ab lagake rahungi ki iss maa-bete ke bich kya khichdi pak rahi... Ab to Som geet bhi gun'gunane laga hai...
Sia:- Haayynnn !! Geet gungunane laga hai !!! Kaun sa geet gungunana raha tha waise...
Chitra:- Zara-Zara mahakta hai, bakhakta hai...
Sia:- Kya sach mein...
Chitra:- Haan Bilkul Sia… Kuch to raaj chhipaye ja rahe hain...
Sia:- Koi na iss raaj se jald hi parda uth jayega...
Ye to thi Som aur Sia ke sath chal rahi ghatnayen. Wahin Meera bhi do dino se gayab thi aur restaurant se laut'kar aane ke baad Meera ka bhai Jignesh bilkul kadak awaj me Meera se 2 din tak gayab hone ka hisab-kitab lene laga...
Meera, bhi bilkul natkiya andaz me kahne lagi.…. "Mere Shyam ji mujhe bula rahe the isliye main unse milne gayi thi. Main bhakti me thi"…
Jignesh:- Aisi kaun si bhakti thi jo ghar ke logon ko ek call na kar saki... ulta apna phone off kar liya...
Meera, naya phone dikhati... "Bus stand mein mera phone chori ho gaya tha"..
Jignesh:- Kya sach mein?... Fir ye kya hai?...
2 din pahle Meera jab college se ek fake boyfriend ke sath nikli thi, un tasviron ko Jignesh dikhate huye puchhne laga...
Meera uss tasveer ko ghur'kar dekhti... "Iss tasveer ko dikha'kar tum kya puchhna chahte ho Nikku (Jignesh ka Nick name)
Jignesh:- Main kya puchhna chah raha hun… mota bhai, bhaiya ye sab bhul gayi..
Meera:- Oh Sorry Mr Jignesh... Mujhe proper naam lena chahiye tha, kyonki ek bhai itne gande tone me apni bahan se aise na puchh sakta.. So Mr Jignesh iss tasveer ke jariye kya puchhne ki kosis kar rahe ab khul'kar hi baat ho jaye....
Jignesh gusse me Meera ko 1 thappad marte.… "2 din se boyfriend ke sath ghum rahi thi aur mujhse aisi baat kar rahi"..
Meera apne gaal par hath rakhe, berukhi se Jignesh ko dekhti... "Iska naam Captain Gautam Kumar hai... Ek minute jarra ruko"….
Meera itna bol'kar sidha Captain Gautam Kumar ko call laga di... Udhar se jaise hi "hello" ki awaz aayi...
Meera:- Gautam mera bhai ye jaan'ne ki kosis kar rahe hain ki tum uss din jo college aaye the, uske baad se aaj subah tak kya main tumhare sath thi?
Meera ka bewak sawal sun'kar Jignesh aur gusse me aa gaya... Meera jab Gautam se baat kar rahi thi, tab bich me Jignesh ki awaz to aayi lekin Meera gusse se bhadi apni badi-badi aankhen dikhati usse shant rahne ka sanket de di...
Udhar se Captain Gautam Kumar ne bhi phone speaker par dalne kah diya. Ab jo aadmi 2 din se Meera ke sath tha hi nahi bhala usse proof karne me kitna samay lagta hai. Ek baar jab Gautam Kumar ne sabit kar diya ki wo 2 din se Meera ke sath nahi tha uske baad to Meera jo hi apne bhai ko sunai.…
"Kisi ladke ke sath mera naam jod'kar kaise-kaise khyalat paal rakhe apne bahan ke liye... Sakki bhai... Blahhh.. blahhh.. balahhh...'
"Bechare Jignesh ki aisi class li, ki usse to Meera ka khauff ho gaya... Meera shuru se khaufnak manjar dikha hi rahi thi, aur issi bich Vyas bhi wahan pahunch gaya tha... Haan lekin wo shant ho'kar chal rahe tamashe ko enjoy kar raha tha… Meera lamba-chauda apna mello drama kar'ke jab shant hui, Jignesh sharmindgi se apna sir jhukaye maafi maangte huye kahne laga.…
"Meri mulakat Kirti se hui thi. Darasal kal sham wo bazar me mili thi aur aaj subah mujhe breakfast ke liye restaurant bulayi... Unhe nahi pata tha ki tum (Meera) meri bahan ho. Aapas me hi Kirti aur uske kuch friends charcha kar rahe the ki kya stylish boyfriend tha Meera ka. Wahin ye tasveer bhi dekha tha. Boyfriend ke sath bina bataye 2 din se gayab thi, ye soch'kar ek bhai ka kya haal hoga..."
Jignesh bhavnatmak baaten karne ke baad hasrat bhadi najron se Meera ko dekhne laga. Iss se pahle ki Meera kuch kahti Vyas bol pada.… "Jignesh tum apni jagah sahi ho.. galti Meera ki bhi hai jo bina bataye gayi… fir chahe karan jo bhi raha ho... Meera apni bhi galti accept karo.."
Meera, Jignesh ke gaal khinchti.... "Sorry mota bhai... Aapke muh se aisi baat sun'kar main bhi jarra hyper ho gayi thi.. main ab jaun college..."
Jignesh:- Haan thik hai tum jao....
Meera, Vyas ke sath car me hi nikli. Raste se usne Asif ko bhi bithaya.… Meera drive karti.… "Vyas sir, mujhe aisa kyun lag raha hai ki ye kamini Kirti mere personal life me kuch jyada intrest le rahi"..
Vyas:- Kaise.. jarra samjhaogi.... Aise kaun se link se wo tumhare bhai ko janti.. Kyonki Jignesh ki baton se to lag raha tha purani pehchan hai... Aur yadi dono dost huye aur wo tumhe pahle se janti hai to tum bhi usse pahle se janti hogi.. Lekin college me kabhi bhi tumhare haav-bhav se laga nahi...
Meera thodi chidhti hui.… "Maa ki lori Kirti kaise mere bhai ko janti hai ye mujhe nahi pata... Main bus itna janti hun ki Sia didi ne usse thappad maara tha. Sia didi ke sath milkar maine usse chidhaya aur uske refrence se hi mere bhai ko yah pata chala ki main college bunk kar'ke kiske sath nikli thi… So main to yahi maan'kar chalungi ki Kirti mujhse badla lene ke liye ye poora plan ki thi. Ek bhai ke weak emotions se khela hai usne... Kya wo kamini nahi janti ki bhaiyon ko aisi baat paata chalti hai to unke dil par kya bit'ti hai.… Usne mere parivar ko pareshan kiya, ab to uss haramjadi ko main khoon ke aanshu rulaungi..."
Ek lay me bina rooke Meera apni bhadas nikaal rahi thi... Tabhi bagal ki seat par baithe Vyas ne chutki le lee... "Tab sharm nahi aayi thi jab pyar kisi aur se... Aur college bunk kar'ke gayi kisi aur ke sath"…
Vyas ki baat Sun'kar Meera achanak se break lagati... "Dekho mera para pahle se chadha hua hai... Dimag uss kutiya Kirti par bhannaya hai... Vyas sir kuch aisa na kaho ki kisi ka gussa main kisi par utar dun..."
Asif, khi-khi kar'ke hanste huye... "Shastri bus kar re baba... Abhi apni study ki mentor sach me pareshan hai... Yadi Meera ka aaklan sahi hua to ye soch ki uss Sagar ki GF Kirti ka kya karna hai"…
Meera:- Karna kya hai, itna kaun sochta hai... Bus ek baar samne dikh jaye..
Vyas:- Hello miss mello drama queen... Kuch karne se pahle pata to karo ki Kirti ne jaan bujh kar sab plan kiya tha, ya matr sanyog me hua tha...
Meera:- Itne sanyog kewal film me hote hain... Lucknow jaise sahar me ek hi baazar me mil jana... aur milne ke agli subah breakfast par sab doston ke sath bula lena. Sala subah breakfast par kaun bulata hai...
Asif:- Ab hai to tumhara bhai bhi ek ladka hi... Kisi hot ladki ke bulane par kya wo waqt dekhega...
Meera:- "Sala subah ke breakfast par restaurant me kaun bulata hai aur aisa kya approch laga'kar boli ki mera bhai subah jane ko taiyar ho gaya... Akela ladka bulati tab to samjh me aata lekin wo to poora group ko bulayi hui thi... Aur unka group bhi subah pahuncha tha... Ab kya wo group sex porn shoot karti jo sab subah-subah pahunch gaye..."
"Aap isse sanyog maan sakte ho Vyas sir... Mere liye to kahin se bhi ye sanyog na lag raha…. Ghatiya harkat thi jo usne mere bhai ke kaan itne gande tarike se bhade the ki mera bhai gusse me aapa kho'kar mujhe thappad maar diya..."
Vyas:- Tumhare kahne ka matlab hai ki Kirti, Jignesh ko shayad pahle se janti thi...
Meera:- Yahi to puzzle hai na... Kya wo mere bhai ko pahle se janti thi, ya mere bhai ka pata laga'kar, Kirti kal jaan-bujh'kar mere bhai se bazar me takarai...
Vyas:- Chalo tumhare bhai ko kaise janti hai wo chhodte hain… Tumare kahne ka matlab hai ki kal jab Kirti tumhare bhai se baazar me takrai, tab usne tumhare bare me hint kiya.… Jis vajah se Jignesh subah Kirti se milne gaya... Wahin Kirti ne kuch logon ka set-up bitha rakha tha, jo jaan bujh'kar tumhari tasveer, Jignesh ko dikhaya aur bhadde-bhadde comments kiye honge..
Meera:- Exactly yahi hua hi hai... Warna main kahun ki Nirali ya Jannat ko kisi stylish ladke ke sath dekhi thi wo bhi kahne ka andaz positively… to tum kitna react karoge...
Asif:- React kitna bhi karun lekin itni baat ke liye thappad marne jitna to reaction kabhi nahi aa sakta...
Vyas:- Mera bhi same answer
Meera:- Ab bhi dono me se kisi ko lag raha hoga ki ye sanyog hai...
Dono ek sath... "Kisi bhi angel se ye sanyog nahi dikh raha…"..
Vyas:- Haan lekin tum abhi shant raho....
Iss line ke khatm hone tak Car parking me lag chuki thi aur teeno paidal class ke ore badh rahe the...
Meera:- Haan samjh gayi.. Ab kahne lagoge... Waqt aane par hum dikhayenge... Ye kar denge wo kar denge .... Falana karenge… Samajh gayi...
Vyas:- O drama queen to kya karogi...
Meera:- Fuck off... Sudhu bhasha me bolun to maa chudaye planning... Ye dekho...
Meera "Dekho" bol'kar aisa kuch kar gayi ki sabhi bhauchakke rah gaye... Darasal class jane ke raste me padta tha canteen aur canteen me dikh gayi Kirti... Jab tak Vyas aur Asif ko kuch samjh me aata... Jab tak un dono ki najar Kirti ko dekhti... Meera, Kirti ke pass pahunch chuki thi.... Aur jab tak Vyas aur Asif Meera ko rokne pahunchte, tab-tak Meera kaand kar chuki thi…
Meera teji se Kirti ke pass Pahunchi.. aur pass rakha coffee ka mug Kirti ke sir par urrel di... Cup ka garam coffee achanak se sir par... Uss table par baithe jitne bhi log the, wo khade ho'kar chehre ka shock reaction diye hi the… Abhi muh se koi shabd nikalne hi wala tha.…. lekin uss se pahle hi Meera, Kirti ko 2 jordar rafta, back to back dono gal par bina koi der kiye chipka chuki thi...
Thappad padte hi fir se sabhi shocked. Iss se pahle ki koi kuch bolta Meera hi chillakar kahne lagi.… "Fuck off bitch... Jo ukhadna hai ukhad lena... Jis baap ko complaint karna hai kar lena... Chaho to roti hui principal se complaint kar lena… Haramjadi farfarati rah jitna farfarana hai.…"
<---------------{ }------------>
Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaroori, zaroori sa hai
Mujhko zinda rehne ke liye
<---------------{ }------------>
Bahut hi khubsurat update brother.Update:-73

Ye kya tha last me.. shadi aur shuhagrat ke baad to Meera bold hokar gali de rahi hai....aur jakar kirti ko mast Baja bhi Dali... update ke shuru me laga ki ye Wala update me to vyas aur sia ka bolbala hoga lekin last me to Meera mahfil loot ke le gayi ..sia aur Meera ko hua Kya hai Jo dono khun ki pyasi aatma lag rhi hai...waise sham ko Meera ka sharmana dekhane layak hoga.... Owsm update... waiting for the next...Update:-73