-----: Bulletin Board :-----
Update 88 (A & B) is posted on 537.. Must give your valuable feedback...
End Of The Chepter:-1 is posted on 542...
Last edited:
Haan aaklan to sahi hai ki koi hath dho'kar Sia ke pichhe pada hai... Ab jab raaj se parda uthega to fir samajh me aa jeyega ki kaun kisko fasa raha hai... Abhi to kuch kaha nahi ja sakta..awsome update sirji
ye rayta lagta hai aasani se na sameta ja sakega
.
room no. 211 me jo kuch bhi hua usse ye to confirm hai ki ye sia and family ko fasane ki gahri sajis thi aur mujhe to isme kirti and gang ka hi hath lagta hai
par agar aisa hota to wo log riaz ko kyo fasate ye ek bada sawal hai.
.
ab lagta hai mishra ka failaya rayta kuch jyada hi fail rha hai unhone to jannat aur nirali ko bhi ghar bhula liya hai.
agar nirali ke dil me bhi som ke liye thoda bhi soft corner hua na to uska dil to pakka tutne wala hai
pta nhi ye rayta kaise sameta jayega.
but overall awsome update again aur aage kya hone wala hai uska intzar fir se bhari padne wala hai
Thankyou so much for your feedback... Kem ji ummid hai jab I'd bana hi liye honge to har din comment post karenge... Baki aapke sawal ka jawab main de chuka hun... Ummid hai sab clear hoga...Excellent update bro.
Aap ki story bahut time se follow kar raha hun. Aap ki updates padh ke lagta hai ki bas padhte raho. Thank you for writing such beautiful stories.
Bhai mujhe ek baat samajh nahi aayi, purane update me mujhe aisa laga ki vyas aur meera ek dusre ka rajdar hai, lekin is update me padh ke aisa laga jaise vyas ko meera ke lover ke baare me koi jankari nahi hai. Kripya isme prakash dale.
Hahaha.... Chaliye ab sidha Som ke ghar hi chalte hain jahan sare kirdar jama honge... Dekhiye fir wahan kya hota hai .. syapa, rayta aur kaand to ho hi chuka haiपहले स्यापा
फिर रायता
अब कांड
रोमांस में रोमांच और रोमांच के बीच सिया का व्यास से छेड़ छाड़
शायद आगे चल कर सोम को भनक लगे
पर मिश्राजी और शास्त्रीजी के खिचड़ी जब जल जाएगी तब क्या होगा
मीरा का मुहँ फ़िलहाल तो बंद है पर जब खुलेगा वह भी व्यास के घर में
हे भगवान
बढ़िया बहुत बढ़िया
William Shakespeare ne kaha tha... Mujhe yad hai... ... Lekin main thode na mahan hun" What is there in the name " Name me kya rakha hai... Kisi mahan poet ne kaha tha.
Ji hum kaun se samaj se bahar hai... Kabhi kabhi main filmon se inspiration le leta hun... Aur waise hi scene likh deta hun...I should forecast my thinking. Dam god, main soch rahi thi acha room number 211 matlab movies ki tarah yahan bhi murder hoge. Jante hai fir kya sochi, nahi yar kaha nain sir wahi murder dalenge. Lekin kuch chijen aap normal bhi likhsakte hai
Update thoda bada hai aur mujhe nini aa rahi. Bacha hua kal read karti hu
Thankoo so much bindas bhai... Waise bahut din se dimag me aa raha tha.. kya aapne apna user name Me-bad-ass soch kar Mbindas rakh liya kyaMind-blowing update nainu bhai
Itna pareshan kyun hote hain... Aaram se sab niptate hain na... Bus dhire dhire dekhte jaeye...Yr nain bhai ye cheezo ko kahe complicated kiye ja rhay ho ab ye Sia ke pas yahi ek rasta bacha tha ,jara bhi nahi bhaya, uper murder ho gaye nichy bhagda chal rha h with daru , baki som ne apni armi bana rakhi h jo har time guns se less hoti hai , Riaz ka kuch samaz ke pare ja rha h ,ab ye ute kis aur karwat lega dekhte h aage
Laajwaab shabdo ke sangam se sugathit ek manoranjak update sachmuch drishtant sa parteet ho raha hai .
Kamra no.211 ne to tufaan hi macha Diya do premiyo ke armaan tute aur aur dost Riaz ke chehre se naqab utra v Som Miya ke karnaame se achambhit rah gaye Vyas v Sia.
Idher party me beawaaj atom bomb gir gaya Mishra ji v Pandit ji ke dwara jishki chapet me kai saare paatr aa gaye aur heroini Meera ka vilap charm per ja pahuncha jishe ishki Nando ne sambhaal to liya nahi to atom bomb ko hydrozen bomb me badlte der na lagti.
Ish duniya me Prem priksha leta hai Meera ji
Vidhna tere lekh nirale
Hahaha... Pandey ji to Danangai me busy hongeKamaal karte ho Pandey ji