• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Sci-FI Treasure ~~ " Time Is Dark "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,632
219
" lagta hai devdoot ne tumhari muth mar di hai "

" vikrant " rajendra dant piste hue kuch aur keh pata use pehle vikrant camp mein ghus gaya. Camp mein uske ghuste hi sab apni jagah se khade ho gaye aur jo pal bhar pehle chehal pehal thi vo ek dum ruk gayi. Rajendra jab andar aya to usne sabhi ko ek pal dekha aur vo use pasand nahi aya " everyone get back to work " uski kadak awaz sun sab apne kaam mein dubara lag gaye. Vikrant andar aya aur screen ke pas jaa khada hua jahan par sabhi civillians ki tasveer lagi hui thi.

" simran "

" yes sir " simran awaz sunte hi apna kaam chhod mud gayi.

" tumhe pata ha sir kise kehte hai simran " vikrant uski taraf jhuka aur chehre ke bilkul kareeb aa gaya.

" no sir "

" sir vo hote hain jo khud muth bhi nahi maar sakte " vikrant ne kaan mein fusfusaya jise sun simran hans padi. Rajendra ko vikrant ki dakhal-andazi pasand nahi aa rahi thi.

" have you done with that lady? kaun hai pata chala ? " vikrant serious hote hue bola. Screen par chal rahi re-engineering band ho chuki thi jise dekh vikrant bola.

" i guess it does " usne ungli chalai aur ek image screen par highlight ho gayi.

" to ye hai vo ladki " vikrant ne samne chehre ko dekha aur apna lund khujane laga.

" not 100% si.. " vo sir bolna chahti thi par ruk gayi " but ise hum us ladki ke kafi najdeek pahunch sakte hai "

" run it into our database " rajendra vapis command mein lete hue bola.

" copy that sir " usne rajendra ko sir kaha jise sun vikrant muskura diya aur rajendra ki taraf dekhne laga. Simran apna kaam karti use pehle vikrant ne use rok diya.

" run this photo into TFR " vikrant ki baat sunte hi simran ki tarah gaurav bhi usi taraf ghurne laga.

" tumhara dimag kharab ho gaya hai, tumhe pata hai TFR mein run karne par kya hoga "

" har ek nikame insan ki image is photo ke sath match ki jayegi, i know what is TFR "

" iski permission nahi hai " simran turant boli.

" aur milegi bhi nahi, simran check with the databases and every intel " rajendra turant bola.

" permission mil jayegi open hotdogpuppet aur simran puri detailing se check karna, go ahead " simran ne rajendra ki taraf dekha par vo vikrant ko ghurta raha aur phir vikrant ke batai hui hotdogpuppet ko apne software mein search kiya aur enter kar diya jiske baad vo use route karke le gaya. Jiske baad access password par window aa gayi.

" password "

" jo ki nahi hoga " rajendra fauran bola.

" masturbation " vikrant ke batate hi simran ko ek pal laga type karne mein lekin usne password dala aur screen par " Access granted" likha aa gaya.

" upload her image and rest you know "

" copy that " simran ke chehre par muskan tair ayi, usne wahi kiya jo vikrant ne kaha tha. " Process is active but it will take time " simran ne bataya.

" hmm " vikrant itna hi bol paya uske baad rajendra apna gussa nahi daba paya.

" tum bevakuf ho gaye ho, ek wahi lead hai jo hume ye bata sakti hai ki devdoot ki team mein aur kaun shamil ho sakta hai, koi ek link milne ki umeed jise tumne bekar kar diya. TFR mei us photo ka match tumhe ghanto nahi milega aur hamare pas itna time nahi hai, you will make them a win "

" maybe " vikrant bola " maybe i will, but devdoot tumhare sadak ke koi chor nahi hai jo apne database mein mil jayenge. Vo koi bhi ho sakte hain isliye tumhare intel database mein unka jhant tak nahi milega. Muth marne ke liye lund ka khada hona jaruri hai varna ungli to gand mein bhi ki jaa sakti hai " vikrant ne sabhi ke samne apni baat kahi aur rajendra ka chehra safed padh gaya. Agar gaurav apni baat keh kar is baat se dhayan na hatata to sabhi ki nazre rajendra se nahi hatti.

" sir mujhe samajh aaya ki mujhe controller deactivate kyun nahi hua "

" kyun ki unhone controller change kar diya hoga " gaurav apni baat ka jawab deta use pehle vikrant bol pada.

" absolutely " vo ankhein fade vikrant ko ghurne laga. Usne sirf vikrant ke bare mein suna tha lekin aaj samajh aa raha tha ki jo suna tha vo hakikat ke aage kuch nahi tha.

" hmm " vikrant sochne laga " baki ke char civillians ke bare mein kuch pata chala "

" no sir, abhi tak nahi, camera access abhi hua nahi hai aur uske alawa jitni bhi footage thi hamare pas use kuch mila nahi hai " jawab ajay ne dia.

" lekin ab to tumhare pas lead hai ki jin civillians ko unhone kaid kiya hai vo sabhi x-employee the "

" hume bhi yahi laga tha sir, lekin aisa nahi hai ye un employees ki list hai jo pehle bank mein kaam karte the " ajay ne list pakdai.

" kab se kab tak ki list hai ye ? "

" pichle 10 salon ka hi record mil paya hai sir "

" use pehle ka ? "

" vo abhi tak retrieve nahi hua hai "

" any reason ? "

" yahi orders the sir " ajay ne rajendra ki taraf dekha.

" sabhi members ki list nikalo and contact them one by one jarurat pade to local police ki madad lo "

" copy sir "

Ajay ko bolne ke baad vikrant ko man kar raha tha ki vo muth mar le ek baar kyun ki jabse vo simran ki taarf jhuka tha aur uski chatiyun par nazar dali thi tabse uska man muth marne ka tha. Vo camp se bahar nikla aur angdai lete hue sar khujate hue bank ki taraf chal diya. Rajendra aur ajay uske piche piche bahar nikle aur usko bank ki taraf jata dekh ajay bola.

" ye sir kya kar rahe hain "

" chutiya admi hai ye ajay, maha-chutia admi, mujhe to lagta hai devdoot hamari mare na mare par ye mera lund jarur maar lega " rajendra gusse mein bol chup hua. Vikrant dhire-dhire aage badh raha tha uski nazar window par baithe devdoot par thi jinhone civillians ke hath mein banduk thama rakhi thi. Forensic team van par kaam kar rahi thi vikrant ek pal wahan ruka aur van ko dekhne laga. Devdoot civillians ko lekar itni asani se aa gayi vo bhi itne security ke baad kaise? jagah-jagah checkpoint lage hoge yani ki ispar kiya paint baad mein kiya gaya hai jab sab security cross kar li ho, kanch ek dum kalle the isliye andar dekh pana namumkin par phir bhi sawal wahi hai kaise? Vikrant sochte hue aage badha aur dhire-dhire bank ke najdeek jane laga.

" sir vikrant sir ye kya kar rahe hain ?" ajay turant bola. Rajendra janta tha agar use kuch hua to uski kher nahi isliye majburan use sabhi ko command dena pada.

" all team, be alert, all team alert " rajendra ke command dete hi sab apni banduk lekar samne ki taraf dekhte hue baith gaye. Vikrant chalte hue bank ke karib aya to uppar baithe civillians ki banduk ka nishana vo ban gaya. Vikrant sab chizon ko bade dhayan se dekh raha tha, vo chalte hue akhirkar bank ke entrance gate par jaa khada hua aur wahan khada raha. Phir usne apna hath uthaya aur lund khujane laga, khujate hue usne apni nazar uthai aur camera ki taraf dekhne laga. Wahan khade khade vo camera mei dekhta raha aur dekhte hue usne apni ankhein band ki aur simran ki chaitiyun ko yaad karte hue lund khujane ki bajaye usne use masalna shuru kar diya.

" ye sir wahan kya kar rahe hain ? " ajay ke sath sabhi ke wahi sawal the.

' aahh-hh ' vikrant ne apna ras nikalte hi ek gehri sans li aur phir ek dum se mud kar vapis chal diya. Usko vapis ata dekh rajendra uske pas pahuncha, vo gusse mein tha par ab bhi uski awaz vikrant ke aage nahi nikal payi.

" tumne van check ki? " vikrant ka sawal sunte hi vo apni baat nahi keh paya.

" kuch nahi mila "

" tumne ye dhayan diya ki itni security ke baad bhi vo log civillians ke sath puri van par devdoot likhwate hue kaise aa gaye "

" wahi hum bhi pata lagwa rahe hain par kuch mila nahi "

" dimag mein muth marna sikh jao sab pata chal jayega, iska matlab ye hai ki unka base bank ke pass hi tha jahan par koi checkpost nahi hai isliye vo yahan itni asani se pahunch paye " vikrant ke bolte hi rajendra ko jaise ek jhatka laga, is baat par to usne dhayan hi nahi diya tha " ajay " vo phir late ho chuka tha bolne mein.

" check with local police, koi bhi abandon building ya phir kisi bhi tarah ka koi shaq ho, fauran wahan par kabza kare, tumhe warrant ki jarurat nahi, just do it " vikrant ne ajay ko apni baat samjhai aur vo usi kaam ke liye chal diya.

Vikrant rajendra ki taraf muda hi tha ki andar se simran bahar ayi jise ek baar phir uski nazar simran ki chatiyun par jakar ruki. " i think you need to take this call"

" who is it " rajendra bola.

" its them sir, devdoot "

" fuck " rajendra vikrant se pehle ghus gaya aur usne bhi use nahi roka.

" rajendra speaking " usne headset laagte hue kaha.

" officer, good to hear your voice "

" devdoot kya chahte ho tum " rajendra mudde ki baat se shuru karna chahta tha.

" bas itna hi ki tum meri baat us officer se karwao jisne abhi abhi hamare karma ke bich ane ki kosish ki thi "

" tum mujhse baat kar sakte ho " rajendra ne vikrant ki taraf dekha aur devdoot ko mana kr diya.

" officer shayad tumne meri baat samjhi nahi, mujhe usi officer se baat karni hai "

" agar mei na karun to ? " rajendra ne jab apni baat kahi to sab usi ki taraf dekhne lage.

" Arjun ne bhi na kaha tha officer, tab bhagwan krishna ne bhi unhe kuch kaha tha. Apna karma swyam khud ke hathon mein hota hai, kahi aisa na ho ki tumhara vo karma tum zindagi bhar na bhool pao " rajendra ne iske baad koi sawal nahi kiya aur chup-chap headset utar kar vikrant ki taraf badha diya. Vikrant ne ek pal use dekha aur phir headset kano par lagate hue bola,

" detective vikrant speaking "
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,311
304

:lol: :lol: yaar aate hi ijjat utharna suru kar diya... are Rajendra ki :lol:
Woh bhi sidhe taur pe.. lo simran ko bhi mila liya apne sath...

smart haan.... :D
are yeh toh aate hi ekdum se waqt badal diye jazbaat badal diye zindagi badal di.. matlab ki case ki rukh hi badal gayi... ruk ruk ke chal rahi thi ab jaise bullet train si speed pakad li...
Baaki sab toh thi hai... par iske yeh Sharmnaak harkate thik na hai... tharki kahi ka..

Thik hai saari cheej ko bariki se dekh aur samajh raha... aur shayad jald hi solution bhi nikal le ki kaise bank mein jake devdoot ko dhar daboje par iska matlab yeh nahi hai ki kahin bhi kidhar bhi sabke samne aise wahiyat harkat karta phire..
kam se kam bank ke samne to na karta... are un civilians ke samne hi chi.... :sigh:
are ab toh is kamine ki nazar case ki har point ke sath sath bechari simran par bhi hai... :mad:

shayad kisine is baat gaur na joh is maha tharki notice kar liya...
hmm... toh yeh devdoot ne wohin aas paas hi base banake rakha tha..
Idhar tharki ne bhi der na karte huye turant order de diya.. abandon building ya phir koi bhi shaq ho toh kabza karne k liye...
Ab yeh kya.. Yeh tharki devdoot, maha tharki vikrant se karna chahta hai... par kyun.. Shayad ya toh devdoot gusse mein kyunki ushe us vikrant ki wahiyat harkat dekh liya na chahte huye bhi ya phir shayad dono milke yeh decide karenge ki sabse bada tharki koun :D
Khair kahani kaafi dilchasp hoti jaa rahi hai... har ek mod pe nayi twist... abhi toh vikrant ne entry liya hai.. jaane kitne twists aayenge....
Brilliant update with awesome writing skills harshit ji :applause: :applause:
 
Woo, what a reply :bow: :bow:
Vo aisa hi hai ab uske liye vo izzat hai shayad bakiyun ke liye nahi.
Ab uska dimag hi aise chalta hai jab tak maal khali na hota dimag ki nasein khali nahi hoti :roll:
Notice karna hi to is khel ka sara khel hai...
Are nainaji ye to alag hi kahani hai mil baithe jab do yaar to hoga :shag: sirf hahakar.. :D

Thank you naina ji :hug: for reading :dost:
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,632
219
" detective vikrant speaking "

" hello detective " devdoot ki baat par vikrant kuch nahi bola. Kuch der khamoshi chai rahi, har koi vikrant ki taraf dekh raha tha ki vo kuch kahe lekin vikrant chup khada tha.

" detective "

" devdoot "

" good to hear your voice, again "

" hmm " lund khujate hue vikrant bola.

" lagta hai detective ko humse baat karne mein dilchaspi nahi hai "

" tum hot hoti to jarur interested hota "

" mei tha bhi to ho sakta hun "

" beshak, lekin ek aurat hi vo prajati hai jo shuruwat karke piche hatti hai isliye tum mard nahi ho sakte "

" kaisi shuruwat "

" muth marne ki "

" detective tumhari purani adat abhi tak nahi gayi "

" yani tum mujhe pehle se janti ho, kya us din tum bhi wahan maujud thi "

" hum har jagah maujud hai, har samay, bas ankhon se dikhte nahi hai kyun ki insan ki ankhein "

" hum jaise doot ko dekh nahi sakti jo insan ka nasht karne ke liye avtar liye hain, janta hun, 3 saal pehle tumhare ek sathi ki thoki thi usne marne se pehle yahi kaha tha "

" ab tum bhi wahi kahoge "

" bulwa kar dikhwa lo "

" tum bhool rahe ho hamare pas tumhare civiilians hai "

" mei zindagi mein kuch chizen kabhi nahi bhoolta, ek muth marna aur dusra apne dushman, jin civillians ki tum baat kar rahe ho wo isi bank ke ex-employees hai jiski madad se tum apna kaam kar rahe ho " vikrant ki baat sun kar ek pal ke liye khamoshi chai rahi. Pehli baar devdoot ki khamoshi dekh puri team mein ek utsah aa gaya aur ye sab hua the vikrant ke anne ki wajah se.

" well done, detective, hamare clues akhir kar tumne samajh hi liye "

" dhire-dhire tumhare clues to kya mei tumhari devdoot ki nasein tak dhund lunga "

" jaise ki hamara bheja hua morse code tumne dhund nikala ? "

" morse code " chaunkne ki bari is baar vikrant ki thi. Usne turant simran aur gaurav ki taraf dekha. " kaisa morse code "

" karma detective, tumhare har karma mein humne ek karya tumhe diya hai, samajh pao to jawab bhi mil jayega " vikrant ki nazar team par thi aur vo apne system par lage hue the.

" dhund lunga, tumhara morse code bhi dhund lunga vaise tumhare adde ke behad karib hun mein. Kuch na kuch to mujhe mil hi jayega wahan par " vikrant ka agla danv aur devdoot phir shant.

" detective tumhe nahi lagta ki ye sab bata kar tum apne hi civillians ka nuksan pahuncha rahe ho? "

" unhe kuch karna hota to tum pehle hi kar chuke hote "

" sahi kaha kyun ki hume unse kuch lena dena nahi hai lekin sirf tab tak jab tak hum apna kaam nahi kar lete waise bhi "

Vikrant ne use bich mein rok apni baat kahi " tum kabhi bhi us gold ko yahan se nahi le ja paoge, par tumhe kya chahie vo bata sakte ho shayad tumhari zindagi kuch diin aur muth mar legi tumhari "

" josh mein ho detective "

" mera josh sirf muth marte time rehta hai, baki time mujhe chuswana pasand hai "

" tumhara karma ek din tumhe jarur tumhe jawab dega "

" tum kab jawab doge, dar gaye? chehre par to tum logon ne condom laga rakha hai kya wo isi dar ki wajah hai? " vikrant ek pal ke liye shant hua " waise ek baat batao tum muth marti ho? " vikrant ne itna kaha aur call drop ho gaya.

" are you out of your fucking mind ? " rajendra bhauklate hue bola " kya kiya tumne ye, vo apni mang bata rahe the aur use pehle tumne unhe uksa diya, agar kisi bhi civillian ko kuch hua na vikrant to " vikrant rajendra ki baat sun kar kuch use pehle ajay camp mein tezi se ghusa.

" sir there is a movement "

" kidhar? "

" bank ke terrace par "

" chopper on karo aur mujhe do gunners chahie, quick " rajendra fauran bola aur bina kuch kahe sune vahan se bahar aa nikla. Fauran ek team tayar hui aur chopper mein rajendra ke sath jaa baithi.

" mujhe chopper ke camera access do " vikrant ne andar simran se kaha " gaurav devdoot kaun se morse code ki baat kar raha tha "

" mei bhi wahi khoj raha hun sir "

" hmm jaldi check kro "

" sir feed is live " simran ke kehte hi screen par chopper se capture ki jaa rahi image samne ane lagi. Terrace par kuch devdoot civiilians ko usi tarah bandh kar terrace ke alag-alag hisse par khade the jinki banduk chopper ki taraf hi thi aur do civiilians jo devdoot par bandhe hue the vo floor par apna kaam kar rahe the.

" kya kar rahe hain ye? zoom karo " vikrant ke kehne par simran ne zoom kiya aur tab kuch saaf dikha " drilling kar rahe hain sir " simran chaunkte hue boli aur vikrant bhi soch mein padh gaya.

" we have a clear shot on devdoot " rajendra radio par bola jo gunner ke sath chopper par baitha tha. " i repeat, we have a clear shot, ready to engage "

" don't engage " vikrant fauran bola.

" tum muje order nahi de sakte "

" rajendra dimag se kaam lo, agar tumne kuch bhi kiya to uska impact sidhe civillian asset par hoga, hume nahi pata ki wo kya kar rahe hain, vo floor par drilling kar rahe hain. Maybe vo koi strategy bana rahe ho, kya pata vo puri building uda de, bhulo mat civillians ke sath-sath wahan national gold maujud hai " rajendra vikrant ki baat nahi sunna chahta tha lekin vo sahi keh raha tha, uska ek galat action sab par bhari padh sakta tha.

" hamare pas ek acha mauka hai ki hum engage karke andar ghus kar unhe pakad sake " rajendra phir bola.

" tumhari marzi, after all its your case, mei to dixitji ke kehne par aya hun " vikrant ki baat sunte hi rajendra ne trigger se ungli hata di.

" we are keeping eye on them " chopper wahin khada raha aur devdoot apna kaam karke ek-ek kar vapis chale gaye lekin unhone terrace ka door lock nahi kiya.

" vapis jane ke baad unhone terrace ka door band kyun nahi kiya " vikrant dekhte hi bola.

" bhool gaye honge sir, apko lagta hai yahi sahi mauka hai " simran fauran boli.

" door is unlocked, we can engage " rajendra fauran bola " i am engagig this is the best opportunity, ladder " rajendr ko chopper thoda niche karaya aur ladder dalne ke liya kaha.

" unhone hamare samne terrace ka gate khola, phir bahar aye apna kaam kiya aur phir bina door lock kare bina chale gaye? itna simple? itna simple to google par chudai khojna hota hai aur ye log chudai mein vishwas nahi rakhte shayad rakhte ho par phir bhi itni badi planning aur aisi choti si bhool nahi, nahi nahi... " vikrant ki soch gehrati jaa rahi thi. Rajendra sabse pehle ladder se utarte hue niche ane laga aur bas niche hi utarne wala tha. Camp mein vikrant ki nazar screen par hi thi jahan terrace ki image aa rahi thi, use kuch theek nahi lag raha tha aur tabhi ek dum se uski ankh kisi chiz par padi.

" rajendra fall back.. fallback... " vikrant chillaya par rajendra ne uski nahi suni " chutiye piche hath, warna tera bhsoda ban jayega, teri biwi kabhi teri muth nahi maar payegi, fall back " vikrant itni zor se chillaya ki rajendra ko ek awaz ayi " kyaa " pankhe ki awaz mein vo sun nahi paya aur usi waqt. Bank ke andar devdoot ne machine ko on kiya jise judi taron mein ek current ka flow daudta hua uppar chat par gaya jisme ek machine lagi hui thi. Us machine ne ek high frequency vibration generate ki jiski wajah se ek pipe ke andar padi metal ball concrete ko chirte hue uppar gayi aur jaise hi base se takrai terrace ke floor par drill karke rakhi gayi usi tarah ki metal ball par itni zor ka pressure pada ki vo ball hawa mein udte hue matr mili second mein sidhe jakar chopper ke pankh se takra gayi jiske takrate hi chopper ke pankhon mein se chingari nikalne lagi aur chopper ka santulan bigad gaya.

" mayday mayday mayday, bird is going down " achanak hue hamle se pilot chopper samabhalne ki kosish karne laga lekin vo hawa se niche ane laga, rajendra abhi utra nahi tha aur jaise hi use jhatka laga uska balance bigad gaya aur ek hath se ladder pakad kar jhul gaya.

" shit " vikrant dekhte hi bahar bhaga aur chopper ko bas hawa se niche atte hue dekhne laga " rescue team move on " jaise hi kuch officer aage badhe to usi waqt window par baithe devoot ne goliyan chalani shuru kar di. Sabhi officer wapis piche ho gaye aur apni shield ke piche chup gaye. Goliyan zameen par itni sari padhi rahi thi mano baarish ho rahi ho. Chopper dekhte hi dekhte hawa se niche aya aur zameen se takrate hi ' bhooom ' itni zor dar awaz hui ki sabhi ki ankhein khuli reh gayi. Goliyan chalni bhi usi waqt band ho gayi jab chopper niche gira, ek pal ke liye khamoshi chai rahi.

" get the team, koi zinda ho to unhe khojo fauran " vikrant ki baat sunte hi ajay ne team li aur wahan chal diya.

" sir " vikrant ne simran ki taraf dekha jo dhamake ke baad bahar ayi thi " its devdoot " vikrant fauran andar gaya aur simran ek pal wahin khadi rahi kyun ki rajendra ke sath unse kafi kaam kiya tha. Vikrant ne headset lagaya.

" detective "

" mei tumhare hath per bandh kar tumhari muth marunga aur tab tak marunga jab tak tumhari pighal na jaye "

" lagta hai tumhe abhi abhi jo dikhaya use santushti nahi mili, mei aisa aur kuch bhi kar sakta hun agar tum meri baat sunna nahi chahte to " devdoot sahi tha vikrant ko dimag se kaam lena tha isliye usne apna gussa shant kiya.

" kya chahie tumhe "

" tum " devdoot ki baat sun sabhi shant ho gaye khud vikrant bhi.
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,632
219
Bohot badhiya bhai...
Part 2 mein bhi vikrant sirf lund hi bolata rahega kya..?☺
Thanks pawan bhai :hug:

:roflol: last time bhi vo lund lund karke bahuton ka lund kaat gaya tha :gaylaugh:
 
Last edited:

AK 24

Supreme
22,058
35,877
259
:adore: :adore:

AWESOME story men, ju are great writter :applause:

Mujhe jyada lambe lambe rebu dene nahi aate :sigh:
Aur na hi critic karna aata but itna pata hai,

This story is one of the best sci-fi part 1 ki tarah.

Keep posting men...

" tumne kaise muth marte hue apne na janme bachon ko mara hai, janta hun har raat ko khud ke hathon ka istemal karke pados wali bhabhi ko kapde change karte hue dekhne ka shauk rakhta tha na tu " s
lagta hai devdoot ne tumhari muth mar di hai
" sir vo hote hain jo khud muth bhi nahi maar sakte "
masturbation
ki vo muth mar le ek baar kyun ki jabse vo simran ki taarf jhuka tha aur uski chatiyun par nazar dali thi tabse uska man muth marne ka tha
dimag mein muth marna sikh jao sab pata chal jayega,
ek muth marna
" mera josh sirf muth marte time rehta hai, baki time mujhe chuswana pasand hai "
Bhai ek question kitna muth marwaoge in characters se bichare khatam ho jayenge ye muth marte marte, sex se jyada to muth marwa di aapne. :lotpot:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,632
219
:adore: :adore:

AWESOME story men, ju are great writter :applause:

Mujhe jyada lambe lambe rebu dene nahi aate :sigh:
Aur na hi critic karna aata but itna pata hai,

This story is one of the best sci-fi part 1 ki tarah.

Keep posting men...

Bhai ek question kitna muth marwaoge in characters se bichare khatam ho jayenge ye muth marte marte, sex se jyada to muth marwa di aapne. :lotpot:

Thank you so much bhai :bow: bade rebu ho ya thode chote, apko kahani achi lagni chahie :hug:
Sci-fi abhi isme aya nahi hai, abhi thoda slow hai, par jaldi hi pace pakad lega..
Bhai vo admi hi muth marne ke liye paida hua hai... :roflol: sex to har koi karta hai par vikrant vo nahi karta jo har koi karta hai..
 
  • Like
Reactions: Naina
404
1,145
138
Nice update bhai...
Itna jada bhi muth na marwao bhai... Kahin lene ke dene na pad jaye Vikrant ke.
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,713
8,632
219
Nice update bhai...
Itna jada bhi muth na marwao bhai... Kahin lene ke dene na pad jaye Vikrant ke.
Thanks pawan bhai :hug:
He is very stubborn aur is baar time affect ka locha bahut jada gehra hai uske dimag mein :D
 
  • Like
Reactions: Naina
Top