• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Erotica Tyag

Star Lover

New Member
28
57
14
Aasman mai duur khain saangh ki laalima bikhri hui thi jaise surya ke duubne ke baat divas aapni pritama raatri se milne ke liye utaavla ho raha ho aur ratri aapne din ko aalingan mai lene ke liye utaawali ho rahi ho. Inke prarambhik milan se utpaannn laalima shaam ke wakt aakash mai chhyi hui thi. Dharti par bhi kayi kaamuk preemi iss ummid se iss sundar drishya ko dekh rahe the ki jaldi se raatri din ko aapne aalingan mai dakh kar use aapne neeche lita le aur aapna prabhav puurn ruup se jaama le aur premiyo to bhi aapni priyatam ya premika se miilan ka aawsar prapt ho.

Iss sundar saangh mai bhi do aankhe ghiir aayi shaam ki laalima ko aik tak bhaavna shuunya ho kar nihaare jaa rahi thi. Maharani Ratnavaati na jaane kitne waqt se sirf saanth ki laalima ko aakash mai nihaare jaa rahi thi, bhaavna shuuna ho kar. Jaise unke maan mai koi vichhar hi na ho jaise air nirjiiv deehh, bhaavna shuuya maan aur nirspaandan karta hua sundar muukh. Aapne mahal ke kaksh ki chaat par muundari se sir tikaaye, aapne baade baade nitaambo ko sirk aik khaambe se tikaaaye baadi baadi kamal nayano se aapalak aakash li laalima ko nihaare jaa rahi thi.

Maharani ji, maharani ji, piiche se kisi ne puukara. Magar chetna shuunya maharani Ratnadevi ne kuch bhi jawab nahi diya. Dheere dheere piiche se chalta hua koi saaya uunke nikat aa chuka tha. Aik pyaare sundar wa komal haatho ne Ratnavati ko bade pyaar se hilaaya. Ratnavati jaise chauuk ke piiche muudi aur aapni baadi baaadi kaajre nayano se aascharya se usss saksh ko dekne lagi. Jaise kisi soti hui baalika ko aikdum ko sote se uttha diya gaya ho.
Ohh Sakhi tum, tumne to hame daara hi diya tha. Ratnavati ne piiche mud kar muskuraate hue dekha magar muskurate hue bhi wo aapne maan ke khali pan ko chhupa nahi paayi.

Areee Sindhuraj ki maharani ko darr bhi lagta hai, maharani Ratnavati ki Sakhi Rajkumari Chandrakala ne muskurate hue bade pyaar se puuncha.

Rajkumari Chandrakala Sindhuraj Pradesh ke Padosi rajya Jhalawaar ki raajkumari thi aur Maharani Ratnavati ki Sakhi thi, wo hi aik thi jo bina roke toke maharani Ratnavati ke kaksha mai aa jaa sakti aur maharani ke aatyaant Priya thi waa unki mukhya mitra wa Sakhi thi. Ye bhi keh sakte hain ki Chandrakaala unki mukhya daaasi thi jise kabhi maharani Ratnavati ne daasi hoone ka aihesaas nahi karwaya.

Sindhuraj aur Jhalawaar rajya mai mitrata nahi thi ye dono shatru raajya the aur agar dono shaatru raajya the to Rajkumari Chandrakala Sindhuraj Pradesh mai kya kar rahi thi wo bhi Maharani Ratnavati ke ittna karib inn sab ke uttar deena shayad itna aasan nahi tha. Ye aik aisi ghatna ke kaaran tha jo Sindhuraj Pradesh wa Maharani Ratnavati ke bhuutkaal mai chupi hui thi.

Chandrakala ke prashan par Maharani Ratnavati ne aapna sir neeche jhuuka liya. "Saakhi Sindhuraaj ki maharani ko shaayad daar nahi lagta magar aik bhaarya (paatni) ko to laagta hai naa. Uddas mukh se Maharani ratnavati ne jawaab diya."

Aare Aare ye kya meri Saakhi iitni udaas, Chandrakala ne Ratnavati ke kaadho ko paakde hue baaade pyyar se uske muukh ko thoodi se aapni naajuk naajuk uungliyo se uuper uuthate hue kaaha.
Ratnavaati ne thaandi saans lete hue aadhirta dikhaate hue Chandrakala ke kaandho ko thooda kaathorta se paakdte hue khaha “ Sakhi mujhse ye viiraaah aab nahi saaha jaata, Ye shaam ki laali muje kaali vishaali naagin ki bhaati daasne ko doodti hai”.

“Muujse aab sahan nahi hota”. Aur kah kar Chandrakala ke staano par pade hue aachal ko haatho mai le thoda sa khiinch kar kar aapne sir ko neeche kar, aapna suundar muukh uss aanchal mai chuupa kar phoot phoot kar roone laagi”.

Chandrakala ke liye ye aascharya ki baat thi, Raajvansh ki isstriyo ko rone ka aadhikaar nahi hota. Paati ki chiiita par bhi wo ro nahi sakti. Aur usss par bhi Maharani Ratnavati jaisi viiiraangna jisne Maharaaj Ruudrasen ki aanupasthi mai Sindhuraaj Pradesh ki Jaanta ko aik Maa ki tarah sambhalaa tha. Isiliye saari jaanta unhe Maharani Ratnavati nahi baalki raani Maa keh kar sambhodit karti thi Saare prashasanik kaarye wa, raajya ki aantrik wa bhahari suuraksha ko, Maharaja Rudrasen ki anuupasthiti mai badi kuushalta se sambhala tha.

Ye Samay tha 195 Issa puurva ka, Jab Morya Rajvansh patan ki aur tha, Samrat Ashok ki Mrityu ke 70 varsha biit chuke the aur Budh dharma puure Aryavaart ka pramukh dharm ban ke uubhar chuka tha. Saaare raajvaansho ne aapni viirta aur taalwaaro ko aahinsa ke naam se tyaag diya tha aur Buudha dharma aapna liya tha. Bharat ki pramukk shakti Magadh mai Maharaja Devvarman ka raajya tha. Aur wo bhi Ahhinsa ke sidhanta ke prabhav mai aa kar Saaanya Shakti ko uupekshit kar chuke the. Bharat ke saare jaanpado ki yaahi issthi thi.
Aryavaart iss samya rakshahiin, aasurakshit va shaktihiin aavastha mai tha. Aur Aise hi waqt bharat ki paavitra bhuumi par Madhya Asia ki maahan Shakti Raja Leonidus ki naajar paadi. Leonidus aik 30 varshiya Hunn jaati ka shashak tha jo aapni mahatvakanshayo ke kaaran prasiid tha. Uska raajya abhi ke samay ke aadhe Afgaistan, Pure Kajakistan, Aadha Iran se lekar laal Sagar tak feela tha. Maatra 30 saal ki ummar tak ussne puure Madhya Asia ko roondh kar rakh diya tha. Wo 55 yudh lad chuka tha aur aik mai bhi parajit nahi hua tha. Persia (Aaj ke samay ke Iran) ke yuudh mai usne sirf 1 lakh ki sena ke sath Persia ke Mahan Saasaniya Saamraaja ki 5 lakh ki seena ko maatra 3 din ke yuudh me Parajit kiya tha.

Khatre ki ghaanti baaj chuki thi Bharat jaisi sone ki chidiya par aik giddh ki naajar padh chuki tha

Aisa nahi tha ki saare shashako ne aapne aastra tyaag diye the, abhi bhi aise Maatwaale the jo aapne sir ki baaji aapni maatrabhumi ke liye lagaaye hue the.

SINDHURAJ Pradesh wa usmai raaj karne waale Agnivanshi Raajgharana aise hi maatrabhumi ke rakshak the jinhone baadi baaadi kurbaaniya di thi Aryavaarta ki Raksha ke liye.

Sindhuraj choota raajya avashya tha magar himmat, sahaas wa bilidan mai saare shatruyo paar bhaari padta tha. Aryavaart par uthne waali har talwaar ko sabse pahale Sindhuraj ke Agnivanshi shaatriyo se takraana padta tha. Aur naa jaane kitna ki Aryavaart ke shaatruyo ke rakt se Agnivaanshi shaatriyo ne Aryavarta ki bhuuki ka rakt shringaar kiya tha.

Iska aik kaarna Sindhuraj Pradesh ki bhogolik avastha bhi thi. Ye Rajya adhunik Punjab se lekar, Aadha Himachal aur aadhunik Khaibhar wa Gandhar (Adhunik Afghanistan) ki seemao se lagta tha. Kisi bhi bhahari aakramankartao ko Bharat ki mukhya bhuumi par hamla karne se pahale Sindhuraj ko haarana wa jittna hi padega. Duusra rasta Aryavaart ki bhuumi par haamle ka Persia, Hinglaj Pradesh (adhunik Baluchistan) se hokar jaata tha. Magar iss raste mai aikk bada maruushal padta tha (Adhunik Thaar ka registaan) jise paar karna bohot kathin kaarya tha. Iss raste ko paar karne ka agar haamlawar sena sochti bhi thi to Aryavaat ke jaanpado ko iitna samay mil jaata tha ki wo haamlawaar sena ke pratiuttar ke liye taaviyaari kar sake aur aakramankaari senaoo ko Maarushal mai ki Jaala kar raakh kar de.

Le de kar sirf aik rasta bachta tha jo Sindhuraj Pradesh se ho kar guujarta tha. Jahan Raja Rudresen ka raaj karte the. Itne mahetwapuurna bhogolik sthiti hone ke kaarna Sindhuraj Pradesh aatyaant samridh bhi tha kyuki Bharat se Gandhar wa Madhya Asia se hone waala saara Vyapaar Sindhuraj Pradesh se ho kar hi gujaarta tha.
Magar iss raajya koo aaye diin Madhya Asia, Ghandhar (Addhunik Afganistan) wa Persia (Adhunik Iran) se haamle jheelne padte the.
 

Star Lover

New Member
28
57
14
Hi Friends, please read the new story and provide your valuable comments so that I can continue the story and know whether to like the story plot or not
 

Star Lover

New Member
28
57
14
Part 2

Maharani Ratnavati ka iss prakar phoot phoot kar rona Rajkumari Chandrakala se dekha na gaya aakhir Maharani Ratnavati uski iklauti sakhi thi, uski raani thi, uski bahen ke tarah thi jisne Rajkumari Chandrakala ka dhyaan aik bahen ki tarah hi rakha tha, usko shikayaat ka koi mauka kabhi nahi diya tha. Maharani Ratnavati, Chandrakala ko aapne seene se laga kar rakhti thi.
Rajkumari Chandrakala ne Maharani Ratnavati ke sundar rote hue mukh ko aapne bade bade puusth seene ke ubaaro se badi takaat ke sath bheech liya.

Rajkumari Chandrakala “Ohh meri pyaari sakhi, meeri bahen,, Meeri Ratnaa, iitni dukhi hai………. Aaja tujhe mai aapne seene se laga luu… Seene se lagte hi, Chandrakala ke sundar shareeer mai piiste hi Ratnavati ko aik alaag garmahaat ka aihesaas hua aur wo jor jor se rone lagi.

Rajkumari Chandrakala “Roo le meri sakhi, ro le, nikaal le aapne man ki bhadaas”…. Aur uski naajuk chiikni pith ko sehelane lagii…

Kaafi der tak rone ke baad, siskiya lete hue, Chandrakala ke staano par ser rakhe, Maharani Ratnavati ke kahan “Aakhir kab muje mere Prannath ke darshan honge, kab mai mere Bhagwan, mere swami, mere aaradhya dev ke charano ke darshan ka saubhagya prapt karungi”.

Kab sakhi kab?, kab muje Maharaj ke samiip reh kar unki sewa karne ka aavsar prapt hoga…..

Maharani Ratnavati ka ye uttavlepan mai puunche gaye prashno ka Rajkumari Chandrakala ke pass koi uttar nahi tha. Wo aaapni Priya sakhi ke man ke khaali pan ko mehesus kar paa rahi thi. Wo jaanti thi ki Ratnavati Viirah ke aathaa mahasagar mai duub rahi hai. Ye Viraah maharani Ratnavati jaisi Viirangana ko bhi tood kar rakh dega.

Magar wo bolti bhi kya, Maharaaj Ruudradev 6 varsho se Raajdhani de duur the. Maharaj Ruudradev aapna Raj dharma nibhaate hue Paachimii seema mai guus aaye Shatruoo se rajya ki Raksha karne mai lage hue the.

Ye khahani tab shuru hui jab Aaj se 7 varsha pahele, Sindhuraj Pradesh ki pashiimi seemayo par Madhya Asia ki baarbar HUN jaati ki aik uupjaati “TAATAR” ne haamla bola tha. Unka uudeshya Sinduraj Pradesh ko nasth kar dena tha. Aur Aryavaarta ke upper aik baada haamla bolne ka tha. Ye Taaatar jaati aik aasabhya jaati ke log the jo sirf maar kaat machana aur naagaro ko jaala dene ke liye kuthyaat the.

Unke Bharat par haamle ka matlab kaayi paarivaaro ka nasth hona wa kayi Isstriyo ka sheel bhang hona tha.

Magar unke marg ko Sindhuraj Pradesh ke Agnivashi Yodhayoo ne roka. TAATAR jaati ki 5 laakh ki niirmam fauj ko Sindhuraj Pradesh ke sirf 1 lakh veer roke hue the. Aur iss matrabhumi paar mar mitne vale Yodhayo ka netratva kar rahe the Maharaja Pratapsen.

Sindhuraj Pradesh ke Pashchimi seemayo par Uunchi Uunchi Parvat Shiankhalaye wa kathin durrgam maarga the. Inn daaro ki Raksha Sindhuraj Pardesh kaayi baade wa chote Gadi (Kiile) bana kar karta tha.

Inn kiilo jo jeete bina Sindhuraj Pradesh ko jiitna to duur, iss rajya ki seemao mai pair rakhna bhi kathin tha.

Aur inn kiilo ki Raksha Maharaja Pratapsen ke haatho mai thi.

Jab 5 laakh ki seena ke sath Taatar jaati ne hamla bola to unse looha lene ke liye Maharaja Pratapsen ne unke viruudh Yudhya abhiyyan ki kaaman sambhali.

Magar honi ko kuch aur hi maanjur tha sirf aik saal ke bhiitar hi Maharaja Pratapsen TAATAR jaati ke aik muukhya haamle ko Naakam karte hue veer gati ko prapt hue.

Ye Sindhuraj Pradesh wa Puure Bharat Varsha ke liye aatyaant dukh ka samay tha. Iss samay Rajkumar Rudrasen sirf 16 varsha kii aayu ke the aur Jeevan ke raango se bhaare hue the.

Raajniti ke daav pench aur yuudhya ke kathin saanchalan ka unhe koi aanubav nahi tha.

Ye baat jaante hi TAATAR jaaati aur Madhya Asia ki saari aasabya Jantatiyo mai Khushi ki lahar daud gayi. Persia (Adhunik Iran) ke Sasania Saamrajya bhi Khushi se jhuum utha ki aab use bhi Bharat paar aakraman karne ka mauka milega. Aur wo bhi Bharat ke naam ki sone ki Chiriya ko luut sakengain.

Aaanan Faanan mai Rajkumar Rudrasen ka raajya abhisek karayagaya gaya aur ve nikaal pade Paschimi seemao ki taraf maatrabhuumi ki Raksha ke liye. Aapna Chhatriiye dharam nibhane ke liye. Bharat ki kayi Maatao wa baheno ki aabru sirf Maharaj Rudrasen ke upper hi tiki thi.

Bharat ke shatruyo ko laga ki aab to Sindhuraj Pradesh ghuutne tek hi dega. Aakhir ye 16 saal ka ladka kya Madhya Asia ke khhunkhaar duurdant kathor laadakuyo ka saamna kar paayega. Unmai Khushi ki laher daaud gayi.

Magar unko kya pata tha ki ye 16 saal ka ladka aapne kuul wa bharat ki kayi maatao wa baheno ka aashiwaad aur dua lekar aaya hai. Iss 16 saal ke ladke ne TAATAR jaaati ye yodhaaoo ki yuudh baadaat ko aapni viirata se aise roka jaise aik Kushal Guudhsaawar baagte wa belagaam Godhe ko laagam khiinch kar rokta hai.

Agnivaashi chaatriyo ke duubte hue manobaal ko jaise aik naya uttsaaha mila aur ve saare Maharaja Rudrasen ke piiche kandhe se kandha mila kar khade ho gaye. Rudrasen ke aik aawaj mai we saare maar miitne ko tyaar the. Aur kehete hain na ki joo maarna chahata hai use aasaani se haaraya nahi jasakta.

Jahan Maharaja Rudresen Bharat ke shaatruyo se laadne jaa chuke the to wahin wo piiche chod kar gaye the aapni paatni, aati koomalaangni, suukumaari, saundraya wa preem ki saakchat devi, maatra 15 varshiya Maharani Ratnavati ko.

Aaj bhi wo paal yaad karke Maharani Ratnavati ke kaamal ke saaman baadi wa kale naayano mai aasu aajaate the jab unhone bade bhaari maan se Maharaja Rudrasen wo Yudh bhuumi ke liye viida kiya tha.

Kaise unhone muuskuraate hue maharaja Rudrasen ka tiilaak kiya tha bina unhain ye jaataye hue ki we hridayaa se kitni udaas hain. Wo jaanti thi ki ye unki aantim milaan bhi ho sakta hain magar jab matrubhumi par baalidaan ki baat aati ho to unmai bhi aik raajvanshi ka khoon tha. Aur rajvaansha ka khuun jab ubaal maarta hai to tejab ki tarah loohe mai bhi cheed kar deta hai.

Aik raajya ko saambaalne ke liye sirf Yuudha karna hi jaaruri nahi hota uski aantrik prabandhan aur suurakhsha ka bhi dhyaan rakhana paadta hai.

Ye kaarye koi asan kaarye nahi tha.

15 Varshiya komal kishori se iski aapesha karna aapne aap mai hi muurkhta thi magar kehete hain na ki mushkil samay mai hi aik vyaakti ki kaabiliyat ka pata chaalta hai. Kathin wakt ki batata hai ki insaan mai kitna paani hain.

Aur iss chuunauti par Maharani Ratnavati saulah aane khaari saambit hui. Kuch samay mai hi unhone saare kaare ko aapne hath mai le liye aur uska baakhubi sanchalan karne lagi.

Aantarik chhupe hue shatruyo se raajya ki Raksha kaarne ka kaarya maharani Ratnavati ka hi tha. Unhone ghar ke bhediyo se raajya ki suuraksha ki aur rajya ko saampanta ki aur badaya. Issi karan raajya ki jaanta unhain bohot saaman dene lagi.

Puurvi seema se aane waale shatruyo se rajya ko bachane waali aik maaatra viirangna Maharani Ratnavati hi thi.

Jahan Maharaja Rudradev Pashchimi seema mai aik ghanghor yuudhya lad rahe the to Maharani Ratnadevi Raajye ke bhiitrigaato se rajya ki Raksha kar rahi thi.

Dono Premi Jode raajya ki Raksha ke liye taatpar the magar 6 saalo se naa milane ki tiis reh reh kar unke maan mai jaagti reheti thi.

(Vartaman Samay) Rajkumari Chandrakala Maharani Ratnadevi ke prashno ka koi uttar na de saki. Aur unhain phir se aapne aalingan mai liya.

Chandrakala “Sakhi, itni udaas na ho, agar aap hi itni uddas ho jaaogi to raajya ka kya hoga”.

Maharani Ratnadevi “ Chanda (Maharani Ratnadevi kabhi kabhi pyaar se aapni pyyari sakhi ko Chanda keh kar sambhodit karti thi Aur Chandrakala Maharani Ratnavati ko Ratna) kya raajparivar mai hone ki ittni baadi saja miilti hai kya haame aapne Priyatam ke viirah mai rone ka bhi aadhikar nahi. Kitne Varsha ko gaye swami ko gaye hue. Pata nahi aab kab mai unke charano ko dhone ka sukh le paayungi”.

Chandrakala samaj gayi ki aaj Ratnavati ko Maharaj ki bhohot yaad aa rahi hai.

Phir Suubakte hue Maharani Ratnavati ne upper akash mai niharte hue kuch chaann chup reh kar phir se bolte hue kaha

“Shayad Vidhata hame aapne pati ke uuper hath uthane ki saja de raha hai. Aur bol rahe hain ki aab raho unke bina, jayada hi haath utha rahi thin naa”. Ye bolte hi wo phir se phoot phoot kar aatmagilaani se rone lagi. Unki sundar nayan rone ki wajan se band ho gaye aur gore mukh par dard ki rekhaain ubhaar aayi.

Chandrakala ye sun kar chauk gayi aakhir aik Aarya Kanya aapne pati par kaise haath utha sakti hai. Wo maar jaayegi magar pati par hath uthana………. Se asambhav hain.

Aur Maharani Ratnavati aur Maharaj Rudrasen to jayada samay sath rahe bhi nahi to ye ghanta kab hui.

Phir kuch der ruk kar, kuch soch kar muskurane lagi aur bade pyaar se Maharani Ratnavati ke kandho ko pakad kar boli…… Haai meri pyaari sakhi, meri Ratna, are iss baat par rone ki bhi koi baat hai. Aare uss kriya mai to Istree aur purush saman hote hain. Uss samay to istree aur puurush bhi aik pritiduundi ki bhaanti hote hain jo aik duusre ko parajiit karne ke liye saare hathkaande aapnate hain. Uss samay ka kiya gaya har kaarya prem ki seema mai hi aata hai”.

Ye sun kar Maharani Ratnavati chauuk gayi kuuch chaan wo samaj hi naahi paaayi. Phiir aapni badi baadi aanko se prashanvaachak mudra mai aapni sakhi Chandrakala ko dekhne lagi.

Unke iss prakar se dekhne par Rajkumari Chandrakala ke chehere par aayi hui Muskaan aur baadi ho gai. Thiikhi naajro se wo bina kuch khahe hi Maharaani Ratnavati ko dekhne lagi.

Rajkumari Chandrakala ke aaise dekhte hue hi Maharani Ratnavati ko samaj mai aaya ki Chandrakala kya kehena chahati hai. Chandrakala ne ye samjha ki Maharani Ratnavaati ne Maharaja Rudrasen ko Rati Krrida se samya shayad uttejana ke aavesh mai kahin maara hoga. Shayad seene par, ya unke chuutado par.

Ye samajte hi Maharani Ratnavati bolne lagi “Haai nirlaaj, duushht, niigori, ye kaisi aashliil baatein karti hain” aur aapna mukh sharam se niche chupa liya.

Chandrakala ko iss prakar pyaar se dhuudkii (Daantna) dete hi Chandrakaala khiilkhila kar hansne lagi. Jaise usnai koi choori pakad li ho. Iska aartha ye aavashya tha ki ratnavati ne rudradev ko kabhi na kabhi rati krida ke samay maara avashaya tha

Chandrakala boli “ Are to kya hua pyaari Ratna, tere komal haathho ka prahaar aapne nitaambo par sehene ke liye Maharaj abhi bhi utaawle ho rahe hoongain.

Ye Sun kar hi Maharani Ratnavati jaldi se bol padi “ haamne uss samay nitaambo par nahi seene par maara tha” phir soch kar ki jaaldi jaaldi mai unke mukh se ye kya nikal gaya wo laaja se paani paani ho gayi aur neeche jaamin ko dekhne lagi.

Kuch der dono chup rahi phir maharani ratnavati ne dheere se Chandrakala ko dekha. Kuch der aise hi dono sakhiya aik duusre ko dekhti rahi. Phir Khilkila kar haasne lagi.

Kafi der haanse ke baad done chup hui. Phir aik duusre ko dekha aur phir jooro se haansne lagi.

Iss samay aisa lag raha tha jaise do Apsaraye aik sath hans rahi ho. Kaafi der haansne ke baad dono chup hui. Dono ke aankho se iitni der hansne ki wajah se aansu nikalne lage the.

Phir aapne aachal se aapne aansu poochte hue Maharani Ratnavati ne bola “Ariiii duusht mai iss baare mai baat nahi kar rahi thi”. Aur bol kar chup ho gayi.

Rajkumari Chandrakala ko laga ki shayad baat koi aur hai aur bohot ghambhir hai to Maharani Ratnavati ke Mukh ko aapni paaatli paatle goori ungliyo se uppar utha kar puuncha “ Kya baat hai sakhi khuul kar batao”

Maharani Ratnavati “Darasaal hame wo……..”

Rajkumari Chandrakala “ Haan bolo sakhi,” Saakuuchaaoo nahi

Maharani Ratnavati Saakuuchate hue “Darasaal hame wo, bachpan mai, jab haam Bhiyaaa ke baad pahali baar aaye the to haame wo Maharaj ko kaaat liya tha ”

Rajkumari Chandrakala “ Kya”

Aab Joro se haansne ki baari Rajkumari Chandrakala ki thi……. Wo pet paakad paakad kar jor jor se hans rahi thi……..

Use pata tha ki Maharani Ratnavati aur Maharaj Rudresen kis shaadi bohot chhoti ummar mai hi ho gayi thi. Jab Maharaj Rudrasen maatra 5 vaarsha ki aayu ke baalak the aur Maharani Ratnavati 4 varsha ki abodh balika thi.

Uss Prachin samay mai shadi bachpan mai hi ho jaati thi. Aur kuch din sasuraal mai rehene ke baad ladki phir se aapne maayeke waapis aa jaati thi. Phir Goona hota tha jismai ladki phir se saasuraal aati thi aur wo bhi jab wo kishor avastha ko prapt kar leti thi. Goona hone ke baad bhi Laadki aur ladka sath nahi rehete the. Unhain sath rehene ki aanumati tab milti thi jab wo dono shaaririk ruup se aage ka sansaar chalaane ke laayak ho jaate the. Iss prakar shaaririk milan se pahale dono istree aur purusho ko aik duusre ko jaanne ka mauka milta tha aur shayad prem ki shuruvaat bhi ussi samay hi hoti thi jisse unka sharirik milan aik aatmik anubhuti deta tha.

Rajkumari Chandrakala ka iss prakar se jor jor se haansna Maharani Ratnadevi se dekha na gaya. Wo Muuh phuula kar guusa dikhate hue boli

“Isiliye hum aapko nahi batana chahate the, hame pata tha ki aap hum par haansegi……… Jaayiye hum aapse koi baat nahi karegain”.
 
  • Like
Reactions: SweetSonali

Star Lover

New Member
28
57
14
Part 3

Rajkumari Chandrakala ne dono hath Maharani Ratnavati ne kamar par rakhe aur jor jor se gol gol ghumne lagi aur sath sath mai Maharani Ratnavati bhi uske jor se ghuumne lagi………………

Maharani ratnavati “Are aree ye kya kar rahi ho, aapko pata hai hain hum aapse ruusth hain”

Rajkumari Chandrakala “Accha meri pyaari sakhi mujse ruusht hai, jab bachpan mai Katkhaani Billi ban kar hamare pyaare Maharaj ko Kaat khaya tab bhi ye krodh kiya tha”

Maharani Ratnavati “Dekhiye Chanda aap hamare haatho se piitne waali hain”

Rajkumari Chandrakala “ To piit lijiye naa, aapke komal hatho ka prahaar khane ke liye to hum vyaagra hain’

Aur ye bol kar Maharani Ratnavati ne komal haatho ko chum liyaa.

Haai Rajkumari ji ye aap kya kar rahi hain………. Sissakte hue maharani Ratnavati ne bola.

Mai kya kar rahi hoon, siirf aapni Sakhi ki Viiiirah ko thoda saa aapne prem ke jaal se Thanda karne ka prayaas kar rahi hoon. Chandrakala ne bade pyaar se dheeme se kaamuk swaar nilakte hue kaha.

Maharani Ratnavati “Rajkumari ji aise na kare, aap jaanti hain ki hamari issthiti iss wakt bin jaal ki machli ki tarah hai. Hum aapne aap ko rok nahi paayegain”.

Rajkumari Chandrakala ne Rajkumari ke sundar Mukh ko aapne sone ke kangan bhaare haatho mai bharkar bade pyaar se aapne mukh ki tarah khiinch kar kaha “ Hum to sirf iss machli ko toda saa prem rupi jaal de rahe hain taaki machli aapne Praan ne tyaag de. Kripyaa hame na roke Maharani jii.”

Maharani Ratnavati ne Rajkumari Chandrakala ke hatho ko aapne komal hatho se dabate hue kaha “Ohh sakhi sirf tum hi hamare manoavaastha ko samaj sakti ho.”

Aur bade pyaar se Chandrakala ne Ratnavati ke hotho ko aapne hotho se chuuaa diya..

Turant hi Maharani Ratnavati ne aapne chehare ko piinche hataya aur Sisakte hue aik teej Saans liii……………… Unki sundar naasika se aikk tej saans lene ki dhwaani puure kaaksh aur baraamde mai pheel gayi.

Unki naak ki Naathni iss kaarya se thiirak uthi aur sundar thikhi naasika ke komal nathune phuul gaye. Iss tej saans lene ke wajah se unke saanso mai Chandrakala ke gaajre mai pade hue bela ke phuulo waa gale mai pade hue guulabo ke phhullo si mishriit Sugandha unki naasika se hote hue unke seene mai saama gayi.

Iss ahehesaas ko wo sambhal na paayi aik aik maadak kaajrare nayano se Chandrakala ko dekhne lagi.

Chandrakala bhi Maharani Ratnavati ke sundar Mukh paar aayi iss aatyant uttejit bhaav ko dekh kar bekaabu hue bina na reh paayi. Chandrakala man hi man soch rahi thi ki ye istree kitni sundar hai jo ki mere arthat aik dussri istree ke maan mai bhi Kaam Bhav jagane kaa saamarthya rakhti hai. Aur kitna saubhgyashaali hai wo puurush jiske liye iss Jagat Sundari ke maan mai prem bhav hai aur uske liye ye viraah mai mari jaa rahi hai.

Jahan Rajkumari Chandrakala Maharani Ratnavati ki aulakik sondrya mai koi hui thi wahin maharani Ratnavati Chandrakala ke Gore Mukh, Chanchal nayan, Kaale lambe kesh, aur adbhut aprateem sondarya par mantra mudh thi. Chandrakala ke sondarya ne unhain aapne moh pash mai Jakad liya tha.

Maharani Ratnavati aur Rajkumari Chandrakala koi saamlengikik istriyaaa nahi thi……… wo to bas aik duusre ke Sondarya se aik paash mai baandhi hui thin. We dono aik duusre se prem karti thin aur aik duusre ka dukh dekh nahi sakti thin.

Maharani Ratnavati ke dukh ne Rajkumari Chandrakala wa unko ko aik dusre ke prati aakarshit kar diya tha.

Aab baari maharani ratnavati ki thi. “Ohh meri pyaari Chandra” aur aik baar puunha siiski liii, aik puunah tej saans le beela aur guulab ki sudandh ko aur Chandrakala ki Sugandh ko aapne seena mai bharkar. AApne komal hontho ko Rajkumari Chandrakala ke hontho se jod diya.

Iss wakt aisa lag raha tha jaise do Swarg se uutri Apsaraye aapas mai aik aatmik Chuumban le rahi hain.

Maharani Ratnavati, aik aatyant gaur varna, laambi (Aaj ke samay ke hisab se 5 foot 8 inch), aatyant unntaat istaan (Shayad aaj ke hisab se 34 D) jaise koi bail ke phalo ko chaati par chipka diya hua, Patli kamar, geheri Naabhi, Kamar se niche tiikhe hote hue katav mai jaate hue bade wa ubbhare hue nitaamb jo bade tarbujee se praatiit hote the. Laambe kaal baal jo kamar taka aate the. Agar wo nirrvastra ho kar bhi nikal jaye to ye laambe baal unke har aamol khajane ko chuupa le. Unki Jaanghaaye jaise chiikne sheeshe ke saman prateet hoti thi jo chaandni raat mai roshni ko pratibiimb karti thi.

Aur iddhar aisi hi sondarya ki swamini Rajkumari Chandrakala bhi thi. Bas wo sirf aik cheese mai maharani Ratnavati se aage thi, jab wo hansti thi to Chandrakala ke gaalo mai padte hue gaaddhe kisi ko bhi unkaa daas banana ka saaamarthya rakhte the.

Chandrakaala Chandrama ke saman ujli wa sundarya se bhari hui thi.

Aur aisi do istriyaa jab Chumban lene mai taatpar ho to iss drishaya ko dekhne ke liye kayi tapaasvi aapni tapasya ko bhi tyaag dain.

Sabse pahela kadam Maharani Ratnavati ne uthaya, unhone aapne honth Chandrakala ke aatyaant ubhre hue rasille hontho se ladwate hue dabaav badana shuru kiya.

Chandrakala ye vaar sehe naa paayi aur aik haari hui yoodha ki bhaanti samarpan karte hue aapni kamal jaise badi badi kaajrari nayanao ko band karne lagi aur tej saans leti hui aikk laambi magar dhiimi siiskari bhaari………… uuuuuuummmmmmmmmmmmm………….. tej saans lene ki wajah se aab Chandrakala ki sundar wa tiikhi naasika ke nathune phool gaye. Nasika ki nathini mai latka hua moti spaandan karta hua hilne laga. Aab maharani ke baalo ke gaajre ki champa ki Sugandh aur sharer par lage hue Chandan ki Sugandh Chandrakala ke seene mai bharne lagi…………. Aab iss Sugandh se utteejit hone ki baari Rajkumari Chandrakala ki thi. Uske adhar (nichla honth) Ratnavati ke hontho ke neeche dabe hue hone ke baavjood spandam karne lage. Band aankein bhi spandan karne lagi. Aapni Pyaari Sakhi ke shaariir ki Sugandh ne Chandrakala ko aik duusri duniya mai pahuncha diya.

Maharani Ratnavati jaisi apoorva sundari ki sugandha seene mai bhar lene ke karan Rajkumari Chandrakala ke dono bade bade staano ke ubhaar choli mai kaase hue hone ke baawjood aage ki aur phool gaye.
Aur seedha Maharani Ratnavati ke stano se jaa lage. Aise lag raha tha jaise do bade pahelwaan aakhare mai aik duusre ko peeche daakelne ke liye aapna jor laga rahe hoon.

Inn prem kriidaao ne dono sundar naariyo ke hridya mai thandak pohoncha di.

Aur isska aasar unke aadharo ke milaan par pada. Dono istriya hai duusre ke adaro (Neeche wala honth) ko aapne hontho mai dabane ke liye vyaagra ho gayi.

Koi bhi haar maanne ko tayiyaar nahi thi, Aur tabhi Rajkumari Chandrakala ke aik daav chala unhone aapne komal haatho se Maharani Ratnavati ke nitambo ko jakad liya aur aik aik tej pyaari Chikoti daayane nitamb par kaant li.

Assar ye hua ki Maharani Ratnavati ki aik tej siskaari likal gayi, aankhein aik dum ke khul gayi jaise kisi ne neend se jaga diya ho aur Muuh kuul gaya……………………. Issssssssssssssssssss…………haaiiiiiiiiSSSSSSSnnnnnnnn.
Yahi awwsar tha jab Rajkumari Chandrakala ne taatparta dikahte hue Maharani Ratnavati ke raasile, gulab ke paankdiyo ki tarah komal, shahad ke bhaare chhate jaise adhaaro ko aapne hontho mai bhaar liya. Aur bedaardi se chhuuuusne lagi……..

Bedardi se waise kya chuusti, kyuki Rajkumari Chandrakala ke hoonth kud bhi aatyaant komal the. Jitna jor wo lagati utna hi Aaanand Maharani Ratnavati ko aata.

Pratiuttar mai Maharani Ratnavati ne aapni Pyaari sakhi Chandrakala ke uppri hontho ko bade pyaar se nishana banaya aur utni hi taanmayata se chuumne lagi.

Pata nahi kitni baar dono ruup sundariyo ne tej saanse li, siskariya bhari… aik duusre ki naasika ko aapni naasika se raagda, aapni aapni nasika ki nath aik duusre se takraayi aur naa jane kitni baar aik duusre ke hoontho ko aanpne mootioo jaise daanto mai pakad kar kiincha. Kiinchte wakt ye jaaur dhyaan rakhti thin ki kahin unki pyaari sakhi ko dard na ho…………….. Aur kayi baar uttejana vash khiinchte samay duusri ko dard ho bhi jata tha. Ismai unn dono ki koi galtiya nahi thi aakhir dono ke addhar the hi iitne koomal ya raas se bhaare the.

Maharani Ratnavati ke adhar abhi bhi Chandrakala ke dwwara aapne hontho se maathe jaa rahe the…………… Aab baadla lene ka vichaar Maharani Ratnavati ko aaya. Unhone aapna daaya hath aage kiya aur bade jor se Chandrakala ke aik Ubhaar ko umeth diya. Rajkumari Chandrakala Chaunk gayi wo peenche haathna chahati thi magar Maharani ye jaanti thi. Isliye unhone aapni pyaari sakhi ko kamar se aik haath se pakad liya aur use duur nahi jaane diya. Aur duusre hath se ubharo ko umeeth ti rahi.

Aik tej Siiski Rajkumari Chandrakala ke mukh se niklii………….. Haai Sakhi, Meri ratna ye kya kar rahi hain aap………… Aur bolte hi Maharani Ratnavati ke adharo ko chod diya. Aage wo kuch nahi bol paayi KYUUKI.

Mauke ka fayada Maharani Ratnavati ne uthayaa tha, Ratnavati ne aik dumse Chandrakala ke dono hontho ko aik sath aapne hontho mai ked kar liya aur dheere dheere se chuumne lagi. Chandrakala aapne aap ko iss prem yudh mai parajit hokar bhi saubhagyawaan mane lagi kyuki wo aik anand ke mahasagar mai duub rahi thi jiski lahara uske hridya se nikal rahi thi.

Kafi der chhusne ke baad Maharani Ratnavati ne aapni Jivvya (Jeebh) bahar nikali aur bade pyaar se Rajkumari Chandrakala ke mukh mai pravesh kara diya. Jiska Pratikaar Chandrakala ne aapni Jivya (Jeebh) ko bahar nikal kar kiya.

Aab dono ke hotho se saath sath dono ki jivyaa ka bhi sangharsh chaal pada tha jiske niskarsh mai dono se mukh mai amrit ke saman meetha mukh rass (Laar) paida ho raha tha. Ye raas dono ki jivvya aik duusre ke mukh mai pravesh karaane ka prayaas kar rahi thi.

Dono istriyaa aik dussre ka mukh raas pi kar aur aadhik uttejit ho rahi thin.

Sath mai dono kii chuudiyo wa sone ke kaangano ki Madhur dhaawni bhi jor shor se prakat ho rahi thi………………Kyuki dono sakhiya aik duusre ke suundar sharer ko aapne komal haatho se sahala rahi thi…..

Dono kabhi aik duusre ki kamar, kabhi puusht nitaamb, kabhi peenth to kabhi moti Jaaghein sahala rahi thi.

Beech beech mai maaadak siskariyo ki awaj iss saanj ko aur rangeen bana rahi thi

Dono kaaaminiyaa aik duusre ko puukar rahi thin.
Maharani Ratnavati “ohh Chanda, Issssssssssssssssss………….. Tum kitni sundar ho…………. Iiiiiiiiiissssssssssssssssssssssssssssiiiiiiisiiiiiiissss
Hame pyaar karo Chanda……… meri pyaari sakhi………..

Rajkumari Chandrakala…………… Haaaan ratna…………. Meri Pyaari ratna………………….. mai tumhain avaashya prem karungi…………….. Issssssssssss………. Ahhhhhhhhh……… Aap bhi hame preem kare………. Ohhhh Ratna…………. Aapka mukh rassss kitna meetha hai…………..

Maharani Ratnavati “ AApka mukh rass bhi bohot meetha hai…….. pyaari sakhi……………… haan aise hi haame sahalaayiye………..

Dono ke aise hi aik duusre ko sahalane mai unke Istaan aik duusre se aate ki chaaki ki tarah piss rahe the………… Sath mai piss rahi thi dono ke gale mai padi hui Gulab ki Maala. Jinke Gulab aik duusre ke kathor istano se ragad kar neeche jamiin kar sirf paankhudiyo ke ruup mai diir rahe the…………………

Dono istriyaaa aik laaambe preem krida wa chuumban ke baad haafte hue dheere se alag hui……………..

Magar wo jaise hi alag hui dono ki Naasika mai aik tiiivra dard hua. Karan tha unki sundar naasika khiinch gayi thi. Jab unhone iss par dhyaan diya to dekha ki unn dono ki naathniyo ke latakte hue moti aik duusre se ulaajh gaye the. Karan tha unke dwaare kiya gaya aik deergh Chumban yudh.

Ise dekh kar dono aik duum se haans padi. Bade pyaar se maharani Ratnavati ne aapni nathniyo ke moti ko suuljhaaya. Aur Boli……….. dekha Chanda, tumhari sundarta ke vashiboot hokar hamari nath bhi tumhara sath nahi chodna chahati.

Rajkumari Chandrakala ne iss baat ka koi jawab nahi diya…………… Maharani Ratnavati bade pyaar se aapni Sakhi Chandrakala ko dheere dheere kamre ke aandar le jaaane lage jaise koi duulha dulhaan ko Pratham raatri ke samay suuhag katsh mai lejaata hai. Aandar jaate hi maharani ratnavati ne dheere ke kaksh ka dwaar band kar diya……………………….

Thodi hi der mai dono ke saare vastra aur abhushan neeche jaamin par pade the………….. DOno Istriyaaa nagn aik duusre ko chhummme ja rahi thi……………………………… Aur tej tej saanse liye jaa rahi thi……….

Kafi der chhumne ke baad Rajkumari Chandrakala alag hui aur Palang par baaithte hue Maharani Ratnavati ko dekhne lagi…………. Maharani Ratnavati bhi muskura rahi thi……………………. Rajkumari Chandrakala aapne bade laaambe baalo ka juuda banana lagi aur maharani Ratnavati ko muskura kar dekhne lagi……………..

Juda baante hi Chandrakala, maharani Ratnavati ke mukh ke upper dono pair sir ke agal bagal kar ke baith gayi. Aur jhuuk kar maharani Ratnavati ki Yoni ki tarf jhuuk gayi…………………

Rajkumari Chandrakala “Ratna, tumhari yoni to itna saara ras chood rahi hai………… Kya hame iska paan karne ki aagya hai”

Maharani Ratnavati “Haaiiii nirlaaj ye kya baat kar rahi hai, jab hamaare vasstra itni adhhirta se utaar rahi thi tab to haamri aagya nahi maangi aapne…………….. Hame pata hai aap hame sata rahi hain”

Ye pyaar bhari meethi daant sunkar Rajkumari Chandrakala muskuraye bina na reh saki “Are raas aapka hai to paan karne se pahale aagya to leni hi padegi naa”

Maharani Ratnavati “to thiik hai aapko aagya nahi hai”

Rajkumari Chandrakala “ Agar aagya nahi hai to hum aapki aggya ki aavhelna karegain” aur ye bolte hi aapni Jiivya ki nok se Maharani ratnavati ki yoni dwaaar ko dheere se chuu liya.

Maharani ratnavati ko aik tej jhaatka laga “Sukh ki aik tiiivra lahar yoni se utt h kar man mastishk mai sama gayi. Aur aik tej siskari maharani ratnavati ke mukh se nikal gayi aur sath mai meethi Gaali bhi …………………….. AHHHHHHHHHHHHH Chanda…………….. Nirrrrlaaaaajjjjj……….. Dushhhttttt…………………

Rajkumari Chandrakala “ Accha aapshabho ka prayog”, Aab ham aapko batate hain,”………………………… Aur puuri Yooni neeche se uppar tak puri jeebh se 3 -4 baar chaat lii.

Maharani Ratnavati Buuri tarh se Siski……………… Aab unhai iss haamle ka jawab dena tha…………. Wo unhone diya bhi……… dheere se aapni sundar ungliyo se Chandrakala ke Yoni ke baal hataye……… Dono Yoni Hontho ko felaya aur seedha uske bhaankur (Clitoris) ko aapne komal hontho ke beech daba liya…………..

Rajkumari Chandrakala sisski nahi baalki Chiilaayi “haaiiiii Maaar gayi, ratnaaSSSSSSSSSSSSSSS……………….. AAp kitni kruuuurrrr hain…………….. Aapni Sakhi ko koi iss tarah se dard deta hai kya………..

Maharani Ratnavati ye sunn kar hans padi “Aab pata chala, aanand aaya, badi aapne aapko veer baanti thi naa appp……… aab boliye………. Ye to shuruvaat hai aage dekhiye kya hote hai……………… ye bolte hue aapni aik unngli Rajkumari Chandrakala ke yoni Chiidra (ched) mai pravesh kar diiii. Isse jayada jagah Rajkumari Chandrakala ki kaasiii hui Yoni mai thi bhi nahi……………….. Ungli thoda aage ghute hue Rajkumari Chandrakala ki yoni ke kunnwarepan se taakraya aur wo bohot jor se Chiilaaaayiiii “ Maharani Ratnavati dayaaaa kijiye hummmmm aapki sakhi ………” Hum se aage wo kuch bhi nahi bol paayi aur aapni piinth aur Siir danush Kaman ki tarah piincha kheech liya

Maharani Ratnavati ye sunn kar aur jorse hansne laaagi “ Thoda aage piinche ungli karte hue boli “ Chinta mat karo Sakhi, hum jaante hain ki aap Kuunwaari hai…………….. AAPka kuuwaarapan hum bang nahi karegain…………………. Use to hum kisi saawle saloone Rajkumar ke karwaaingain aapki use shaadi karwa ke……………. Ye sun kar Chandrakala aapne hone wale pati ke baare mai baat sunkar buuuri tarah Sharmaai……………. Aur prem se aapni Sakhi ki baalo se bhari hui suundar yoni ko baalo ko hatakar, yooni hotho ko hatakar chaatne lagi…………….

Aab dono istriyo ne aik duusre ko dard ne dete hue aik duusre ki yoni ko tab tak chaata jab tab dono ki yoni ne aamrit rass ko nahi baarsa diya…………..









 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,535
150,220
304

Hello Everyone :hello:
We are Happy to present to you The annual story contest of Xforum "The Ultimate Story Contest" (USC)..

Jaisa ki aap sabko maalum hai abhi pichle hafte he humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time Pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit chat thread toh pehle se he Hind section mein khulla hai.

Iske baare Mein thoda aapko btaadun ye ek short story contest hai jisme aap kissi bhi prefix ki short story post kar shaktey ho jo minimum 700 words and maximum 7000 words takk ho shakti hai. Isliye main aapko invitation deta hun ki aap Iss contest Mein apne khayaalon ko shabdon kaa Rupp dekar isme apni stories daalein jisko pura Xforum dekhega ye ek bahot acha kadam hoga aapke or aapki stories k liye kyunki USC Ki stories ko pure Xforum k readers read kartey hain.. Or jo readers likhna nahi caahtey woh bhi Iss contest Mein participate kar shaktey hain "Best Readers Award" k liye aapko bus karna ye hoga ki contest Mein posted stories ko read karke unke Uppar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske aalwa aapko apna thread apne section mein sticky karne kaa mouka bhi milega Taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab k liye ye ek behtareen mouka hai Xforum k sabhi readers k Uppar apni chaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna suru kar shaktey hain or woh thread 21st February takk open rahega Iss dauraan aap apni story daal shaktey hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna suru kardein toh aapke liye better rahega.

Koi bhi issue ho toh aap kissi bhi staff member ko Message kar shaktey hain..

Rules Check karne k liye Iss thread kaa use karein :- Rules And Queries Thread.

Contest k regarding Chit chat karne k liye Iss thread kaa use karein :- Chit Chat Thread.

Regards :Xforum Staff.

 
Top