- 28
- 57
- 14
Aasman mai duur khain saangh ki laalima bikhri hui thi jaise surya ke duubne ke baat divas aapni pritama raatri se milne ke liye utaavla ho raha ho aur ratri aapne din ko aalingan mai lene ke liye utaawali ho rahi ho. Inke prarambhik milan se utpaannn laalima shaam ke wakt aakash mai chhyi hui thi. Dharti par bhi kayi kaamuk preemi iss ummid se iss sundar drishya ko dekh rahe the ki jaldi se raatri din ko aapne aalingan mai dakh kar use aapne neeche lita le aur aapna prabhav puurn ruup se jaama le aur premiyo to bhi aapni priyatam ya premika se miilan ka aawsar prapt ho.
Iss sundar saangh mai bhi do aankhe ghiir aayi shaam ki laalima ko aik tak bhaavna shuunya ho kar nihaare jaa rahi thi. Maharani Ratnavaati na jaane kitne waqt se sirf saanth ki laalima ko aakash mai nihaare jaa rahi thi, bhaavna shuuna ho kar. Jaise unke maan mai koi vichhar hi na ho jaise air nirjiiv deehh, bhaavna shuuya maan aur nirspaandan karta hua sundar muukh. Aapne mahal ke kaksh ki chaat par muundari se sir tikaaye, aapne baade baade nitaambo ko sirk aik khaambe se tikaaaye baadi baadi kamal nayano se aapalak aakash li laalima ko nihaare jaa rahi thi.
Maharani ji, maharani ji, piiche se kisi ne puukara. Magar chetna shuunya maharani Ratnadevi ne kuch bhi jawab nahi diya. Dheere dheere piiche se chalta hua koi saaya uunke nikat aa chuka tha. Aik pyaare sundar wa komal haatho ne Ratnavati ko bade pyaar se hilaaya. Ratnavati jaise chauuk ke piiche muudi aur aapni baadi baaadi kaajre nayano se aascharya se usss saksh ko dekne lagi. Jaise kisi soti hui baalika ko aikdum ko sote se uttha diya gaya ho.
Ohh Sakhi tum, tumne to hame daara hi diya tha. Ratnavati ne piiche mud kar muskuraate hue dekha magar muskurate hue bhi wo aapne maan ke khali pan ko chhupa nahi paayi.
Areee Sindhuraj ki maharani ko darr bhi lagta hai, maharani Ratnavati ki Sakhi Rajkumari Chandrakala ne muskurate hue bade pyaar se puuncha.
Rajkumari Chandrakala Sindhuraj Pradesh ke Padosi rajya Jhalawaar ki raajkumari thi aur Maharani Ratnavati ki Sakhi thi, wo hi aik thi jo bina roke toke maharani Ratnavati ke kaksha mai aa jaa sakti aur maharani ke aatyaant Priya thi waa unki mukhya mitra wa Sakhi thi. Ye bhi keh sakte hain ki Chandrakaala unki mukhya daaasi thi jise kabhi maharani Ratnavati ne daasi hoone ka aihesaas nahi karwaya.
Sindhuraj aur Jhalawaar rajya mai mitrata nahi thi ye dono shatru raajya the aur agar dono shaatru raajya the to Rajkumari Chandrakala Sindhuraj Pradesh mai kya kar rahi thi wo bhi Maharani Ratnavati ke ittna karib inn sab ke uttar deena shayad itna aasan nahi tha. Ye aik aisi ghatna ke kaaran tha jo Sindhuraj Pradesh wa Maharani Ratnavati ke bhuutkaal mai chupi hui thi.
Chandrakala ke prashan par Maharani Ratnavati ne aapna sir neeche jhuuka liya. "Saakhi Sindhuraaj ki maharani ko shaayad daar nahi lagta magar aik bhaarya (paatni) ko to laagta hai naa. Uddas mukh se Maharani ratnavati ne jawaab diya."
Aare Aare ye kya meri Saakhi iitni udaas, Chandrakala ne Ratnavati ke kaadho ko paakde hue baaade pyyar se uske muukh ko thoodi se aapni naajuk naajuk uungliyo se uuper uuthate hue kaaha.
Ratnavaati ne thaandi saans lete hue aadhirta dikhaate hue Chandrakala ke kaandho ko thooda kaathorta se paakdte hue khaha “ Sakhi mujhse ye viiraaah aab nahi saaha jaata, Ye shaam ki laali muje kaali vishaali naagin ki bhaati daasne ko doodti hai”.
“Muujse aab sahan nahi hota”. Aur kah kar Chandrakala ke staano par pade hue aachal ko haatho mai le thoda sa khiinch kar kar aapne sir ko neeche kar, aapna suundar muukh uss aanchal mai chuupa kar phoot phoot kar roone laagi”.
Chandrakala ke liye ye aascharya ki baat thi, Raajvansh ki isstriyo ko rone ka aadhikaar nahi hota. Paati ki chiiita par bhi wo ro nahi sakti. Aur usss par bhi Maharani Ratnavati jaisi viiiraangna jisne Maharaaj Ruudrasen ki aanupasthi mai Sindhuraaj Pradesh ki Jaanta ko aik Maa ki tarah sambhalaa tha. Isiliye saari jaanta unhe Maharani Ratnavati nahi baalki raani Maa keh kar sambhodit karti thi Saare prashasanik kaarye wa, raajya ki aantrik wa bhahari suuraksha ko, Maharaja Rudrasen ki anuupasthiti mai badi kuushalta se sambhala tha.
Ye Samay tha 195 Issa puurva ka, Jab Morya Rajvansh patan ki aur tha, Samrat Ashok ki Mrityu ke 70 varsha biit chuke the aur Budh dharma puure Aryavaart ka pramukh dharm ban ke uubhar chuka tha. Saaare raajvaansho ne aapni viirta aur taalwaaro ko aahinsa ke naam se tyaag diya tha aur Buudha dharma aapna liya tha. Bharat ki pramukk shakti Magadh mai Maharaja Devvarman ka raajya tha. Aur wo bhi Ahhinsa ke sidhanta ke prabhav mai aa kar Saaanya Shakti ko uupekshit kar chuke the. Bharat ke saare jaanpado ki yaahi issthi thi.
Aryavaart iss samya rakshahiin, aasurakshit va shaktihiin aavastha mai tha. Aur Aise hi waqt bharat ki paavitra bhuumi par Madhya Asia ki maahan Shakti Raja Leonidus ki naajar paadi. Leonidus aik 30 varshiya Hunn jaati ka shashak tha jo aapni mahatvakanshayo ke kaaran prasiid tha. Uska raajya abhi ke samay ke aadhe Afgaistan, Pure Kajakistan, Aadha Iran se lekar laal Sagar tak feela tha. Maatra 30 saal ki ummar tak ussne puure Madhya Asia ko roondh kar rakh diya tha. Wo 55 yudh lad chuka tha aur aik mai bhi parajit nahi hua tha. Persia (Aaj ke samay ke Iran) ke yuudh mai usne sirf 1 lakh ki sena ke sath Persia ke Mahan Saasaniya Saamraaja ki 5 lakh ki seena ko maatra 3 din ke yuudh me Parajit kiya tha.
Khatre ki ghaanti baaj chuki thi Bharat jaisi sone ki chidiya par aik giddh ki naajar padh chuki tha
Aisa nahi tha ki saare shashako ne aapne aastra tyaag diye the, abhi bhi aise Maatwaale the jo aapne sir ki baaji aapni maatrabhumi ke liye lagaaye hue the.
SINDHURAJ Pradesh wa usmai raaj karne waale Agnivanshi Raajgharana aise hi maatrabhumi ke rakshak the jinhone baadi baaadi kurbaaniya di thi Aryavaarta ki Raksha ke liye.
Sindhuraj choota raajya avashya tha magar himmat, sahaas wa bilidan mai saare shatruyo paar bhaari padta tha. Aryavaart par uthne waali har talwaar ko sabse pahale Sindhuraj ke Agnivanshi shaatriyo se takraana padta tha. Aur naa jaane kitna ki Aryavaart ke shaatruyo ke rakt se Agnivaanshi shaatriyo ne Aryavarta ki bhuuki ka rakt shringaar kiya tha.
Iska aik kaarna Sindhuraj Pradesh ki bhogolik avastha bhi thi. Ye Rajya adhunik Punjab se lekar, Aadha Himachal aur aadhunik Khaibhar wa Gandhar (Adhunik Afghanistan) ki seemao se lagta tha. Kisi bhi bhahari aakramankartao ko Bharat ki mukhya bhuumi par hamla karne se pahale Sindhuraj ko haarana wa jittna hi padega. Duusra rasta Aryavaart ki bhuumi par haamle ka Persia, Hinglaj Pradesh (adhunik Baluchistan) se hokar jaata tha. Magar iss raste mai aikk bada maruushal padta tha (Adhunik Thaar ka registaan) jise paar karna bohot kathin kaarya tha. Iss raste ko paar karne ka agar haamlawar sena sochti bhi thi to Aryavaat ke jaanpado ko iitna samay mil jaata tha ki wo haamlawaar sena ke pratiuttar ke liye taaviyaari kar sake aur aakramankaari senaoo ko Maarushal mai ki Jaala kar raakh kar de.
Le de kar sirf aik rasta bachta tha jo Sindhuraj Pradesh se ho kar guujarta tha. Jahan Raja Rudresen ka raaj karte the. Itne mahetwapuurna bhogolik sthiti hone ke kaarna Sindhuraj Pradesh aatyaant samridh bhi tha kyuki Bharat se Gandhar wa Madhya Asia se hone waala saara Vyapaar Sindhuraj Pradesh se ho kar hi gujaarta tha.
Magar iss raajya koo aaye diin Madhya Asia, Ghandhar (Addhunik Afganistan) wa Persia (Adhunik Iran) se haamle jheelne padte the.