• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Uff! Ye Mohabbat ! (completed)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
Aniket apni dimag sahi chala he Radha k piche krishna usi tarah sanjana k piche avi ayega jagah bhi sahi chunna he taj Mahal.Fantastic update..
Bahut bahut shukriya bhai :thanks:
 
  • Like
Reactions: mashish

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
Truly romantic 😍 😘..pyar ka nissani me dono pyar karne walo ki mulakat ho gaya phirse.words used in this update are heart touching really.
Bahut bahut shukriya bhai :thanks:
 
  • Like
Reactions: mashish

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
वाह पूर्णमासी की रात व चांद की रौशनी में चमकता संगे मर मर का ताज महल
और विरह के ज्वाला में जल रहे दो प्रेमी
gajab :applause:
 

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
चांदनी रात में चमकता दमकता ताज़
दो सितारों का मिलन था शायद आज
gajab :applause:
 

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
Review of update 35:-
Nice update....
Avi ne Sanjana se officially mrg kar liya hai Gandharba vivah ke jariye....
Aur Barsana , Radha Rani ki gaon mein lakar fir ek bar sachha pyar kya hota hai Sanjana ko feel karwaya hai ...
Sachhe prem mein sirf apne premi ke khushiyan mayne rakhata hai....
Radha rani niswarth prem ki prateek hai ....
Superb update....
officially to nahi par ha
Bahut bahut shukriya bhai :thanks:
 
  • Like
Reactions: mashish

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
ye ho kya raha hai :D
shaadi bhi kar li sanjana se :hmm2:
udhar aniket ko baar baar dauda par raha... kabhi naach raha to kabhi hanshe jaa raha hai....
mathura gaye sabhi.... Bhakti mein leen hone jagah ye kya rahe hai ye sab :bat:
Mujhe ye sab pasand nahi... :bat:
Avi jaha bhi gaya ho...barsana ya vrindavan.... milna to nischal hi chahiye... :D
Well...Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi... are pichli story mohabbatein wale romantic mahol banao yaar.. ye kya bhaga douri, luka chipi wala pyar ho raha hai...

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
Bahut bahut shukriya :thanks:
 
  • Like
Reactions: mashish

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
So inlogo ki is khoji aviyan mein yash aur priya bhi ne bhi join kiya aake ...

Waise ye kya pakadam pakadrayi ka khel khel raha ye aniket aur avi...
Kabhi ye teeno uske piche to kabhi wo aane wala hai indono ke piche...

are simple si baat hai .... aniket aur komal milke sanjana ko kisi chalti car ke saamne dhakka maar de... :D
phir dekhiyo ye khabar sun kaise bhagta hua avi unke aata hai :rolrun:
Kyun Adirshi thik hai na :shy:
Adi inlogo se kaho na is masoomiyat se bhari planning ko anjaam de de wo logis :angel:




Well....Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
mast plan hai re baba :roflol:
Bahut bahut shukriya :thanks:
 
Last edited:
  • Like
Reactions: mashish

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,785
55,163
304
Btw avi se zyada to ye aniket ant tak sanjana ko tadapne ke liye majboor kiya... sanjana kya even komal bhi ...
Komal ko to gusse mein ubal rahi thi jaise.... waise uski bhi koii galti nahi.... sanjana ka murjhaya hua chehra dekh ushe bhi achhi nahi lag raha tha...

So finally sabhi khoj bin, lukka chupi ke khel ke baad pyar ke pratik ko sakshi maanke avi sanjana ke saamne aake us pyar ka izhaar kar hi diya....
baakeyi mein kaafi romantic mahol bana update ke ant mein...Do pyar karne mil gaye ....
lagta hai ab in dono ke pyar aur chahat puri jor pe honge .... ..
hope ki dono aise hi sath rahe zindagi bhar chahat ke tale hanshte muskuharte in pyar ke palo ko jeete huye ..
Khair... Kaafi dilchasp aur dikash update tha sath hi kirdaaro ki bhumika bhi...

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :claps: :applause:
Bahut bahut shukriya :thanks:
 
  • Like
Reactions: mashish
Top