# 37
Ussi waqt donon hi ek dusre ki taraf mude aur unki nazron ne ek dusre ki aankhon mein dekha tu unme ek dusre ke liye chahat ka aabhas hua. Rajni ki aankhein yeh jyada der bardasht nahin kar payi aur sharam se jhuk gayi
Ravi tu usse dekhe hi ja raha tha aur jaise hi uski nazre ne Rajni ke jhukhe hue chehre ka peecha kiya tu uski nazron ne Rajni ke bina dupatte ke gale ke darshan kiye. Usse Rajni ke urojon ka upari bhagh dikhai diya jo uske man me romanch bharne ke liye kafi tha. Uska man tu kar raha tha ki vo thodi der aur iss nazare ka aanand uthaye lekin usse Rajni ki narazgi ki bhi chinta thi, isliye na chahte hue bhi apani nazron ko vanha se hata liya.
Ravi ne apani nazre tu hata li lekin apane vicharon me Rajni ke urojon ki khubsurti ko apani aankhon mein basane ki koshish karke aanandit ho raha tha. Tabhi vo Tajmahal ki seediyon par panhuch gaye aur andar jakar Tajmahal ki khubsurti ko dekhkar bahar aa gaye.
Tajmahal ke charo kono par bade bade Burj bane hue the aur vanha par kafi khuli jagah thi. Kai couples vanha par ek dusre se pyaar karte nazar aaye jisse dekhkar vo donon man hi man thodhi der pehle hue vakaye ko yaad karke hans rahe the.
Jab vanha se vapis aa rahe the tu ek photographer unn ke peeche pad gaya aur kehne laga 'sahab bahut acchi photo banaunga aur vo aapko hamesha yaadgar rahegi'
Ravi ne usko kafi mana Kiya lekin vo nahin mana tu vo donon vanha bageeche me chale gaye aur photo ke liye paas paas khade ho gaye. Tab photographer ne unnhe kaha'sahab paas paas aaiye tab aap donon ki photo acchi aayegi'
Donon uski baat sunkar thodha paas tu aaye lekin photographer ne unhe aur paas aane ke liye kaha tu vo jhijhakne lage Photographer: sahab aap sharmana chhodiye aur Madam ke bilkul paas aakar unke kandhe par hath rahiye jisse acchi photo banegi.
Ravi: Nahin aise hi kheench lo
Photographer un ke paas aakar album me kai pose dikakar 'sahab aap konsa roj roj yanha aane wale hain, inn palon ko camere me acchi yaadon ke rup me kaid kariye' Fir vo Rajni ko samjhane laga 'Madam aap hi Sir ko kahiye na ye moments fir jindagi me nahin aayenge'
Donon ne ek dusre ki taraf dekhkar ek muk swikriti de di. Ravi ne jaise hi Rajni ke banye kandhe par apana danya hath rakha tu donon ke man me jhurjhuri si paida hui. Ravi pehle bhi uske kandhe par apana hath rakh chuka tha lekin aaj kucch alag hi lag raha tha. Shayad pehli baar un donon ke man me ankurit sharirik aakarshan ne unhe utejit kar diya. Tabhi
Photographer: Madam aap thodha sa Sir ki taraf mudkar apane ek hath ko Sir ki chhati par rakh dijiye
Ravi: aise hi kheench lo
Photographer: Sir aise tu kheench li hai, lekin vo pose bahut hi accha rahega.
Rajni vanhi khade khade apane danyi taraf ghumne lagi. Aisa karne se uske danye uroj ne Ravi ki banyi taraf ki chhati se ragad khani shuru ki aur vo itna mud gayi ki Rajni ke urojon ke bich ki line Ravi ke banyi taraf ko saparsh kar rahi thi. Uska danya uroj banyi taraf kamar ki taraf aur danya uroj Ravi ki chhati se aa laga. Yeh ek bahut hi utejak pose tha. Donon ke man me bahut hi utejit karne vale vichar janam le rahe the ki tabhi Rajni ka banya hath Ravi ki chhati se aa takraya aur Rajni ne apani hatheli puri ki puri uski chhati par tika di. Itna hi nahin usne anguthe aur ek ungali ki madad se Ravi ki shirt ke button ko pakad liya.
Ravi ke man me utejana ka sanchar hone laga. Rajni bhi kanha peeche rehti. Uske sath tu yeh pehli baar ho raha tha. Uske dil ki dhadkan kai guna badh chuki thi, jisse uske urojon ne upar neeche hokar Ravi ki chhati par kehar dhaya hua tha. Ravi ke liye apane aap ko niyantran me rakhna mushkil ho raha tha. Rajni ke man me bhi kai utejak vicharon ka janam ho raha tha jo usse sharam aur haya ke bandhan ko todne ke liye mazbur kar rahe the, lekin vo ek sanskari ladki hone ke karan apane manobhavo ko apane chehre par na lane ke liye kadi mehnat kar rahi thi.
Photographer: Madam aap apani nazron ko upar uthakar Sir ki aankhon mein dekhiye
Rajni ne jab apani nazre uthakar Ravi ki aankhon mein dekha tu usse pehli baar Ravi ki aankhon mein apane liye assem pyaar dikhai diya. Pehle tu usse laga ki shayad usse dhokha hua hai, lekin un aankhon ki gehrai me jhankne se usse pyaar ki gehrai nazar aane lagi, jisse usse khushi, utejna, sharam, sankoch aur dar ki milijuli anubhuti hui aur vo un aankhon ka samna na kar payi aur apani palkon ko jhuka liya. Tabhi
Photographer: Madam aap please apani aankhein kholiye
Rajni ne aisa hi kuya aur photo click ho gayi. Vo donon hatne hi wale the ki
Photographer: Sir ab aap Madam ki kamar ko apane danye hath se pakdiye.
Ravi: yaar ab bas bhi karo.
Photographer: bas Sir do teen pose aur bas
Ravi ne Rajni ki aankhon me dekha jisne muk swikriti de di. Ravi ne apane danye hath se Rajni ki kamar ko jaise hi pakda tu donon ko ek current sa laga. Donon ek dusre ki aankhon me dekhne lage tu unhe ek baar fir se pyaar dikhai dene laga. Hairani ki baat yeh thi ki iss baar Ravi ne bhi Rajni ki aankhon mein vaisa hi pyaar dekha. Vo acchambhit aur prafullit mehsus kar raha tha. Jaise hi click hua tu
Photographer: Sir aur Madam, ab aap donon ek dusre ko banhon me lekar ek dusre ki aankhon mein dekhiye
Pata nahi kya hua ki donon ne iss baar bina kisi baat ya virodh ke ek dusre ko apani banhon me le liya aur aisa karte hi Rajni ke urojon ne Ravi ki chhati ka purn rup se sparash kiya aur aankhon me pyaar ki jwala prajavalit hone lagi.
Photographer: Sir agar bura na Lage tu aap Madam ko kiss bhi kar de
Ravi: nahin nahin ye theek nahin hai. Ab bas karo aur jaldi se photos de do