# 8
Ravi : arre yaar kya karu ek khubsurat Kanya ne mujhe apane mayajaal me jakad liya hai aur aaj vo mujhe tumhare paas aane nahin degi
Ravi's wife : chalo accha hai kam se kam ek din tu aapki bore baaton se chutkara milega.
Ravi : kya Anjali tum bhi na, Main bore bataine karta hun
Anjali (Rajni's wife) : aur nahin tu kya. Abhi bhi bore kar ho. Aapko fursat hai aisi baaton ke liye. Har waqt kaam hi kaam aur aap keh rahe ho ki aapko ek khubsurat Kanya mil gayi hai. Ha...ha .ha
Ravi : yaar Main sach me majak nahi kar raha hun, ek khubsurat Kanya ne wakai mujhe apane mayajaal me jakad liya hai.
Anjali : Aap na ye baataien banana band kijiye, sham tak tu koi ladki nahi thi aur ab ye kanha se paida ho gayi hai. Aap tu kisi bhi mahila ya ladki se hamesha dur rehte ho. Kisi Kanya me itni himmat kanha se aa gayi ki vo aapko apane mayajaal me jakad le. Main aapko bahut acche se janti hun, Ye asambhav hai.
Ravi: yaar vo Kanya tumhare Jaan pehchan wali hai aur aaj nahin balki bahut saal pehle paida ho gayi thi. Ab tu vo khubsurat Kanya ban gayi hai aur uske chehre par aisa Noor hai ki koi bhi usse Bach nahin sakta. Ab jab maine usse dekha tu sach me mere dil ki dhadkan badh gayi aur main uski sundarta ke nashe me madhosh ho gaya hun
Anjali : ha. .ha ..ha ..
Madhosh!
Mere jaan pehchan wali sab mahilaon ko achche se pata hai ki aap kisi ko ghaas bhi nahin dalne Wale aur aap iss ke mayajaal me fans gaye hain
Ravi : yaar Main bilkul sach keh raha hun ki ye Kanya tumhari Jaan pehchan wali hai aur isne mujhe apane mayajaal me jakad liya hai. Abhi fansa nahin hu. Apne aap ko bachane ki bharpur koshish kar raha hun. Dekhte hai ki aage kya hota hai
Anjali : ha..ha ..ha..
Bade romantic ho rahe ho. Agar aisa hai, jaise ki aap bata rahe hain tu app enjoy karo. Vaise mujhe malum hai ki aap kisi project me fans gaye honge aur vo project aapko Kanya lag raha hoga. Ha...ha...ha ..
Enjoy karo, Main aapko bilkul bhi disturb nahin karungi. Good night.
Itna kehkar phone cut gaya aur Ravi apana luta pita sa chehra lekar sofey par baith gaya aur badbadane laga 'yaar meri baat koi Manta kyoun nahin hai'
Rajni ne Ravi ke paas aa kar kehne lagi 'Uncle I am sorry ki maine aapka dil dukhaya hai. Aap meri vajah se mausi se dur ho rahe hain'
Ravi ne apane chehre ko upar uthaya aur Rajni ki aankhon mein dekha tu usse vanha peeda dikhai di. Ab ye samajh nahin aa raha tha ki ye peeda kis vajah se thi. Ravi uske sar par hath rakhkar kehne laga 'Tum sorry kyoun bol rahi ho, ab tu main aaj yanhi par hun'
Rajni: Lekin aapko meri vajah se mausi se chupana pad raha hai
Ravi: Maine kanha kucch chupaya hai. Maine tu usse bilkul sach bol diya hai. Ab batao tumhari vajah se kya chuppaya
Rajni: Mausi ko pata nahin hai ki aap mere paas hain
Ravi : Dekho tum ek Kanya ho aur Anjali ki jan pehchan wali ho tu Maine tu usse sach hi bata diya hai. Ab ye baat dusri hai ki usne meri baat ko mazak me uda Diya hai.
Rajni : Lekin Maine aapko apane mayajaal me kab jakda hai
Ravi: (usko bade pyaar se dekhte hue) hooo....ooon lagta hai tumhare irade nek nahin hain
Rajni: ( uski baju par mukka marte hue ) Uncle aap na kucch bhi bol dete ho, aap jaiye Main aapse baat nahi karti.
Ravi khada hota hai aur Rajni ko Thank you bol kar darwaje ki taraf jane lagta hai aur kehta hai 'chalo accha hai aaj Anjali ko surprise dunga'
Rajni jaldi se doudkar Ravi ko peeche se pakad kar apane hathon ko uske bagal ke neeche se nikal kar Ravi ko apani gudaj bahon ke ghere me aise kas leti jaise ki vo bahut keemti khajana ho aur kehti hai 'ab tu aaj kisi keemat par aapko jane nahin dungi'