• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Komal singh

Banned
292
2,983
123
Update 57 Abhi Learnt Something About Manoj

Dosto main kuch vakiyaat skip kar raha hoon ab…. Zaroori hai skip karna kyun ke Shweta aur Abhi ka yeh Rishta 6 saal tak chala. Sab bahot repetitive lagega agar inn 6 saalon ko likha gaya to, brief mein 6 salon ko bata deta hoon phir jo khaas hein wo likhta hoon….

Shweta ne kuch mahine baad doctor se divorce le liya…. Ussko passand hi nahin tha uss doctor ke saath rehna wo sach mein khush nahin thi, Doctor money minded aur workaholic tha, Shweta ka bilkool khayal nahin rakta tha, sirf apne private consultation aur hospital se ussko jaise pyar tha…. apni bachi tak ko bhi nahin pyar karta tha, wo business minded aadmi tha ussko kabhi shaadi karna hi nahin chahaiye tha…. hamesha Shweta se jhagda hota, aur jab Shweta ne divorce chaha to doctor ne asaani se turant accept kiya aur Shweta chali gayi apni maa ke ghar rehne bachchi ke saath. Doctor ne bachchi ko bhi nahin lena chaaha… magar har mahine bachchi ko alimony dena pada usse court ki divorce rule ke zarye se.

Inn 6 saalon mein Abhi ne ek baar bhi Shweta se Ruhi ke baare mein baat hi nahin kiya. Uss aangan aur wahan ke logon ke baare mein ek din bhi baat nahin hue donon ke bich halaan ke Shweta ke dil ke andar ek bahot bada raaz chhupa hua tha jissko wo bhi kayi baar Abhi se kehna chaahi magar keh nahin paayi….

Shweta ne socha shuru mein hi ussko Abhi se uss raaz ke baare mein batana chahiye tha magar wo kissi se badla lene par tuli hui thi iss liye kabhi baat ko cherr hi nahin paayi, aur kyunke Abhi ne bhi kabhi sawaal nahin kiya to Shweta ne bhi kabhi kuch nahin bataya…. Aur weise donon har roz to nahin milte the, hafte mein ek baar varna mahine mein do baar milne lage the jabse Shweta apni maa ki ghar chali gayi thi. Abhi ko Shweta ne apni maa ke yahan milne ko kaha magar Abhi ne inkaar kiya…. Shweta ne kaha ke ghar ana aur Abhi bankar hi ana, wo apni maa se kahegi ke Abhi se mulakaat hui itne saalon baad mile to ussko ghar par invite kiya donon dost hein etc…

Phir mauke ke hisaab se phir bhi Abhi gaya Shweta se uss ghar mein milne magar tab, jab Shweta ke pita ka (yaane Ruhi ke chacha ka) swargwaas ho gaya tab kayi baar Abhi gaya uss ghar mein raat ko Shweta se milne, kaise? Iss liye ke jab Shweta ki maa night shift karti thi, nurs thi nah, to unn raaton ko Shweta Abhi ko milne ke liye zid karti…. To uss tarah se kayi baar Abhi gaya uss ghar mein Shweta se milne…. Varna din mein milte the jab Shweta school se nikalti, Abhi kissi hotel mein room book kar leta tha aur donon weise milte rahe 6 saalon tak….. aur 6 saalon baad kuch aisa hua jo Shweta ne socha bhi nahin tha ke weisa kabhi hoga…..

Magar wo hone se pehle ek khaas baat aur hui aur iss khaas baat ke zarye wo baat hui jo Shweta ne socha nahin tha

December 2010

Shweta ki beti ka naam Aaruhi tha…. Ek din Abhi ne iss par Shweta se sawaal bhi kiya tha ke bachchi ke naam mein kyun Ruhi ka naam lagaya hai Shweta ne, aur jawaab mein Shweta ne sirf itna kaha tha ke usski company ABRUHI se Aaruhi nikala tha Shweta ne….. Aabhi ke dil mein maan lo Shweta ne Ruhi ki jagah 100% bana chuki thi aur Abhi jaise Ruhi ko inn 6 saalon mein bilkool bhool gaya tha – kyun nah bhoole jab ussko Ruhi se pyar ke badle pyar bilkool nahin mila tha, aur Shweta se itna pyar mila itni sneh mili aur khaas kar usski jism aur jism ki khushbhoo se jitna lagao tha Abhi ko wo puri tarah se mil raha tha Abhi ko…. Inn 6 saalon mein Abhi itna khush rehne laga tha ke jaise ussko ussko khoya hua pyar wapas mil gaya tha….

Navina ko bilkool koyi bhi shak nahin hua aur nah Shweta ki maa (Ruhi ki chachi) ko. Abhi aur Shweta bade honshiaari se apne metings fix karte the aur kabhi kissi ne donon par koyi bhi shak nahin kiya 6 saalon mein…. Abhi bahot hi khush raha karta tha, ussko Shweta ki bachi mein apni beti nazar aane lage the.. Aaruhi ko bhi utna hi pyar karta Abhi jitna Shweta ko… apna pyar nichaavar karta tha donon par

Aur ek raat 2010 mein jab Abhi Ruhi ke ghar se milne ke baad wapas jaa raha tha to Shweta ne kaha;

“weise aap se ek baat puchni bhool gayi kal se parson se hi soch rahi thi ke puchna hai mujhe…”

Abhi terrace par nikal chuka tha to mudhkar pucha,

“kia puchna hai pucho nah”

Tab tak Shweta ne Abhi ko zor se baahon mein bhar liya, usske gaal par kiss kiya, usske honth par chumban diye, usske gardan par kiss karte hue kaha,

“Aap ko Manoj ke baare mein pata chala hoga nah last month ko kia hua tha….. mujhe pata hai ke ussi ne aap ko ghar se nikala tha jiss din aap gaye the wahan…. Mujhko baad mein sab pata chala tha… tab main bachi thi magar sab jaan kar bahot royi thi main ke aap ke saath aisa kuch hua tha?!”

Abhi ka ek haath uss waqt Shweta ke kamar par tha aur dusre haath se wo Shweta ke chehre se usske baal ki latt ko hattate hue heyraani se pucha,

“What? Nahin pata mujhe kia hua hai?..... Shwetu mujhe udhar ki ek bhi khabar nahin milta hai pichle 24 saalon se… main janne ki koshish bhi nahin karta hoon siwae ek din ke jab main uss filling station par gaya tha 8 saal baad… tum batao to kia hua hai??!!”

Shweta bahot hi heyraan hui aur takriban chillate hue pucha,

“Kia? Aap ko nahin pata? Papers nahin padhte ho kia aap? Newspapers mein aya tha sab kuch detail mein….!!!”

Newspapers naam sunkar Abhi ne socha ke kyunke Manoj photography karta tha to zaroor ussne koyi inaam vaghaira jeeta hoga to usska naam papers mein aya hoga wohi Shweta kehna chahti thi to Abhi ne ye jawaab diya Shweta ko,

“Baby, mujhe nahin sunna kuch bhi hua ho, jaane do nah kyun udhar ki baat batana chahti ho mujhe khaas kar uss insaan ki jissko insaaniyat kia hota hai yehi nahin pata usse! Jissko ek ghar aaye hue mehmaan ko receive karna nahin ata usske baare mein kyun kuch bhi sununga main hmm?!Let it go Shweta!”

Shweta Abhi ko samajh rahi thi kyunke Shweta ko sab kuch pata tha… Shweta ko to wo kuch bhi pata tha jo Abhi ko hi nahin pata tha… Pata nahin kyun Shweta itne dinon se itna kuch jaante hue bhi Abhi ko nahin bata rahi thi…. Shaayad Shweta kissi sahi samaye ke intezaar mein thi sab kuch bataane ke liye, baad mein Shweta khud batayegi ke kyun ussne shuru se sab kuch nahin bataya tha Abhi ko, magar yeh Manoj wali baat batana zaroori tha to Shweta ne Abhi ke gaal par haath ferrte hue kaha,

“Abhi Manoj is no more! Wo iss dunya mein nahin hai wo chal basse last month ko!”

Tab Abhi ko jhatka laga!!!! Ussko yakeen nahin hua jo ussne suna sahi suna ya ghalat ussne Shweta ke chehre mein dekhte hue phir se kehne ko kaha to Shweta ne dohraya apne alfaaz ko….

Abhi apne tangon par baith gaya…. Ussko ghabrahat jaise feel hue….. Shweta bhi usske paas baith gayi… terrace ke stairs par donon baithe, Shweta ne terrace ke saare lights ko on kiye Abhi ke chehre ke expressions dekhne ke liye kyunke sirf ek bulb jal rahi thi jiss waqt Shweta ne baat kahi thi…..

Abhi gehre soch mein dooba hua tha aur Shweta ke chehre mein dekhte hue pucha,

“Kab? Kaise hua yeh? Itna suna tha ke usske do chhote chhote bache bhi hein nah?!”

Shweta ne gambhirta se kaha,

“Khatarnaak accident mein mara wo…. Subha subha kaam par jaane ke liye nikla tha…. jiss jagah aap bus stop lete ho apne ghar wapas jaane ke liye usske yahan se nikal kar ussi bus stop par mara wo, ek kutte ko bachaane ke liye ek driver ne vehicle ko uss bus stop par chadha diya aur manoj wahan khada tha ussi bus stop par turant mar gaya wo wahin kutte ki tarah!!”

Abhi zor se fut fut kar rone laga yeh sun kar!!

Abhi kyun rone laga kia kissi readers ko pata hai? Yaad hai kissi ko kia hua tha uss roz jab Abhi ko kutte ki tarah dhitkaar kar ghar se nikala tha Manoj ne? Kitni baarish ho rahi thi uss roz, Abhi kitna bheega hua tha yahan tak ke usske underwears bhi bheege hue the, Abhi uss ghar se nikal kar chillaa kar rote hue Ruhi ke aangan ke end par baith gaya tha, paani chal rahe the raaste par kichad samet ek bus guzra tha Abhi ke naye kapde kichad aur paani se maile ho gaye the, apna hosh o hawaas kho chuka tha uss waqt aur ussi bus stop tak chal kar Abhi mushkil se reach hua tha aur Abhi ke dil se ek aah nikli thi…. Yaad hai mere kissi readers ko yeh baat?!! Abhi ne bad duah to nahin diya tha magar wo itna dukhi tha ke usske munh se yeh nikal gaya the ke Manoj ek din issi jagah kutte ka maut marega….. (yeh aap sab update 41 mein padh sakte ho … chalo uss part ko yahan copy kar deta hoon)

FROM UPDATE 41
{Wahan se uthte hue, bus top ke paas kade hokar, Abhi ne itna kaha aise hi hawa mein,

“Ghar aaye mehmaan ka aise swagat kiya jata hai Manoj, badduah lagegi mere tute hue dil ka tujhe yaad rakhna, kahin kutte ki maut naseeb nah ho jaaye tujhe ek din issi jagah” Abhi ke zubaan se aise hi yeh alfaz nikal gaya tha, kyunke usska dil buri tarah se tuta hua tha uss waqt… ussko pata bhi nahin tha ke wo kia bol raha hai, magar kia pata ek din yeh bad duah lag jaega Manoj ko? Who knows?}

To Abhi zoron se rone laga Shweta ki baat ko sunkar…. Shweta ussko sambhal rahi thi aur puchhe jaa rahi thi ke kia hua kyun ro rahe hein wo…..

Abhi ne rote hue kaha,

“Mujhe kia pata tha ke mere kahe hue baat ek din sach ho jaega… main ne ussko badd duah nahin diya tha, mera dil tuta hua tha, main dard mein tha iss liye mere dil se ek aah nikli thi, ussi jagah ussi bus stop par….. Oh My God mujhe maaf karna main ne yeh nahin chaha tha!!!”

Abhi ne accident wala date pucha taake wo ghar jaakar papers mein check kar sake….. Shweta ne date bataya…. 1st November.

Abhi ka pura jism tharthara uthe the Shweta ki baahon mein uss waqt…. Shweta ko laga ke wo drive nahin kar paega to ussko wahin rehne ke liye kaha…. Magar kaise bhi Abhi utha, bahot kamzor feel kar raha tha…. Shweta apni nighty mein thi magar Abhi ko raaste par uss raat mein car tak accopmay kiya aur jab Abhi ne car start kiya tab Shweta wapas ghar gayi…. Abhi kissi tarah drive karte hue ghar gaya…..

Ghar pahucnte hi Abhi ne uss date k eek do din baad ke papers dhunda aur check kiya to sach mein uss accident ka zikr kiya gaya tha Manoj ka naam surname aur accident ki article chhappa hua tha….

Subha ke 4.30 ho chuke the aur Abhi zor se rone laga apne study mein baith kar… Navina ne suna daud kar study mein pahunchi dekhne ke kiya hua…. To Abhi ne paper dikhaya Navina ko….. Aur Navina ne kaha,

“Tute hue dil se mangi hui duah beshak kubool hote hein, der se hi sahi upar wala apne time se kaam karta hai…..”

Abhi ziada rone laga yeh kehte hue Navina se,

“usske chhote chhote bache hai yaar…. Main khud ko guilty feel kar raha hoon main ne kyun weisa kaha tha uss din?!!”

Navina ne jawaab diya,

“Aur ussne kyun weisa kiya tha uss din aap ke saath? Kyun ek kutte ki tarah ghar se nikala tha aap ko? Bhagwan ka roop maana jata hai ghar aaye mehmaan ko…. To samajh lijiye ke uss waqt Manoj ne bhagwaan ko dhitkara tha apne ghar ke dwar par, so bhawaan ne uss se badla liya!!! KARMA hai yeh Abhi aap ki koyi dosh nahin hai iss mein…”

Mujhe ab readers se puchna hai… kia aap log karma mein yakeen karte ho? kia aap mante ho ke ghar aaye mehnaan bhagwan ke roop hote hein? Kia aap maante ho ke kissi ke dil ko nahin dukhana chahiye? Kia aap log maante ho ke kissi ke tute hue dil se nikli aah kabhi bhi sach saabit ho sakte hein? Yaaro yeh SACH MEIN HUA HAI…. MAIN GAWAH HOON AUR PROOFS KAMDEV AUR VIKRAM bhai ko watsapp par post kar raha hoon. Iss kahani mein do aise proofs hein ke karma ki maar padta hai, ek Saeed ko aur ek Manoj ko…

Vikram bhai, aap donon pehle iss update 57 ko padh lein tab mujhe watsaap karen mujhe aap donon ko kuch dikahana hai udhar. Thanks.

Enjoy the read friends. And thanks all.[/USER]
Vikram

Maanti hoon main. Haan karma hota hai. Jo karo so bharo.
Manoj ko mila jo ussne boya.
Jo bowoge so paoge yehi hai na kahawat.
Abhi usske ghar ka mehmaan tha jissko ussne beijat karke nikala tha to aaj upar wale ne ussko ussi beijati se mara.
Jabardast likha hai aap ne bhai.
Abhi ka dil dekho ab bhi wo usske bachon ka fikar kar raha hai. Insaaniyat hai Abhi mein jo Manoj mein nahin tha.
:yourock:
 
Rowdywa

Banned
1,133
5,151
143

Excellently written update mate.
Very deep this update indeed.
So shweta divorced her husband and returned to her mother and had a relationship with Abhi for the next 6 years. Why not when she is happy with Abhi she had the right to take her decision. And that was fair.
I have a clear idea of what secret shweta had to talk to Abhi but never did. I do not want to be the spoiler so I keep it for myself.
Good that Abhi was able to plan his meeting with Shweta and Navina never knew and never felt hurt.
And yes good that during the years Abhi was happy with Shweta. Happiness is important than anything else. It matters the most.
The update the suddenly turns dramatic when Shweta announced the death of Manoj which Abhi was unaware.....
The terrible accident of Manoj at the place where Abhi had cursed Manoj the day he was pushed from Ruhi's door.....
Yes how can I forget that. It was the 5th January when Abhi had been there to talk to Ruhi's parents and to ask Ruhi's hand in marriage..... Manoj had rejected and pushed Abhi on a rainy day when the whole country was covered with rainfall....
You copied the part of update 41.... that was a very painful update which had made me cry..... And the moment I had read that part then itself I was sure Manoj was cursed and will pay as Abhi's heart was really aching that day and he was suffering.
So it happened but that affected Abhi as he felt guilty for having cursed Manoj in that day.
Back home he cried and Navina supported him, calmed him....
To answer your questions yes bro I agree Karma exists.....
Its like you reap what you sow.
There is a famous saying, it goes;
'When you sow the wind, you will harvest the tempest'
So Monoj's part was decided bit came late but it came.
Wonderful update casi bro.
Hats off.
 
Vikram singh rana

Active Member
509
3,075
138
Update 57 Abhi Learnt Something About Manoj

Dosto main kuch vakiyaat skip kar raha hoon ab…. Zaroori hai skip karna kyun ke Shweta aur Abhi ka yeh Rishta 6 saal tak chala. Sab bahot repetitive lagega agar inn 6 saalon ko likha gaya to, brief mein 6 salon ko bata deta hoon phir jo khaas hein wo likhta hoon….

Shweta ne kuch mahine baad doctor se divorce le liya…. Ussko passand hi nahin tha uss doctor ke saath rehna wo sach mein khush nahin thi, Doctor money minded aur workaholic tha, Shweta ka bilkool khayal nahin rakta tha, sirf apne private consultation aur hospital se ussko jaise pyar tha…. apni bachi tak ko bhi nahin pyar karta tha, wo business minded aadmi tha ussko kabhi shaadi karna hi nahin chahaiye tha…. hamesha Shweta se jhagda hota, aur jab Shweta ne divorce chaha to doctor ne asaani se turant accept kiya aur Shweta chali gayi apni maa ke ghar rehne bachchi ke saath. Doctor ne bachchi ko bhi nahin lena chaaha… magar har mahine bachchi ko alimony dena pada usse court ki divorce rule ke zarye se.

Inn 6 saalon mein Abhi ne ek baar bhi Shweta se Ruhi ke baare mein baat hi nahin kiya. Uss aangan aur wahan ke logon ke baare mein ek din bhi baat nahin hue donon ke bich halaan ke Shweta ke dil ke andar ek bahot bada raaz chhupa hua tha jissko wo bhi kayi baar Abhi se kehna chaahi magar keh nahin paayi….

Shweta ne socha shuru mein hi ussko Abhi se uss raaz ke baare mein batana chahiye tha magar wo kissi se badla lene par tuli hui thi iss liye kabhi baat ko cherr hi nahin paayi, aur kyunke Abhi ne bhi kabhi sawaal nahin kiya to Shweta ne bhi kabhi kuch nahin bataya…. Aur weise donon har roz to nahin milte the, hafte mein ek baar varna mahine mein do baar milne lage the jabse Shweta apni maa ki ghar chali gayi thi. Abhi ko Shweta ne apni maa ke yahan milne ko kaha magar Abhi ne inkaar kiya…. Shweta ne kaha ke ghar ana aur Abhi bankar hi ana, wo apni maa se kahegi ke Abhi se mulakaat hui itne saalon baad mile to ussko ghar par invite kiya donon dost hein etc…

Phir mauke ke hisaab se phir bhi Abhi gaya Shweta se uss ghar mein milne magar tab, jab Shweta ke pita ka (yaane Ruhi ke chacha ka) swargwaas ho gaya tab kayi baar Abhi gaya uss ghar mein raat ko Shweta se milne, kaise? Iss liye ke jab Shweta ki maa night shift karti thi, nurs thi nah, to unn raaton ko Shweta Abhi ko milne ke liye zid karti…. To uss tarah se kayi baar Abhi gaya uss ghar mein Shweta se milne…. Varna din mein milte the jab Shweta school se nikalti, Abhi kissi hotel mein room book kar leta tha aur donon weise milte rahe 6 saalon tak….. aur 6 saalon baad kuch aisa hua jo Shweta ne socha bhi nahin tha ke weisa kabhi hoga…..

Magar wo hone se pehle ek khaas baat aur hui aur iss khaas baat ke zarye wo baat hui jo Shweta ne socha nahin tha

December 2010

Shweta ki beti ka naam Aaruhi tha…. Ek din Abhi ne iss par Shweta se sawaal bhi kiya tha ke bachchi ke naam mein kyun Ruhi ka naam lagaya hai Shweta ne, aur jawaab mein Shweta ne sirf itna kaha tha ke usski company ABRUHI se Aaruhi nikala tha Shweta ne….. Aabhi ke dil mein maan lo Shweta ne Ruhi ki jagah 100% bana chuki thi aur Abhi jaise Ruhi ko inn 6 saalon mein bilkool bhool gaya tha – kyun nah bhoole jab ussko Ruhi se pyar ke badle pyar bilkool nahin mila tha, aur Shweta se itna pyar mila itni sneh mili aur khaas kar usski jism aur jism ki khushbhoo se jitna lagao tha Abhi ko wo puri tarah se mil raha tha Abhi ko…. Inn 6 saalon mein Abhi itna khush rehne laga tha ke jaise ussko ussko khoya hua pyar wapas mil gaya tha….

Navina ko bilkool koyi bhi shak nahin hua aur nah Shweta ki maa (Ruhi ki chachi) ko. Abhi aur Shweta bade honshiaari se apne metings fix karte the aur kabhi kissi ne donon par koyi bhi shak nahin kiya 6 saalon mein…. Abhi bahot hi khush raha karta tha, ussko Shweta ki bachi mein apni beti nazar aane lage the.. Aaruhi ko bhi utna hi pyar karta Abhi jitna Shweta ko… apna pyar nichaavar karta tha donon par

Aur ek raat 2010 mein jab Abhi Ruhi ke ghar se milne ke baad wapas jaa raha tha to Shweta ne kaha;

“weise aap se ek baat puchni bhool gayi kal se parson se hi soch rahi thi ke puchna hai mujhe…”

Abhi terrace par nikal chuka tha to mudhkar pucha,

“kia puchna hai pucho nah”

Tab tak Shweta ne Abhi ko zor se baahon mein bhar liya, usske gaal par kiss kiya, usske honth par chumban diye, usske gardan par kiss karte hue kaha,

“Aap ko Manoj ke baare mein pata chala hoga nah last month ko kia hua tha….. mujhe pata hai ke ussi ne aap ko ghar se nikala tha jiss din aap gaye the wahan…. Mujhko baad mein sab pata chala tha… tab main bachi thi magar sab jaan kar bahot royi thi main ke aap ke saath aisa kuch hua tha?!”

Abhi ka ek haath uss waqt Shweta ke kamar par tha aur dusre haath se wo Shweta ke chehre se usske baal ki latt ko hattate hue heyraani se pucha,

“What? Nahin pata mujhe kia hua hai?..... Shwetu mujhe udhar ki ek bhi khabar nahin milta hai pichle 24 saalon se… main janne ki koshish bhi nahin karta hoon siwae ek din ke jab main uss filling station par gaya tha 8 saal baad… tum batao to kia hua hai??!!”

Shweta bahot hi heyraan hui aur takriban chillate hue pucha,

“Kia? Aap ko nahin pata? Papers nahin padhte ho kia aap? Newspapers mein aya tha sab kuch detail mein….!!!”

Newspapers naam sunkar Abhi ne socha ke kyunke Manoj photography karta tha to zaroor ussne koyi inaam vaghaira jeeta hoga to usska naam papers mein aya hoga wohi Shweta kehna chahti thi to Abhi ne ye jawaab diya Shweta ko,

“Baby, mujhe nahin sunna kuch bhi hua ho, jaane do nah kyun udhar ki baat batana chahti ho mujhe khaas kar uss insaan ki jissko insaaniyat kia hota hai yehi nahin pata usse! Jissko ek ghar aaye hue mehmaan ko receive karna nahin ata usske baare mein kyun kuch bhi sununga main hmm?!Let it go Shweta!”

Shweta Abhi ko samajh rahi thi kyunke Shweta ko sab kuch pata tha… Shweta ko to wo kuch bhi pata tha jo Abhi ko hi nahin pata tha… Pata nahin kyun Shweta itne dinon se itna kuch jaante hue bhi Abhi ko nahin bata rahi thi…. Shaayad Shweta kissi sahi samaye ke intezaar mein thi sab kuch bataane ke liye, baad mein Shweta khud batayegi ke kyun ussne shuru se sab kuch nahin bataya tha Abhi ko, magar yeh Manoj wali baat batana zaroori tha to Shweta ne Abhi ke gaal par haath ferrte hue kaha,

“Abhi Manoj is no more! Wo iss dunya mein nahin hai wo chal basse last month ko!”

Tab Abhi ko jhatka laga!!!! Ussko yakeen nahin hua jo ussne suna sahi suna ya ghalat ussne Shweta ke chehre mein dekhte hue phir se kehne ko kaha to Shweta ne dohraya apne alfaaz ko….

Abhi apne tangon par baith gaya…. Ussko ghabrahat jaise feel hue….. Shweta bhi usske paas baith gayi… terrace ke stairs par donon baithe, Shweta ne terrace ke saare lights ko on kiye Abhi ke chehre ke expressions dekhne ke liye kyunke sirf ek bulb jal rahi thi jiss waqt Shweta ne baat kahi thi…..

Abhi gehre soch mein dooba hua tha aur Shweta ke chehre mein dekhte hue pucha,

“Kab? Kaise hua yeh? Itna suna tha ke usske do chhote chhote bache bhi hein nah?!”

Shweta ne gambhirta se kaha,

“Khatarnaak accident mein mara wo…. Subha subha kaam par jaane ke liye nikla tha…. jiss jagah aap bus stop lete ho apne ghar wapas jaane ke liye usske yahan se nikal kar ussi bus stop par mara wo, ek kutte ko bachaane ke liye ek driver ne vehicle ko uss bus stop par chadha diya aur manoj wahan khada tha ussi bus stop par turant mar gaya wo wahin kutte ki tarah!!”

Abhi zor se fut fut kar rone laga yeh sun kar!!

Abhi kyun rone laga kia kissi readers ko pata hai? Yaad hai kissi ko kia hua tha uss roz jab Abhi ko kutte ki tarah dhitkaar kar ghar se nikala tha Manoj ne? Kitni baarish ho rahi thi uss roz, Abhi kitna bheega hua tha yahan tak ke usske underwears bhi bheege hue the, Abhi uss ghar se nikal kar chillaa kar rote hue Ruhi ke aangan ke end par baith gaya tha, paani chal rahe the raaste par kichad samet ek bus guzra tha Abhi ke naye kapde kichad aur paani se maile ho gaye the, apna hosh o hawaas kho chuka tha uss waqt aur ussi bus stop tak chal kar Abhi mushkil se reach hua tha aur Abhi ke dil se ek aah nikli thi…. Yaad hai mere kissi readers ko yeh baat?!! Abhi ne bad duah to nahin diya tha magar wo itna dukhi tha ke usske munh se yeh nikal gaya the ke Manoj ek din issi jagah kutte ka maut marega….. (yeh aap sab update 41 mein padh sakte ho … chalo uss part ko yahan copy kar deta hoon)

FROM UPDATE 41
{Wahan se uthte hue, bus top ke paas kade hokar, Abhi ne itna kaha aise hi hawa mein,

“Ghar aaye mehmaan ka aise swagat kiya jata hai Manoj, badduah lagegi mere tute hue dil ka tujhe yaad rakhna, kahin kutte ki maut naseeb nah ho jaaye tujhe ek din issi jagah” Abhi ke zubaan se aise hi yeh alfaz nikal gaya tha, kyunke usska dil buri tarah se tuta hua tha uss waqt… ussko pata bhi nahin tha ke wo kia bol raha hai, magar kia pata ek din yeh bad duah lag jaega Manoj ko? Who knows?}

To Abhi zoron se rone laga Shweta ki baat ko sunkar…. Shweta ussko sambhal rahi thi aur puchhe jaa rahi thi ke kia hua kyun ro rahe hein wo…..

Abhi ne rote hue kaha,

“Mujhe kia pata tha ke mere kahe hue baat ek din sach ho jaega… main ne ussko badd duah nahin diya tha, mera dil tuta hua tha, main dard mein tha iss liye mere dil se ek aah nikli thi, ussi jagah ussi bus stop par….. Oh My God mujhe maaf karna main ne yeh nahin chaha tha!!!”

Abhi ne accident wala date pucha taake wo ghar jaakar papers mein check kar sake….. Shweta ne date bataya…. 1st November.

Abhi ka pura jism tharthara uthe the Shweta ki baahon mein uss waqt…. Shweta ko laga ke wo drive nahin kar paega to ussko wahin rehne ke liye kaha…. Magar kaise bhi Abhi utha, bahot kamzor feel kar raha tha…. Shweta apni nighty mein thi magar Abhi ko raaste par uss raat mein car tak accopmay kiya aur jab Abhi ne car start kiya tab Shweta wapas ghar gayi…. Abhi kissi tarah drive karte hue ghar gaya…..

Ghar pahucnte hi Abhi ne uss date k eek do din baad ke papers dhunda aur check kiya to sach mein uss accident ka zikr kiya gaya tha Manoj ka naam surname aur accident ki article chhappa hua tha….

Subha ke 4.30 ho chuke the aur Abhi zor se rone laga apne study mein baith kar… Navina ne suna daud kar study mein pahunchi dekhne ke kiya hua…. To Abhi ne paper dikhaya Navina ko….. Aur Navina ne kaha,

“Tute hue dil se mangi hui duah beshak kubool hote hein, der se hi sahi upar wala apne time se kaam karta hai…..”

Abhi ziada rone laga yeh kehte hue Navina se,

“usske chhote chhote bache hai yaar…. Main khud ko guilty feel kar raha hoon main ne kyun weisa kaha tha uss din?!!”

Navina ne jawaab diya,

“Aur ussne kyun weisa kiya tha uss din aap ke saath? Kyun ek kutte ki tarah ghar se nikala tha aap ko? Bhagwan ka roop maana jata hai ghar aaye mehmaan ko…. To samajh lijiye ke uss waqt Manoj ne bhagwaan ko dhitkara tha apne ghar ke dwar par, so bhawaan ne uss se badla liya!!! KARMA hai yeh Abhi aap ki koyi dosh nahin hai iss mein…”

Mujhe ab readers se puchna hai… kia aap log karma mein yakeen karte ho? kia aap mante ho ke ghar aaye mehnaan bhagwan ke roop hote hein? Kia aap maante ho ke kissi ke dil ko nahin dukhana chahiye? Kia aap log maante ho ke kissi ke tute hue dil se nikli aah kabhi bhi sach saabit ho sakte hein? Yaaro yeh SACH MEIN HUA HAI…. MAIN GAWAH HOON AUR PROOFS KAMDEV AUR VIKRAM bhai ko watsapp par post kar raha hoon. Iss kahani mein do aise proofs hein ke karma ki maar padta hai, ek Saeed ko aur ek Manoj ko…

Vikram bhai, aap donon pehle iss update 57 ko padh lein tab mujhe watsaap karen mujhe aap donon ko kuch dikahana hai udhar. Thanks.

Enjoy the read friends. And thanks all.[/USER]
Vikram
Woooooowww
Very good update
Well written and described

Pahle update ki baat kar lete hai..... kyoki baaki jo chije hai.....unki baat aaj kaafi deep jaane waali hai....

Shweta ne divorce le liya or isme uske husband ne bhi koi dikkat nahi ki....
Matlab dono ko hee lag gaya tha ki ye Rishta jyada nahi chal sakta....OR jab aisa lagne lage....to sabse achcha vikalp hota hai....divorce.....

Abhi or Shweta ka Rishta kayam hai....Jo ki agle 6 saal tak chala....Shweta ko Abhi chahiye tha....Abhi ko Ruhi ka ahsaas.....Jo ki use Shweta bakhubi de rahi thi....
Wo baat alag hai ki abhi wo sab bas Ruhi ke ahsaas ke liye kar raha tha...lr Shweta kisi se badla lene ke liye....
Lekin Wo bhi iss chij ko enjoy kar rahi thi....

Shweta ke mann mai kai raaz chhupe hue hai....jinhe se 1 to hai ki wo kiske ek badla le rahi hai....2 hai uska or Ruhi ka Rishta....OR bhi kai ho sakte hai....

Shweta ne bahut bar Abhi ko batana chaha lekin bata nahi paayi....isme ak correction hai.....

Agar aadmi koi kaam dil se karna chahta hai to use kar hee deta hai...agar wo use nahi karna chahta to iska matlab hai ki wo uss kaam koi important nahi maanta....kabhi jyada hee jarurat hui to kar liya jaayega ....nahi to koi baat nahi....

Abhi ne Ruhi ke liye nahi pucha....iska kaaran hai kyoki use Ruhi ka ahsaas uski feeling....Shweta mai mill rahi thi....OR baaki ka samay Navina or kaam mai nikal jata hoga....

Abhi Shweta ke ghar bhi gaya....kai bar....wo bhi tab jab uske father ki death hui....yanha ak baat gor karne waali hai....ki jab wo wanha gaya to kya aise samay bhi.....jab ki family me kisi ki death hui hai....
Wo bhi Ruhi ke pita ke bhai ki....kya tab bhi Ruhi ki family wanha nahi gayi....OR gayi bhi tab bhi kya Abhi se mulakaat dur lekin un logo ne ya khud Abhi ne unme se kisi ko bhi nahi dekha......strange...

Shweta ne apni beti ka naam Abhi ki company se inspire ho kar rakha....ye chij dikhaai hai ki wo abhi ko kitna chahti hai... abhi ke AA use kiya thik.....lekin Ruhi ka naam kyo use kiya....

Beshak dono ne ak dusre ko 6 saal tak kaafi pyar diya....itna ki abhi ko ak pal ke liye bhi Ruhi yaad nahi aayi....kyoki uska pratiroop Abhi ke saath tha....Shweta ke roop mai....
OR abhi to waise bhi pyar ka bhukha tha...use jo Ruhi ne nahi diya...wo Shweta se mila....

Dono ki mulakaato ka kisi ko pata nahi chala.....good.....dono ne hee kaafi chalaki dikhaai.....OR abhi jo Ruhi se ak beti chahta tha use wo beti aaruhi me mil gayi.....jis par ki wo apna sara pyar leta raha hai.....

Ye miss print hai ya sahi mai..... mai jo padh raha hu wo hee hai....
Aur ek raat 2010 mein jab Abhi Ruhi ke ghar se milne ke baad wapas jaa raha tha to Shweta ne kaha;

Miss print he to thik nahi to kaafi badi baat ho sakti hai....jiske baare me mai aapke reply ke baad kahunga....

Shweta ne Abhi ko Manoj ke baare mai bataya....jis ko sun kar Abhi kaafi roya....isliye nahi ki Manoj mar gaya balki iss lawyer ki uske bachche bhi hai....chhote or abhi ko laga ki uski di hui haay ke kaaran Manoj ke saath aisa hua....

Kyoki jo bhi Manoj ke saath hua uski saza indirectly Manoj ke bachchon ko bhi milegi....jab ki unka isme kya dosh .....yahi soch kar Abhi ko bhi rona aa gaya....

Kaafi jor se roya Abhi ak kyoki Manoj or uske bachchon ko soch kar or dusra uske marne se kuch takleef Ruhi ko bhi hui hogi...OR 3rd and most use wo din yaad aa gaya jab Manoj ne use beijjat karke nikala tha...OR abhi ne baarish me bheegte hue....apne pure mann or sach he di se Manoj ko badd dua di thi....

Abhi ko laga ki agar wo badd dua na deta to shaayad aisa na hota....uske or uske bachchon ke saath....

Abhi ko lagta hai ki ye sab uski haay ke kaaran hua....jabki baaki logo ke liye ye ak normal accident tha jisme ki koi Marr gaya...
Abhi Navina Shweta or shaayad Ruhi bhi jaanti thi....isliye unhe ye Abhi ki badd dua ka asar lag sakta hai....
Lekin baaki logo ke liye ye ak normal see ghatna hai jo kisi ke saath bhi ho sakti hai....

Jaisa ki maine pahle bhi kaha hai.....
2 alag alag ghatnaao ko aapas me jod kar unka parinam nikalna....jabki vastav mai unka koi sambandh na ho....

Navina ne Abhi ko samjah ya ki tit for tat.....jaisa usne Abhi ke saath kiya waisa hee uske saath hua....

Haa ye baat mai bhi maanta hu ki ghar aaye mehmaan ka niradar nahi karna chahiye....

Khair dekhte hai aage kya Hota hai....
Anyways Very good and emotional update...
Thanks.....

********************

HA TO AB BAAT KARTE HAI HAM KARMA KI......
ISME MAI PAHLE HEE CLEAR KAR DU....MAI MYTHOLOGY KE LIYE KUCH BHI NAHI KAHUNGA....YE CHIJ MERE COURSE KE BAHAR HAI....

Mere liye karma bas itna hai ki apna kaam bina kisi ka dil dukhaaye ya bina kisi ka hak maare karte jaao....
Ye hee karma hai....and that's it.....

Ab agar ham story ke hisaab se baat kare....to

Manoj ke karma achche nahi the...isliye use saza mili....Saeed ke karma achche nahi the use bhi bhagwaan ne saza de diya....kyoki unhone kisi ka dil dukhaya tha or us ne unhe sach he dil se dua di thi....ki unhe bhagwan dekhega....

In short jo unhone kiya uska fal hee unhe future Mai mila...
OR agar ise aise hee dekhe to ho sakta hai ki abhi or Ruhi ke relation me jis jis ne bhi dikkat daale thi sabhi ko koi na koi saza bhagwaan de....kyoki unhone 2 sachcha pyar karne waalo ko alag kiya....unka dil dukhaya...

Lekin....lekin....phir Ruhi ka kya....usne bhi to Abhi ke saath galat kiya hai....to kya wo bhi karma ka fal bhugtegi.....

OR agar isi baat ko ham aage lekar jaaye to....Abhi ne bhi to galat kiya hai..

Jo Navina use itna pyar karti hai... qo jaisa hai use waisa hee accept kiya....use kabhi bhi Abhi ne Ruhi jitna pyar nahi diya.. ya phir Abhi ko har mod par sambhala hai...uski madad ki hai....qo bhi bina kuch maange...ya khushi khushi....

Uss Navina ko Abhi dhoka de raha hai....Abhi ka pyar uski tadap uski mazburi....ya Shweta ka pyar usme ruhi ki koshish....sab....sab ke sab ak alag chij hai....
Lekin Navina ke pith piche use dhoka dena ya uska vishwas todna.....ye bhi to bahut jyada galat mai aata hai....sab bakwaas hai hakikat ye hai ki Navina ke saath galat ho raha hai....

Navina ka pyar or samarpan unn sabhi baato par bhaari hai....jiske kaaran Shweta or abhi saath hai....

To kya Abhi ko bhi karma ka saamna karna padega...ye mera sawaal hai..??..

Thanks.....
 
Last edited:

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,540
150,225
304
Shweta did well by divorcing her husband, because when a relationship is formed, it is very important to be happy in it, if there is no happiness in that relationship, then it seems like a burden to us.
On the other hand, the bonding and relation of Shweta and Abhi goes very deep. We all are desperate to know what happened, 6 years have passed but it could not happen because Abhi did not ask anything and Shweta did not tell anything.
Manoj was treated badly by Abhi that day. I still remember everything today, he might have been sentenced for his mistake.
Tute hue dil se mangi hui duah beshak kubool hote hein, der se hi sahi upar wala apne time se kaam karta hai...
Perfect...

I don't know about other people but I believe in karma. It is not a good thing to hurt someone.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...

:heart::heart::heart:
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,702
35,184
219
Navina ka pyar or samarpan unn sabhi baato par bhaari hai....jiske kaaran Shweta or abhi saath hai....

To kya Abhi ko bhi karma ka saamna karna padega...ye mera sawaal hai..??..
Abhi bhi nahi bachega....
Meine apne comment me ye point kuchh sochkar janbujhkar nahi likha... Lekin clear kar diya ki apke achche karm se apke bure karm ka fal na mile... Aisa nahi ho sakta.... Achchhai ka fal agar achchha mila apko....to bure karm ka bura fal bji jarur milega... Bach nahi sakte....
 
Top