• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,714
259
Aruhi is still too young to understand this but she has always seen Abhi with Shweta, so she called Abhi as a father, there is no fault of that innocent. Children have to bear because of parents.
Shweta and Abhi's words make me more confused. Abhi said that he will never marry Ruhi because of Navina, in a way, he said right, because that is why he did not marry Shweta, but what will happen then just Ruhi and Abhi's journey ends like this Will go.
Abhi is explaining to Shweta, if Shweta understands this, the bitterness between mother and daughter will reduce. Abhi assures Shweta that he will handle everything but how. Whatever Abhi has said about Ruhi today, he has told absolutely the truth, Ruhi has suffered a lot.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...
:heart::heart::heart:

It's a story of love, it's a flow of ecstasy,
Life is nothing but a story about you and me...
:rondu:

heartfelt thanks Aakash Bro for appreciating the update
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,714
259
Bahut hi khubsurat update bhai.
Bahut acha laga padhke.
Ab Aruhi ko baap bhi mil gaya aur Shweta ko rakhwala. Acha kiya Abhi ne Shweta ko samjgaya ke Ruhi ne usske liye kitna kuch jhela hai. Hope ab Shweta ko samajh me agaya hoga.
Abhi sab sambhal lega mujhe pura yakeen hai.
Weise Abhinke life mein ab ladies hi ladies hein :D
Dekhte hein kia plan kiya aisa Abhi ne sab thik karne ke liye.
Super update bhai :yourock:

appreciate karne ke liye bahot shukriya Supar bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,714
259
Shweta se main bhi agree hun..... Bhale hi Ruhi Abhi ka pahla pyaar hai.... Lekin meri soch ke mutabik Abhi per pahla haq Naveen ka hai... Dusra Shweta... Aur uske baad Ruhi ka..... Maine apne pichhle review mein bhi mention kiya tha ki ye relationship bahut badi debate ka issue ho sakti hai..... Abhi ki personal life mein bhi aur yahaan is forum pe bhi...

But above views are my personal views....

appreciation ke liye tehe dil se dhayawaad Sunil bhaoi
haan mujhe pata hai aap ke vichaar ke baare mein jo bhi aap ne kaha tha,
debate ka issue to ho hi sakta hai aur bahot bada wala :D
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,714
259
Bahut badhya Shah bhai.
Bahut umda update hai.
To Abhi ne Aruhi aur Shweta donon ko apna liya. Sahi kiya magar saaf bata bhi diya je Navina usski wife hai aur rahegi shabash. Insaan k kayi relationships hote hein. Koyi sambhal leta hai koyi fail hota hai.
Abhi amir aadmi hai to usske liye sab sambhaalna asaan hoga.
Behtareen update bhai. :superb:
bahot bahot shukriya Husein bai appreciate karne ke liye
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,714
259
Bahut hi shandaar update casi bhai.. Jo rishte banana jaante hai un logon se kabhi koi rishta nahi tutta.. Abhi bhi un logon mese ek hai.
Jaise wo shweta ke paas apni baat rakhne ke baad usse fir kabhi naa milne ka kahne aaya tha aur yahaa wo dusra rishta bhi banaa baitha jo shayad uski dil ki sachchaai hai kyoki shuru se hi uski khwaees thi ek beti ki jiske muh se wo apne liye papa sun sake,jo aaj usne sun bhi liya.
Ab baat aati hai Shweta ko huyi galat fahmi ko dur karne ki jiske liye wo abhi ko chhinkar Apni maa se badla le rahi thi aur shayad mann hi maan bahut khush bhi thi jab tak ki abhi ne usko sachchaai se rubru nahi karwaayaa.
Aur ab abhi ne plan bhi banaa liya hai fir se khandit huyi rishton ko ek sath jodne ki. Ek beti ko apne maa se milaane ki. Ek poti ko apne nani se milaane ki. Ye story naye aayaam kaayam kar rahi hai.. Keep going casi bhai..

Yadav bhai ytehe dil se dhanyawaad bhai gehraayi se padhne aur apne vichaar rakhne ke liye thanks loads yaara
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,714
259
bhai mein bhi apki rai se sahmat hoon ki abhi ko shweta se rishta nahin todna chahiye ruhi ki wajah se
lekin mein ye bhi manta hu............ki ......................jis shweta ki wajah se aj ruhi ki jindgi veeran ho chuki ........
to.........us shweta ko bhi ruhi ke liye kuchh karna chahiye............ maa na sahi ek bahan ke roop me hi
...........jab puri baat jane bina shweta ne ruhi se badla lene ke liye...abhi se sambandh jod liya...itna bada kadam utha liya
to ab puri sachchai abhi se jaan lene ke bad.......... kya shweta ko ruhi ke liye koi apnapan ya pyar...ya hamdardi bhi nahin
.............emotions ke nam par kya shweta ke andar sirf nafrat hi thi.... jo badla lene ke liye ufankar bahar ayi...........
pyar ka emotion nahin............ jo ruhi ki durdasha par........uske liye kuchh kar sake.... jyada na sahi... pyar aur apnapan hi de sake
..uski pichhli jindgi ke dard ko na mita sake ...to anewali jindgi ka dard hi bant le............. uske liye to koi legal birth certificate nahi chahiye
ya uske liye ............abhi ke jism ki hawas.......... ruhi ke pyar aur balidan se jyada ahmiyat rakhti hai.......... maa na sahi bahan bankar bhi ruhi ne shweta ko kya wo pyar nahin diya...jo wo apni beti ko dena chahti thi

bahot bahot shukriya Kamdev bbai apne vichaar dene ke liye
abhi ke jism ki hawas..........
sirf hawas nahin hai shweta ke taraf se bhai wo bachpan se hi abhi se pyar karti thi dil se aur jab 18 saal baad uss se mili to ussko wo mil gayi jisska intezaar tha ussko, sacha pyar aur dil se chahti thi abhi ko.... doctor se divorce ke baad shweta ne kabji kissi aur se koyi sambandh nahin banaaye sirf abhi ki ban kar rahi.... pyar se :D
 
Top