Prince sarkash
Active Member
- 790
- 648
- 108
last wala ab padhne jaa raha hoonThanx friends especially casinar Bhai
matlab woh confession kar raha hai father se?!"Main aapko wo batana chahta hu, Father... Jo aapne hamesha se janne ki koshish ki hai... Main aapko batana chahta hoon ki mere maa aur behan ke sath us raat ke baad kya hua... Kyunki shayad mujhe fir Kabhi ye mauka na mile"
Ye sunte hee Meghnath ki taraf Father Adler ke badhte kadam wahi ruk gaye... Jiske baad Meghnath , Adler ke paas aaya...
" Main bas aapko ye batane aaya tha ki... Maine bahut koshish ki... Puri koshish ki... Lekin pratishodh ki agni ke saamne main haar gaya Father... Main chahta tha ki Mangal bhi wo dard mahsoos kare... Jo maine kiya... Par aap ye nahi samjhenge aur na hee main chahta hoon ki aap ye samjhe... Main bas aapse aakhiri baar milne aaya tha... Goodbye Father, See you in another life..."
ThanksUpdate 1,2&3
Starting dilchasp dikhai Indrajit tumne
Explained every bit of scene aur slang words jo jyadatar thriller stories me writers avoid karte he, par tumne unhe bhi dialogues ke hisab se sahi jagah use kiya he. Retired police officer Mangal se is yuva ki kuch khas baat jodi hogi, tabhi itne dhamake ho rahe he
Thanx bhai...matlab woh confession kar raha hai father se?!
hmm conclusion achcha hai. very good. magar yeh tumhein tabhi post kar dena chahiye tha jab completed likh dala thread par
anyway, good short story. liked it, kuch mere faraar ki jhalak dikhi iss mein