• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - All Hell Broke Loose (Completed)

Part 3 kaa title kya hona caahiye?

  • Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death

    Votes: 190 81.5%
  • WLHTA - The Merchant Of Death

    Votes: 15 6.4%
  • Waah Life Ho Toh Aisi - 3

    Votes: 23 9.9%
  • Any Other, Post that in The Thread

    Votes: 5 2.1%

  • Total voters
    233

Jai_09

Active Member
697
3,510
139
Finally bhai aapki story ke part 2 ka end hua. Mai aapki story se isi May me lockdown ke dauran juda tha & believe me, it really helped me in lockdown. Mai aapki story ka 1 silent reader tha. Hamesha se apne reviews dena chahta tha par ye dar tha ki kahi aapki story aur aapka mood dono spoil na ho jaye. Par ab jab story khatam ho chuki hai to ab mai apna review de sakta hu.
To shuru se shuru karte hain. Ye part shuruwat se hi interesting tha kyoki kisi ko nahi pata tha ki AP 1.5 saal kaha tha aur usne in 1.5 saal me kya kiya. AP aur Abeer ki entry ke baad ye to pata chal gaya ki ye part zabardast hone wala hai. AP ki wahi purani life shuru huyi jiske hum sab fan hai. College life, chhote-mote matter, friends, daaru, ladkiyan aur bhi kai saare elements is story ki raunak bada rahe the. Sab kuch sahi chal raha tha. Aur cases bhi aa rahe the jinko AP easily solve kar le raha tha. Phir huyi Red John ki entry aur seriously bhai uski AP ke sath phone call se mujhe ye lagne laga tha ki AP ne jo Red John ka hawwa banaya hai vo sab sahi hi tha. Red John mujhe sach me legendary serial killer lagne laga tha. Mai to uske character ko even JOKER se compare karne laga tha. Uske baad Kaali ki entry bhi kaafi achi thi. Ye to lagne laga tha ki story 1 naya mod lene wali hai aur hua bhi kuch aisa. 2.0 ki entry hui aur action scenes aur bhi gazab hone lage. Par uske baad story underwhelming ho gayi kyonki story me koi bhi strong character nahi bacha. Jo villain aa raha tha vo 2.0 se pit raha tha. 1 strong villain ki yahi khasiyat hoti hai ki vo poore plot me 1 baar to hero ko buri tarah se pareshaan kare. Par yahan aisa kuch nahi tha. Ulta AP ko aapne aisa dikha diya ki usse har koi darta hai. Fir aapne story me thoda sa JOHN WICK universe wala hissa dala jaise ki hitmans, High Command, League wagera. Lekin vo bhi mere liye bekar raha. Bhai aapne JOHN WICK dekh ke bhi kuch nahi seekha . Us movie me itne saare hitmans ko John Wick maarta hai par 1 ki bhi usse gaand nahi fatti thi. Par maine ye bhi accept kar liya. Uske baad Red ne logon ko maarna shuru kiya aur 2.0 ne Red ke logon ko. Par meri samajh me 1 baat nahi aayi ki kabhi aapke dimaag me ye nahi aaya ki Red AP ke doston,family ya team ko target kyon nahi kar raha hai. AP uske bandon ko maarta ja raha hai aur Red uske 1 bhi saathi ko nahi maar raha. Ye konsa serial killer hai bhai. Itna aadarshvaadi serial killer to south indian movies me bhi nahi hota. Chalo ye bhi accept kar liya. Uske baad 1 baar shayad aapne mere mann ki baat sun li aur AP ke teammates ko kidnap bhi karwa diya lekin Red ka itna chutiya character dikhaya aapne ki khud saala aake bike de gaya. Arre ye konsa serial killer hai bhai. Bata bhi deta ki mai hi hun Red John. Chalo ye bhi accept kar liya. Uske baad Red John ka khaatma dikhaya aapne aur itni chutiya tareeke se maara use. Red John ka character dekh ke aisa lag raha tha ki vo legendary serial killer nahi balki koi noob criminal hai. Ab aapne Red John ka character kharab likha ya 2.0 ko bada dikhane me uska character ache se nahi likh paye,ye mujhe nahi pata. Uske baad huyi Adya ki entry aur Haksar ka bhi hawwa banana shuru kiya aapne. League ke thikaane par vo 3 vs 1 fight scene lit tha par fir se un teeno hitmans ka character underwhelming. Fir main samajh gaya ki jab tak 2.0 is story me rahega tab tak kisi ko aur ki nahi chalegi. Kehte huye bada bura lag raha hai par jaise Salman bhai ki movies me sirf Salman bhai hote hain waise hi aapki story me sirf AP hi tha. Fir jab 1.0 ki entry hui to story waapis patri par aane lagi. Hari ke end ke baad Dusty ka character introduce hua jo ki laga mujhe ki ye banda hai jo 2.0 ko bhi takkar de dega lekin aaj ke update ye bhi galat prove ho gaya. Vo physically takkar lene ko taiyar hai par mentally gaand to uski bhi fatt rahi hai. Par is baar achi baat ye hui ki jo 2.0 ka character aapne introduce kiya. Pehle wala 2.0 ka character hi mere palle nahi pada. Jab vo banda 1 sociopath dikhaya hai aapne to uska character aisa hona chahiye ki use kisi se sympathy na ho. Par jab Javed ki story suni usne to vo bhi emotional ho gaya. Ye kaisa sociopath hai bhai. Is baar uska character acha dikhaya gaya hai. Ab use kisi ki parwah nahi hai. Na friends ki aur na hi Anna ki.

Story ki vo cheezein jo mujhe pasand aayi:-

1.Action scenes bahot hi badiya the bhai,ekdum hollywood level shit.
2.Cricket ke scenes bhi ache the.
3.Jo 2.0 ke investigation waale part the vo bhi bahot ache the.
4.End me jo 2.0 ka character banaya hai vo bahot badiya laga.
5.Comic scenes bhi gazab the.

Story ki vo cheezein jo mujhe pasand nahi aayi:-

1.Sabse pehle to mujhe Red John ka character bilkul pasand nahi aaya. Kahan to maine use shuru me JOKER se compare kiya tha aur kahan last me Kasaab se bhi compare nahi kar pa raha hun. Agar 1 line me kahun to Red John se zyada acha to ab mujhe Baaghi 3 ka villain lagne laga hai matlab soch sakte ho aap ki kitna bura character likha hai aapne.

2.Story me jo AP ki team hai 15-20 members ki uska size bahot bada hai. I mean in 15 logon ki team me kewal 1 maatra AP hi hai jo sab kuch kar raha hai. Baaki members to support ke liye hain. Agar aisa hi hai to kis liye itne saare naam yaad karwaye. Matlab case bhi AP solve kar raha hai, villain ko bhi AP maar raha hai, chhote-mote criminals ko bhi AP pakad raha hai to ye 15-16 baaki bande kis kaam ke hain.Please bhai inke character me bhi thode shades dikhao. Nahi dikha sakte to team members ki ginti kam karo. Bahot dikkat hoti hai naam yaad rakhne me.

3.Story me koi strong character nahi hai. Matlab wahi baat hai ki sirf AP hi hai poori story me. Poori story me sabse acha aadmi kon-AP. Sabse bura aadmi kon-AP. To bhai baaki characters kya jhak maarenge.Please bhai request hai meri aapse ki 1 to aisa character dikhao jo 2.0 ko bhi takkar de sake. Jo uski aankhon me aankhe daal ke keh sake ki mai tujhse bhi better hun. The Dark Knight hame isiliye pasand hai kyonki usme Joker ka character strong tha in comparison to Batman. Na Red John ka characters aisa tha. Na Adya ka aur na hi Dusty ka. Please bhai,aise acha nahi lagta hai ki aap hollywwod level stuff likh rahe ho aur masala abhi bhi south indian cinema ka hi laga rahe ho.

End me itna hi kehna chahunga ki part-1 was way better than part-2.
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,060
188
Speechless update bhai super Marvelous
 
AP 316

Politically Correct And Motivated.
Divine
10,891
578,208
259

No worries mate thanks for the review. Feeling express ki aapne that was great.. I hope you enjoy part 3...

Pro Tip :- Main South Movies nahi dekhta even last Indian movie I watched was Dangal in 2016.

Again thanks for the review.. Keep Supporting
 
rakku

Member
331
895
108
Bhai ye kya tha....isne to pura sir ghuma diya..end m itna bara boom bhor diya, ye 2.0 to pura phycho ban k aaya hai...kya ye sach m Anna ko marna chahta hai...2.0 don't care about anything but wo v family ki care krta hai ye dekha hai hmne...............

Jo v ho Zabardast story from 1st update to last update..harek update pad k sirf wah hi nikalta hai muh se...ab to 3rd part ka wait krna v muskil hoga or wo v bahut thrilling hone wali hai...bas yar jaldi suru krna...we are waiting for a new adventure.....

Finally congratulations for a big superhit part 2...and best of luck for part 3....
 
Anky@123

Well-Known Member
2,061
6,874
143
Bhai dono part pade dono hi ultimate the jaha part two me 2.0 ki jhalak dekhne ko mili shayed ab part 3 me pura show mile . avangers end game me bhi Hulk ne apne dono personality ko ek ker diya tha ,kya aesa hi kuch isme bhi dekhne ko mil sakta hai . Kyu ki kuch log 1.0 se kafi aage hai unka samna to wo ker sakta hai magar isme bahut time aur energy lagegi lekin 2.0 is fucking deadly so uska bhi aana jaruri hai bus fark itna ho ki 2.0 me kuch to emotions ho apno ke liye . Annya ko ab as a wife aana hi chahiye next part me .it's a request and lastly part 3 kb tak aayega bus thoda is bare me bata dijiye . Thanks
 
137
372
63
very nice update
but story bilkul cliff hanger pe chod de
1 part ka motive tha, or ek proper vilian tha
it was exseptionly good
2nd part ka motive missing tha
vilian toh i spose red john tha shayad but this story me missing tha x-factor
 
Top