Sabse pehle toh bilkul bura nahi maanunga bhai readers kaa toh bilkul bhi nahi..
So The thing is new AP ko samjhe nahi abhi takk aap abhi takk off course woh 24 ghantey toh case par nahi laga reh shakta uska dimag chud jaaega usase iske liye daily normal day stuff jaruri Hai kyunki AP kaa mind kabhi bhi kahin bhi kuch bhi soch shakta Hai case solve karne k liye hint usse Khaana khaate hue bhi mill shakta Hai sotey hue bhi or college mein bhi isliye sab normal day to day stuff jaruri Hai..
kyunki normal bandey kar shaktey hain ye sab ki Haan bhai 2 din sounga nahi main lagaatar ye falaaane case par kaam karna hai mujhe lekin AP aisa nahi kar shakta uska dimag woh case 15 minutes mein solve kar shakta Hai.. Or jaisa maine bataaya Tha past mein ki AP kaa dimag jitana kam use ho utana he badhiya Hai jyaada use hua toh problems honge.. Isliye itana bada case beshak ho sab soch samjh k karna padega usko..
Baat karein first part ki toh uski starting isase kahin jyaada burri thi start mein keval Sex, Bakchodi, Or school kaa scene Tha Villain bhi kaafi late introduce hua tha introduce hone k baad bhi usko side mein he rakha tha jabki ye waala villain toh surendra se kahin uppar hai toh aise he toh nahi milljaaega millega kaise usne kuch kiya he nahi hai aisa ki jisase mill jaae toh uske liye off course time caahiye main caahun toh next 5 updates mein red John ko dhund bhi lunga or usko khatam bhi kardunga lekin faayda kya hai kissi ko passand nahi aaega isliye story revolve karni padti hai ek he jagah nahi rakh shaktey college bhi hai family bhi hai ladkiyaan bhi hai police bhi hai sab dekhna padta.
Or Agar baat karein saare case aapass mein judde honey ki woh agar bataadunga toh fir aage padhke faayda kya hoga suspense kya rahega isliye uske liye toh aage padhna padega... Lekin itana bataadun sabkuch ek he jagah aake khatam hoga...
Thanks for pointing out bhai still dekhtey hain kya aata hai aage k plot mein taaki kuch naya kar shakein...
Thanka for the lovely comment brother keep supporting..