• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?

  • Total voters
    95
  • Poll closed .

ZK 21

TāYLøR åkcêNt OnLÿ💯
1,611
1,955
143
Process suru hoti hai plot se plot sab already set hai or main plot mein jabtak ungali nahi karta jabtak tumlog aage kaa kuch guess naa karlo tab change karna pad jaata hai..Or Agar Aapke pass plot ready hai toh ye lagaalo 40% time daily bachega update likhtey time...
Ab uske baad aati hai writing Process ek baar Plot padho (- 10 minutes) then Likhna suru karo main update deta hun 1500 words k aas pass kaa ek toh agar ek time par keval ek ya do he update likhna hai toh usme easily lag jaega 1.5 - 2 hours.. Lekin agar ikkatha likhne baithey ho toh ek update 35-40 minutes mein hojaaega kyunki flow Banaa rehta hai..
Then Update hoga complete fir hogi uski editing spelling mistakes wagairaah correct hongi etcetera..
Then aaega next day update post karne kaa time toh fir hogi ek baar re reading ki kahin koi mistake toh nahi reh gayi..
Then hoga update post..
Yaani Agar ikkatha 3-4 updates likh rahe ho toh 1 update kaa average time hoga 1-1.5. Ghanta sab milaake.. Lekin 1 yaa 2 updates he likh rahe ho toh sab milaake 4-5 ghantey minimum lagenge..

Ab aatey hain special cases like Sex scenes (jo abhi tak hain nahi), Investigation scenes (jo pura update he investigation kaa hota hai), Fight scene, Kissi Villain ko hataane kaa plan banaana ho ki kaise maarunga usko.. Yaa fir Kaali kaa end hua uss type k updates hon unmein fir time bahot lagta hai caahe kitana he lagaalo kam hai 1 yaa 2 din takk lagaatey hain kyunki kaafi baar hataana then likhna padta hai theories fit nahi baithti yaa fir real nahi lagta toh sab hataana padta hai.. Agar Investigation ki koi sense nahi bani toh fir faayda nahi likhne kaa isase acha seedha murderer pakad lo.. Kaali waale update mein 2 week+ takk laga hua tha main mera sabse jyaada time khapaane waala update tha ye.. usase pehle jo sabse jyaada time khapaane waala update tha woh tha Last Part Mein Ritu kaa sex scene or then Riya k sath breakup.. Mujhe laga tha isase lamba kuch nahi hoga kyunki 1-1 week laga tha inmein ..lekin then jab Ye kaali kaa the end likha toh fatt k hath mein aakar then niche bhi girr gayi..

Lekin then main thehra multi talented banda highly Politically Active Student hun studies ko jyaada time nahi deta as mera interest utana nahi hai AP ki tarah last mein padhke degree lene waalon mein se hun main.. Issliye time nikal jaata hai Sundays ko holidays ko yaa fir kahin meeting mein Hain or wait karna hai toh earphones lagaae and likhne laga..

Toh ye hota hai ek update mein bhidu.. I. Hope tumhe passand aaya hoga jawaab thanks for asking..
I think AP 316 is busy writing update
 
Naik

Well-Known Member
20,738
76,315
258

Bhai padh ker aisa laga ki AP ka post kia huwa update padh raha hu lekin last line padhi tow samajh m bol tow AP bhai k h likh koyi aur raha h
Zaberdast
 
Dragon master

Active Member
588
891
108

Bhia abhi yh btaio ap on si story likh rhy ho
Ap writing skills Kamal hy
 
AP 316

Politically Correct And Motivated.
Divine
10,620
572,796
259
So guys ab issue ye hogaya ki 2 March se 16 March takk mereko 3 shaadiyaan attend karni hai family Mein jisme time kam he millega uske liye maine 5-7 updates likh k rakhe they Pehle Taaki jab busy hojaaun toh post karta rahun lekin ab plot badala maine 2.0 ko laake toh woh updates mere koi kaam k nahi rahe isliye unko delete karna padda but hopefully next 15 din Mein at least 7-8 updates dene kaa fir bhi try karunga no promises.. Isliye keep Supporting keep up the good work.. You guys are the best #Nohomo
 
Ajay

Well-Known Member
6,895
33,141
218

Ok bhai waiting
 
Top