• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?

  • Total voters
    95
  • Poll closed .

AP 316

Politically Correct And Motivated.
Divine
10,718
573,208
259
Update-140(Selected)

Main ghar aaya toh Chang and Ami ghar nahi they call kiya toh pata chala idhar kidhar ghum rahe hain. Khair apan ko kya apan ne kapdey Change kiye and Lait gaya.. Socha tha so jaunga but aaj fir nind nahi aai ye system samjh nahi aaraha bhenchod Kabhi kabhaar toh bc girrtey he nind aajaati hai or kabhi kabhaar puri raat din nikal jaata hai or nind nahi aati and then yaadein picha nahi chhodti ki bc kya horaha hoga ghar par.. Maine haryana se completely naata Todd liya tha even news takk naa dekhta tha main haryana ki Chang and Ami ko bola tha maine ki daily news check karein or mujhe tab he bataaein jab kuch bahot serious hota hai warna i dont give a fuck.. Bahot log they jinse mereko badla lena tha woh sab soch rahe honge ki jeet gaye na naa unhone galat kiya unke plans Mein loopholes they main still Haryana jaake un sabko thok k Aa shakta tha and kissi ko khabar bhi nahi hogi. Or ye cbi waalon k liye toh mujhe Haryana bhi nahi Jaana yahin Delhi Mein thok shakta tha inko main.. Lekin itana easily sab nahi karunga main Filhaal mere pass tha time jo mera dusara sabse bada hathyaar tha Pehla hai mera dimag or jab mere dono hathyaar mill jaayein naa main ye pura desh badal dunga wohlog toh cheej he kya hain.. Ye haalat karunga ki Saari jindagi Yaad rakhenge ki kitani badi galati hui hai unse.. Pure system ki he Maa chod dunga..

Khair Yahaan mera ekmaatar time pass tha mera phone or ab main bore nahi hota tha aadat padd gayi thi iski..

Aaj kaa din bhi nikala raat hui or dinner k time mere pass aaya ek call Principal sir kaa tha.

Prin- Ankit..I have a great news for you..

Main-Was I selected??

Pri-Yes you were..

Main-Thank you so much sir..

Pri-No thank you for choosing us. It's great to have you on board Ankit.. Or i must Say Ankit sir.. So listen we don't want to waste any more time so I want you here at 8.30 am sharp Neha mam se milna hai tumhe woh tumhara schedule dedengi tumhe..

Main-Sure sir.

Pri-Best of luck for your Future Ankit..

Main-Thanks again sir..

Pri-See you tomorrow.

Call disconnected..

Main-A chang kya bola tha tu bakchod.. Yele hogaya selection.. Ab bol bhosdk..

Chang - Yeah good job.. Bawla hogaya tha main books laatey laatey.. Nahi Hota toh lawde lag jaate..

Ami-Kab Jaana Hai??

Main-Kal subah..

Maine Mukesh k pass call kiya ki usko good news dun or subah pick karne kaa bolun Yahaan se.. Bc Yahaan k auto waale maadarchod hain...

Mukesh-Haan bhaiya..

Main-Sun kal college jaayega??

Mukesh-Haan bhaiya..

Main-Mereko letey hue chalna..

Mukesh-Kya hogaya selection??

Main-Yep..

Muk-Arrey gajab bhaiya gajab.. Party hogi abtoh.. Lekin Party dunga main.. Finally ek teacher toh aaya jo humari side hoga..

Main-Lol.. Chal bye Yaad se pick karlena..

Muk-Ok bhaiya.. Great job..

Call disconnected..

Main mast so gaya subah time se utha or 8.15 takk breakfast karke ready tha main.. Or unka wait karne laga woh bc aae 8.30 baje..

Main-Kya be late karwaadiya Pehle he din..

Mukesh-Timing toh yahi hai college ki bhaiya..

Main-Abe mereko Pehle Jaana tha..

Vikash-Pehle bataa detey bhaiya jaldi aajaata..

Main-Koi naa seh lenge thoda... Tu cigarette peeta hai??

Ye sun woh jhep gaya..

Mukesh-Arrey na naa bhaiya..

Main-Jhuth matt bol be.. Jiss college Mein Tu hai uska teacher hun main samjha.. Vikash toh naa peeta toh tu kaise??

Mukesh - Bus kabhi kabhaar bhaiya..

Vikash-Juth bol raha hai bhaiya 8-10 peelega raat takk..

Main-Bhadi shakal k.. Sun idhar din Mein keval 2 cigarettes only 2.. Vikash agar ye din Mein 2 se jyaada peeye toh mereko bataana iske bapu ko bataunga woh pond tod dega teri.

Vikash-Iske baapu ko maalum hai bhaiya bahot Baar peet liya Iss Baat par.. Samjhta nahi..

Main-Toh fir main pond tod dunga..

Mukesh-Pond matlab bhai??

Main - Gand..

Ye sun Vikash jor jorr se hasne laga..

Main-Tumhara teacher baadmein dost Pehle hun samjhe.. Majaak nahi kar raha aisa haal karunga ki soch bhi naa shakega.. Daily 2 cigarettes din Mein bus.. Woh bhi mere sath..

Muk-Aap peetey ho bhaiya??

Main-kabhi kabhaar. Sun agar mereko pata chala ki tu jyaada peeraha hai toh apna bhaichaara khatam..

Muk-Ok bhaiya.3??

Main-Chal Iss Iss week 3..

Muk-Aajao bhaiya.. I promise..

Main unke sath baitha ache ladke hain ye bc sahi mill gaye .. So again late ab toh daily he late aana padega bc warna sochenge Jaan bujh kar aaraha hai.. Main pohancha wahaan 8.50 par. Staff room Mein aaya toh uske bahaar Neha khaddi thi.. Waah ye bhi bc alag he Maal hai..

Main-Morning Neha mam..

Neha-Oh hi morning.. Welcome aboard..

Main-Thank you..

Neha-And you are late again?? How does it keep happening??

Main-If I am being honest I don't know but it kinda happens.

Neha-well you should improve your habits Ankit Sir..

Main-Yeah i will..

Neha-Come on aapko Baaki sab se introduce karwaadeti hun..

Main - OK here is the problem I kinda don't like meeting too much new people at same time so introduction hota rahega baadmein ahista ahista.. Just give me the schedule..

Neha- you hate people??

Main-Oh no no i dont hate anyone not at all i just hate meeting too many new people at the same time it's too much for my mind to process..

Neha-I see.. But explain the last part??

Main-Well see my mind is different, way different then others it works extremely fast like abhi toh aapne trailer he dekha hai this is nothing but my mind works only on certain parts and meeting new people is not one them..

Neha-You don't have emotions?? Friendship?? Coworkers??

Main-Yeah that's the point I am trying to prove..

Neha-Well great to hear that..

Ussne mujhe taana maartey hue kaha..

Neha-So here is your schedule..

Ussne mujhe ek slip di meri subah 9 baje se dopehar 3 baje takk total 4 classes thi.. 45 minutes each.. 1st 2nd and 3rd continuesly thi 9 baje se 11.30 baje takk.. 9.00-9.45 then 9.50 se 10:35 and then 10.40 se 11.25 takk and then last class thi 2.15 se 3. 00 pm bc lagaatar hoti toh jaldi Jaa paata fuck..

Main-1 question.. Ye classes ek sath nahi ho shakti??

Neha-Oh i wish main aisa kar paati toh sabse Pehle meri class's fix karti meri class 10.40 k Baad direct 3.00baje hoti hai..

Main-Matlab nahi hoga..

Neha-Nahi abhi toh nahi new schedule takk toh nahi and uske Baad bhi kam he chances hain..

Main-OK no problem..

Neha-And here is syllabus for all classes..

Ye bol ussne mujhe 25-30 pages diye.. Jiske Uppar courses k Naam or unke syllabus they.. Noice.. I got this..

Neha-And Haan andar aapka locker hai cabin number 4th Mein uska password wagairaah set karlijiye..

Main-Oh yeah sure listen can you do me a favor??

Neha-Sure..

Main-Aap mera password set karengi?? Kyunki andar obviously Baaki teachers honge and I don't want them to feel awkward..

Neha-Or you don't want yourself to feel awkward??

Main-Kind of both..

Neha-But woh aapka personal locker hai??

Main-Oh i dont have any personal stuff and I trust you so go ahead..

Neha-Are you sure?? Hum literally kuch din Pehle mille hain I mean mille hain bhi nahi theek se..

Main-Oh i have another feature.. I can read people.. So you are good I trust you..

Neha-Really?? Kya read kiya aapne??

Main-Hmm ok ye thoda scary sound karega but here we go first you like dogs. You live near DC colony and you drive a car not an suv just a car.. You love bitting your nails you don't get angry you get frustrated.. You don't have a large family probably a sister and mother and father.. Oh sorry your father passed away I am so so sorry about that..

Neha kaaa munh itana khull gaya ki pucho matt woh shocked thi utterly shocked.

Neha-Wait?? How??Are you a stalker??

Main-Oh no no no..

Neha-Then explain..

Main-Look tumhari shirt k Uppar kuttey k baal lage hain it means tum aatey hue apne pet dog k sath khel k aai ho.. Dc colony because woh mere raaste Mein padta hai or wahaan construction work chal raha hai jiska charcoal aapke right shoe par laga hai ab construction or kahin bhi ho shakta hai but i dont think aap jyaada durr rehti hongi. Then frustrated because maine jitani baar bhi dekha hai tum humessa calm he thi but according to your face you were frustrated.. Ab small family guess kiya tha and jab maine father Kahaa toh your expressions changed it means he is no more..And car bhi guess he tha because 2 wheelers par hoti aap toh charcoal jyaada laga hota aapke pairon par..

Neha-You are an interesting guy Ankit..

Main-Oh i know..

Neha-Well.. Its time for your class.. Best of luck..

Main-Thank you..

So meri 4 classes kuch Iss parkaar thi 1st) BSc 2nd sem, 2nd BSc 3rd Sem and 3rd Btech 5th Sem and then MSc 1st Sem..

Like what the fuck bhenchod meri bachelors degree hai nahi main masters walon ko padhaunga nice.. Kya he hoga Iss Desh ka..

Room number 17..ye tha Saamne.. Ok.. Here goes nothing.. Bhenchod isme toh kaafi bache baithey hain maadarchod..

Nervous hai??

Lund mera nervous hoga bhosdk.. Lets go..

Continued..
 
AP 316

Politically Correct And Motivated.
Divine
10,718
573,208
259
Update-141(I Love It)

Maine ek lambi Sans lee.. "Here Goes Nothing" and main andar enter hua toh firstly toh kissi ne Dhyaan nahi diya because unhe laga main koi student he hounga lekin main seedha Saamne white board k pass aaya marker Uthaaya and Board par likha "Ankit".

Main-Hii guys..

Ye sun sabki chappar chappar bandh hui or sab ghurrein mujhe..

Main-I am your new teacher.. Name is Ankit..

Ye sun aadhi class toh shock Mein gayi and Baaki khaddey hoke good morning karne lage.. New students hain school waali aadatein chal rahi hain abhi jo achi Baat Hai.. Ab ek ek karke almost puri class ne good morning ki.

Main-So Hello guy I hope aap sab ache honge.. Introduction mera hogaya hai aapka aage chalte chalte hota rahega.. So I am not your typical teacher I have few rules.. First rule if you do not want to sit in my class yeah then you are free to leave anytime anyhow.. Mujhse puchke Jaao toh bhi chalega no one will stop you. Second agar maine kuch homework diya jo humessa bahot kam he hoga jyaada kaam nahi dunga or tumne woh nahi kiya toh mereko seedha reasons caahiye bahaane nahi chalenge or bahaana maarna hai toh unique maarna jo real lage yaa atleast uspar hansi aae or naa homework hai or naa unique bahaana then class se bahaar he rehna.. Third main koi hitler type teacher nahi hun class Mein maximum 25 minutes padhaaunga main or uss time mereko class mein koi disturbance nahi caahiye Baaki ki 20 minute aaplog aaram se kuch bhi kar shaktey hain but sound class se bahar nahi jaani caahiye.. 4th you should respect not just me but everyone of you you all should respect each other.. Mereko nahi caahiye ki aaplog juthe mann se good morning karo naa naa bus mann Mein respect honi caahiye harr kissi k liye. Lastly Do not be rude in my class never ever..And that's it ab humlog mast easy way Mein aage badhenge... Or ek important point agar aapko kuch bhi cheej kahin se bhi samjh Mein Nahi aai toh beshak hajaar baar pucho kaise bhi pucho kisi bhi time pucho or mostly bache hotey hain sharmaane waale woh class Mein Nahi puch paatey toh here you go.. Ye mera number hai..

Maine board par apna number likha..

Main-Class Mein Sharam aati hai toh Ispar whatsapp karna hai.. Or Haan isspar spam calls karke mujhe disturb karne kaa plan bana rahe ho toh ye number chaalu nahi hai or whatsapp par notis off hain meri so mujhe disturb nahi kar paaoge just message me don't call or something.. Apna name bhi matt likhna caahe bus your problem and batch name.. Or Haan class Mein phone leke aao bindas bus woh bajna nahi caahiye.. Got it??

Sab-Yes sir..

Students kaafi confused they aisa kuch Pehli baar hua tha unke liye..Class Mein almost 50 students they 20 ek ladkiyaan rahi hongi and Baaki ladke.. 3 rows thi benches ki triple sitting benches they or kaafi benches khaali they matlab classroom kaafi bada tha..

Main-So Tum Mein se physics kiss kiss ko pasand hai.. Sache mann se bolna hai..

Almost 50% class k hath khaddey hue.. Perfect..

Main-So aaplog toh aajaaiye iss taraf idhar first row Mein.. And Baaki jo physics haters hain woh uss taraf.. Jaldi jaldi..

Class devide kardi maine.. Aadhe ek taraf aadhe ek taraf..

Main-Meri class Mein daily aaplog aise he baithoge seat keval tabhi change hongi jab aapka decision change hoga samjhe??

Sab-Yes sir..

"Excuse Me Ankit Sir.."

Maine Dekha toh gate k side Mein Neha madam khaddi thi.. Main bahaar aaya..

Main-Ji madam..

Neha-Aapko attendance register dena bhull gayi thi here you go..

Main-Thank you..

Neha-No problem..

Ye bolke woh chali gayi and main waapis class Mein aaya..

Main-Attendance bhi leni padegi kya mujhe??

Ispar ek ladki boli.

Ladki-Yes sir..

Main-Nice.. Great.. So isme thoda jaldi karna Haan apne pass time nahi hai waste karne ko.. Roll number:- 1,2,3,4,5,6,7..

Ab Iss attendance register se mujhe pata chala class Mein total 59 students hain and 7 absent they aaj..

Main-So.. Mujhe suru karna hai Stoke's law se.. But main Pehle aage nahi bhaagna caahta ek baar agar kissi ko Iss semester k koi old topics Mein problems hain toh woh puch lo koi bhi old topic issi semester kaa.. Kyunki main aage bhaagunga or aapko pichla he nahi aata toh issues hojaaenge haina.. So lets go sharmaao nahi..

Ab ispar 5 ladkiyon k ek group ne apni ek problem bataai and then 1 ladkon k group ne Baaki as usual baithe rahe.. Noice..

Main-Itana sharmaaoge toh kaise chalega bhai.. Nahi chalega naa?? Ye duniya bahot galat hai sharmaaoge toh piche reh jaaoge..Samjhe?? Tu uth bhai..tu black shirt.. Last topic kya kiya tha??

Ladka-Woh sir.. Woh.

Main-Baithjaa... Tu blue check shirt.. Haan.. Bol..

Ladka-Topic..

Main-Baithjaa.. Tu t-shirt.. Tere bagal Mein Hai jo.. Haan.. Ji sir.. Ok tu bhi baith matlab indirectly speaking is semester k 3 topics jo ho chuke hain unko dobara karwaaun.. Haina?

Sab-(Chilaake) yes sir..

Main-Toh aisa bolo naa bhai bolo munh se 5 minute waste kardiye puchne Mein Yahaan 1 topic hojaata 5 minutes Mein..

Ye sun sab hanspaddey..

Main-Study k maamle Mein darrne kaa nahi.. Bindas kuch bhi bolne kaa..

I am not gonna lie I love this shit.. This is fucking insane bc.. Pata nahi alag saa he maja hai isme..I don't know kyun.. Ye sab students inki voices its giving me goosebumps.. Wow.. I love it..

Main-So ye 3 topics karne hain toh aaj or kal dono din 20 minutes nahi full 45 minutes ki classes lagengi.. 20 minutes mere rahenge ab Baaki 25 minutes Mein tum baatein karo yaa doubts it's on you.. Lets go.. Topic number 1..

20 minutes Baaki thi.. Or 20 minutes Mein Maine unko 2 topics karwaadiye 3 Mein se.. Bacha 1..or interestingly wohlog interested they padhne Mein..

Main-Haan bhai blue shirt ab bol topic kya tha??

"Properties of matter sir"..

Main-Dekha.. Shabbas.. Yahi toh caahiye hai progress.. Lets go.. Ok guys thanks.. Have a wonderful day.. Bye..

Maine apna register uthaaya or class se bahaar nikal k ek lambi c sans Lee this is great.. I love it.. Agar mujhe koi 1 maheene Pehle puchta ki haan bhai bachelor's degree karke masters karke teacher banega?? Toh main raiptaa rakh deta uske munh par Lund banega mera teacher.. Lekin now its all happening.. Gajab.. Ab meri class thi 2nd floor par bsc third semester.. Jaise jaise seniors aatey jaayenge thoda locha hota jaayega kuch chutiye aaenge but it's ok seh lenge thoda.. Ab ek issue tha mera galla thoda Dard kar raha tha bolne se.. But aadat hojaaegi..

Ab next class Mein kaafi students class se bahaar balcony Mein khaddey they or teacher kaa wait kar rahe they.. Main unke pass se andar aagaya and again unhone gourr nahi kiya.. Khair main andar aaya toh class aadhi he thi baaaki bahaar they.. Main board k pass aaya and Same apna naam likha..

Main-Hello Guys..

Ab ye sun again students kaa Dhyaan aaya meri taraf..

Main--I am Ankit your New teacher..

Ye maine thoda loud bola jisase bahaar waalon ko bhi suna or woh bhaage andar ki taraf.. May i come in ki line lagaadi.. Sab aae andar..

Main-Kya hawa khaa rahe they kya??

Isspar kuch students ne mundi hilaai apni..

Main-Shabbas..

Uske Baad maine Same to same exact wahi lines dohraai jo last class Mein boli thi.. And then baat aai previous topics ki..

Main-Boldo boldo Konsa Konsa nahi aata.. Abe Sharmaa kya raha haibe.. Bol.. Khadda ho.. Bol kya aata hai tereko..

Ladka-W. W. Woh..

Main-Bus baithjaa.. Haanji madam aap.. Second bench.. Ji Haanji aap.. Boliye.

Ladki-Sir actually main absent thi past week..

Main-Kya naam hai aapka??

Ladki-Sir Manisha.

Main-Manisha ji.. Maine kahaa tha bahana yaa realistic yaa funny hona caahiye... Ye attendance register Keh raha hai aap daily aai hain.. Iski maanu yaa aapki..??baitho ji baitho..so Saare topic dobara he karwaane hain.. No issues.. Karwaatey hain..

Ye sun unka munh khull gaya idhar old teacher i guess bus syllabus pura karwaane waala tha bus revision wagairaah nahi but apne pass time he time tha.. Inke 3no topics maine issi class Mein pure karwaadiye bina board par kuch likhe.. And students ko pasand bhi aaya woh.. At least unke facial expressions toh yahi Keh rahe they.. Kuch log interested nahi they unpar maine Dhyaan nahi diya.. But main issue tha students rude nahi they itane pichli class se thode jyaada they but chalta hai ab jaise jaise Uppar ki classes aaengi chutiye bhi sath aaenge.. Class over hui or main class se bahaar aaya I don't know kyun but I like this shit I love it.. It's giving me a whole new energy that I desperately needed.. Khair Next class thi Same floor par Btech 5th Sem ye thode seniors aagaye they ab koi naa mujhse senior thodi hain bhenchod.. Main class ki side aaya toh room k bahaar mereko Mukesh Vikash or unke Baaki 2 friends jo park Mein sath aatey hain Inke woh khaddey dikhe kuch serious discussion chal raha tha wahaan..

Main-Oye hero Kya hua??

Mukesh-Arrey Ankit Bhaiya.. Nothing bus Baat kar rahe they..

Main-Acha beta Humse shyaanpatti..

Muk-Ghar jaake bataata bhaiya.. Aapki class kidhar??

Main-Yahin.. Ye room Mein..

Muk-Arreh gajab.. Matlab humari he hai.. I love you bhaiya..

Main - LOL.. Sun Ignore karna thode time mujhe, ye naa lage ki tum mujhe personally jaante ho koi puche toh bolna yeah college Mein Hi hello hui thi Baaki jyaada kuch nahi pata..

Muk-ok bhaiya..

Tab ek londa aaya bahar bhaagta hua..

"Oye Vika Naye teacher k liye mast trap set kiya hai"..

Ab Wohlog mujhe ghurrein..

Vikash-Kya trap hai??

"Abe Saala Chair Par Superglue daal diya hai baithega toh pichwaada chipak jaayega. Hahaha"

Main-Lol.. Lit bhai.. Kiska plan tha ye??

"Mera or Kartik Kaa mast maja he aajaaega.. Pata toh chale usko ki Humein padhaana ashaan nahi..

Vikash - T. T. Tu.. Tu chal andar..

Woh ladka khudse he hansta hua andar gaya..

Vikash - Mereko bilkul pata nahi tha bhai..

Main-I know.. Chal bhaago andar ab.

Wohlog andar gaye main unke sath sath andar gaya or seedha board par apna naam likha..

Main-Hello Guysss... Myself Ankit Your new teacher..

Ab ye sun woh londey k cehre par regrets saaf najar aae mereko..

Main-Haanji sir.. Utho..

Woh ladka apna munh chupaata hua khadda hua..

Main-Haanji sir Apne Sath kartik ji ko bhi uthaaiye.. Kon hai Kartik??

Ussne ishaara kiya ek ladke ki taraf..

Main-100 ki speed se utho Yahaan aao ye chair uthaao ab yaa toh isko theek karke leke aao yaa new leke aao I don't know i give you 20 minutes agar 20 minutes mein mujhe chair tip top nahi milli toh samjh rahe ho naa?? Yep toh chalo fir..

Woh dono bhaage ek ne chair uthaai or nikale wohlog bahaar..

Main-So wassup guys?? All good?? Arrey aise kya dekh rahe ho itana bhi strict nahi hun woh toh unke maje lene k liye bheja maine.. Dont worry..

Yahaan kaafi students rude they like bole kuch nahi but unki najarein saaf Keh rahi thi sab kuch.. I see I see.

Toh Yahaan maine Same cheejein repeat ki kuch students ne interest liya kuch ne nahi liya kuch ko already aata tha purana sab.. Mixed class thi ye chutiye bhutiye sab they Yahaan.. Maja aane waala tha bahot jyaada..

Continued..
 
DAIVIK-RAJ

ANKIT-RAJ
1,442
3,833
144

Nice updates
 
AP 316

Politically Correct And Motivated.
Divine
10,718
573,208
259
Nice updates
Thanks Bhai DAIVIK-RAJ
Mast sy teacher ho gya bhai
yh sunil ka koi locha to nhn
Bki update mazy k hn
Ab thora flashback bhi lga do bhai
AP k dad ko leage n kill krwaya ho ?
Flashback Soon maybe next update Keep Supporting Bhai Dragon master
F**k as fantastic
Lallantop bhidu
Maza aayega ab ankit sir ki Class me
Dekhte hai AP kya khel khilata hai.
Waiting for new update bhidu.
Thanks Bhai Arv313
 
Mobography

New Member
90
325
68
Bhai itna jabardast flow bana tha man kar raha ki updates khatam hi na ho ekdum khatarnaak 🔥🔥🔥🔥🔥 maja hi aagya.

Dekhte hain aage kya hota hai, mujhe lag raha yeh sunil koi panga kar sakta hai, sayad woh neha ko patane ki soch raha hoga abb usko esa lag raha hoga ki ankit ke aane se uska patta kat jayega isiliye thoda jealous feel kar raha ho. Just my guess 😊
 
AP 316

Politically Correct And Motivated.
Divine
10,718
573,208
259
Bhai itna jabardast flow bana tha man kar raha ki updates khatam hi na ho ekdum khatarnaak 🔥🔥🔥🔥🔥 maja hi aagya.

Dekhte hain aage kya hota hai, mujhe lag raha yeh sunil koi panga kar sakta hai, sayad woh neha ko patane ki soch raha hoga abb usko esa lag raha hoga ki ankit ke aane se uska patta kat jayega isiliye thoda jealous feel kar raha ho. Just my guess 😊
Possible hai Sunil ka angle bhai lekin kuch bhi ho shakta hai dekhte Jaao bus.. Keep Supporting Bhai Mobography
Nyc update
Thanks bhai shamik
 
Top