• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Werewolf

Kiya is story mein incest add kiya jaye


  • Total voters
    25
  • Poll closed .

F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,286
3,510
144
Update 8………..




Jab sahil ne apne class mein pervesh krne ke leye darwaja khola, toh veh je dekhkar heran reh gya ke abhi tak class mein koi student nhi aeya tha. Jab sahil ne time dekha toh paeya ke abhi classes shuru hone mein 15 minutes ka samay hai.


Kiya kaise, mein toh bhut dhere chal raha tha aur upr se mein eoh ghatna mein fas gya tha.


Sahil ke hath abhi v kaanp rhe the. Ussee samaj nhi a rha tha te uske sath abhi thorde samay pehle huya kiya..? Abhi kucch der pehle woh lardko se fight kar raha tha. Aur kuch hi der vaad woh school ki taraf bagh raha tha.


Phir v mein itni jaldi kaise pahunch sakta hoon…… mein kitni teez bagh raha tha…?


Sahil ne apni seat par ja kar apna bag rakh diya aur beth kar intezar krne laga apne dost vishav ka.


Areee tum ajj mere se v pehel kaise a gye….? Aisa toh kabhi nhi huya ke tum……… school mein jldi a jayo, yeh baat vishav ne class mein ate huye sahil se kahi.


Yeh tumhare kaprdo ko kiya huya…? Tum kaha se aa rhe ho tumhre kaprde v gande hai aur upr se tum ajj kuch lag v alag rhe hoo, vishav ne tipni krte huyee sahil se yeh baat khi.


Tumne mujh par diyan dia iske lye apka shukriya.


Sahil apne mn mein kaash je sab pehle jaisa ho jaye. Bss abh ek school hi hai jahan woh aram se jee skta hai jahan use apne dusre jeevan ke bare mein chinta karne ki jarurat nhi hoti.


Halanaki, sahil ke sharer mein ho rhe badlavon ke karn abh use apni dohri zindagi ko alag rakhna kathin lag rhaa tha.


Apni soch se bahar akar sahil ne vishav se pucha…….. Vishav tum toh games aur kitabe pardte rehte ho. Kiya tumhe werewolf ke vare mein kuch pata hai…..?


Yeh sawal sunte hi vishav ke chehre pe ek halki muskan phail gyi.


Oh, mujhe toh lagta tha ke tumhari in sab chezon mein koi ruchi nhi hai. Par abh tum aisa sawal mat puchna ke je batao Werewolf or vampires mein sabse jyda takatvar kon hai.


Sahil:- nhi nhi vampires nhi mujhe bas werewolfs ke vare mein hi jankari chaheye. Ke veh karte kiya hai. Aur tumhe toh pata hi hai mein internet chalane mein itna acha nhi hoon.


Vishav ke leye yeh ek ajeeb baat thi ke sahil in ajeeb cheezon mein achanak kaise dilchaspi lene laga. Kyuke abhi kuch din pehle sahil tennis player ke varre mein comic pardh raha tha aur wo ek professional tennis player banna chahta tha.


Vishav :- acha theek hai toh suno. Yeh un cheezon par v nirbhar hai ke aap jankari kaha se parapt kar rhe hai. Chandi ki bullets, jaduyi plants, bites aur bhut kuch isi traha ki cheeze samne ati hai par yeh sab harek book aur internet par alag alag jankari milti hai.


Haan par ek cheez sab mein common hai aur woh hai full moon. Purnima ki raat. Kehte hai ke purnima ki raat ko ek Werewolf sabse jyda takatvar hota hai. Aur agar woh khud par apna kaboo nhi rakh pata hai toh woh apne doston ko bhi kaha sakta hai.



Yeh sab sun kar sahil ek gehri chinta mein doob giya aur uski haath ki hateliyan parseene se beegh gyi.


Sahil ke aisa dekh kar vishav ne poocha kiya tum theek toh ho na…?


Sahil ne socha ke usse kiya bata dena chaheye vishav ko is ke vare mein. Par sahil abhi v puri tarah clear nhi tha ke veh ek altered hai v ja nhi. Halanki agar veh vishav ko apne vare mein sab bataye toh veh je jaan sakta tha ki veh altered ban gya hai.


Kiya veh vishav ko suitcase ke vare mein v bata de. Aur ke woh ek gang mein shamil ho gya hai. Nhi nhi mein use je sab nhi bata sakta…….. Is se uspar v asar parde ga agar meine use is sab mein shamil kar liya toh kahin underdog gang uske sath v kuch na kar de. Je problem meri hai aur ise mein hi theek karoon ga.


Ek var phir darwaja khula aur adhiyaapak class mein enter huya. Sabhi bache akar apne apne bench par beth gye.


Aur teacher ke peeche ek aur sakhs chalte huye class mein enter huyi.


Uske lambhe kalle ghane baal the. Aur woh class ke sahmne a kar khardi ho gyi.


Jis pal sahil ne us lardki ko dekha.


Use dekh sahil ka dil dhardkane laga. Sahil ka dil itni tez dhardak raha tha ke use uski awaaz v ane lagi thi.


[BPM is increasing]



[BPM 140]


[BPM 145]


Lardki ko ghurte huye use kuch awaz sunai di. Jab sahil ne neeche dekha toh paeya ke usne desk ko vrdi jor se pakard rakha tha. Sahil ki majboot pakard ke karn desh tutne v laga tha aur uske anguthe ke nakhoon vardh gye the aur lakrdi mein guse huye the.


Aree nhi yeh phhir se ho raha hai mere sath. Aur sahil ghabrane laga jiske karn uska dil aur tezz dhardkna shuru ho gya.


[BPM 150]


Yeh system mujhe preshan kar raha hai


[BPM 155]


Sahil ne apne aap ko shant karne ke vare mein socha. Usne apni akhein band ki aur lmbhi lamhi saanse shuru kar diya. Usne apne dimag se sab kuch nikal dia.


Ek sadhu ki tarah kuch mat socho aur jhi baat sahil ek mantr ki tarah apne man mein dorahta raha.


Hello everybody….


Apni mithi awaaz se us lardki ne sari class ka dhiyan apni tarf kendrit kar liya


Mera naam Harsimran Kaur Bawa hai. Aap sabhi se milkar acha laga. Mein hali mein is city mein ayi hoon. Mujhe umeed hai ki aap sab meri madad krenge aur mein bhut utsuk hoon aap sabhi ke sath agge vardhne ke leye.


Tabhi ek chaatr "Bawa" kiya je mayor ki beti toh nhi hai.


Aree haan ho skata hai je usi ki beti ho. Sunne mein aeya hai ke veh bhut acha bakti hai logo ko naye mayor se bhut ummeden hai.


Yeh sab battein sun kar harsimran thorda peeche hat gyi aur uska chehra thorda laal pard gya.


Sabhi chaattr aps mein battein krne lag gya.


Tabhi teacher uche savar mein bola. Kiya abh sabhi chup karoge. Is se koi fark nhi pardta ki veh mayor ki beti hai. Mein aap sab se je asha karta hoon ki aap ise v sirf ek chaatr ki tarah hi vevhaar krenge.



Harsimran ko ek khirdki ke paas ki seat par teacher ne bitha dia akele. Simran ek mayor ki beti hai isse toh sabhi ka dhiyan us par tha hi lekin harsimran itni sunder thi ke sabhi lardke usi ko hi dhiyan se dekh rhe the.


Jab se simran class mein ayi thi sahil ki usse nazar nhi hat rhi thi. Sahil var var simran ko hi dekh raha tha. Aur jab v woh use dekhta uske dil ki dhardkan vardhne lagti.


Sahil apne aap ko bss shant rakh raha tha.


Sahil ko dekh kar vishav bola tu use kutte ki tarah kyu ghoor raha hai ve.


Vishav ko bolta dekh teacher bola vishav tum claas mein chup nhi beth sake……. Kiya. Toh tumhari jhi saja hai ke tum ajj harsimran ko pura school dikhayo ge.


Sabhi classes khatam hone ke vad vishav ne sahil se poocha kiya tum chalo ge mere sath simran ko school dikhane..?


Nhi mein nhi chalunga mujhe ek kaam hai. Mein jaldi mein hoon. Aur ise pehle vishav Sahil se kuch keh pata sahil ke apna bag uthaeya aur chal diya.


Jldi se niklne ke peeche ek karn tha ke sahil jab v us lardki ko dekhta tha uske dil ki dhardkan vardhne lagti thi agar use lardki ke itne paaas aur baat krne ki mile gi toh uska kiya hi hoga.


Aur dusra karn tha underdog gang. Abhi toh gang ko uske ghar ke varw mein kuch pata nhi tha kyuke usnrme adress hi galat diya tha sab veh gang mein shamil huya tha. Lekin aisa toh nhi tha ke veh pata nhi laga sakte hai. Isi liye sahil school mein ek bande se milna chahta tha jisne isko gang mein shamil kiya tha.


Sahil ko jata dekh vishav ko ajeeb laga… par jab uski nazar neeche bench par gyi toh usne dekha


Yeh… yeh bench ko kiya huya je tut kaise gya aur is par haath aur ungliyon ke nishan je koi insaan nhi kr sakta hai….. Inti takat kisi insaaan mein nhi ho sakti hai….



……………….



Milte hai agle update mein……….

 
Last edited:

F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,286
3,510
144
Update 9 A............




Yeh dekhte hue ki suitcase mein jo kuchh bhee tha, vah sahil ko ek parivartit( altered) mein badalne mein saksham tha, underdog ko ab tak uski talaash mein hona chaahie. haalaanki, abhi tak sahil ne gang ke kisi bhee sadasy ko school ke pravesh dvaar par uski prateeksha karte nahi dekha, vah keval yah maan sakta tha ki Karn ne unhne abhi tak soochit nahi kiya tha, sayed kisi v karan se.



Yah din ka ant tha, isilye sahil ko pata tha ki Karn kahaan hoga. Unke school mein sabhi ko kuchh extracurricular activities mein bhaag lena jaruri tha. Kyuke activity mein baagh lene se manah karna asambhav tha, isliye Karn ne kisi tarah se teachers ko ek jyotish club banane ke lie kaha tha. Aur achi kismat se, vah club ka ekmatar sadasy tha, jiske leye use school mein chuti ke vad v rukna pardta tha.


Chhat kee or jaane vaale daravaajon ko kholte hue, sahil ne karn ko balcony mein khade hokar skool ke maidaan kee or dekhate hue dekha. uske baal jo thorde vaddhe the woh hava nein udh rhe the.


Yeh aisa tha jaise karn photoshoot ke lie poj de raha ho. Aur isme koi doraye nhi hai ke veh modeling mein jaa nhi sakta hai. Aur karn tha v handsome ke koi v lardki uspar mar mite.


"Karn," sahil ne karn ko pukaaravah. Sahil varde dhiyan se idr udar dekhte huye kkarn ke pass gya ke kahin gang ke aur log toh nhi hai ass pass. Yadi yah kisi prakaar ka jaal nikla to vah bhaagne ke lie taiyaar ho gaya. "mujhe aapke saath baat karni hai."



Sahil kee harkaton ko dekhkar, karn ne apne hasi ko dabaane ki koshish ki, jiske karan sahil ko aashchary hua.



Karn:-"tumnhe chinta karne ki jarurat nhi hai, underdog gang nhi jaanta ki tum yahaan ho." "mujhe yakeen tha ki tum mere paas aaoge aur tum sahi samay par aye ho."


Karn:- "tumne vaastav mein kafi hangaama kiya hai. mujhe pata tha ki tum paise kamane ke lie betaab ho, mere hisab se underdog gang tumhe acha paisa v deti hai. maine jo suna hai usse tum kafi saksham aur vishvas wale transpoter maane jaate ho, to mujhe je batsyo dusri side ne tumhe kitne paise dye hai.


Sahil:- "aisa nahi hai!!!" mein kisi v dusri gang se paise nhi leye hai.


…………


Sahil apne man mein…… ( nhi mein karn ko jo kuch v waha huya nhi bata sakta hoon. Aur vese v koi us baat ka zakeen nhi kre ga.)


Karn:- "haan, tum sahi hi bol rhe ho, mujhe kabhi bhi nhi laga ke tum double cross kar sakte hoo. Vese v tum apni bhen Joyti aur maa ki bhut fikar karte hoo.


Apni maa aur bhen ka zikar hote hi sahil ka dil jor-jor se dhadkane laga.


*************


Kuch maheene pahle sahil ke ghar kee sthiti aur bhi kharaab ho gyi thi. usne dekha tha ki gahr par bhut sare letters a rhe hau, aur use sandeh hone laga tha ki uski maa apni muskaan ke peechhe ek bada dard chhipa rahi hai.


Madad karne ke lie betaab, sahil ko paise kamaane ka raasta khojne kee jaroorat thee, sahil ek school mein jata tha jo 10+2 tak hi tha uske paaa koi v degree nhi thi na hi koi skill jiski wajah se use nokri mil nhi sakti thi aur shote mote kamo mein itna paisa v nhi tha.


Aise hi ek din sahil kaam ke baare mein sochte huye ja raha tha ke veh ek chhaatr ke paas se gujra. Toh sahil ne dekha ki usne gold ki ghardi aur gold ki moti chain gale mein dal rakhi hai. Aur uske kprde v bhut mehnge aur branded lag rhe the. Sahil ne socha ke…… isne jitne paiso ki cheezze pehni hai……. Agar uske ghar ki sare kaprde v mila deye jayen tab v kam hi honge.


Sahil ko pata tha ke is lardke ka naam karn hai kyuke jis ilake mein sahil rehta tha waha par kuch gine chune hi ameer log the.


Jo b ho lekin karn sahil se kuch jyda varda v nhi tha umer mein. Lekin uske pass paisa bhut tha jo uske rehn sehn ko dekh kar pata chlta tha.


Sahil apne parivar ki madad karna chahta tha toh ek din veh karn ke pass pahunch gya. Sahil ne dekha ki lunch break chl rhi hai aur karn sabse peecha betha hai aur khirdki se bahr ghoor raha hai.


Usne dekha ke karn kuch kha nhi raha hai bss bahr hi dekh raha hai. Aur koi v uske ass pass nhi betha a woh ekala hi betha tha. Sahil uske pasa gya aur pass se hi ek khali chair utha ke uske sahmne beth gya.


Sahil:- kiya tumhe koi problem toh nhi hai agr mein tumhare pass beth jayon.


Sahil ko pata tha ke students karn ko ingnore karte hai. Kyuke veh lardayi jaggrda karta rehta tha aur je afwaah v the ke karn bure kaam karke paise kamata hai. Lekin je cheez sahil ko karn ke pasa jane se nhi rok saki.


Sahil:- mein tumse je janne aeya hoon ke mein paise kaise kama sakta hoon.


***************


Aaageee ke baagh ke leye milte hai agle update mein……….
 
Top