Update 7………
…………………
Sahil ajj bhut hi dheere chalte huye school ja raha tha. Uske dimag mein bss news aur raka hi chal rhe the. Aur sahil is baat ka dhiyan v rakh raha tha ke kahin uske pische underdog gang ke log toh nhi a rhe hai.
Underdog gang ke leye wo suitcase bhut important hai agar wo us suitcase ke sama ke leye itni berehmi se un logo ko mar skte hai toh mera hal kaisa krenge. Aur upr se wahan per unknown blood mila hai. Aur woh mera hi hoga kyuke mere chaku laga tha. Mein toh bura fas gya hoon.
Tabhi sahil kisi lardki ki cheekh se bahr aeya.
Sahil ne idr udr dekhya aur peya ke je awaz uske paas wali gali se hi a rhi hai. Jab sahil us gali ki tarah gya toh usne dekha char lardke ne ek lardki ko ger rakha hai aur unme se ek ne lardki ko diwar ke against pin kar rakha hai.
Sahil ka praadosh itna v acha nhi tha. Par aisa din mein kabhi kabar hi hota tha. Lagta hai ajj aisa hi din hai.
Sahil ne sabse pehle je hi socha ke kyu na woh jaha se baagh jaye. Kyuke uske sahmne char lardke the aur sahil unke muqable chhota tha aur woh unse lardhne ke v kabil nhi tha. Agar meine unhe rokne ki kohsis v ki mujhe lgta hai woh mujhe peetne ke ilava mar v sakte hai. Jo din mein ek lardki ke sath aisa krne ki himmet rakhte hai jarur unke pass koi hatiyar v hoga.
Charoo lardke lardki ko sabki nazro se door kisi sunsaan se apartment ke pische gali mein le gye. Par jab sahil ne chupke se us lardki ko dekhna chaha toh usne paeya ke je lardki ki uniform uski uniform ke jaisi hi hai.
Lahnat hai mujh par mein is lardki ki madad nhi kar skta hoon. Kyu na mein inhe je bolon ki mein underdog gang ka hisa hoon aur je is lardki ko choordh de.
Nhi aisa nhi ho sakta meri umer ko dekh kar hi veh je jaan jayein ge ki mein sirf ek transporter hoon aur mere jaise transporter ke lye koi gang ek gang se fight nhi kre gi.
Kash je lrdki nhi lardka hota toh mein ise aise chhoord kar chala jata par je lardki hai mein kya karoon.
Tabhi sahil ke dimag mein ata hai ki agr is lardki ki jagah uski behn hoti toh wo kiya krta. Is lardki ka v koi bhai hoga jo bhut pchtaye ga ke woh apni bhen ko bacha kyu nhi saka. Iske maa baap ka kiya hoga.
Phir sahil ne socha kyu na veh hala kare aur logo ko jor jor se bol kr bataye ki jahan kiya ho raha hai par dusre hi pal uske dimag mein aeya ke log kyu apni jaan jokhim mein dalenge kyuke unhe pata tha gangs ko agar koi rokta hai toh wo sab ko mar dete hai.
vaikalpik roop se vah police ko bulaane kee koshish kar sakta tha, lekin underdog mein usne jo kuchh seekha tha, vah yah tha ki police aise maamlon par dheere-dheere pratikriya karti hai, na keval isilie ki ve kam karmachaaree the, balki isilie bhi ki uchch adhikaariyon ko hafta diya jata tha, yah sunishchit karane ke lie pratikriya samay se deree ho. jab tak ve vaastav mein yahaan pahunchenge, tab tak ve log jo bhee yojana bana rahe the, vah tab tak ho chuka hoga.
Sahil ne socha, aisa lagta hai ki mujhe khud hee iski madad krni pardi gi.
jaise hee sahil ne lardki ki madad karne phaisala kiya, uske saamne ek notification screen dikhaee dee.
[new quest received ]
[lardki ko bachao!]
[apne aakalan kiya hai ki koi any vikalp nahi hain aur aap keval ek hee hain jis par vah bharosa kar sakti hai, kya aap vaastav mein ab usse munh modane ja rahe hain? apke lie apne nae skills dikhaane ka sahi samay aa gaya hai!]
nae skills? yah sahi hai, main ab badal gaya hoon! ... theek hai, kam se kam mujhe lagta hai ki main altered hoon. mere paas super healing hai aur ... aur ... achchhee drshti? aree, system, main unhe un cheejon se kaise hara sakta hoon ?! kya tum chaahte ho ki main unke leye ek punching bag ke roop mein kaam karoon?
Mujhe choordh do………
Lardki ki yee awaaz sahil ko sunayi di.
Mere paass vakt bhut kam hai mujhe kuch karna hoga. Aur sahil ke kadam apne aap chal parde gali ki taraf.
Jab sahil unke pass pahuncha toh usne dekha ke je colour gang ke log hai
Colour gang v ek underdog jaisa hi gang hai. Meine je pehle notice kyu nhi kiya.
koi aashchary nahi ki ve din ke ujaale mein itne besharmi se kaam karne mein saksham the. Colour giroh mein vishvavidyaalay ke chhaatr, ya high skool ke chhaatr the, unme se kuchh bade mukhy girohon ke sath v kaam karte the, lekin sahil ke gyaan ke lie, underdog mein koi v colour giroh ka kam nhi karta hai, jo raahat kee baat thee .
"bache, ham apna kam kar rahe hain, to kyon na tum yahaan se chale jayo.
Sahil ne school uniform ko dekha aur pushti ki ke vah aur lardki vaastav mein ek hee school mein pardhte hain. Vese toh sahil maujooda sthiti se bachne ka bahaana dhoondh raha tha, lekin phir usne lardki kee aankhon mein phir se dar dekha. usne bhee sahil ki bahan ke jaisa hee hairstyle rakha tha, bas uske baal kaale the. yah dekh uske andar bhut gussa paida ho raha tha.
Yeh chaar hai, adhik se adhik kiya ho jayega mujhe mar denge, lekin yah chhura ghompe jane se jyaada chot nahi lagne wali, hai na? Sahil ne khud ko samajhaane kee koshish kee. khud ko sthiti ke lie tiyar karte hue, vah ek fighting postion mein kharda ho gaya jaisa ki kirk ne use dikhaaya tha.
ve log hasi ke thahaake lagaane lage.
"oh, aisa lagta hai ki kamse lardhne koi knight aeya hai." Toh theek hai" ek lardke ne aage badhte hue kaha.
Sahil ruka aur uskne lardke ke pair ki ungaliyon par dhyaan kendrit kiya. Aur usnke yaad kiya ke kaise Krik ne use lardhna shikheya tha.
abhi nahi, vah abhi bhi kaafi door hai mujhse.
Jaise hi woh lardke sahil ke kareeb aeya sahil ne furti dikhate huye ek tez punch us admi ko mara. Par us lardke ne varde aram se sahil ke punch ko dodge kar diya aur uska hath pakard liya.
Lardka:- tumhe kiya laga tum jaisa ek nosikhiya mujhe muka mar sakta hai. Agar aisa hamare sath hone lage toh hum woh nhi kr pate ho hum pehle kar rhe the.
Phir us lardke ne sahil ko hath se khicha aur ek muka mara sahil ke ser par. Muke ke lage hi sahil neche gir gya. Lardke ne phir v sahil ko nhi choorda aur uske pet ke apna ghutna de mara.
Jaise hi lardke ka ghutna sahil ko laga usse saans nhi aa rhi hai.
Mein galat tha je toh chaku lagne se v jyda dard de raha hai.
Jaise hi in dono ki lardayi ke karn baki teen lardko ka diyan v bhatka. Toh lardki ne is muke ka faida uthate huye jis lardke ne uska muh band kar rakha tha uske hath ko jor se kaat diya. Aur ek lat mari lardke ke lund par.
Lardke ko iski ummed nhi thi is achanak huye hamle ke karn lardke ke hath se lardki shooot gyi. Aur lardka dard se kahrahta huya apne main point par hath rakh ke neeche gir gya. lardki ko je moka sahi laga aur bagh gyi.
Tabhi unme se ek lardka gusse se bola dekha bache tumhari wajah se woh lardki baagh gyi. Abh use pakrdne ke leye hume phir se mehnat krni parde gi. Bache abh toh tu gya….. Dekhna abh hum tera kiya haal karte hai.
Sahil apne ghutno ke bal neeche betha dard se kahrah raha tha uske pet se lekar ghutno tak dard ki lehr faili hoi thi ke tabhi uske sahmne ek aur notification screen khuli.
[quest completed]
[40 exp rewarded]
Lardki bagh gyi aur mujhe 40 exp point mile hai. Par mujhe lagta nhi hai eska koi faida hai mujhe lag raha hai ke aaj je log mujhe maar denge.
Tabhi woh lardka jiske main point par lardki ne laat mari thi woh utha jo abhi tak kuch theek mehsoos lar raha tha aur pahunch gya sahil ke paas aur ek jordar laat mari sahil ke face pe.
Tabhi dusra lardka bola arre tum use mar doge chhooord do ise hum lardki ko pakrdte hai.
Neeche parda sahil soch raha tha ke kiya mein jeene ke layek hoon.
Aur ek aur laat pardi sahil ke pet pe
Agar mein jagah nhi hota toh wo kiya karte lardki ke saath.
Jaise hi sahil ke dimag mein je vichar aeya uska gussa badh ne laga.
[BMP 85]
Ek aur laat pardi sahil ke pet pe aur ek lhoon ka fuwara nikla sahil ke muh se.
Kiya agr meri behn us lrdki ki jagah hoti.
[BMP 120]
[BMP 125]
Lardka sahil ko ek aur laat marne hi wala tha ke sahil ne uski laat pakrd li aur tordh di.
………………
Lardki jitni tez baagh skti thi utni teez bagh rhi thi aur uske sath mein do police wale v the.
Ji haan police wale darsal baat kuch aisi thi ke jaise hi lardki apne aap ko chuurda kar baghi toh usne madad ke lye idr udr dekhne lgi aur bhut dur jakar use do police wale mile.
Jaise lardki aur police wale wahan pahunche toh ohno ne dekha ke charoo lardke admari halat mein neeche zammeen par gire huye hai. Aur ek ki toh laat bhut bure tarike se tut chuki hai.
Jahan kiya huya..? Kiya je usi lardke ka kam hai jiske varw mein tum bol rhi thi..? Ek police wale ne lardki se poocha.
………………..
Milte gai agle update mein……….