Kyunki uss waqt dono (Rahul and Manali) ek hei jagah (at home) pe mojud the.. AJit ke sath Manali ki communication problem ho rahe the. AJit Mumbai mei tha, aur Manali Kolkata mei.. Dono shayad apne apne taraf se kuch kuch assumptions lagaye rakkhe the.. Mumbai rahete waqt Ajit toh clearly assumptions pe hei chal raha tha.., as it was mentioned in the story earlier..
Manali bass Ajit ko Rahul ke sath compare kar rahe the.. Manali ko pata the ki Rahul usse behad pyar karta hain, isliye uske mann mei apne aap ek comparison chal rahe the ki kaun jyada usse pyar karta hain, importance deta hain, AJit or RaHul??
Manali kabhi bhi Rahul ke baato par jaldi se yakeen ya maan nehi lete hain.... Pad kya kare, bhagwan ne Rahul ko ek khass kshamta dea kar duniya mei bheje the, aur voh tha uska convincing power.. Rahul bohut jald apne baaton ke jaal par logo ko phasa sakta tha.. Wo apne dimaag laga kar chalaki se koi bhi baat kisi se bhi manwa sakta tha.. Yeh ek khass baat tha RaHul ka, yeh manna padega.. He might be a great diplomat.. ??
The Reason are Miscommunication and Misunderstanding between AJit and MaNaLi..
No, Manali is intelligent, but Rahul is too Clever..??
Rahul ka matlab hai pati agar patni ko physically satisfy naa kar paye toh patni ko jaroor uss satisfaction ke khoj bahar jaa kar karne chahiye.. Aap Rahul ke baaton se sahemat nehi ho sakte, pad yeh Rahul ka "Point of View (PoV)" tha.... ?☺??