• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller WLHTA - The Serpent Of Underworld.

Kya AP ko headquarters jaana caahiye?

  • Total voters
    114
  • Poll closed .

Ss mujrim

Active Member
629
467
63
Ap Bro
Ya to her update OXm hota ja rha ha
Bhot he kamal.ka update hn
 
  • Like
Reactions: Naik

Dragon master

Active Member
704
957
108
Ab yh sala Kon a gya jis n Yuri ko itna strong kr diya Hy
 
acronym

All defeats are psychological until death
36
64
18
Update-437(The Assassination)
437

Humlog Airport se bahaar aaye ab humaare sath masters aaye they toh Turkey underworld k important log humein recive karne aaye they , issliye humlog airport se seconds mein he bahaar aagaye and humein leke wohlog League K Turkey Headquarters mein aaye jo Airport se 10 minutes ki durri par tha.. Humein aate he ek hall mein leke gaye jahaan humaare lunch ka intejaam tha ek badi c dinning table lagi thi wahaan jispe sablog baith gaye.. And lunch turant suru hua , sabse jyaada bhook mujhe he thi lekin main abhi nahi khaane waala tha . Pehle main President ka assassination dekhunga ab woh fail hoga ya success woh decide hoga uske base par main decide karunga ki kya khaana hai.. Humaara Contact tha wahaan Lux jo Nepali tha or League Turkey ka ek high level agent bhi.

Main-Turn the Tv on Lux..

Lux-Kya lagaaun Master??

Main-News..

Lux ne TV on kiya President abhi mike k saamne nahi aaya tha..

Emo-Eat AP..

Main-Abhi nahi.. Lux.. Mujhe Draco caahiye..

Lux-Draco??

Main-Yeah..

Lux-Boss.. Turkey mein Draco matlab Paani mein Crocodile se dushmani lena..

Main-Main Dinosaur hun Lux..

Lux-I know boss..But risk kyun lena waise bhi woh Yahaan se chala jaaega 1-2 weeks mein fir dhund lena. President ka ghar jamaai banke baitha hai Draco. President Uska ass licker hai Raja hai yahaan kaa woh..Chhodo usko.Turkey ko shant rehney do.. Kal bahot kuch karwa diya aapne..

Main-Turkey Shant nahi hoga Lux.. Turkey toh jallne waala hai apne logon ko alert kardey Turkey toh kai din takk jallega.. Tu mujhe Draco dhundke de Kissi Government Mansion mein hoga jahaan Behisaab security hogi woh dhundke dey mujhe..

Lux-Dhundana kya hai boss.. Draco Yahin Istanbul k Sirkeci mein ek Mansion mein hai jaisa aap ne bataaya behisaab security hai behisaab...

Main-Great..Security Jyaada derr nahi rahegi.. Weapons ka jugaad kar.. Automatic.. First order.. Uske baad second order taiyaar kar bahot bada explosives Etc k sath..

Lux-Sachmein jalaane waale ho Turkey ko matlab..

Main-Yeah..

Lux-Ok boss ho jaaega.. Aap...

Main-Sssshhhhhh!

Maine bola toh pure room ki chattar pattar bandh hogayi.. Kyunki tv par President aane he waala tha uska introduction dediya gaya tha koi bulletproof glass nahi laga tha laga hota toh bhi problem nahi thi ,woh stage par aaya kai derr toh taliyaan baji behisaab bheed thi behisaab.. Ab woh Mike k saamne aaya or idhar Maine apne dono hathon se gun banaai or Tv par aim ki..

Main-3... 2....1...BOOOOMMMM..

Or exactly mere count par pehli khopdi Ek bandey ki fatti or just baad President ki and uske baad log react kar he rahe they ki stage par baithey logon par 3 goliyaan or chali and fir macha wahaan kohraam chillam chilli hogayi chaaron taraf police , army, log sab bhaagne lage idhar udhar .. Bhagdad mach gayi proper isme log marrenge woh alag but unka credit mujhe nahi lena tha...

Main-Tv bandh kardo and give me food.. Bhook lagi hai bhai..

Maine theek se baithtey hue kaha.. Lekin meri suni nahi kissi ne kyunki wahaan mojjud sablog bus munh faade Tv ko or fir mujhe dekh rahe they.. Unhe still viswas nahi horaha tha ki main itana jaldi ye karlunga....

Main-Lux.. Khaana dey be.. Tv bandh kar..

Maine usko dhakka detey hue kahaa..

Lux-J. J. j. j. I boss. Ji.. Yee.. Yeee.. President.. President....

Main-Marrne dey be..

Usne staff ko bolke khaana lagwaaya mere liye..

Main khaana khaane laga baaki sabne khaana bichmein he chhod diya tha or sab news dekh rahe they.. Idhar maine khaana khaaya aaram se bahot bhook lagi thi and khaana khaake utha tabtak confirm ho chuka tha ki President is dead.. Dead dead..

Main-Lux pata kar security ka kya status hai Draco k Mansion k uppar..

Ab baja mera phone jo J ka tha.. Maine side mein aake phone uthaaya.

Main-Good Job J..

J-Thanks Boss..

Main-Gayab hojaa.. Bahaar jaa nahi paaoge kuch din toh abhi yahin rukko fir fake passports leke by road Bulgaria border ki taraf nikal jaana.

J- Draco ka kya boss??

Main-Usse main maarunga.. Apne hathon se..T kahaan hai?? Pohancha yaa nahi??

J-Nahi boss thoda late chal raha hai package uthaa liya tha Usne but Private Jet waala source last moment par darr gaya toh kal tak aaega..

Main-That works.. Chal gayab ho jaao..

J-Ok boss..

Call disconnected..

Main waapis aaya room mein..

Emo-You really did it ..

Main-Shakk tha kya master..

Emo-You just killed the president of Turkey that's unbelievable..

Main-Maybe.. Bola toh tha maine naa rahega bans naa bajegi bansuri.

Emo-Iske kya repercussions honge pata hai??

Main-Mujhpe toh kuch bhi nahi honge. Maine kuch kiya he nahi.

Lux-Master Draco k mansion par bhagdad machi hai aadhi gaadiyaan toh nikal chuki hain security forces ki...

Main-Koi naa dange honge kuch derr mein tab bachi hui bhi nikal jaaegi.. Fir kon bachaaega bete..

Continued..
Update-438(Draco)
438

Main-Shyaam takk Draco ki saari security chali jaaegi tabhi uthaana mujhe.. Najar rakhna uske bungalow par.. Bhaag nahi shakta Draco fir bhi just to be safe najar rakho..

Lux-Ji master..

Ye bolke main apne room mein aaya or turant he sogaya, jaag kar time waste nahi karna hai bc.. Abki baar mujhe mere phone ne jagaaya.. Phone J ka tha..

Main-Kya hua J sab theek?? Nikal gaye naa??

J-All good boss Nikalne he waale hain boss.. Listen ,Draco ka call aaya abhi ro raha tha bola Boss se baat karwa do kissi bhi keemat par mutt nikalne waala tha darrke .Bola kuch bhi karwalo bus ek baar boss se baat karwa do main trapped hun yahaan..Maine mana kardiya. Rote hue bola Bola koi maarna caahta hai usse, ye pata he nahi lawde ko maar hum he rahe hain..

Main-Interesting.. Number dey..

J-Bhej raha hun boss.. Kya karoge baat karke..

Main-Pata toh chale..

J-Ji..

Call disconnected..

Ab main utha body thodi tight he feel kar rahi thi or mind bhi.. Pehle toh maine ek badhiya saa bath liya fir ready hoke bahaar aaya.. Sab log bahaar he they Shyaam k 4:30 baje they wohlog still news he dekh rahe they jaisa maine kaha tha Turkey jall raha tha curfews lag chuke they log sadko par uttar aaye they , aana he tha unke kai lokpirya leaders marr gaye they gussa toh aana he tha.. Saikdon log marr chuke they jo again hona he tha..

Main-Kya situation hai Lux Draco k Bungalow ki??

Lux-Boss bus 2-3 gaadiyaan he bachi hain bahaar uske alawa andar 15-17 log hain woh shayad Draco k sath he hain.. Government ki side se bus 3 gaadiyaan he hain woh bhi jaane he waali hain..

Main-Hmm.. Masters(Boe Emo Bovice Mogui ) or Chloe madam ko chhodke sab ready hojaao.. Humlog 20 minutes mein attack karenge ..

Chloe- I'm also Coming..

Main-Naa..

Chloe- I'm coming..

Main-Noo.. Ye 2.0 nahi hai jo maan jaaega.. With due respect madam i dont want any liabilities..

Chloe- I'm the best shooter among all of you..

Bovice-She is.

Main-I mean that's a big statement.. Inse best hoge aap.. Lekin mujhe thodi dekha hai abhi aapne.. Aajao aaj dikha dunga.. Get ready.. Weaponry kahaan hai Lux..

Lux-Come boss..

Humlog uske piche ek hall mein aaye jahaan tables par weapons sajaa rakhe they literally saikdon guns nd other weapons they wahaan..

Sara-Kya kya lein??

Main-Jo tumhara Mann kare.. 20 log honge maximum. Unke pass SMG's hongi baaki tum dekhlo kya loge ab..

Ab mujhe Bus ek pistol caahiye thi jo maine lee bus uske sath ek magazine.. 15 bullets kaafi hain.. Uske alawa maine ek Assault rifle Lee Steyr Aug uski magazine uthaai Or usme bus ek goli daali or load ki..

Randy-Ek he goli??

Main-Yeah..

Randy-Kyun??

Main-Mera nishaana dikhaana haina Chloe Mam ko..

Randy-Stop The Showoff..

Main-Mukka maarke yahin behonsh kardunga faaltu bola toh mujhse..

Randy-Sorry boss bhull gaya tha kon ho aap..

Main-You better be sorry bitch..

Sara-Sniper caahiye hogi??

Main-No no.. No sniper.. Sniper leloge toh main nishaana kaise dikhaaunga..

Sara-Here..

Usne mujhe ek bulletproof vest deni caahi..

Main-No.. I'm. Good..

Sara-What?? Vest toh lelo.. Goli lagi toh..

Main-Funny.. Nahi Lagegi..

Sara-Or ye tumhe kaise pata??

Main-Bataaya tha na ye sab already predict kar chuka hun main..

Sara-Leloo..

Main-No ,Thanks.. Tumlog nikalo Lux lejaaega tumhe Location par main aata hun 10 minutes mein tabtak sab taiyaariyaan kar lo pura area nihaar lo.. Attack matt karna..

Sara-Tum kyun nahi aarahe??

Main-Stop the fucking questions.. Jo bola woh kar na.. Fuck off everyone..

Ye sunke main apni guns leke bahaar aaya or J ne jo number bheja tha uspe call kiya and apni awaaj badlke thodi bhaari ki..

Draco-Hey.. Who is this??

Main-Tera baap hai maararchod..

Draco-Bb.. Boss.. Boss.. Boss.. Please help me.. Madad kijiye meri.. Help me boss..

Main-Bhosdk kya kaha tha maine mujhe tu contact nahi karega kabhi bhi..

Draco-Boss.. Sorry. I'm fucked.. I'm fucked.. You are my last hope boss.. Please help me..

Main-Kyun gand fatt gayi teri??

Draco-Boss .. Itani hindi nahi aati mujhe.. Please ..

Main-What happened??

Draco-So I'm in Turkey and i was guest of the president and someone shot the fucking president of Turkey now I'm fucked my security is leaving there are riots on the streets.. People are coming to kill me.. They are watching me.. I'm fucked boss.. I'm fucked.. Mere liye President ko maar diya unhone..

Main-Aji haan itana bada Vip hogaya Tu bhosdk..

Draco-No boss.. I'm right mere liye he maara hai.. They killed the president to get to me.. Toh mere ko maar dega wohlog.. Bus aap bacha shakta ho mujhe.. Boss kuch toh karo.. Please..

Main-Ab main kya karun be itani durr se.. What the fuck am I supposed to do.. Main toh Srilanka mein hun.. Baaki Team UAE hai.

Draco-Boss.. Please.. Do something.. Kuch bhi karo.. Please Save me boss..

Main-Ok Ro matt I'll do something.. Tu wahin reh..

Draco-Thankyou boss.. Thank you.

Main-Tu Turkey mein kya gand marwa raha tha madarchod...

Draco-W. w. wowh boss aapne he Bola tha naa Yuri ko piche se thoda support dene kaa wahi de raha tha.. Usko toh boss mera support caahiye bhi nahi already bahot powerful hogaya hai woh.. But still he got injured yesterday toh main usko meet karne aaya tha because you know turkey mere under he hai so Maine socha kuch help kardunga toh woh khuss hoga or fir aap khuss honge ...

Main-Interesting... Yuri ne tujse help nahi lee??

Draco-No.. Boss.. Suru mein jab aaya tha mere pass tab he maanga tha uske baad se mujhe kuch na batata hai and he never asks for anything.. He is on his own.. Maine bus usko uske pairon par khadda kiya boss.. Rest he did on his own..

Main-So tujhe ek kaam bataaya tha woh bhi theek se nahi kiya tune..

Draco-What am I supposed to do boss,usko meri help nahi caahiye tha toh kaise karun..There are lots of people with him issliye he don't need us.. Forcefully help karne jaata toh shakk hojaata usko..

Main-Itana strong hogaya hai kya woh..

Draco-A lot boss.. He is unbeatable at the moment..

Main-Hmmn.. Ye toh Brahmaastarr use karwaake he maanega..

Continued..
Omg matlab 3.0 hi ne draco ko force kiya yuri ke sath milne ke liye usko support karne ke liye

Ham jitna predict karne ki koshish karle 3.0 utna hi unpredictable hai

Wo serpent bhi nhi fir bhi draco jesse insaan ko force kardiya hai ek hissab se laga lo draco 3.0 se darta hai aur uske liye kaam karta hai

Agar ye 3.0 ka kiya hai to kya kivy ka bhi 3.0 ne nhi socha tha
Yuri ko Marne ke liye kitni lambi planning

Lagta hai 3.0 yuri ke piche nhi uske sathi or boss ke piche bhi hai kyuki ussai sirf yuri ko marna hota toh wo marta aur nikal leta

Ab ye bramaastra kya hai koi sercret weapon ya person ya fir 3.0 Ki entity Ki identity

Iss ham ye jaarur samjhe sakte hai jitna khel hame lag raha matter usse bhi bada hai

Entity ki thodi mystery solve ho gayi shayad wo 300 vips marna aur statement dena draco jese logo ko apne ko darake apne under karna hai

I hope ab shayad kivy hame zinda mil sakti hai kyuki ye 3.0 ka plan tha toh usse ye pata hoga ki ye hoga hi .
Usse future dikhta hai to itna easy nhi hai uske team mates ko koi maare

Agli fight jabarjast hogi

Mujhee laga tha Ki yuri se jyada draco ko maarne mein majaa aaye ga par ab yuri ke liye itna plan matlab full too enjoyment hoga

Overall update acha tha aur surprising bhi tha
 
  • Like
Reactions: Naik

111ramjain

Well-Known Member
2,515
3,791
143
Nice update bro
 
Him@987

New Member
11
2
3

Awesome
 
Top