- 12,630
- 10,546
- 214
Index
Chapter 1 :Ulajhte Raaste
Chapter 1 :Ulajhte Raaste
Chapter 2: Wo Ladki Kaun Hai?
Chapter 3: Shayad
Last edited:
Superb UpdateUpdate 18
Kabir...
Mai daudta hua Ashish sir ke pass pohncha to wahan already ek officer sada hua mooh lekar khada tha.
"Behenchod" maine pehli baar Ashish sir ko gali dete huye suna. Maine us officer ko ishare se pucha ki kya baat hai.
"Doctor lapata hai, uske sath jo officer hai wo buri tarah zakhmi paya gaya hai"
"Mai... Mai nahi kar sakti... Nahi hoga mujhse please... Nahi"
Mai age kuch kehta ke tabhi mujhe Suman ki awaz ayi. Us tak bhi ye khabar pohoch gayi thi ki Doctor gayab hai. Aur yehi sun kar wo Anubhav ke samne pagalon ki tarah barbara rahi thi.
"Mai akele ye operation nahi kar sakti. Maine kabhi ye sab akele nahi kiya, jab Smriti di ne mujhse help karne ko kaha tha to tab baat yehi huyi thi ke mai doctor ko assist karungi
Tum log nahi samajh rahe ho ki ye kitna crucial operation hai, meri ek galti ki wajah se ye ladki yehi tadap tadap kar mar jayegi mai wo nahi hone de sakti.
Mai jaa rahi hoon"
Suman apne doctor wale gown ki doriyan kholte huye tez kadmo se apni scooty ki taraf jane lagi.
"Suman ruk jaa" maine uska raasta roka aur uska hath pakad kar us ladki ke pass le gaya.
"Kabir sir please" wo mujhe gusse me kuch kehne hi wali thi par usse pehle hi maine Suman ke hath me us ladki ka hath thama diya. Us ladki ke hath ki pehli ungli gayab thi juspar humare medic ne marham patti ki thi. Suman ka hath kanpne laga aur wo jo bhi kuch kehna chahti thi use apne andar hi daba liya.
"Dekh Suman, mai samajhta hoon ki tu is profession me nayi hai, tere liye ye sab mushkil hai, par filhaal is ladki ko humara yaha se le jana bohot zaroori hai.
Is waqt situation kisi bhi taraf jaye, iska marna tay hai agar ye tracker nahi nikla to, aur ye filhaal sirf tu kar sakti hai.
Is waqt tujhe apne ap par kabu pane ki bohot zaroorat hai kyunki ye waqt mental breakdown ka nahi blaki responsibility lene ka hai jisse ki tu is waqt bhag rahi hai.
Haan shayad tere operation ke dauran ise kuch ho jaye, ho sakta hai mai manta hoon. Par tune operation nahi kiya to pakka ho jayega.
Ye jo Smriti ko goli lagi, ye jo itna khun kharaba huya uska koi matlab nahi reh jayega Suman.
So grow up and Do what you need to do. Do you understand?"
Suman ek tak us ladki ke chehre ki taraf dekh rahi thi aur ansu rukne ka nam hi nahi le rahe the. Meri baat khatam hote hi usne meri taraf aese dekha jaise wo mera khun karna chahti hai.
"Apni medical team ko andar bhejiye" par usne sirf itna hi kaha. Maine uski pith thap thapayi aur bahar nikal gaya.
"Kya ye tracker sirf wo Doctor hi nikal sakta hai"
Karib 50 minute se andar surgery chal rahi thi. Mai baar baar ghadi ki taraf dekh kar pareshan ho gaya tha. Abhi 3:50 ho rahe the, abhi aur ek dedh ghanta tha humare pass. Par fir bhi dimaag shant hone ka nam hi nahi le raha tha. Isliye maine Anuvab se baat karna chaul kiya.
"Haan ye tracker usine design kiya hai. Biwi ki mauth ke baad sathiya gaya hai admi. Bas paisa kamana chahta hai. Isliye underworld ke liye kaam karta hai.
Par isko marne se bohot dar hai, germophobe hai, kisi bimari ka ilaj dhund raha hai jiski funding underworld wale kar rahe hai.
Par pakde jane par isne immunity ke badle information ka sauda kar liya"
"Aur ye Suman"
"Suman ne kahi pada wada tha iske baare me. Dark web me iski kisi surgery ki video dekh ke pagal ho gayi thi. Sikhna chahti thi isse kaam. Ladki ke irade nek hai par pagal hai thodi bohot."
"Hmm"
Waqt kabhi to bitne ka nam hi nahi le raha tha aur kabhi itni si der me itna sara waqt nikal raha tha ki pata hi nahi kab suraj ugne ka waqt aa gaya. Mai Anubhav operating room ke bahar hi khade the aur Suman ke bahar ane ka intezar kar rahe the.
"Attention, movement closing in" maine ghadi me dekha to almost 5 baj chuke the. Ek sandeh janak gadi ko humari taraf ate dekha gaya tha aur control room se khabar hum tak pohnchayi gayi thi.
Ashish sir ke orders ke mutabik mai Operation room ke bahar hi ruk gaya aur Anubhav apni team ko sambhalne samne wali building par chala gaya. Mere sath do aur officers aa khade huye aur humne apni apni positions sambhal li.
Is mamle me humari kaafi madad is leather jacket ke phone ne hi kar di. Octopus wale jab ladki ko lene aa rahe the to unhe ane ka aur sab thik hone ka confirmation humne leather jacket ke phone se hi bhijwa diya tha.
Karib 5:45 ko Suman operating room se bahar ayi aur ekdum se zameen par baith gayi. Octopus gang ke jo log us ladki ko lene aye the mai unhe sambhalne me itna busy ho gaya ki waqt ka pata hi nahi chala.
Par Sumanka chehra dekh kar mera dil paseech gaya. Mujhe lag hi raha tha ki kahi kuch galat na ho jaye. Mere sath hamesha yehi hota hai. Mai kisi bhi situation me kabhi positive soch hi nahi pata.
Mai himmat karke uske pass gaya aur uske pass baith gaya "Koi baat nahi, tune apni poori koshish ki na? Hum hamesha har kisi ko nahi bacha..."
Usne meri baat poori hone se pehle hi mere hath me ek evidence wala plastic ka packet thama diya. Maine use dekha to usme wo tracker tha.
Meri ankhon me ansu aa gaye aur maine Suman ko gale laga liya.
"Mai soch bhi nahi sakti kaise koi kisi ke sath itna bura kar sakta hai."
"Kar lete hai kuch log, insaniyaat nahi hoti inke andar, ab chhup ho jaa, tune sabashi karne wala kaam kiya hai, rone wala nahi"
Maine kaise taise Suman ko chhup karaya. Poori unit me khushi ki leher daud gayi. Aj sirf humne us ladki ko hi nahi bachaya balki Octopus ke kuch log bhi humare hath lag gaye.
Humne jald se jald us ladki ko ek secure location par le jane ka bandobast kiya. Suman bhi us ladki ke sath jane ke liye ambulance me chhadh gayi.
"Are ek minute ek minute ruko please" Mai ambulance ka darwaza band kar hi raha tha ki Suman ne mujhe rok diya.
"Ye lo" usne mere hath me kuch thama diya.
Maine apne hath me dekha to uski scooty ki chhabi thi. Mere chehre par chaudi si muskaan aa gayi. Mai pal me hi samajh gaya ki wo mujhe scooty ki chhabi kyun de rahi hai.
Maine Ambulance ka darwaza band kiya aur khud bhi uski scooty lekar pharmacy ki taraf jane laga.
Jagmag jagmag shukriaस्मृति - कबीर से भले ही वो दूरियां बना ली थी पर उसके साथ अतीत में बिताए गए हसीन लम्हों को भुला नहीं सकी थी । वो उससे नफरत करती थी लेकिन दिल के किसी कोने में उसके प्रति चाहत भी बरकरार थी ।
कबीर को सालों बाद देखने के बाद कशमकश में थी कि वो उसे उसके किए की सजा दे या उसे एक बार फिर से अपने गले लगा ले ।
शायद वो जिस मिशन में काम कर रही है और उसमें कबीर की जरूरत नहीं होती तो वह कभी भी कबीर से मिलना पसंद नहीं करती ।
शायद यह मिशन दोनों को एक दूसरे के नजदीक ले आ दे ।
कबीर - कबीर की धमकी असर कर गई । पकड़े गए एक शख्स ने आखिरकार मुंह खोल ही दिया ।
वो लोग एक ऐसे व्यक्ति के अंडर काम करते हैं जो ट्रांसपोर्ट का व्यापारी है । मानसिक रूप से विक्षिप्त । लड़कियों के साथ विकृत तरीके से सेक्स करना उसकी आदत है और लड़कियां " ओक्टोपस " नाम के ओरगनाइजेशन से हासिल करता है । ओक्टोपस संस्था लड़कियों की वैश्यावृत्ति करता है । वो उन लोगों को लड़कियां उपलब्ध करवाते हैं जिन्हें सेक्स की जरुरत हो। वो लोग लड़कियों को इस काम में राजी करने के लिए ड्रग्स का भी सहारा लेते हैं ।
शायद यही मिशन था स्मृति का । लड़कियों को वैश्यावृत्ति में डालने वाले लोगों का पता लगाना । और इस काम में मुम्बई के बड़े बड़े लोग शामिल हैं ।
मानव तस्करी , ड्रग्स और वैश्यावृत्ति जैसे घिनौने कृत्य में कौन सफेदपोश बना बैठा है उस पर से पर्दा उठाने की मुहिम में है स्मृति ।
देखते हैं इस नेक काम में कितना सफल होती है स्मृति और कबीर के साथ उसकी जुगलबंदी क्या रंग दिखाती है ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट Sasha! ji.
जगमग जगमग अपडेट ।
Awesome Updatee
Smriti abhi bhi Kabir se pyaar karti hai par apne iss mission ke wajah se woh dikha nhi sakti.
Idher Kabir ka plan kaam kargaya unn gundo ke muh khulawane kaa. Ek ko jalaya toh akal thikane aagayi.
Dekhte hai ab uss ladki ko bacha paate hai yaa nhi.
Thank youNice update
Smriti pe shaqPehli aur aakhiri baat jab bhi is smirti baare mein read ki hai lage ki Jaise ye smriti khud mein hi ek raaz hai.... Ye kirdaar mujhe Chutiyadr sahab ki Kirdaar biwi ke karnaame kajal 1.0 ki yaad dilati hai....
kayi ghatanaye ghat chuki hai jiske chalte Shaq hai ispe.....
Abhi ye jo haal e bayan hai smriti ki Bilkul kajal ki tarah... pyar to kare kabeer se hi par kaam nikalwane ke liye kisi bhi had tak kisi ke sath bhi jaa sakti hai :aksh
idhar kabeer bichara.... apne farz ko apne kaam kitni bakhubi se nibha raha hai.... khauf hi aisa ki koi bhi gunda uske samne memne ki mi miya te saari sachhai bata de, jaise ye pakda gaya admi muh khol diya uski dhamki ke khauf se..
Waise kamine logis ke khilaf jis mission mein hai smriti... isi mission ke chalte kabeer aur smriti shayad phir se ek ho jaaye....
khair...... smriti jo kar rahi hai wo sach mein kabile tarif hai... upor se riski bhi hai.... koi na kabeer hai na... bachane ke liye...
Btw .. in beete saalo mein kabeer ki life hella aa jaati to Kitna khushnuma hota jindagi..
khair... mujhe kya jiski jo marzi, kare apni mann marzi
hope ki wo masoom ladki Bach jaaye un gundo ke chungul se...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
awesome update
waiting for next
Agla update kal ya parso tak2 update chahiye![]()
are naina ji yha to ek ke hi lale pade hai aur aap 2 ka khe rahi ho
Dil maange more update![]()
dekhte hai bese to mam ne kha to aaj ka hi tha
Wo kaha abhi aane wali hai... aur aayegi bhi sabse pehle the lounge jaayegi phir yahan aayegi![]()
Sahi baatha ha ha sahi hai thoda ghum aane dijiye lounge main unhe fir lout kar to yhi aana hoga
good updateUpdate 18
Kabir...
Mai daudta hua Ashish sir ke pass pohncha to wahan already ek officer sada hua mooh lekar khada tha.
"Behenchod" maine pehli baar Ashish sir ko gali dete huye suna. Maine us officer ko ishare se pucha ki kya baat hai.
"Doctor lapata hai, uske sath jo officer hai wo buri tarah zakhmi paya gaya hai"
"Mai... Mai nahi kar sakti... Nahi hoga mujhse please... Nahi"
Mai age kuch kehta ke tabhi mujhe Suman ki awaz ayi. Us tak bhi ye khabar pohoch gayi thi ki Doctor gayab hai. Aur yehi sun kar wo Anubhav ke samne pagalon ki tarah barbara rahi thi.
"Mai akele ye operation nahi kar sakti. Maine kabhi ye sab akele nahi kiya, jab Smriti di ne mujhse help karne ko kaha tha to tab baat yehi huyi thi ke mai doctor ko assist karungi
Tum log nahi samajh rahe ho ki ye kitna crucial operation hai, meri ek galti ki wajah se ye ladki yehi tadap tadap kar mar jayegi mai wo nahi hone de sakti.
Mai jaa rahi hoon"
Suman apne doctor wale gown ki doriyan kholte huye tez kadmo se apni scooty ki taraf jane lagi.
"Suman ruk jaa" maine uska raasta roka aur uska hath pakad kar us ladki ke pass le gaya.
"Kabir sir please" wo mujhe gusse me kuch kehne hi wali thi par usse pehle hi maine Suman ke hath me us ladki ka hath thama diya. Us ladki ke hath ki pehli ungli gayab thi juspar humare medic ne marham patti ki thi. Suman ka hath kanpne laga aur wo jo bhi kuch kehna chahti thi use apne andar hi daba liya.
"Dekh Suman, mai samajhta hoon ki tu is profession me nayi hai, tere liye ye sab mushkil hai, par filhaal is ladki ko humara yaha se le jana bohot zaroori hai.
Is waqt situation kisi bhi taraf jaye, iska marna tay hai agar ye tracker nahi nikla to, aur ye filhaal sirf tu kar sakti hai.
Is waqt tujhe apne ap par kabu pane ki bohot zaroorat hai kyunki ye waqt mental breakdown ka nahi blaki responsibility lene ka hai jisse ki tu is waqt bhag rahi hai.
Haan shayad tere operation ke dauran ise kuch ho jaye, ho sakta hai mai manta hoon. Par tune operation nahi kiya to pakka ho jayega.
Ye jo Smriti ko goli lagi, ye jo itna khun kharaba huya uska koi matlab nahi reh jayega Suman.
So grow up and Do what you need to do. Do you understand?"
Suman ek tak us ladki ke chehre ki taraf dekh rahi thi aur ansu rukne ka nam hi nahi le rahe the. Meri baat khatam hote hi usne meri taraf aese dekha jaise wo mera khun karna chahti hai.
"Apni medical team ko andar bhejiye" par usne sirf itna hi kaha. Maine uski pith thap thapayi aur bahar nikal gaya.
"Kya ye tracker sirf wo Doctor hi nikal sakta hai"
Karib 50 minute se andar surgery chal rahi thi. Mai baar baar ghadi ki taraf dekh kar pareshan ho gaya tha. Abhi 3:50 ho rahe the, abhi aur ek dedh ghanta tha humare pass. Par fir bhi dimaag shant hone ka nam hi nahi le raha tha. Isliye maine Anuvab se baat karna chaul kiya.
"Haan ye tracker usine design kiya hai. Biwi ki mauth ke baad sathiya gaya hai admi. Bas paisa kamana chahta hai. Isliye underworld ke liye kaam karta hai.
Par isko marne se bohot dar hai, germophobe hai, kisi bimari ka ilaj dhund raha hai jiski funding underworld wale kar rahe hai.
Par pakde jane par isne immunity ke badle information ka sauda kar liya"
"Aur ye Suman"
"Suman ne kahi pada wada tha iske baare me. Dark web me iski kisi surgery ki video dekh ke pagal ho gayi thi. Sikhna chahti thi isse kaam. Ladki ke irade nek hai par pagal hai thodi bohot."
"Hmm"
Waqt kabhi to bitne ka nam hi nahi le raha tha aur kabhi itni si der me itna sara waqt nikal raha tha ki pata hi nahi kab suraj ugne ka waqt aa gaya. Mai Anubhav operating room ke bahar hi khade the aur Suman ke bahar ane ka intezar kar rahe the.
"Attention, movement closing in" maine ghadi me dekha to almost 5 baj chuke the. Ek sandeh janak gadi ko humari taraf ate dekha gaya tha aur control room se khabar hum tak pohnchayi gayi thi.
Ashish sir ke orders ke mutabik mai Operation room ke bahar hi ruk gaya aur Anubhav apni team ko sambhalne samne wali building par chala gaya. Mere sath do aur officers aa khade huye aur humne apni apni positions sambhal li.
Is mamle me humari kaafi madad is leather jacket ke phone ne hi kar di. Octopus wale jab ladki ko lene aa rahe the to unhe ane ka aur sab thik hone ka confirmation humne leather jacket ke phone se hi bhijwa diya tha.
Karib 5:45 ko Suman operating room se bahar ayi aur ekdum se zameen par baith gayi. Octopus gang ke jo log us ladki ko lene aye the mai unhe sambhalne me itna busy ho gaya ki waqt ka pata hi nahi chala.
Par Sumanka chehra dekh kar mera dil paseech gaya. Mujhe lag hi raha tha ki kahi kuch galat na ho jaye. Mere sath hamesha yehi hota hai. Mai kisi bhi situation me kabhi positive soch hi nahi pata.
Mai himmat karke uske pass gaya aur uske pass baith gaya "Koi baat nahi, tune apni poori koshish ki na? Hum hamesha har kisi ko nahi bacha..."
Usne meri baat poori hone se pehle hi mere hath me ek evidence wala plastic ka packet thama diya. Maine use dekha to usme wo tracker tha.
Meri ankhon me ansu aa gaye aur maine Suman ko gale laga liya.
"Mai soch bhi nahi sakti kaise koi kisi ke sath itna bura kar sakta hai."
"Kar lete hai kuch log, insaniyaat nahi hoti inke andar, ab chhup ho jaa, tune sabashi karne wala kaam kiya hai, rone wala nahi"
Maine kaise taise Suman ko chhup karaya. Poori unit me khushi ki leher daud gayi. Aj sirf humne us ladki ko hi nahi bachaya balki Octopus ke kuch log bhi humare hath lag gaye.
Humne jald se jald us ladki ko ek secure location par le jane ka bandobast kiya. Suman bhi us ladki ke sath jane ke liye ambulance me chhadh gayi.
"Are ek minute ek minute ruko please" Mai ambulance ka darwaza band kar hi raha tha ki Suman ne mujhe rok diya.
"Ye lo" usne mere hath me kuch thama diya.
Maine apne hath me dekha to uski scooty ki chhabi thi. Mere chehre par chaudi si muskaan aa gayi. Mai pal me hi samajh gaya ki wo mujhe scooty ki chhabi kyun de rahi hai.
Maine Ambulance ka darwaza band kiya aur khud bhi uski scooty lekar pharmacy ki taraf jane laga.
Yoo ye bhi Ssahi hai. But smrti Ka kya huuaaUpdate 18

Smriti pe shaqpasand karne ka shukria
![]()
Ye nashile padarth ka nahi balki kuch hi cheej ka nasha hai jiske chalte wo thaki thaki si dikhti thiMujhe yaad aa raha tha kaise har party me Smriti kuch der ke liye gayab ho jati... Aur jab uske baad mai use dekhta to wo bohot thaki hui nazar ati... Shayad apne kehe huye jhooton ke bhoj tale dab rahi thi...