• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Zaroori To Nahi...

Kya Aplog Story me Romantic/ Kisi bhi tarah ka Sex Scene padhna chahenge jo storyline ko strong kare

  • Haan, kaisa bhi chalega

    Votes: 8 38.1%
  • Haan but sirf Romantic

    Votes: 10 47.6%
  • No, Bilkul nahi

    Votes: 3 14.3%

  • Total voters
    21
Status
Not open for further replies.

Sasha!

The woman with spirits ✨
Staff member
Divine
Sectional Moderator
12,581
10,491
214
Last edited:

Sasha!

The woman with spirits ✨
Staff member
Divine
Sectional Moderator
12,581
10,491
214

Sasha!

The woman with spirits ✨
Staff member
Divine
Sectional Moderator
12,581
10,491
214
Chapter 3: Shayad

Update 17

Smriti...

"6 saal... Bada lamba waqt hota hai... Itna lamba ki koi bij ped ban jaye aur khud fal dene lage.

Itna waqt maine tumhare bina kaise bita diya Kabir mujhe nahi pata, nahi janti ki kyun kaise aur kab itna sara waqt ret ban kar mutthi se fisalta chala gaya aur mai behti chali gayi.

Kya ye badhti umar ke sath ayi sujhbujh ki maar hai ya fie humari akhri takrar ki gunj, jisne mujhe itne waqt tak tumse dur rehne ki taqat di, Mujhe nahi pata.

Par jo bhi tha chakna chur ho gaya, jab 10 din phele maine tumhe dekha.

Man kiya ek chanta laga dun, itna gussa mujhe kabhi kisi par nahi aya jitna tumpar.

Par tum jante to ho mera gussa, ubalte huye dudh ki tarah palak jhapakte gayab ho gaya, meri palkein kya jhapki dil ne bagawat kar di ki bas aur nahi, aur nahi lada jata, atleast aj nahi.

Tum meri office ke bahar bike se utar kar phone par baat kar rahe the. Baal pehle jaise nahi hai ab. Pehle jaise baalon ko ek taraf kar lete the, ab waese nahi hai. Chhote kar liye tumne.

Tumne abhi bhi ankhon se kala chashma utara nahi tha, mujhe badi chhidhan ho rahi thi, mujhe ankhein dekhni thi tumhari.

Maine hathon par gaur kiya, mera man machalne laga, man hua chhod dun sab, bhul jaun ki mai kya hoon kyun hoon aur daud kar chali jaun tumhare pass.

Tumhare hathon ko tham lun aur chhum lun, puchun tumse kya abhi bhi saari raat raat bhar jaag kar painting karte ho?

Lipat jaun tumse aur seene se sir tika lun, tumhari dil ki dhadhkan sunni hai ekbaar, bas ekbaar.

Shayad tumhari dhadhkan pehle jaisi tezz na ho. Shayad mere karib ane par tumhe ab wo sab kuch feel na ho jo pehle hota tha.

Par shayad ho..."

Meri kalam panne par chalte chalte ruk gayi. Mai apne ankhon se behte ansuyon ko rok nahi payi. Mai pichle kuch dino se jin zasbaaton se lad rahi thi aj unko panne par utarna zaroori tha, warna ye ghutan meri jaan le legi.

"Di, kya hua apko, ap thik to ho na, mai Suman ko call karti hoon" Mujhe pareshan dekh kar Yasmeen bhi pareshan ho gayi.

"Are kuch nahi" maine ansuyon ko pochte huye kaha "Bas aese hi"

"Ap please pareshan mat ho, Suman ne baar baar kaha hai ki apko aram ki zaroorat hai"

Maine uski baat par hami bhari aur let gayi.


Kabir...


"Sir, mai ek baar koshish karun"

Pichle ek ghante se hum logon ki lakh koshishon ke bawajood koi hal nahi nikal paa raha tha. Hum abhi bhi usi site par the jahan he wo ladkiyan mili thi.

Humare pass do raaste the, ek hum yehi us ladki ko operate kare aur uska tracker nikal le, lekin uske liye ye janna behad zaroori tha ke humare pass kitna waqt hai.

Kya wo leather jacket pehna huye admi ne in ladkiyon ko kharid liya hai? Ya fir kisi pimp ne inhe rent par diya hai. Agar kharid liya hai to koi dar nahi par rent par diya hai to raat jaise jaise khatam ho rahi hai waese waese is ladki ko bachane ke chances bhi kam hote jaa rahe hai.

Hamla hota hai to ho jaye par un sab me agar ek goli bhi galti se is ladki ko lag gayi to ye poora bematlab ho jayega.

Aur rahi baat dusre raaste ki to wo ye hai ki hum ise kisi safe location par le jaye, aur wahan use operate kare jo ki kisi bhi angle se logic me fit nahi baith raha tha, halanki iski zaroorat bohot thi. Kyun ki is ladki ko proper medical attention ki zaroorat thi.


Is poore mission ke dauran mujhe kuch baatein pata chali jaise ki jis admi ne mujhe packet thamaya tha wo ek doctor hai. Is mission ke shurwati dino ke ek raid me ye pakda gaya tha.

Doctor me dimaag to bohot tha par use mauth se dar lagta tha. Shoiab ke kafi puch tach ke baad bhi wo kuch nahi bola. Fir shayad ek din Smriti ne isse kuch sawal jawab kiye to ye man gaya, kyun man gaya... Pata nahi.

Ye Doctor filhaal ek double agent ki tarah kaam karta tha. Ye information Shoiab tak pohnchata tha aur badle me ise immunity mili huyi thi. Ye ab bhi apne hi ghar me rehta tha, iske naukar ke roop me ek police officer iske sath hamesha rehta tha.

Iska kehna tha ki ye "Octopus" gang wale har 3-4 mahine me use uthwa lete hai, use behosh karke location par le jaya jata hai. Jab Smriti ne transfer manga tha usi dauran doctor ko bhi akhri baar uthwaya gaya tha.

Par ab sawal ye tha ki agar Gang ke kisi member ke sath Doctor ka aam dino me koi talluk nahi rehta to ye packet mila use mila kaise??

"Go... But jo bhi tumhe karna hai jaldi karo"

Ashish sir ki izazat milte hi mai us kamre ki taraf badh gaya jahan pichle ek ghante se Anubhav us lather jacket ke 3 chamchon ko pit pit kar khud lal pad chuka tha par kisine kuch nahi bataya.

"Anubhav" maine use bahar bulaya. Use kuch waqt apna gussa shant karne me lag gaya par wo bahar aa gaya.

Maine usse kuch der tak baat ki aur use shant rehne ko kaha aur kuch baatein batayi. Hum dono kamre me jakar baith gaye aur cigarette jalai.

"Yaar ye ghaslet lane me itna time kyun lag raha hai" maine ghadi ki taraf dekhte huye kaha.

"In teeno ko ek sath jalana hai ya alag alag" Anubhav ne kash lete huye kaha.

Maine gaur kiya to wo teen kamino ke chehre par ghor sannata chha gaya tha. Police se pitna ek baat hai aur jalke marna ek baat. In logon ko shayad ye idea nahi tha ki aj inlogon ka akhri din ho sakta hai.

Mai aur Anubhav is baare me aram se baat karte rahe jaise wo kamine kamre me ho hi na. Unme se ek admi bohot chatfatane laga aur mooh me kapda bandhe hone ki wajah se ajeeb si awazein nikalne laga.

"Kya hai, kuch batana hai?" Maine uske mooh se kapda hatate huye kaha.

"Tum log humare sath aesa nahi kar sakte, nahi kar sakte" wo dar ke maare kanpne laga.

"Kisne kaha nahi kar sakte, balki aesa karna hi chahiye, tum log saale gandi nali ke keede in masoom ladkiyon ke saath ye sab kar sakte ho to mai tumhe jala kar nahi mar sakta? Kyun? Kyun ki mai policewala hoon?

Are policewala to mai system ke andar hoon, aur mai tumhe arrest karke court me pesh karke system ke andar nahi le jana chahta, balki yahi, abhi, tumhara kissa khatam hoga.

Kyun ki mere koi kaam tum aa to rahe ho nahi"

Itna keh kar mai uth gaya, tab tak ghaslet aa chuki thi, maine tank uthaya aur teeno par barabar barabar chirak diya.

Tab tak sabhi ke mooh se cheekhne ki awaz ana shuru ho chuki thi. Jiske mooh se maine pada hata diya tha wo mujhe maa behen ki gaaliyan bake jaa raha tha.

Maine Anubhav ki taraf dekha to wo mand man muskura raha tha, maine ek badmash ko collar se pakda aur ghasit ta hua baju wale kamre me le gaya, aur apni macchis ki ek tili jala kar us admi par daal di aur dur hat gaya.

Palak jhapakte hi uske poore badan ne aag pakad li. Mai darwaze ki taraf aya aur pehle wale kamre me khada hokar us admi ko aag se jalte tadapte cheekhte dekhta raha. Uska mangs mere akhon ke samne pighal kar uske haddiyon se sarakne laga, mujhe accha lag raha tha.

Par uske sathiyon ka haal dekhne layak tha. Maine us kamre ka darwaza band kar diya aur pehle wale kamre me akar Anubhav ki taraf macchis uchal di.

"Kaam khatam kar de in logon ka, apne ko late ho raha hai"

Anubhav ne macchis catch kar li aur apni cigaratte khatam karke macchis ki teeli ghisne laga.

"Nahi, nahi please nahi"

Maine jis admi ka mooh khol diya tha wo girgirane laga. Par Anubhav nahi ruka. Wo machhis ki tili lekar age badhta raha. Par dar ke maare us admi ki pant geeli ho chuki thi aur dusra admi maar aur mental torture ki wajah se behosh ho chuka tha.

"Mai sab bataunga... Please mujhe mat maaro"

Use buri tarah gir girata huya dekh kar meri hansi chhut gayi aur poore kamre me gunjne lagi. Jisse wo admi aur dar gaya aur bachon ki tarh fut fut kar rone laga.

"Chal to fir bata" Anubhav ne macchis ki teeli bujha di "Kya karta hai tera boss aur in ladkiyon ko yahan kyun laya gaya hai"

"Transport ka business nahi saab"

Uska jawab sunte hi maine chat se uske gaal par tamacha maara. "Legally kya karta hai wo mat bata, jo mujhe nahi pata wo bata"

"Octopus gang ke liye ladkiyon ko gadi me chhupa kar idhar se udhar transport karta hai... Kabhi kabhi inam me paison ke sath sath, ladkiyan bhi mangwata hai.

Ajeeb shaukh hai iske, ajeeb ajeeb torture karta hai aur chodta hai, kabhi kabhi hume bhi chodne deta hai"

"Kab lautana hai in ladkiyon ko?"

"Saab bachti nahi hai ladkiyan jyada tar, Boss ke pass bhi unhi ladkiyon ko bheja jata hai jinki unko aur zaroorat nahi hoti"

Mera man to kiya ki ek mukke se iski khopdi khol dun par najane kyun mujhe rahat si mili ke ab us bachi huyi ladki ko dhundne koi nahi ayega.

"Par wo jo ladki pinjre me thi, use boos ko pagal banane ke liye bheja gaya tha. Wo bohot nakhra karti thi, jitna bhi drug do dimaag uska shant hota hi nahi tha. Wo octopus walon se use yahan isiliye bheja tha ki boss ke torture se wo thoda thandi pad jaye, boss ne use bohot pela, aj use lene ane wale hai Octopus wale"

Pata nahi hamesha aesa kyun hota hai ki koi acchi cheez tik ti hi nahi. Meri do pal ki khushi bhi is kamine ne apni baaton se cheen li. Mere kuch samajhne se pehle hi Anubhav fir se us gunde par kil ghuse barsane laga tha.

"Kitne baje" maine us gunde se pucha.

"5 baje"

Maine apni ghadi dekhi to mere khoon thanda pad gaya aur mai ek pal aur na gawate huye Ashish sir ke pass jane laga.
 
Last edited:

Sasha!

The woman with spirits ✨
Staff member
Divine
Sectional Moderator
12,581
10,491
214
Superb Updatee

Smriti ke dil mein abhi bhi shayad kabir ke liye wohi pyaar hai jo 6 saal pehle tha. Aur kabir ke dil mein toh hai hi.

Aur Smriti ko yeh kaisa sapna aaya. Aur aisa kyo aaya.

Dekhte hai aage kya hota hai.
बहुत सारी उलझने है स्टोरी में । कभी कुछ लगता है कभी कुछ पर सिर्फ एक ही चीज श्योर हुआ है कि कबीर और समृति के बीच अभी भी मोहब्बत की भावना बनी हुई है ।
स्मृति का मकसद और गुनाहगार अभी तक स्पष्ट नहीं हो पाया है । स्मृति और कबीर के बीच दुरियां क्यों हुई , नहीं मालूम पड़ा । अपराधी ड्रग्स के कारोबारी है या मानव शरीर के अंगों की ? या फिर लड़कियों के स्मगलिंग की ?

पिछले अपडेट में जिन लड़कियों को बचाया गया वो कौन थी और उनके साथ बेरहमी से टार्चर क्यों किया गया ? किसी लड़की को ड्रग्स दिया गया था , किसी को दिवारों पर टांग कर उनके अंगों को क्षत विक्षत किया गया था , किसी के पैर के उंगलियों को काट दिया गया था , कोई लड़की पागलपन की हद तक जा चुकी थी । पर क्यों ? क्या मकसद था उनका ?

कबीर का कैरेक्टर भी अभी तक संदेह के दायरे में है । कभी स्मृति का शुभचिंतक लगता है तो कभी उसी के खिलाफ जासूसी करता है ।

स्टोरी में सवालों की बौछार सी हो गई है । बहुत सारे सवाल है । शायद जब तक स्टोरी सिलसिलेवार लय में नहीं आती तब तक समझने में प्रोब्लम होगी ।
किरदार भी बहुत है पर किसी का रोल स्पष्ट नहीं है । बहुत सारे सस्पेंस पैदा हो गए हैं ।

शायद अगले कुछ अपडेट्स से गुत्थियां सुलझने शुरू हो जायेगी ।

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट La_Mujer ji.
update-17.... revo..

story ab smriti ke pov se chal rahi hain.... wo jo yaade hain kaise aayee uske jehan mein akhir smriti ke samne koi maa apne bachhe ko bachane kee kosis kar rahi thee... kisi ko jabardasti drugs diya jaa raha tha...yeh saari aawaje un videos se aaye the ya smriti ne unhe khud dekha aur jhela
hain..

khair usne consciousness regain kar lee... abhi yaado ka bahaw ho raha hain.... jahir hain jitne bhi adhure kaam chore the shab jehan mein teji se aa jaa rahe hain aur kuchh na kar paane kee bebasi aur takleef deti hain uss jakhm se jyada... kitni focused hain issi baat se soch shakte hian kee wo hosh mein aate hi rony ka socha na hi kisi apne ka... jaise kisi se waisa jurav hi na ho uska...

kabir bas ek past hain jo samne aa chuka hain kuchh uski galtiyan kuchh khud kee dono mil ke ek bari galti kar dee ek doosre ko dukh dene kee... khair pyar toh hain par usse se bara uske liye abhi kitni zindagiya bachana hain jo hamesha se uska maksad raha hain department join karne se pehle se...

lekin wo log aang chhatvichhat kyun kar rahe hain... I mean puri body ke sath unki demand jyada hoti.. what are they cannibals aur some cult... who enjoys doing this to womens... aur agar sirf organ trafficking kee hi baat hoti toh sirf ladkiyan hi kyun ladke kyun nahin... ang kee keemat nikalne ke baad unki bhi wahee hoti... shayad aasan shikar hoti hongi ladkiya... kuchh apne premi kee dwara chaali gayee kuchh dosto ke dwara... aur kaabu paane mein aasan....

smriti ne guilt ka jikra kiya aisi kya galti thee... jo usse khud pe pachhtawa ho raha hain itne saalo se...aur dono khud ko dosh de rahe hain.... jahir hain ideological differences toh the dono mein... lekin kya aaditya ka bhi kuchh haath tha.... smriti and aadity...

smriti ke pass hamesha se ek motivation raha hain yasmeen jo usse drive karte rahi hain.. now kabir got too...

"Kabir ko goli chhu kar gayi hai!!!".... smriti...shit bas chhu ke nikal gayee... thora beech mein lagta toh dono same pinch ho jaate na...
:thank_you:
 

Sasha!

The woman with spirits ✨
Staff member
Divine
Sectional Moderator
12,581
10,491
214
Waiting for next
Kha bussy ho gayi mam aap to gayeb hi ho gayi
कोई बात नहीं । आराम से अपडेट दीजिए । हम भी खुब आराम से ही अपडेट देते हैं । :D
aur ye kuch din pure kab hoyenge honge bhi ya nahi kyoki 1/2 month to ho chuka hai bina update ke
Update deri se dene ke liye maafi chahiti hoon :sad:
 
10,044
41,966
258
स्मृति - कबीर से भले ही वो दूरियां बना ली थी पर उसके साथ अतीत में बिताए गए हसीन लम्हों को भुला नहीं सकी थी । वो उससे नफरत करती थी लेकिन दिल के किसी कोने में उसके प्रति चाहत भी बरकरार थी ।
कबीर को सालों बाद देखने के बाद कशमकश में थी कि वो उसे उसके किए की सजा दे या उसे एक बार फिर से अपने गले लगा ले ।
शायद वो जिस मिशन में काम कर रही है और उसमें कबीर की जरूरत नहीं होती तो वह कभी भी कबीर से मिलना पसंद नहीं करती ।
शायद यह मिशन दोनों को एक दूसरे के नजदीक ले आ दे ।


कबीर - कबीर की धमकी असर कर गई । पकड़े गए एक शख्स ने आखिरकार मुंह खोल ही दिया ।
वो लोग एक ऐसे व्यक्ति के अंडर काम करते हैं जो ट्रांसपोर्ट का व्यापारी है । मानसिक रूप से विक्षिप्त । लड़कियों के साथ विकृत तरीके से सेक्स करना उसकी आदत है और लड़कियां " ओक्टोपस " नाम के ओरगनाइजेशन से हासिल करता है । ओक्टोपस संस्था लड़कियों की वैश्यावृत्ति करता है । वो उन लोगों को लड़कियां उपलब्ध करवाते हैं जिन्हें सेक्स की जरुरत हो। वो लोग लड़कियों को इस काम में राजी करने के लिए ड्रग्स का भी सहारा लेते हैं ।

शायद यही मिशन था स्मृति का । लड़कियों को वैश्यावृत्ति में डालने वाले लोगों का पता लगाना । और इस काम में मुम्बई के बड़े बड़े लोग शामिल हैं ।

मानव तस्करी , ड्रग्स और वैश्यावृत्ति जैसे घिनौने कृत्य में कौन सफेदपोश बना बैठा है उस पर से पर्दा उठाने की मुहिम में है स्मृति ।

देखते हैं इस नेक काम में कितना सफल होती है स्मृति और कबीर के साथ उसकी जुगलबंदी क्या रंग दिखाती है ।

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट Sasha! ji.
जगमग जगमग अपडेट ।
 

Jaguaar

Well-Known Member
17,679
60,551
244
Chapter 3: Shayad

Update 17

Smriti...

"6 saal... Bada lamba waqt hota hai... Itna lamba ki koi bij ped ban jaye aur khud fal dene lage.

Itna waqt maine tumhare bina kaise bita diya Kabir mujhe nahi pata, nahi janti ki kyun kaise aur kab itna sara waqt ret ban kar mutthi se fisalta chala gaya aur mai behti chali gayi.

Kya ye badhti umar ke sath ayi sujhbujh ki maar hai ya fie humari akhri takrar ki gunj, jisne mujhe itne waqt tak tumse dur rehne ki taqat di, Mujhe nahi pata.

Par jo bhi tha chakna chur ho gaya, jab 10 din phele maine tumhe dekha.

Man kiya ek chanta laga dun, itna gussa mujhe kabhi kisi par nahi aya jitna tumpar.

Par tum jante to ho mera gussa, ubalte huye dudh ki tarah palak jhapakte gayab ho gaya, meri palkein kya jhapki dil ne bagawat kar di ki bas aur nahi, aur nahi lada jata, atleast aj nahi.

Tum meri office ke bahar bike se utar kar phone par baat kar rahe the. Baal pehle jaise nahi hai ab. Pehle jaise baalon ko ek taraf kar lete the, ab waese nahi hai. Chhote kar liye tumne.

Tumne abhi bhi ankhon se kala chashma utara nahi tha, mujhe badi chhidhan ho rahi thi, mujhe ankhein dekhni thi tumhari.

Maine hathon par gaur kiya, mera man machalne laga, man hua chhod dun sab, bhul jaun ki mai kya hoon kyun hoon aur daud kar chali jaun tumhare pass.

Tumhare hathon ko tham lun aur chhum lun, puchun tumse kya abhi bhi saari raat raat bhar jaag kar painting karte ho?

Lipat jaun tumse aur seene se sir tika lun, tumhari dil ki dhadhkan sunni hai ekbaar, bas ekbaar.

Shayad tumhari dhadhkan pehle jaisi tezz na ho. Shayad mere karib ane par tumhe ab wo sab kuch feel na ho jo pehle hota tha.

Par shayad ho..."

Meri kalam panne par chalte chalte ruk gayi. Mai apne ankhon se behte ansuyon ko rok nahi payi. Mai pichle kuch dino se jin zasbaaton se lad rahi thi aj unko panne par utarna zaroori tha, warna ye ghutan meri jaan le legi.

"Di, kya hua apko, ap thik to ho na, mai Suman ko call karti hoon" Mujhe pareshan dekh kar Yasmeen bhi pareshan ho gayi.

"Are kuch nahi" maine ansuyon ko pochte huye kaha "Bas aese hi"

"Ap please pareshan mat ho, Suman ne baar baar kaha hai ki apko aram ki zaroorat hai"

Maine uski baat par hami bhari aur let gayi.


Kabir...


"Sir, mai ek baar koshish karun"

Pichle ek ghante se hum logon ki lakh koshishon ke bawajood koi hal nahi nikal paa raha tha. Hum abhi bhi usi site par the jahan he wo ladkiyan mili thi.

Humare pass do raaste the, ek hum yehi us ladki ko operate kare aur uska tracker nikal le, lekin uske liye ye janna behad zaroori tha ke humare pass kitna waqt hai.

Kya wo leather jacket pehna huye admi ne in ladkiyon ko kharid liya hai? Ya fir kisi pimp ne inhe rent par diya hai. Agar kharid liya hai to koi dar nahi par rent par diya hai to raat jaise jaise khatam ho rahi hai waese waese is ladki ko bachane ke chances bhi kam hote jaa rahe hai.

Hamla hota hai to ho jaye par un sab me agar ek goli bhi galti se is ladki ko lag gayi to ye poora bematlab ho jayega.

Aur rahi baat dusre raaste ki to wo ye hai ki hum ise kisi safe location par le jaye, aur wahan use operate kare jo ki kisi bhi angle se logic me fit nahi baith raha tha, halanki iski zaroorat bohot thi. Kyun ki is ladki ko proper medical attention ki zaroorat thi.


Is poore mission ke dauran mujhe kuch baatein pata chali jaise ki jis admi ne mujhe packet thamaya tha wo ek doctor hai. Is mission ke shurwati dino ke ek raid me ye pakda gaya tha.

Doctor me dimaag to bohot tha par use mauth se dar lagta tha. Shoiab ke kafi puch tach ke baad bhi wo kuch nahi bola. Fir shayad ek din Smriti ne isse kuch sawal jawab kiye to ye man gaya, kyun man gaya... Pata nahi.

Ye Doctor filhaal ek double agent ki tarah kaam karta tha. Ye information Shoiab tak pohnchata tha aur badle me ise immunity mili huyi thi. Ye ab bhi apne hi ghar me rehta tha, iske naukar ke roop me ek police officer iske sath hamesha rehta tha.

Iska kehna tha ki ye "Octopus" gang wale har 3-4 mahine me use uthwa lete hai, use behosh karke location par le jaya jata hai. Jab Smriti ne transfer manga tha usi dauran doctor ko bhi akhri baar uthwaya gaya tha.

Par ab sawal ye tha ki agar Gang ke kisi member ke sath Doctor ka aam dino me koi talluk nahi rehta to ye packet mila use mila kaise??

"Go... But jo bhi tumhe karna hai jaldi karo"

Ashish sir ki izazat milte hi mai us kamre ki taraf badh gaya jahan pichle ek ghante se Anubhav us lather jacket ke 3 chamchon ko pit pit kar khud lal pad chuka tha par kisine kuch nahi bataya.

"Anubhav" maine use bahar bulaya. Use kuch waqt apna gussa shant karne me lag gaya par wo bahar aa gaya.

Maine usse kuch der tak baat ki aur use shant rehne ko kaha aur kuch baatein batayi. Hum dono kamre me jakar baith gaye aur cigarette jalai.

"Yaar ye ghaslet lane me itna time kyun lag raha hai" maine ghadi ki taraf dekhte huye kaha.

"In teeno ko ek sath jalana hai ya alag alag" Anubhav ne kash lete huye kaha.

Maine gaur kiya to wo teen kamino ke chehre par ghor sannata chha gaya tha. Police se pitna ek baat hai aur jalke marna ek baat. In logon ko shayad ye idea nahi tha ki aj inlogon ka akhri din ho sakta hai.

Mai aur Anubhav is baare me aram se baat karte rahe jaise wo kamine kamre me ho hi na. Unme se ek admi bohot chatfatane laga aur mooh me kapda bandhe hone ki wajah se ajeeb si awazein nikalne laga.

"Kya hai, kuch batana hai?" Maine uske mooh se kapda hatate huye kaha.

"Tum log humare sath aesa nahi kar sakte, nahi kar sakte" wo dar ke maare kanpne laga.

"Kisne kaha nahi kar sakte, balki aesa karna hi chahiye, tum log saale gandi nali ke keede in masoom ladkiyon ke saath ye sab kar sakte ho to mai tumhe jala kar nahi mar sakta? Kyun? Kyun ki mai policewala hoon?

Are policewala to mai system ke andar hoon, aur mai tumhe arrest karke court me pesh karke system ke andar nahi le jana chahta, balki yahi, abhi, tumhara kissa khatam hoga.

Kyun ki mere koi kaam tum aa to rahe ho nahi"

Itna keh kar mai uth gaya, tab tak ghaslet aa chuki thi, maine tank uthaya aur teeno par barabar barabar chirak diya.

Tab tak sabhi ke mooh se cheekhne ki awaz ana shuru ho chuki thi. Jiske mooh se maine pada hata diya tha wo mujhe maa behen ki gaaliyan bake jaa raha tha.

Maine Anubhav ki taraf dekha to wo mand man muskura raha tha, maine ek badmash ko collar se pakda aur ghasit ta hua baju wale kamre me le gaya, aur apni macchis ki ek tili jala kar us admi par daal di aur dur hat gaya.

Palak jhapakte hi uske poore badan ne aag pakad li. Mai darwaze ki taraf aya aur pehle wale kamre me khada hokar us admi ko aag se jalte tadapte cheekhte dekhta raha. Uska mangs mere akhon ke samne pighal kar uske haddiyon se sarakne laga, mujhe accha lag raha tha.

Par uske sathiyon ka haal dekhne layak tha. Maine us kamre ka darwaza band kar diya aur pehle wale kamre me akar Anubhav ki taraf macchis uchal di.

"Kaam khatam kar de in logon ka, apne ko late ho raha hai"

Anubhav ne macchis catch kar li aur apni cigaratte khatam karke macchis ki teeli ghisne laga.

"Nahi, nahi please nahi"

Maine jis admi ka mooh khol diya tha wo girgirane laga. Par Anubhav nahi ruka. Wo machhis ki tili lekar age badhta raha. Par dar ke maare us admi ki pant geeli ho chuki thi aur dusra admi maar aur mental torture ki wajah se behosh ho chuka tha.

"Mai sab bataunga... Please mujhe mat maaro"

Use buri tarah gir girata huya dekh kar meri hansi chhut gayi aur poore kamre me gunjne lagi. Jisse wo admi aur dar gaya aur bachon ki tarh fut fut kar rone laga.

"Chal to fir bata" Anubhav ne macchis ki teeli bujha di "Kya karta hai tera boss aur in ladkiyon ko yahan kyun laya gaya hai"

"Transport ka business nahi saab"

Uska jawab sunte hi maine chat se uske gaal par tamacha maara. "Legally kya karta hai wo mat bata, jo mujhe nahi pata wo bata"

"Octopus gang ke liye ladkiyon ko gadi me chhupa kar idhar se udhar transport karta hai... Kabhi kabhi inam me paison ke sath sath, ladkiyan bhi mangwata hai.

Ajeeb shaukh hai iske, ajeeb ajeeb torture karta hai aur chodta hai, kabhi kabhi hume bhi chodne deta hai"

"Kab lautana hai in ladkiyon ko?"

"Saab bachti nahi hai ladkiyan jyada tar, Boss ke pass bhi unhi ladkiyon ko bheja jata hai jinki unko aur zaroorat nahi hoti"

Mera man to kiya ki ek mukke se iski khopdi khol dun par najane kyun mujhe rahat si mili ke ab us bachi huyi ladki ko dhundne koi nahi ayega.

"Par wo jo ladki pinjre me thi, use boos ko pagal banane ke liye bheja gaya tha. Wo bohot nakhra karti thi, jitna bhi drug do dimaag uska shant hota hi nahi tha. Wo octopus walon se use yahan isiliye bheja tha ki boss ke torture se wo thoda thandi pad jaye, boss ne use bohot pela, aj use lene ane wale hai Octopus wale"

Pata nahi hamesha aesa kyun hota hai ki koi acchi cheez tik ti hi nahi. Meri do pal ki khushi bhi is kamine ne apni baaton se cheen li. Mere kuch samajhne se pehle hi Anubhav fir se us gunde par kil ghuse barsane laga tha.

"Kitne baje" maine us gunde se pucha.

"5 baje"

Maine apni ghadi dekhi to mere khoon thanda pad gaya aur mai ek pal aur na gawate huye Ashish sir ke pass jane laga.
Awesome Updatee

Smriti abhi bhi Kabir se pyaar karti hai par apne iss mission ke wajah se woh dikha nhi sakti.

Idher Kabir ka plan kaam kargaya unn gundo ke muh khulawane kaa. Ek ko jalaya toh akal thikane aagayi.

Dekhte hai ab uss ladki ko bacha paate hai yaa nhi.
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304
Pehli aur aakhiri baat jab bhi is smirti baare mein read ki hai lage ki Jaise ye smriti khud mein hi ek raaz hai.... Ye kirdaar mujhe Chutiyadr sahab ki Kirdaar biwi ke karnaame kajal 1.0 ki yaad dilati hai....
kayi ghatanaye ghat chuki hai jiske chalte Shaq hai ispe.....
Abhi ye jo haal e bayan hai smriti ki Bilkul kajal ki tarah... pyar to kare kabeer se hi par kaam nikalwane ke liye kisi bhi had tak kisi ke sath bhi jaa sakti hai :aksh
idhar kabeer bichara.... apne farz ko apne kaam kitni bakhubi se nibha raha hai.... khauf hi aisa ki koi bhi gunda uske samne memne ki mi miya te saari sachhai bata de, jaise ye pakda gaya admi muh khol diya uski dhamki ke khauf se..
Waise kamine logis ke khilaf jis mission mein hai smriti... isi mission ke chalte kabeer aur smriti shayad phir se ek ho jaaye....
khair...... smriti jo kar rahi hai wo sach mein kabile tarif hai... upor se riski bhi hai.... koi na kabeer hai na... bachane ke liye...
Btw .. in beete saalo mein kabeer ki life hella aa jaati to Kitna khushnuma hota jindagi..
khair... mujhe kya jiski jo marzi, kare apni mann marzi :dazed:
hope ki wo masoom ladki Bach jaaye un gundo ke chungul se...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
 
Last edited:

mashish

BHARAT
8,032
25,909
218
Chapter 3: Shayad

Update 17

Smriti...

"6 saal... Bada lamba waqt hota hai... Itna lamba ki koi bij ped ban jaye aur khud fal dene lage.

Itna waqt maine tumhare bina kaise bita diya Kabir mujhe nahi pata, nahi janti ki kyun kaise aur kab itna sara waqt ret ban kar mutthi se fisalta chala gaya aur mai behti chali gayi.

Kya ye badhti umar ke sath ayi sujhbujh ki maar hai ya fie humari akhri takrar ki gunj, jisne mujhe itne waqt tak tumse dur rehne ki taqat di, Mujhe nahi pata.

Par jo bhi tha chakna chur ho gaya, jab 10 din phele maine tumhe dekha.

Man kiya ek chanta laga dun, itna gussa mujhe kabhi kisi par nahi aya jitna tumpar.

Par tum jante to ho mera gussa, ubalte huye dudh ki tarah palak jhapakte gayab ho gaya, meri palkein kya jhapki dil ne bagawat kar di ki bas aur nahi, aur nahi lada jata, atleast aj nahi.

Tum meri office ke bahar bike se utar kar phone par baat kar rahe the. Baal pehle jaise nahi hai ab. Pehle jaise baalon ko ek taraf kar lete the, ab waese nahi hai. Chhote kar liye tumne.

Tumne abhi bhi ankhon se kala chashma utara nahi tha, mujhe badi chhidhan ho rahi thi, mujhe ankhein dekhni thi tumhari.

Maine hathon par gaur kiya, mera man machalne laga, man hua chhod dun sab, bhul jaun ki mai kya hoon kyun hoon aur daud kar chali jaun tumhare pass.

Tumhare hathon ko tham lun aur chhum lun, puchun tumse kya abhi bhi saari raat raat bhar jaag kar painting karte ho?

Lipat jaun tumse aur seene se sir tika lun, tumhari dil ki dhadhkan sunni hai ekbaar, bas ekbaar.

Shayad tumhari dhadhkan pehle jaisi tezz na ho. Shayad mere karib ane par tumhe ab wo sab kuch feel na ho jo pehle hota tha.

Par shayad ho..."

Meri kalam panne par chalte chalte ruk gayi. Mai apne ankhon se behte ansuyon ko rok nahi payi. Mai pichle kuch dino se jin zasbaaton se lad rahi thi aj unko panne par utarna zaroori tha, warna ye ghutan meri jaan le legi.

"Di, kya hua apko, ap thik to ho na, mai Suman ko call karti hoon" Mujhe pareshan dekh kar Yasmeen bhi pareshan ho gayi.

"Are kuch nahi" maine ansuyon ko pochte huye kaha "Bas aese hi"

"Ap please pareshan mat ho, Suman ne baar baar kaha hai ki apko aram ki zaroorat hai"

Maine uski baat par hami bhari aur let gayi.


Kabir...


"Sir, mai ek baar koshish karun"

Pichle ek ghante se hum logon ki lakh koshishon ke bawajood koi hal nahi nikal paa raha tha. Hum abhi bhi usi site par the jahan he wo ladkiyan mili thi.

Humare pass do raaste the, ek hum yehi us ladki ko operate kare aur uska tracker nikal le, lekin uske liye ye janna behad zaroori tha ke humare pass kitna waqt hai.

Kya wo leather jacket pehna huye admi ne in ladkiyon ko kharid liya hai? Ya fir kisi pimp ne inhe rent par diya hai. Agar kharid liya hai to koi dar nahi par rent par diya hai to raat jaise jaise khatam ho rahi hai waese waese is ladki ko bachane ke chances bhi kam hote jaa rahe hai.

Hamla hota hai to ho jaye par un sab me agar ek goli bhi galti se is ladki ko lag gayi to ye poora bematlab ho jayega.

Aur rahi baat dusre raaste ki to wo ye hai ki hum ise kisi safe location par le jaye, aur wahan use operate kare jo ki kisi bhi angle se logic me fit nahi baith raha tha, halanki iski zaroorat bohot thi. Kyun ki is ladki ko proper medical attention ki zaroorat thi.


Is poore mission ke dauran mujhe kuch baatein pata chali jaise ki jis admi ne mujhe packet thamaya tha wo ek doctor hai. Is mission ke shurwati dino ke ek raid me ye pakda gaya tha.

Doctor me dimaag to bohot tha par use mauth se dar lagta tha. Shoiab ke kafi puch tach ke baad bhi wo kuch nahi bola. Fir shayad ek din Smriti ne isse kuch sawal jawab kiye to ye man gaya, kyun man gaya... Pata nahi.

Ye Doctor filhaal ek double agent ki tarah kaam karta tha. Ye information Shoiab tak pohnchata tha aur badle me ise immunity mili huyi thi. Ye ab bhi apne hi ghar me rehta tha, iske naukar ke roop me ek police officer iske sath hamesha rehta tha.

Iska kehna tha ki ye "Octopus" gang wale har 3-4 mahine me use uthwa lete hai, use behosh karke location par le jaya jata hai. Jab Smriti ne transfer manga tha usi dauran doctor ko bhi akhri baar uthwaya gaya tha.

Par ab sawal ye tha ki agar Gang ke kisi member ke sath Doctor ka aam dino me koi talluk nahi rehta to ye packet mila use mila kaise??

"Go... But jo bhi tumhe karna hai jaldi karo"

Ashish sir ki izazat milte hi mai us kamre ki taraf badh gaya jahan pichle ek ghante se Anubhav us lather jacket ke 3 chamchon ko pit pit kar khud lal pad chuka tha par kisine kuch nahi bataya.

"Anubhav" maine use bahar bulaya. Use kuch waqt apna gussa shant karne me lag gaya par wo bahar aa gaya.

Maine usse kuch der tak baat ki aur use shant rehne ko kaha aur kuch baatein batayi. Hum dono kamre me jakar baith gaye aur cigarette jalai.

"Yaar ye ghaslet lane me itna time kyun lag raha hai" maine ghadi ki taraf dekhte huye kaha.

"In teeno ko ek sath jalana hai ya alag alag" Anubhav ne kash lete huye kaha.

Maine gaur kiya to wo teen kamino ke chehre par ghor sannata chha gaya tha. Police se pitna ek baat hai aur jalke marna ek baat. In logon ko shayad ye idea nahi tha ki aj inlogon ka akhri din ho sakta hai.

Mai aur Anubhav is baare me aram se baat karte rahe jaise wo kamine kamre me ho hi na. Unme se ek admi bohot chatfatane laga aur mooh me kapda bandhe hone ki wajah se ajeeb si awazein nikalne laga.

"Kya hai, kuch batana hai?" Maine uske mooh se kapda hatate huye kaha.

"Tum log humare sath aesa nahi kar sakte, nahi kar sakte" wo dar ke maare kanpne laga.

"Kisne kaha nahi kar sakte, balki aesa karna hi chahiye, tum log saale gandi nali ke keede in masoom ladkiyon ke saath ye sab kar sakte ho to mai tumhe jala kar nahi mar sakta? Kyun? Kyun ki mai policewala hoon?

Are policewala to mai system ke andar hoon, aur mai tumhe arrest karke court me pesh karke system ke andar nahi le jana chahta, balki yahi, abhi, tumhara kissa khatam hoga.

Kyun ki mere koi kaam tum aa to rahe ho nahi"

Itna keh kar mai uth gaya, tab tak ghaslet aa chuki thi, maine tank uthaya aur teeno par barabar barabar chirak diya.

Tab tak sabhi ke mooh se cheekhne ki awaz ana shuru ho chuki thi. Jiske mooh se maine pada hata diya tha wo mujhe maa behen ki gaaliyan bake jaa raha tha.

Maine Anubhav ki taraf dekha to wo mand man muskura raha tha, maine ek badmash ko collar se pakda aur ghasit ta hua baju wale kamre me le gaya, aur apni macchis ki ek tili jala kar us admi par daal di aur dur hat gaya.

Palak jhapakte hi uske poore badan ne aag pakad li. Mai darwaze ki taraf aya aur pehle wale kamre me khada hokar us admi ko aag se jalte tadapte cheekhte dekhta raha. Uska mangs mere akhon ke samne pighal kar uske haddiyon se sarakne laga, mujhe accha lag raha tha.

Par uske sathiyon ka haal dekhne layak tha. Maine us kamre ka darwaza band kar diya aur pehle wale kamre me akar Anubhav ki taraf macchis uchal di.

"Kaam khatam kar de in logon ka, apne ko late ho raha hai"

Anubhav ne macchis catch kar li aur apni cigaratte khatam karke macchis ki teeli ghisne laga.

"Nahi, nahi please nahi"

Maine jis admi ka mooh khol diya tha wo girgirane laga. Par Anubhav nahi ruka. Wo machhis ki tili lekar age badhta raha. Par dar ke maare us admi ki pant geeli ho chuki thi aur dusra admi maar aur mental torture ki wajah se behosh ho chuka tha.

"Mai sab bataunga... Please mujhe mat maaro"

Use buri tarah gir girata huya dekh kar meri hansi chhut gayi aur poore kamre me gunjne lagi. Jisse wo admi aur dar gaya aur bachon ki tarh fut fut kar rone laga.

"Chal to fir bata" Anubhav ne macchis ki teeli bujha di "Kya karta hai tera boss aur in ladkiyon ko yahan kyun laya gaya hai"

"Transport ka business nahi saab"

Uska jawab sunte hi maine chat se uske gaal par tamacha maara. "Legally kya karta hai wo mat bata, jo mujhe nahi pata wo bata"

"Octopus gang ke liye ladkiyon ko gadi me chhupa kar idhar se udhar transport karta hai... Kabhi kabhi inam me paison ke sath sath, ladkiyan bhi mangwata hai.

Ajeeb shaukh hai iske, ajeeb ajeeb torture karta hai aur chodta hai, kabhi kabhi hume bhi chodne deta hai"

"Kab lautana hai in ladkiyon ko?"

"Saab bachti nahi hai ladkiyan jyada tar, Boss ke pass bhi unhi ladkiyon ko bheja jata hai jinki unko aur zaroorat nahi hoti"

Mera man to kiya ki ek mukke se iski khopdi khol dun par najane kyun mujhe rahat si mili ke ab us bachi huyi ladki ko dhundne koi nahi ayega.

"Par wo jo ladki pinjre me thi, use boos ko pagal banane ke liye bheja gaya tha. Wo bohot nakhra karti thi, jitna bhi drug do dimaag uska shant hota hi nahi tha. Wo octopus walon se use yahan isiliye bheja tha ki boss ke torture se wo thoda thandi pad jaye, boss ne use bohot pela, aj use lene ane wale hai Octopus wale"

Pata nahi hamesha aesa kyun hota hai ki koi acchi cheez tik ti hi nahi. Meri do pal ki khushi bhi is kamine ne apni baaton se cheen li. Mere kuch samajhne se pehle hi Anubhav fir se us gunde par kil ghuse barsane laga tha.

"Kitne baje" maine us gunde se pucha.

"5 baje"

Maine apni ghadi dekhi to mere khoon thanda pad gaya aur mai ek pal aur na gawate huye Ashish sir ke pass jane laga.
awesome update
 
  • Like
Reactions: Sasha!
Status
Not open for further replies.
Top