Dr sahab itne chutiye police officers sirf apki story me hi mil sakte hain... Jo apni marwane ko kholke rakhe
Warna to....
Hamare yahan ke constable bhi duniya ki mar lete hain
ghus lena ya power dikhana alag bat hai , case solve karna alag baat ...
bole to kameenapan dikhana aur dimag hona dono alag chij hai , kabhi kabhi dono sath bhi hota hai lekin wo log politics me chale jate hai
Pahle to biwi yar banati ghumti hai... Kab, kahan aur kis-kiske sath kya-kya karti hai....
sab thik hota to shayd dev apni fentacy ko bhi jita , lekin sab thik nahi hua ... wo to chahta tha ki uski biwi thoda randipan kare lekin case aisa fansa ki wo ab use insabse dur karna chah rha hai ...
Dusre... Intelligent aur dedicated policewala... Biwi ke yaron ke sath drug party kar raha hai
wo dosto ke sath party karta hai , daru to commen sabhi pi hi lete hai party me ha drugs thoda uncommen hai lekin wo bhi hamare liye .. ynha to bade bade log ganja fukate rahte hai ... aur isme policwale hone ya naa hone ka sawal hi nahi hai , police wale bhi darubaj hote hai , aur dev ko drugs lene wale se nahi balki bechane wale se problems hai .. wo bhi isliye nahi ki wo drugs bech raha hai isliye kyoki wo ek pahucha hua criminal hai ... aur drugs uske crime me mahaj ek aur naam hai ...
Teesre.... Biwi police case se bach gayi... To khud bina kisi ko bataye...dr ke club ka mukhbiron se pata lagwa kar wahan pahunchne ki bajay.... Uski dalal juhi se request kar raha hai, apni biwi se milne ke liye
ager uske mukhbir use club ka pata bata bhi dete to wo khud hi fansata , kyo ..??
ye to aap samjh gaye hoge, uske pichhe kai log pade hue hai jo ki kajal ka pata janna chahte hai , wo chhipi hi hui isiliye hai aur dev ko usse dur bhi isiliye rakha jaa rha hai ki koi ustak pahuch naa paye , aur ye bat dev bhi janta hai ... dusara dalal juhi nahi hai kyoki usne madad ki hai dalali nahi
kisi ki jaan bachane ko dalali karna to nahi kahte na ...
Aise realistic policewale shayad aur bhi kisi reader ne ab tak nahi dekhe honge
Ghumate raho.... Ham bhi thalua hain
ghumana to mera kaam hi hai .. aur abhi ye suruwat hi hai ... abhi to bahut si bate aisi hongi jise gale se utarna muskil hoga lekin fir bhi main utrwa hi dunga fikra mat karo