Bhei pehli baat yeh hai ki had insaan me koi na koi buraai jaroor dekhne ko multi hai , chaahe wah koi mahaan insaan ho ya koi pune-aatma hi, ya koi aur agar insaan me jaraa bhi buraai na ho to wah insaan devta/farishta na ban jaaye, vaise devtaao me bhi buraai dekhne koi mili hai ekka-dugga ( ek-do) jaise MATLAB( selfish) jaalim( stone-heart) etc.
Yahaa par palkesh me apni ander ki buraai par kaaboo nahi kar paaya ho saktaa hai is vahljeh se wah napaak jinn usme possess kar paya vaise willpower ( mentally strongness) jyaada depend karti hai aise cases me,
Vaise jinno ke baare me jaana gaya hai ki jitna taakatwar jinn hoga utna hi vah kisi ko bhi possess karne me saksham rahegaa, yahaa jinn ki powerness par bhi depend kartaa hai,
Rahi insaan ki baat ki black (negative) energy prabhaav daale wah insaan par bhi depend kartaa hai ki kaun sa insaan kaun se naksharo, kis avadhi ( Greh) me paida huaa uske guno avguno ( achha, buraai) ko bhi dhyaan rakhaa jataa hai,
Vaise is maamle me vaashtushaashtre bhi depend kartaa hai
Hum apne baare me bataaye hamara purana flat vaastu shastra ke kaafi vipreet thaa use baad me wah poori tareh vipreet banaa diyaa gayaa, yaani sabse manhoos , I am really serious, us flat me hamaare father poori tareh barbaad ho gaye money, physically, mentally, etc wahaa mujhe boori SE boori bimaariyaa lagi, us flat me sakado chuhe the, chapkali, keede makode etc, the,
Ek movie vaashtu shastra 2004 me aai jisme star cast sushmita sen j.d. chakravorthy, wah using flat ko dhyaan me rakhh kar banaai gai wah flat hamne 2002 me bachha, wah movie vaashtu shaastra jitni horrible thi usse kam SE kam bazaar guna wah flat mere liyaa thaa, yeh sachhi bhayanak vaastiviktaa hai, us flat me kisi bhi paranormal activities ka koi ansh nahi thaa, apni duniya me sabse khatarnaak sabse khoonkhaar jeev hai to wah hai insaan
Matlab waha Jo bhi huaa insaano ke badaulat hi huaa,