• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance भंवर (पूर्ण)

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Behtareen update,
Lekhak mahoday se sanamra nivedan hai ki wo apasyu ki family tree bana ke Dede, taki Mujh jaise mandbuddhi ko inke rishte samajh me aaye aakhir kaun kya hai.
Hahaha ... Pariwar vriksh ka kya fayda hoga chintu bhai ... Main hun na .. aane wala pura mamla to pariwarik kalah hi hai... Padhte padhte dimag me aa jayega pura chintu bhai ... Waise bhi kabhi kabhi to aapke khinchai ka mauka milta hai :D
 
  • Like
Reactions: Nevil singh

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
ye chal kya raha hain.
pahale drish ko lake usko galt batya or ab apsayu ko galt bata rahai ho :bat:
tum chate kya ho. :?:
or vidhrdaiyi kabile vale logo ko tum masoom bata rahai ho jese un logo ne kise ke satha buraa kiya he nahi or bechare be wajah he atyachar saha rahai he :bat:

Yahi ek baat samjhana ki yahan koi bhi sahi nahi hai... Sab galat hai... Aur jo galat hain unme bhi kayi log masoom hote hain :D...

Ab jo atyachar sahe hain unhe atyachar sahne wala hi dikhaunga na ... Unhe jalim thode na bataunga ... :hehe:..

Baki kahani ke agle bhag me aur bhi clear ho jayega
 
  • Like
Reactions: Nevil singh

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
nice update ..parth aur nimmi ki sagai ho gayi ...kunjal ki to waat lag gayi thi ? use laga uski shadi veere se karne ki baat chal rahi hai ...

par un 3 logo ko kaid kiya hai unke jinda rehne ke liye kya bandobast kiya hai ??? ..unko to ek chhote kamre me rakha hai to khayege kya aur kaise ??.
Upar se ek secret open window hai jiske through khana jayega... Baki wahan technology acess hai.. wahi macro particle jiske jariye yadi wo log apne naak aur muh band karke suside ki kosis kare to unhe roka ja sake.

Medical emergency ke shurat me wo puri jagah lift ki tarah upar aa jayegi aur normal sa dikhega jahan kaam karne wale kuch log unhe hospital tak lekar jayenge
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
nice update ...shayad maine socha tha waisa hi hai ki mahideep ne hi apasyu ke flat me us ladki ko bheja tha jiske plan se apasyu unke dushman ko maarne wala tha ...
apasyu akele hi sab plan karta hai ..neelu aur kaaya ko anupriya ke ladko ke baare me bahut jaankari hai ,,,...shayad lokesh ki maut ki khabar bahar nahi gayi hai ?..isliye neelu ko waha rehkar sab kaam karne ko kaha apasyu ne ...
dekhte hai kaise sendh lagate hai anupriya aur mahideep ke company me ?..
neelu to pakki lalchi type nikli ,75 se 25 crore dene par raaji huyi ?..
neelu par bharosa kar sakta hai kya hero ?? kyunki usne kaha paiso ko jarurat nahi banne dena hai ..
Lokesh ki khabar bahar hi hai.. tabhi to unke marne ka celebration sab mana rahe hain... Rahi baat nilu ki to usse bus hold par rakha gaya hai.. aur taiyari karne bola gaya hai... Baki to aage ki kahani hai kyonki dono hi ek jaisa soch rahe hain...

Haan apasyu ne kewal itna samjhaya hai ki paise ke piche pagal na ho jaye baki dekhiye nilu kya rang dikhati hai...

Shyad nilu par bhadosa ho tabhi to Anupriya ke mission me sath liya hai... Ek baat aur hai dushmani aur jillat jab mahabharat karwa sakti hai to fir ye kewal barbaad karne ki ek niti hai aur nilu ko bahut bejjat kiya hai in logon ne...
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
nice update ..radhakrisna brothers to wakai me chalakh khopdi ke hai ...shreya ne apasyu ki taarif ki to sochne lage ki kaise aage badhna hai ...
aur agar ander ghusne ki baat ho rahi hai to neelu aasani se fass sakti hai inke jaal me ??..paise ka lalach ek lalchi ko todne best option hai ..aur baaki pariwar ke sadasya nahi toot sakte ..
Dekhiye kahani to badh rahi hai aur kaun kahan kahan fansta hai ... Baki sath banaye rakhiye leaon bhai
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Kya nain bhai ek din update chipka nikal liye fir se ....yaar ye update ka nasha to drugs se bhi khatarnak h jaldi se de do nhi to mai nikal lega upar
Ji drug ka nasha hai to ise pura sar chadha denge lekin kya kare sarkar kaam bhi to dekhna hota hai ... Wrna hum aap ke nasha purti ke kabil nahi bachenge :yo:
 
Top