• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

★☆★ Xforum | Ultimate Story Contest 2024 ~ Reviews Thread ★☆★

Status
Not open for further replies.

Shetan

Well-Known Member
14,763
39,152
259
कौमार्य (virginity) by Shetan


Aapki teeno kahaniyo me mujhe yeh kahani sabse behtarin lagi, horror likhne wali lekhika dwara ye romantic peshkash bahut khubsurat hai. maine ye aapse pehle bhi kaha hai ke writing me pichli contest ke mukable kafi sudhar hua hai aur ye baat is kahani dwara siddha ho gayi, kabhi kabhi kisi ko samajhne ke liye ek mulakat hi jaruri hoti hai jaisa yaha veer aur kavita ke sath hua ek train ke safar ne dono ko unka jivansathi de diya, mujhe is kahani ki sabse khas baat lagi isme aapne likhe samvad jo ki is kahani ki jaan hai khas taur par suhag ki sej par huyi veer aur kavita ki baatchit, kahani emdum simple thi aur dil chhune wali bhi, mujhe yadi is contest ki aapki teeno kahaniyo ko rate karna ho to sabse upar ye kahani rahegi fir khota sikka aur fir anhoni ka kissa, no doubt aap ek behtarin horror genre lekhika hai lekin aapse request hai ke kabhi kabhi aisi stories bhi likhe accha likhti hai aap.
बहोत बहोत शुक्रिया. आप का पॉजिटिव रिव्यू मुजे और ज्यादा रोमांस लिखने की प्रेरणा देगा. हौसला बढ़ाएगा. मै आगे भी रोमंटिक स्टोरी लिखने की कोसिस करूंगी. बहोत बहोत धन्यवाद.
 
  • Love
Reactions: Adirshi

manu@84

Well-Known Member
8,573
12,003
174
कामावतर by manu@84

kahani apne janardan urf johnny bhaiya ke johnny singh se leke madhya aur uttar bharat ke johnny sins banne tak ki hai jisme uski madad karta hai KD, kayi baar hum paiso ke chakkar me halato se haar ke us raah pe nikal jate hai jise samaj me utna accha nahi mana jata aur wahi is kahani me manu bhai ne sahi se dikhaya hai, story ki baat karu to kahani start se leke end tak interesting hai, usme itna sahi tarike se likha hai jo language use ki hai wo samajh ne me ekdum easy hai upar se you have an ease in writing puns jo is story me dikhta hai aur kahani ko interesting banaye rakhta hai, kahani badhiya hi hai bas itna bolunga ke ho sake to jabarpeli ki religious commentry ko story se avoid kiya karo bhai jaise isme johnny aur rizwan ka hamare me tumhare me baat ko tala ja sakta tha, all the best for contest!
बहुत बहुत शुक्रिया, देर आये पर दुरुस्त आये। एक अच्छे विश्लेषण के लिए आभार धन्यवाद
 
  • Love
Reactions: Adirshi

Kala Nag

Mr. X
4,271
16,611
144
दंश by Kala Nag

kam shabdo me apne plot se sath justice karti huyi ek outstanding story, karele ko kitna hi chachni me bhigo do lekin uski kadwahat waisi ki waisi rehti hai waise bhi bhale divya ne patnaik ki najayaz santan ko kitne hi acche sanskar kyu na diye ko aakhir usne wahi kiya jo uske khun me tha, gunah. jaisa ki maine pehle kaha ye outstanding story hai, simple plot kam shobo me likhi kahani lekin ek kafi effective kahani hai, and main ye bilkul keh sakta hu ke ye is USC ki one of the finest stories me se hai, all the best for contest.
शुक्रिया मेरे भाई आपका बहुत बहुत शुक्रिया
आपकी राय मेरे लिए बहुत मायने रखती है
धन्यवाद और तह दिल से आभार
 
  • Love
  • Like
Reactions: Shetan and Adirshi

cheekku

❟❛❟ yokosho watakisho soul society ❟❛❟
2,712
3,756
144
anookhi kitab by cheekku

masterpiece! :D ab isse jyada kya hi bolu iske liye :D Dude hats off man, revenge story ko sex story banane ke liye, abey dushman ki biwi ki chut maar ke kaun badla leta hai :lol1: jokes apart kahani badhiya thi unique concept tha aur usko likha bhi waise hi hai, solid start tha motive bhi sahi establish kiya book ki entry us book ke sath aane wala guide/kida it was good lekin end me aate aate kahani dull si hoti gayi as merko aisa lagta hai sex note ka pura potential use nahi hua hai, aur bhi better badla ho sakta aur aur end me book fekne ka to logic hi apne ko samajh nahi aaya wo iske reply me sexplain karne ka kyuki aisa power fekne wala chomtiya hi hota men :redface:, Now talking about katputli wo isse to better hai, badhiya plot develope kiya hai uska lekin us kahani me hadbadi saaf samajh me aati hai, kayi scenes well develope nahi dikhte lekin still isko beat karti hai wo, seperate review na de ra ab uska to isi me maan lena :notme:
thanks men 😌

katputli ko mein ney .. 1 hour mein likh kar finish kiya time nahi tha ... baaki sexnote to aisy bakchodi mein likh daali thi ...
 
  • Like
Reactions: Shetan
10,163
42,721
258
I have been making predictions for winning stories or writers ever since I started at USC. This has almost proved to be true so far.

My predicted writers / Stories for this year are –

1. पूर्ण अपूर्ण - avsji
2. Dead but alive / CTRL +Z - Mak
( Btw mughe CTRL story adhik pasand aai )
3. दंश - Kala Nag
4. WHODUNIT - Sanju Bhaiya
5. Order Order - Mr. Magnificent

( perhaps 4 writer will be rewarded )

Shayad results 20.04.2024 ya fir 27.04.2024 ko announce kiya jaye !
Well , dekhte hai kya hota hai . Finger crossed 🤞
 

Mak

Recuérdame!
Divine
10,720
6,990
229
I have been making predictions for winning stories or writers ever since I started at USC. This has almost proved to be true so far.

My predicted writers / Stories for this year are –

1. पूर्ण अपूर्ण - avsji
2. Dead but alive / CTRL +Z - Mak
( Btw mughe CTRL story adhik pasand aai )
3. दंश - Kala Nag
4. WHODUNIT - Sanju Bhaiya
5. Order Order - Mr. Magnificent

( perhaps 4 writer will be rewarded )

Shayad results 20.04.2024 ya fir 27.04.2024 ko announce kiya jaye !
Well , dekhte hai kya hota hai . Finger crossed 🤞
:roll: Where is चौबीस घंटे ? :D
 

Sanju Bhaiya

New Member
38
57
19
Whodunnit by Sanju Bhaiya

bhai kya gajab thriller likhi hai men :applause: :applause:
ye un chuninda kahaniyo me se hai jinko padh ke lagta hai ke kuch sahi content read kiya hai, gripping start perfect middle gajab ki ending aur is bich ek khoon jo kisne kiya use dhundhne ki ajay ki koshish bole to ekdum gajab engaging storyline jo aapko bandhe rakhti hai, badhiya tarike se likhe kirdar aur utha hi umda conclusion is kahani ko khas banate hai, this is one of the must read stories of this contest man. Amezing. All the best.
Thanks Adirshi for praising my story
 
  • Like
Reactions: Shetan

Mak

Recuérdame!
Divine
10,720
6,990
229
Dead but Alive! by Mak

whoa! This was my first reaction after reading this, kya galab story likhe ho men bawal ekdum wo bhi proper research aur detail ke sath, perfectly crafted psychological thriller, isko ekbar padhna shuru karo to banda khatam karke hi dam leta hai itna gajab sama baandhti hai ye kahani perfect title, well executed plotline, chronological order me hote events sab kuch ekdum gajab tha men aur kahani ko unique banaya iski ending ne jo alag alag endings provide kiye hai wo logo ko dimag me jor daalne majbur jarur karega, narration wagaira me main nahi bolunga as already kayi log bol chuke honge kahani me kya tha kya nahi tha wo chhodo kyuki jo tha sab uski jagah ekdum sahi tha perfect tha apun bas tarif karne aaya hai for me this is one of the best stories of this contest. All the best for contest men.
Thanks brother for reading! I know kuchh kamiyan rah gayin hai.. specially narration or spelling mistakes ke maamle me.. :D

Xp ke baad idhar pahli story hai ye.. I think 6 saal baad kuchh likha hai.. isliye galtiyan honi lajmi thi..

Anyway, thanks again for reading! :love:
 
  • Like
Reactions: Shetan

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,375
54,375
304
Thanks brother for reading! I know kuchh kamiyan rah gayin hai.. specially narration or spelling mistakes ke maamle me.. :D

Xp ke baad idhar pahli story hai ye.. I think 6 saal baad kuchh likha hai.. isliye galtiyan honi lajmi thi..

Anyway, thanks again for reading! :love:
Par maine to kuch galti hai aisa bola hi nahi and honestly mujhe koi galti dikhi bhi nahi :cheers:
 
  • Love
  • Like
Reactions: Shetan and Mak

avsji

कुछ लिख लेता हूँ
Supreme
4,174
23,244
159
पूर्ण अपूर्ण by avsji

:bow: :bow: kya badhiya behtarin kahani likhe ho bhai gajab ekdum. ek simple se plot ko aapne apni lekhni ke jadu se extraordinary bana diya hai, feelings emotions se bhari huyi ye kahani dil chhu jati hai, manish ke man me umadte huye bhavo ko bahut khubsurti se dikhaya hai aapne, kayi baar insan dil aur dimag ke bich dorahe par khada hota hai aur aise me sahi faisla karna bahut mushkil kaam hai, manish ke samne bhi is kahani me aisi hi duvidha ko aapne kya badhiya bataya hai, main is kahani ke ant ko sad nahi maanta kyuki mere hisab se manish ka faisla sahi tha, ekdum real tha. prem ki bhavna sabse upar hai lekin uske sath sath insan ko apni vivek buddhi se hi faisle lekar aage badhna hota hai jo ki manish ne shobha ka hath tham kar kiya aisa mujhe lagta hai, kahani bahut shandar hai shukriya is behtain kahani ke liye. All the best for contest.

आपके प्रोत्साहन भरे शब्दों के लिए धन्यवाद 😊🙏
एक अलग तरह की कहानी लिखने का आइडिया आया था, और इसको एक लंबी कहानी के रूप में लिखना चाहता था। लेकिन समय के अभाव के कारण एक छोटा रूप दे दिया, और प्रतियोगिता में डाल दिया।
कहीं और डालता (incest के अतिरिक्त किसी अन्य श्रेणी में) तो कोई पढ़ता भी न। कम से कम प्रतियोगिता के पृष्ठ पर होने के कारण, कुछ लोगों ने पढ़ा तो 😄😄
 
Status
Not open for further replies.
Top