- 38,375
- 54,375
- 304
कब? क्यों? कैसे? by TheBlackBlood
paise ke lalach me insan rishte bhi bul jata hai aur lalach me kuch is kadar andha ho jata hai ke apno ki jaan lene se bhi baaz nahi aata, anand aur mina ne abhinav ko maarne ka plan bahut badhiya banaya tha lekin ye bhul gaye ke aise karmkand kitni hi chalaki se kar lo kahi na kahi kuch na kuch loophool chhut hi jata hai lekin us loophole ko dhundhne ke liye bhi dimag inspector shrikant jaisa chahiye hota hai , gajab engaging thriller story hai bhai vintage CID ka episode dekh raha aisa feel aa raha tha padhte huye, shrikant ka har baat ko dekhne ka najariya ekdum gajab likha hai, bas fark itna tha ke CID me mujrim khulasa karta hai yaha shrikant ne kiya, and btw inspector shrikant ka character pasand aaya apun ko, those witty dialogues are awesome and as a reader I request ke ho sake to dekho inspector shrikant pe koi long story likh sako to, baki ye kahani gajab thi, all the best for the contest.