- 79,765
- 117,163
- 354
Hasi to fasi kahawat ki shuruaat kis daur me hui thi ye mujhe bhi nahi pata,,,,dekh rahe ho bhabhi bari baat maan rahi hain devar kee... hasi toh phasi wala kahawat udhar prachlan mein na tha kya.... waise uss samay mein bijli aa chuki thee toh kya gaon mein telivision ka daur na shuru hua tha....
Is kahani ke samay me bijli thi redio bhi tha lekin television nahi tha, aur raha bhi hoga to bade bade shahro me. Yaha haweli me to nahi tha,,,,
kahan jaa ke sir phoru mein isska.... (wasie writer ya vaibhaw dono chalega...) na roopa ne itna socha hoga na aisa kuchh hua hoga.. lekin yeh sala itna shab kuchh apne goabr bhare deemag mein soch liya...
mujhe toh shaq hain yeh itni laundiya kaise ch####d liya... jab samne jata hoga toh yeh na sochta kee oopar daalu kee niche... tedha ho ke ya sidha... kaheen tedha hone par mera tut gaya toh... ya phir mera pehle hi nikal gaya toh yeh toh mera majak urayegi isilye mujhe kuchh na karna chahiye... haan yahee theek rahega...
Mujhe kyo vaibhav bana rahe ho bhai, maine kya kiya??? Main to masoom hu,,,,
dono laundo ko toh laga diya chawkidari pe... waise munsi waali baat unhone theek hi puchhi lekin unhe kya pata kee roop ke chand ne ragini kee maar lee..... isilye bechara khar khaye baitha hain uspe...
Ye mast likha bhai,,,,
Bahut zyada,,,,मेरे अंदर उसे देखते ही जज़्बात उछाल मारने लगे थे जिन्हें मैंने बेदर्दी से दबाने की कोशिश की।.... dard hua hoga...
Kahani ke title ki taraf bhi ek nazar daaliye,,,,yaar paka diya yeh dono paglait ne toh.... sala jasoosi karne ko bol raha hain baap ke hi ghar mein... pakka kategi iska kisi din... bechari kahan shaadi ke sapne le ke aayee thee.... isne toh shabpe mut diya... waise sala dhokhebaaj har taraf maal maal khel raha hain... yeh bhi iske pyar mein,,, giri hui larki hain... ... aur yeh bhaisaheb anuradha paudwal ko mata jee samet lapetne mein hain....
Waise mujhe laga tha ki aapka khurafaati dimaag shayad is bare me andaza laga le,,,,
Bhauji ke bare me aise khayaal,,,,haweli kee khiladio mein mujhe bhabhi bhi ek pramukh naam lagti hain... yeh jitni bholi dikhti hai utni hi ghagh hain... pata nahin bas ek booo aati hai... unke pasine ke........ aur vibhor aur ajeet ko writer ne pehle hi shaq ke ghere mein daal diya hain... taaki udhar hi shab lage rahe aur pechhe se masoom bane charachters kaam karte rahe... khair na toh chacha kee gatibidhio ka kuchh pata chala hain na hi chachi ka... agar inme se koi hoga bhi toh ab tak kisi ko koi andaja hi na hoga.... sala aadha se jyada update toh yeh kutta sochne mein hi laga deta hain... baaki bache mein kabaddi karta rahta hain....
khair ab murari kee terahvi bhi aa hi gayee... chalo bhoj khaa ke aate hain...
Ab uske paseene se boo kaise aane lagi bhaiya ji. Abhi tak to bada pyaar aa raha tha us par,,,,
Chinta mat kijiye, next update me chachi ke bare me bhi jaanne ko milega aapko,,,,
Murari kaaka ki terahvi ke baad se vaibhav ka kaam tezi se shuru ho jayega,,,,
Bahut bahut shukriya bhai is khubsurat sameeksha ke liye,,,,