Kahani ki happy ending ki ye achha kiya aapne lekin Anuradha ka character kahani mein jivit hota to aur bhi achha hota &kafi hardly wark kiya hai aapne iske liye thanks
ThanksGreat story and nice way to write the story
Thank you so much for such amazing story
Abhaar bhaiBahut jabardast story thi bhai aapki kafi had tak Half Blood Prince bhai ki tarah likhi huyi hai jo ko mujhe bahut pasand aayi hai hamesha se aur bahut hi sukhad ending bhi kari ummid karta hun aisi hi aur story aap likhoge aur sorry bhai mai har update par comment aur like nahi kar paya kafi baar bhul Gaya aur karo baar aage kya hoga es chaah me bas padta hi gaya jo ki mai amuman karta nahi hu bas kuch writers ke likhne ki shaili aur kuch stories ki wajah se aisa lagta hai bas padhte jao
ThanksVery nice story
Dil hi nahi Kar raha ki story end ho.
Such a great story
Agree....but sab kuch hamare hisab se kaha hota hai. Anuradha ka kaise bhi marti uska marna har surat me khalna tha. Well, uska is tarah se marna is liye bhi possible aur nyaaysnagat hai kyoki chandrakant vaibhav se khunnas khaya hua tha. Vaibhav ko wo khul kar chot nahi pahucha sakta tha is liye usne vaibhav ko andar tak tod dene ke liye aisa raasta chuna...I hope uski mentality ko aur kahani ki situation ko samajh gaye hogeHt hi behtreen tareeke se likhi gayi story hai bhai..4 din lagataar padh kr abhi khatam kari h ...bht hi emotional bhi h ye kahani khaskaer 113 aur 114 no. Uodate padh kr aasu hi aa gaye the ...aakhir k 3-4 uodate bht hi acche ban pade h aur khaskr ragini ki suhagraat wala uodate aur uska samarpan ..adhbhut hi tha ...ns ek cheez thoda khai k anuradha ki hatya us munim k haatho itni bhyanak tarike se na ho kr kisi drishye m apne chote thakur ki jaan bachate hue hoti toh aur jada accha lagta ..kahir kul mila kr bht hi saafsuthri aur ek acchi kahani thi....aur bhi dusri kahaniya padhunga mai aapki.....take care..