- 2,742
- 9,204
- 159
Update- 06 (B) (Megha Update)
hall mein meri saheli ki nazrein jab uspar gayi wo apne naak ko sokodti hui.................ajeeb si mooh bananey lagi..................aslam ko dekhney ke baad mujhe dhyaan aaya ki maine usey kaam saunpa tha magar main apni saheli ki wajah se bhool gayi thi......................aslam meri taraf dekhta hua apna sir neechay ki taraf jhuka liya............
" memsaheb...................maine upar ka kamra saaf kar diya hain................aur jitna kachra tha usey dustbin mein rakh diya hain.............aap chahe to jakar dekh sakti hain.................baki bacha kaam main kal aakar kar doonga................ander bahut garmi hain...................kya mujhe pani mil sakta hain..................." aur aslam itna kehkar fir se khamosh ho gaya wahin main haan mein apni gurden hilati hui bade gaur se usey dekhti rahi...................
aslam sahi keh raha tha....................ander kafi garmi thi jis wajah se uska jism pasiney se poori tarah bheega hua tha..................usney banyaan bhi nikal diya tha jissey uska kala badan aur bhi kala nazar aa raha tha................neechay uski lungi bhi kafi hudd tak gili ho chuki thi...................main ussey kuch kehti tabhi meri saheli usey ajeeb nazreion se ghoorti hui beech mein hi bol padi.....................
" ye kaun hain nidhi..........issey pehle to isey kabhi nahin dekha...............shakal dekho to aisa lagta hain jaise isney kitne arse se nahaya hi nahin hain.................chee......................ye kitna ganda hain..................iske yahan aane se is kamrey mein badboo fail gayi hain......................tumne bhi kaise kaise naukar ko apne ghar mein kaam pe rakh leti ho........................mujhse keh deti to main tumhein ek aacha sa naukar ka intezam kar deti..................." archana ki aisi baateion ko sunkar aslam badi umeed bhari nazreion se meri taraf ek nazar dekhney laga fir wo kisi gunehgaar ki tarah apne dono haath jodhkar chup chaap se wahin khada ho gaya..............na jane kyon mujhe archana ki aisi baatein par gussa bhi aane laga jis wajah se main usey gussey se ghoorney lagi to archana meri taraf dekhti hui chup ho gayi.......................
main fir bina kuch kahe seedha kitchen ki taraf chal padi aur filter ka pani us sheshay ki glass mein bharti hui....................aslam ke liye pani le aayi..................jab main uske kareeb gayi to mera dil ek baar fir zoron se dhadak utha..................uske pasiney ki ya badan ki ajeeb si smell mere sanson mein fir se ghulney lagi jissey mujhe ajeeb si bechaini hone lagi................jab main aslam ko pani dene lagi to uska ganda haath ek baar fir mere haathon ko choo gaya jissey uske haathon ki mail mere haathon par bhi lag gayi..............ek ajeeb si lehar mere tan badan mein daud gayi......................aslam us pani ko gat gat peeta hua ek hi saan mein poora pani khatam kar diya aur fir se meri taraf bade pyaar se dekhney laga..............
" ek glass aur mil sakta hain kya!!!!!!!!!!!!..............." aur aslam dheere se bol pada wahin main haan mein apna sir hilati hui fir se kitchen ki ore chal padi.................jab meri nazar glass par padi to glass bhi uski ki tarah ganda ho chuka tha...............ye dekhkar main dheere se muskura padi.................aur yehi sochney lagi ki ye sach mein bahut ganda hain................main dubara se aayi to aslam us glass mein bhare sare pani ko fir se pee gaya.................ek baar fir uske kareeb hone se uske badan se nikalney wali wo badboo mere sanson mein ghulney lagi thi jo mujhpar ek nasha ka kaam kar rahi thi...............jissey main dheere dheere madhosh hone lagi thi......................
" memsaheb.....................ghar ka baki kaam main kal aakar kar doonga...........................aap chahe to jakar dekh sakti hain......................aab main chalta hoon ...................." aur itna kehkar aslam apne kandhey par tanga apni banyaan pehanta hua...............fauran wajan se jane laga to maine usey rok diya...................main fir ander gayi aur kuch der baad jab wapas aayi to mere haath mein ek 500 ka note tha...................maine uske haathon mein us note ko rakh diya to aslam mere chehrey ki taraf bade dhyaan se dekhney laga....................usey hairani ke saath saath khushi bhi hui.................
" aap bahut aachi hain memsaheb.................." aur itna kehkar aslam wahan se fauran bahar chala gaya wahin mere chehrey par muskaan aakhir aa hi gayi.................jitna bura mujhe wo shuru mein lag raha tha aab mere ander uske prati nafrat bhi dheere dheere kum hoti jaa rahi thi...................jaise hi wo gaya archana jaise uspar gussey se toot padi................aur aslam ke bare mein bahut hi gande gande shabdh bolney lagi.......................halanki mujhe archana ka yu kehna kuch aacha nahin lag raha tha jis wajah se main chup chaap uski bakwaas sunti rahi...................thodi der bak bak karney ke baad aakir wo bhi apne ghar chali gayi aur maine bhi usey jane se nahin roka....................
jab wo gayi to main fauran apni main door band karti hui seedha kitchen mein aayi aur shink mein rakhe sare bartanon ko dhulney lagi....................jaise hi meri nazar aslam ke piye hue us sheeshay ke glass par padi ..................main us glass ko apne haathon mein uthathi hui.................bade gaur se ander rakhe us joothey pani ko niharti rahi..................aabhi bhi usmein ek ajeeb si smeell aa rahi thi...............paan ka.......to kuch gutkey ka.................main uski khusboo ko jaise hi apne naak ke paas le gayi mere ander fir se jaise bechaini badhney lagi...............usmein se ek ajeen si madhosh kar dene wali smell uth rahi thi.................maine aisa ek baar ................do baar...............kai baar kiya jissey meri aankhein nashe ki tarah band si hone lagi...............main wahin kafi der tak uski khusboo ko soonghti rahi................
dheere dheere wo khusboo mujhe aachi lagney lagi thi.....................fir maine bartan dhoya aur apne sare kaam nibtakar hall mein fir t.v dekhney lagi.....................jaise hi shaam hui mujhe sagar ke aane ka humesha se intezar rehta tha....................magar ye bhi main aachey se janti thi ki wo jaise hi ghar aayega pehle fresh hokar khana khayega aur bina kuch kahe seedha bister par jakar soo jayega......................sagar ka ye roz ka routine tha aur mujhe nahin lagta tha ki ye ab kabhi change bhi hoga...................
raat ke kareeb 8 baje sagar wapas ghar aaya aur fir jakar fresh hone laga....................main uske liye khana bana chuki thi so uske liye khana parosney lagi....................khana khane ke dauran wo aslam ke bare mein mujhse do baatein poochta raha aur main bhi usey sab kuch saaf saaf bata di...............wo kuch na bola aur khana khatam hote hi wo fauran apne bister par jakar humesha ki tarah thak kar so gaya........................peechay reh gayi main akeli...............
main bhi ghar ke sare kaam khatam karke jaise hi bister par gayi to sagar gehri neend mein soo chuka tha.....................mujhe gussa to bahut aaya magar main kar bhi kya sakti thi...............har roz main sagar ke liye taiyaar hokar uske aane ka intezar karti aur wo mujhe theek se dekhta bhi nahin tha.................dekhna to door wo mujhse seedhi mooh aab baat bhi nahin karta tha....................main bhi bister par sari raat bus karwatein badalti rahi............................ander hi ander mujhe ajeeb si ghutan ho rahi thi...................aur aab main aise aur ghut ghutkar nahin rehna chahti thi..................main aab itne bade ghar mein bilkul akeli thi................ek dum tanha..............jahan mujhe samajhney aur sunaney wala aab koi nahin tha.....................
subeh jab meri aankh khuli to sagar aabhi bhi soya hua tha.......................gussa to mujhe us waqt bhi bahut aaya magar main chup chaap bathroom mein gayi aur fir fresh hone lagi..................na jane kyon mujhe subeh se hi kuch aacha nahin lag raha tha.................baar baar dil mein ye bhi khyaal uth raha tha ki maine maa baap ke marzi ke khilaaf shadi karke apni zindagi ki sabse badi galti kar di......................jis wajah se mere liye aab sab darwaze band ho chuke they.........................siwaye sagar ke mera is duniya mein aur koi nahin tha jisey main apna keh sakun................aur jo apna tha wo bhi mujhse gairon ki tarah bartaav kar raha tha.................
meri zindagi mein excitement lagbhag khatam ho gayi thi........................na hi koi fun tha....................na kuch enjoyment...................aur na hi kuch nayapan.......................jis wajah se mujhe meri zindagi veeran si lagney lagi thi.................
sagar thodi der baad fresh hokar dining table par aaya aur naastey ka intezar karney laga...................main bhi thode der baad uske liye aur apne liye naasta le aayi aur samney wali seat par baithkar main bhi sagar ke saath naasta karney lagi...............................magar is beech main poori tarah se khamosh rahi........................aur na hi maine sagar se koi baat ki...................
" baat kya hain nidhi................main dekh raha hoon ki tum kuch dinon se ukhadi hui si nazar aa rahi ho........................." aur sagar naasta karta hua bade gaur se mere taraf dekhney laga wahin maine uski baateion ka jawab dena zaroori nahin samjha aur chup chaap se naasta karti rahi.................jab sagar ko apne sawalon ka jawab nahin mila to wo jaise mujhpar gussey se chilla pada................
" main tumse kuch pooch raha hoon nidhi.......................are you alright........................tum theek to ho naa....................." sagar ke is tarah poochney par mere ander ka gussa jaise fir se foot pada......................main gussey se usey ghoorti hui lagbhag jaise uspar chilla si padi................
" main marun ya jiwun.......................ussey tumhein kya........!!!!!!!!!!!.............tumhein to bus paisey kamaney ki bhookh hain naa.................jawo aur apni is bhookh ko shant karo.................." mere is tarah bolney par sagar gussey se meri taraf dekhney laga aur jawab mein main fauran apni jagah se uth gayi aur jaise hi main ander kitchen ki taraf jane lagi sagar tezi se uthkar mere paas aaya aur mere haathon ko kaskar pakad liya...............jissey mere ander ka gussa aur bhi bhadak utha.....................
" maine kaha chodho mera haath........................mujhe tumse aab koi baat nahin karni.......................na hi mujhe aab kuch samjhna hain.................aur na kisi ko kuch samjhana hain................tum apna bussiness sambhalo..................aur apna kaam dekho......................" aur main gussey se sagar ka haath jhatatkati hui ussey door jane lagi to sagar bhi jaise taish mein aa gaya.....................wo dubara se mere haath pakadta hua mujhe apni taraf kheenchney laga to main fir se uske haathon ko kaskar jhatak di..................
" maine kaha chodho mera haath.......................mujhe aab tumse koi behas nahin karni.................." aur itna kehti hui main jaise hi jane ke liye mudi sagar jaise gussey se mujhpar chilla pada..................
" bus........................bahut ho gaya.................main bahut dinon se tumhari ye bak bak sunta aa raha hoon........................jab dekho tab tum humesha ulti seedhi baatein karti rehti ho.................tumhara dimag sach mein kharab ho gaya hain.................aakhir bardaast ki bhi hudd hoti hain................." aur sagar meri taraf gussey se ghoorey laga wahin jaise main bhi gussey se uspar dubara se chilla padi....................
"bardaast tum nahin main kar rahi hoon tumhein.....................sach kahun to mera is ghar mein aab dum ghootney laga hain.................mujhe to aab aisa lagta hain jaise main ghar se bhaag kar tumse shadi karke apni zindagi ki sabse badi galti kar di......................." meri baat poori hoti tabhi mere galon par ek kaskar thaapad pada jissey mera gora gaal ekdum se laal padh gaya...............sagar ke paanch ungliyaan jaise mere galon par chaap gayi.................main apne haathon ko apne galon par rakhti hui fauran apne kamrey ki ore bhag aayi.............
wahin sagar bhi gussey se apne pair patakta hua.................fauran us ghar ke bahar nikal gaya........................jaise hi main apne kamrey mein aayi main bister par foot footkar rone lagi...................maine kabhi sapnon mein bhi nahin socha tha ki sagar aise mujhpar kabhi apna haath bhi uthayega.........................kyon ki aaj se pehle usney aisa kuch mere saath kabhi nahin kiya tha.................halanki humare beech jhagdey aksar hote rehtey they magar uska yu haath uthana.............mujhe ander tak jhanjhodkar rakh diya tha....................main beetey hue lamhon ko soch sochkar aansoon baha rahi thi...................jahan meri parwaah karney wala koi nahi tha.......................koi bhi nahin....................
To Be Continued.....................................................................