Captain Jack Sparrow
Not all treasure is silver and gold, mate.
Staff member
Sectional Moderator
Supreme
- 5,072
- 11,987
- 174
Update 43
agni prof mishra se pese leke ushka matter solve kardeta hai or ushe begunah sabit kardeta hai wo ye kehta hai kii kamini ek chalu aurat hai ushne ye shab pese ke liye kiya tha prof kii matter solve karne ke baad prof ke upar se suspension uthaliya jata hai or agni ushki wife ko bhi samjha bujhake ghar leata hai or prof ki life pehle jaisi thi wese hii phir se suru hojata hai lekin wo jaan gaya tha ye teeno kisi atankwadi se kam nahin hain inse to dur rehna hii bhala hai wahin agni jagu or deva abb saniya se badla lene kii tayari me lage hue the wahin varsha agni se baat karne kii roj koshis karti lekin kamyab na hopati agni ushe avoid karke chala jata jish se varsha udas rehne lagi thi ek din jab sab khana kha dete hain to sab apne apne room me chalte hain agni bhi chal deta hai wo apne room kii darwaza kholta hai or andar ghuss jata hai jab wo andar ata hai to dekhta hai kii varsha ushke bed pe bethi hui hai or wo ushse puchta hai tum yahan kya kar rahi ho jao apne room me varsha bolti hai nahin me nahin jaungi ajj me tumse baat kiye bina me yahan se nahin jaungi agni apne man me bolta hai ajib vagal ladki hai yaar abb ishki baat to sun na padega agr kisine ishe itne raat ko mere room me dekh liya to or bejati hojaegi abb ishe yahan se jaldi se bhagana hoga phir agni
bolta hai chalo bolo kya kehna hai tumhe varsha ye sunke khuss hojati hai or kehti hai wo kya hain naa uss din jo hua wo nahin hona chahiye tha ush din jab tum logon ke muhn se mene apne liye chudail shabd suna to mujhe bohut gussa aya or me apne app par control nahin kar payi or aunty ko sab kuch keh diya iam sorry agni iam realy sorry or agr tum dubar smoke karna chaho to kar sakte ho me aunty ko kabhi bhi kuch nahin kahungi agni bolta hai acha varsha kehti hai haan sach me kisiko nahin bataungi agni kehta hai ushki koi jaroorat nahin miss varsha mene smoke karna chod diya hai or rahi baat maafi ki to me tumhe maaf nahin kar sakta tumhare wajah se me ajj apne parivar ke samne gir chuka hoon meri koi bhi ijjat nahin bachi unke samne so me tumhe kabhi bhi maaf nahin karne wala dear abb jao yahan se ye sun varsha ke ankhon se asoo ane lagte hain wo rone lagti hai or kehti hai kya tum mujhe kabhi bhi maaf nahin karoge meri ek choti si galti ke liye mujhe itna bada saja doge agni kehta hai ye tumhare liye choti si galti hogi lekin mere liye ye ek gohut badi galti hai varsha bolti hai kya meri jagah agr jahan hoti kya ushe bhi maaf nahin karte bolo jab agni ne ye baat suni to ushke ankhon se asoo ane lagte hain kuch der chup rehne ke baad agni apne asoo pochta hai or gusse me kehta hai tum jahan nahin ho or naa hii ush jaisi ban sakti ho yaad rakhna ye baat bolke bo varsha ka hath pakadta hai or ushe room ke bahar kar deta hai or darwaza band kardeta hai varsha rote rote apne room me chali jati hai or takkiya me muhn chupake rone lagti hai wahin agni ushi darwaje se lagkar betha huaa ro raha tha anjane mehii sahii lekin ajj varsha ne agni ke purane jakhmon ko kured diya tha agni rota rota wahan se uthta hai or jake apne draw se jahan kii photo nikal ta hai or ushke tasveer par pyar se hath pherne lagta hai ushke anko ke asoo jahan ke photo par jake girta hai agni apne haton se unn asoo ke bundo ko pochta hai or jake bed ke upar beth jata hai wahin varsha ro ro kar thak har kar so chukithi agni ish waqt jahan ke photo ko leke bed par beth hua tha or ushe bade pyar se dekh raha tha lekin ushke ankh me asoo the agni kehta hai jahan kyun chali gayi mujhe chod ke tumhare jane ke baad me akela pad gaya hoon duniya ke liye
me ek jinda dil ladka hoon lekin me hii janta hoon ke mere dil me kya hai me kese jii raha hoon duniya ko kya pata me ghut ghut ke jii raha hoon jinda to hoon par meri roohhhh mujhe kabka chodke jaa chuki hai abb me bas ek jinda lash banke reh gaya hoon ishi tarah agni jahan ke photo ko apne sine se lagaye puri raat betha raha ushke ankhon se nind gayab ho chuki thi agni puri naa so saka tha ish liye wo subah subah jaldi tayar hoke akela hii collage nikal jata hai ek do ghante baad varsha tayar hoke niche ajati hai or nasta karne table par beth jati hai agni kii maa varsha se bolti hain are beta lagta hai agni nahin utha hai jara jaa ushe utha de tabhi agni ke papa kehta hain are wo to subah subah hii collage jaa chuka hai ye sun agni ki maa kehti hain kyaaa wo itne subah uth kese gaya ajj tak to ushe agr koi na jagae to ushki nind khulti hii nahin thi phir ajj apne app kese uth gaya lekin sayed varsha janti thi wo apne man me sochti hai lagta hai agni kal raat bhar nahin soya hai jahan ke yadon ne ushe sone nahin diya hoga ye mene kya kar diya ush se mafii mang ne ke liye uske jakhamo ko hara kar diya abb to sayed hii wo mujhe kabhi maaf karsake yahi sochte hue wo collage nikal jati hai wahin agni ajj collage pehle se hii aaa chuka tha wo ground me betha hua tha jab jagu or deva collage ate hain to agni ko dekh kehte hain wahhhh ye kya dekh liya hamare ankhon ne agni sir itni jaldi collage agaye lekin agni unka jawab nahin deta ye dekh jagu or deva samajh jaten hain kii koi gadbad hai jagu kehta hai chal bata kya baat hai agni kehta hai kuch nahin yaar bas aishe hii kuch acha nahin lag raha hai lekin deva or jagu kahan man ne wale the wo agni ko bohut hii achi tarah se jante the kii agni apne takliffon ko kisiko nahin batata bohut zor dene par agni unhe sari baten bata deta hai or kehta hai kal raat bhar me so nahin paya hoon or kal raat mene bohut sochne ke baad ek faisla liya hai kii me varsha se badla nahin lunga ye sun jagu khuss hojata hai or kehta hai ye tune right faisla liya yaar wese bhi bohut hii achi ladkii hai bechari anjane me galati hogayi basss acha kiya tune ushe maaf
karne ka socha agni kehta hai 1min rukk mene ye kaha hai kii mene ush se badla nahin lunga lekin ye nahin kaha kii me ushe maaf kardiya hai bolke agni wahan se nikal jata hai jagu or deva ushe jate dekte rehte hain or jagu kehta hai pata nahin sale ke dimag me 100 power ka bulb kab jalega ye suunn deva bolta hai abe sale mujhe chutiya samajh rakha hai kya to jagu kehta hai kya hua be deva bola abe agni ke demag me kya holder fit hai jo bulb jalega ye sunn jagu hasne lagta hai or kehta hai abe sale tujhe samajhne koi jaroorat nahin hai tu hai hii chutiyaaa- aaaa bolke wo agni ke taraf bhagta hai or ushke piche deva bhagta hai rukkkkkkk sale ajjj tujhe nahin chadangaaaaaaaa ____