- 24,599
- 22,596
- 229
Not possible dear Pakistan ko UAE me hara pana itna bhi asan nahi hai ki koi bhi hara Kar Chala Jaye
Yes true unka record kafi acha hai UAE me 18 t20i me sirf 2 me wo hare Hain ek Australia walo ne world cup ke semifinal me haraya tha to dusra Kal India neUAE kafi time se Pakistan ka home ground hai.
Pakistan me cricket matches to abhi wapis aaya hai
warna
Pakistan apne home ke sab match Dubai, Sarjah me khelta hai
to unko yeh sab picthes ka acha experience hai
ekdam sahi kaha aapne and with AFG NRR as 5.176 and Sri Lankas' - 5.176 , irrespective of the performance against Bangladesh , chances of Lanka is remote and AFG high, lanka will not only have to defeat Bangladesh but improve the NRR and wish for a disastrous match for AF. so Afg is in super 4 and so is India.sabse pehle to abhi kal ka match important hai. 2nd group me se.
Bangladesh vs Afghanistan
agar Afghanistan jeet gaya phir to next week sabhi match un-predicatable rahenge.
so Super 4 - India Pakistan Afg Bangladesh ?Yes true unka record kafi acha hai UAE me 18 t20i me sirf 2 me wo hare Hain ek Australia walo ne world cup ke semifinal me haraya tha to dusra Kal India ne
Sure, they are more of a threat than the Lankans.Super 4 will be tough even Af can be a challenge,
It pretty well looks like it as of now......so Super 4 - India Pakistan Afg Bangladesh ?
Haan kyunki Sri Lanka to itne bade haar se shayad hi ubar paye aur Hong Kong bhi India aur Pakistan ke samne shayad hi tik payeso Super 4 - India Pakistan Afg Bangladesh ?
Very strong chances of it....Haan kyunki Sri Lanka to itne bade haar se shayad hi ubar paye aur Hong Kong bhi India aur Pakistan ke samne shayad hi tik paye
Super 4 ke sare mukable takkar ke hone ki ummid hai koi bhi kisi ko bhi apne din Hara sakta hai ... India aur Pakistan ke paas thoda advantage to jarur hoga bade teams se competitive cricket khelne ka
So I think final me India vs afg/pak hi hone chahiye
Maine naam ke sath likha hpahle India -Hong Kong hai so please dont say that agaar aapki iccha poori karne vaale ne sun liya aur smajha nahi to pareshani ho jaayegi