• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,320 83.1%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 27 1.7%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 207 13.0%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 35 2.2%

  • Total voters
    1,589

Werewolf

ʟʟᴏʏᴅ ꜰʀᴏɴᴛᴇʀᴀ
Supreme
14,126
100,122
259
Awesome update. Is Chester alive in the room ? Very mysterious
Dekhte h :heh:
Bahut hi thrill aur suspance se bhara update tha bhai jabardast
Thanks man!
Har kamre har galiyare mai andhkar Nazar aata hai.
Yeh makaan jaise maut ka mukam Nazar aata hai,

Har tasweer jaise takti hai har ek hi chahere.
Jaise dhoondh rahi hai kis ki aakhon mai khauf Nazar aata hai.

Koi lachar, koi lalchi, koi swarthi Nazar aata hai.
Jo banke maut ghoom raha hai use inme shikaar Nazar aata hai.

Chahe chupalo kahi bhi khudko aap surakshit nahi hoge.
Jo aap dekh nahi sakte use wo rasta bhi nazar aata hai.

Jo rasta jata hai zindagi tak, uspe banke maut wo samne Nazar aata hai.
Chahere pe lagaye khoobsurat naqab,
Hathon mai hathyar liye nazar aata hai.
Adhbhut bhai! ✨ Adhbhut!
Boht khoob likha hai bhai! :claps: :applause:
Shandaar update akhir veer ko mission mil gaya par problem bahut h ek toh jagah bahut badi h aur sirf nightwalker he sari jagah ache se janta h usne har jagah fek traps lagaye h aur veer ko chod ke sab ki halat patli h upar se uske gale ladki aur agayi h toh dekhna h kanha se usai clue milta h nightwalker ka ya khud bahar jayega killing time mai ...... update full of thrill tha ......
Simon Cowell Reaction GIF by America's Got Talent's Got Talent
Thanks man! Veer ke liye mushqil toh hoga hi Emma aur Zoey ke hote. Dekhte hai kya hota hai. :D
ई का धमाका था बे, ससुरा ऐसन लागत रहा के कोनो अंग्रेजी भूत बाला फिलिम आँख के आगे चलत रही ।
:laughing:
बाकई, अद्भुत update, इस update को पढ़ते समय मुझे ऐसा लगा की मै कोई हॉलीवुड की होर्रोर थ्रीलर मूवी देख रहा हूँ ।
.
जिसमे हमे nightwalker एक ऐसा किरदार देखने को मिल रहा है, जिसने किसी के सर को धड़ से अलग करने मे जरा भी संकोच नही किया ।
Brutal hai bhai woh.
वीर अपने सूझ बूझ और बहादुरी से दोनो लड़कियों की जितना हो सके उतना रक्षा कर रहा है ।
.
इस अध्याय मे हमे एक ऐसा बिंदु भी दिखाया गया है जिसके चलते हमे वाशतविक जीवन मे बहुत परेशानियाँ देखनी पड़ती है.. " लालच "........ रौनी को उसका लालच... एक हैवान का शिकार बना बैठा ।
Jesa ki kaha gaya hai. Laalach buri bala hai. :declare:
वोही एम्मा और जोय के मन मे एक ऐसी भावना देखने को मिली... जैसे की उन्हे वीर के छाया मे खुद को सुरक्षित एहशास हो रहा हो, और होगा भी क्यों नही... आखिर वीर ने अपनी वीरता का परमान उन दोनो की जान बचा कर दिया है .
इधर, सुहाना के मन मे एक डर देखने को मिला, और उसी डर के कारण वो आज दिव्या को भी खरी खोटी सुना बैठी...
जिस तरह दिव्या के भड़वा पति ने वीर को एक खुले मौत के मुह मे भेज दिया था, सुहाना का तो गुस्सा होना लाजमी ही था ।
Aur yaha readers ko ye bhi pata lag gaya ki suhana sach me dil se Veer ke prati care rakhti hai.
पर वीर को अब उसके सिस्टम का मिशन भी मिल चुका है, तो अब nightwalker के राज को वीर कैसे सुलझाता है इसे देखना बाकई लाज़ाबाब होगा ।
.
100 वां अंश . . . . सफल रहा....
हाउस ऑफ किलर्स.... आर्क का अब तक का सबसे रोचक update....
.

अद्भुत
Boht boht dhanyavaad bhai! ✨
Bane rahiyega! ✨
A Great update
Bohat hi vadia scene description
Bohat baareeki se kaam kiya hai aapne update pe
Thanks man!
 

FallenAngel

Active Member
1,259
4,002
143
It's simply and Unsimply dramatically horrifying thrill suspense even much more represent in this whole update it just started in last update the suspense thriller so now when 2 bloody rascals have gone who just gone for treasure and 1 idiot is in suspense now it will be fun seeing that the next idiot is alive or get chop chop even in Bedroom and will next encounter of veer and Nightwalker will be final encounter of Nightwalker for life and how veer will subdue this issue and how many he can save along with him
 

Pankaj Tripathi_PT

Love is a sweet poison
290
2,338
123
Update - 55 ~ A New Friend!?
Ab tak...

Jassi ko churraate hi wo dono hi hotel baahar jab nikle the toh unki car par ek kaagaz chipka hua tha.

Ek note...

Jispar likha tha~

"Apni Miss ko bachaana hai toh xxxxxx Hideout jao. Address - xxxxxxxx road. Left hand side.
~ Tumhara Shubh chintak."


Ab aage...

Ek nayi subah thi, aur lagta hai Veer aaj kuch naye josh me bhi tha. Kal raat me hi usne Suman ko apne hi room me lita liya tha. Aur fir derr raat tak kya hua tha ye bataane ki zaroorat nahi thi.

Iss waqt subah ke 7 ho rahe the aur Veer hamaara razaayi ke andar laita hua tha. Par itna hi nahi tha. Uske upar Suman adhnangi uski chhaathi par apni badi badi chuchhiya tikaaye laiti hui thi.

Aankh khulte hi Veer ko sabse pehle Suman ka komal sa chehra nazar aaya. Unn khule baalo me wo badi hi pyaari lag rahi thi sote hue. Saath hi saath chehre par wo nikhaar bhi jhalakne laga tha Suman ke jo aksar shadi shuda aurato ke chehro par jhalakta hai.

Veer usse dekh muskuraaya aur usne Pari ko sleep mode me daal diya. Shayad kal raat ki kasar abhi bhi poori nahi hui thi.

Pyaar se uske sarr par haath ferrte hue usne Suman ko jagaane ki koshish kii aur kuch hi derr me Suman uth bhi gayi.

Suman : Mmm... Maalik!?

Veer : Uth gayi?

Suman : Hmm~

Veer ne apne ek haath ko dheere se uske peeche le jaate hue uski kamar par firaaya. Aur fir neeche ki orr karte hue uske chutado ko zorr se jakad liya.

Suman : Nnnn~

Sehlaate sehlaate Veer ka khud ka hathiyaar bhi tann chuka tha. Aur Suman samajh chuki thi ki isko shaant bhi ab ussi ko karna hoga.

Kal raat Veer ne saara ka saara paani apna Suman ki choot me hi chorra tha. Uski Sex protection skill on thi toh usse pregnancy ki baat ki koi parvaah hi nahi thi. Wo jee bhar ke Suman ki chut me jhadta aur uski phuddi maarta.

Apne Maalik ke ishaare samajhte hue Suman ne forun hi jhukte hue Veer ke hathiyaar ko kuch jhatke maare aur usse apne muh me bhar liya.

Ye bataane ki zaroorat nahi thi ki Veer ka lund raat bhar ki chudaayi se poora sana hua tha. Wo saaf nahi tha. Par uske bawajood, Suman ko jese koi parvaah nahi thi.

Veer : Ohhhh! Fuckkkkk~

Veer ki nazro me aaj tak wo jitni bhi aurato se mila tha ya ladkiyo se, Suman ab tak ki sabse zyaada kinkiest aurat thi. Aur sabse bade than waali bhi.

Aur wahi aurat uski slave thi. Uski raand, uski rakhel, uski daasi. Wo uski sab kuch thi. Siwae ek patni ke.

Ye auhda kabhi bhi Suman ko praapt nahi hone waala tha. Ye baat wo khud jaanti bhi thi aur chaahti bhi yahi thi. Uska kehna tha ki meri jagah keval maalik ke perro me hai, unke bagal se khade hone ke liye mein nahi, unki aane waali biwi hogi.
Mein toh hamesha unke perro par hi rahungi.

Kayi baar toh Veer bhi uski baatein nahi samajh paata tha.

Suman : Unmm.... *slurp* sssssss....nfu... *lick* nmuu... *chu* fuuha...

Veer : Ahhh! Shitttt!!!

Veer se Suman ke hontho ki zorrdaar chusaayi aur na sahi gayi aur usne Suman ko paltaaya aur seedhe uski chut par apna hathiyaar lagaate hue kuch dhakko me hi andar uski bacchedaani tak pel diya.

Aur kuch derr Veer bas iss adhbhut ehsaas me doob kar Suman ki nangi chuchhiyo par hi lait gaya.

Veer : Ah! It's so good! Tumhari chut itni garam kyu hai Suman.

Suman (smiles) : Harr chut andar se garam hi hoti hai Maalik. Aap bujhaaiye na iski aag. Isse thanda kariye na maalik.

Veer : Karta hu, thoda chut ki garmaahat toh mehsoos karne do mujhe. Bhatti ki tarah aarrrghh.... Ekdum garam hai. Damn!!!

Suman : Aahhh! Ssss~ Maalik!! Ab aur mat tadpaaiye.

Veer : Karta hu. Par pehle ye doodh toh pee lu.

Kehte hue Veer ne Suman ke thano ko muh me bhar liya aur uske nipples ko chaba chaba ke unme se doodh nikaalne ki koshish karne laga. Subah subah hi Veer aur Suman ka chodampatti ka khel shuru ho chuka tha.

Suman ne kayi baar mana bhi kiya tha ki subah subah sex na kiya jaaye. Warna aise me saara din Veer ko thakaan avum kamzori hi mehsoos hogi.

Par Veer ko koi fiqr nahi thi. System jo tha uske paas. Wese hi uski recovery tezz thi. Aur ab usse inn choti moti baato ki tension lene ki koi zaroorat nahi thi. Wo jab chaahe sex kar sakta tha.

Acche se doodh ko choos lene ke baad jab Veer ne dhakke lagaane shuru kiye toh Suman ki siskiyo ki awaaz uske kamre me goonjne lagi. Harr dhakke par uska bistar charar marar ki awaazein karne lagta . Aur harr dhakke ke baad Suman sihar ke reh jaati. Wo taangein Veer ki kamar par baandhe apni chut ko poora jadd tak Veer ke lund se chipkaane ki koshish karti.

Aur kuch hi derr baad, Veer ne apna subah ka ye pehla load Suman ki chut me khaali kar diya.

Suman ke jism par paseene ki boondein saji hui thi. Uski badi badi doodh ki thailiya tezz saase lene ke chalte upar neeche ho rahi thi. Aur ye baat bhi nahi bhulaayi jaa sakti thi ki wo kisi aur ki biwi thi jisse Veer apne neeche lita ke chod raha tha.

Bhale hi Suman ne mann se aur shareerik roop se apne pati ka tyaag kar diya tha par divorce nahi diya tha abhi bhi.

Kuch derr apni saaso ko durust karne ke baad jese hi wo uthne ko hui uski nazar darwaaze ki dehleez par gayi aur usne dekha ki...

Darwaaze ke neeche se kisi ka saaya nazar aa raha tha. Ye dekhte hi wo ekdum darr gayi. Par agle hi pal jese baahar khade vyakti ne bhi andar ki khamoshi ko mehsoos kiya aur waha se forun hi nikal gaya.

Apne maalik ke sarr par pyaar se haath ferr usne Veer ko side me litaaya aur apna blouse pehente hue wo uthi aur ahista ahista darwaaze ke paas gayi.

Darwaaza khola toh usse koi bhi na dikhaayi diya.
Wo aage badh apne room ki taraf gayi jisme wo aur Aabha sote the. Aur usne thoda dhakka diya toh paaya ki darwaaza band tha.

Wo kuch sochte hue jab waapas aayi toh Veer ke room ke baahar hi usse kuch zameen par nazar aaya. Jhukte hue usne uss cheez ka jayza liya aur jese hi usse pata chala ki wo kya tha. Uske hontho par ek kutil muskaan bikhar gayi.

Veer ke paas aate hue usne apni panty uthaayi aur uske saamne hi pehente hue boli,

Suman (smiles) : Kal aap ke liye ek tohfa hai maalik.

Veer : Hmm!? Kesa tohfa?

Suman : Ye toh... Kal hi pata chalega. Fufu~

Veer : Tum aur tumhari ye baatein. Kherr! Ye batao! Bhabhi se kya kya seekh liya abhi tak?

Suman : Ah!! Haan! Kal na mene na maalik... Kal mene phone chalana seekha. Wese toh wo telephone mujhe chalaana aata hai. Par ye mobile nahi. Pehle haveli me boht mene...

Veer : !???

Suman : Wo... K-Kuch nahi! K-Kal mene yahi phone chalana seekha maalik. Kese dusre vyakti ko phone karte hai aur kese phone kaat'te hai. Kese number dhoondte hai. Yahi sab.

Veer (smiles) : Good!

Suman : Kya aap ab bhi nahi bataenge ki mujhe ye sab kyu sikha rahe hai aap?

Veer (smiles) : Samay aane par.

Suman : Toh!? Aap abhi kahi jaa rahe hai kya?

Veer : Hmm! Suhana jii se milne. Sonia jii ki badi behan. Tumhe bataaya tha na.

Suman : J-Jii!

Veer : Wahi!

Suman : Kab tak aaenge aap!?

Veer : Kuch keh nahi sakta.

Suman : O-Okay!

Kehte hue Suman jaane lagi toh Veer ne...

'Favourability check!'

[Suman's Favourability : 90]

'Holy shittt!!!! Y-Ye... Wtf? Sex ke baad Suman ki feelings badh jaati hai kya? Ye toh... Waqai...'

*Ding*

[System has been activated.]

[Wtf??? Tumne mujhe sleep mode me achanak kyu daala? Huh???]

'Aa gayi tum? Ahem! Well! I had some business!'

[Waah waah waah waah! Business my foot! You were having sex right?]

'Haan toh? Can't I? Meri bhi personal life hai. Aur mein nahi chaahta ki ek weird sii presence jo mere andar hai wo mujhe sex karte time mujhe dekhe.'

[Whaaaaaattt??? Weird prescence se kya matlab hai tumhara haan!? Bolo? Y-Youuu.... You think I don't know. I hate you so much! Hmph~]

'Bakwaas baad me. Let's go!'

[Huh!? K-Kaha?]

'Suhana se appointment hai aaj uske hi ghar par. She's busy isliye badi mushqil se usne time nikaala hai mere liye. Business se related baate karni hai.'

Aur itna bol Veer naha dho ke kuch do ghanto ke baad breakfast karte hue ghar se nikla. Wo Suhana ke ghar pohucha toh iss baar bhi sabhi workers ne waha ke usse asaani se andar aane de diya.

Pata nahi kyu par usse dekhte hi waha ke workers aapas me khusur pusur karne me lage hue the jinhe Veer kuch kuch sunn paa raha tha.

"Arre! Ye toh wahi hai na?"

"Haan haan~ Arre ye toh wahi hai. Jo uss din aaya tha."

"Arre ye ladka kayi baar aa chuka hai."

"Kayi baar? Arre mene ek baar isse Suhana madam ke saath hotel me bhi dekha tha."

"Kahi Suhana madam aur iss ladke ka aapas me kuch..."

"Arre chup raho tum sab! Suhana madam ko khabar lag gayi toh hamaari kherr nahi."

"Sahi kaha. Inn ameer logo ke chochle hamaare pare hai. Hume kya karna? Madam jiske saath ghume phire, humko kya? Pagaar se matlab rakho bas."

'What the hell? Are these guys nuts?'

[Logo ka toh kaam hi hai baatein banaana.]

*Knock knock*

Darwaaze par knock karte hi Veer ko andar se ek awaaz aayi,

"Come in..."

Aur Veer ye sunte hi unn workers par ek nazar daal andar chala gaya.

Suhana apni working table par baithe laptop me kuch kar rahi thi.

Suhana : Lock the door!

Veer : Huh?

Suhana : Aise muh kya bana rahe ho? Lock the door!

Veer : Well! If you say so...

*Click*

Door lock kar wo saamne Suhana ke baith gaya.

Suhana : Hmm~ Toh? Bolo! Kesa kya plan hai? Hum straight away start kar denge yadi sahi raha toh!

Veer : Hmm? Well! Aap ne hi toh kaha tha na? Ki kapdo ka business sabse sahi rahega mere liye? Aur aap apni koi jagah bhi dene taiyaar the kam rent par?

Suhana : Haan kaha tha but baaki ka kya? Mein tumhe jagah de dungi aur rent bhi kam kar lungi par fir kya? Chalo mein tumhare ek legal business ke documents bhi set karwa lungi. Par... Like... Shuruaat kese karoge? Kisi se baat kii? Kya brand ka naam rakhna hai? Tumhe brand banaani bhi hai ya nahi? Ya fir collab karna hai? Ya normal unn local kapdo waalo ki tarah hi shop kholni hai?

'Fuck! Iske baare me toh mene kuch socha hi nahi!'

[She's right! Tumhe pehle se sochna tha.]

'Tum toh jaanti ho na? Slogan aur inn sab me mein kitna uljha hua hu. Nidhi ma'am ki problem, ghar par dada jii ka haadsa, bhabhi ki problem, Suhana ke favours, Miss Kaera ko diya hua vaada. Inn sab se ghira hua hu mein. Toh mujhe samay hi nahi mila.'

[Umm... Well! Aise kahoge toh yeah. Y-You were quite busy I guess.]

Veer : 5 minute milega sochne ke liye?

Suhana : Well! Soch lo. Dekho zyaada time mat lena. Mujhe urgently kahi jaana bhi hai. Mene badi mushqil se tumhaare kehne par time nikaala hai.

'Hmm~ Pari! What do you think?'

[Mere hisaab se... Aisa business karo jiski harr insaan ko need rehti hi hai.]

'Insaan ko survive karne ke liye keval teen hi cheeze chaahiye hoti hai. Right? Roti, kapda aur makaan.'

Veer ke hontho par ek muskaan bikhar gayi ye sochte hue.

'Looks like... I found the solution.'

[You mean...!?]

'Yes! Hum aise hi proceed karenge. What a genius I am. Hahaha~"

[Ohhh!]

'Bina khaane ke toh koi bhi jeevit nahi reh sakta. Yes! Food!!! Ye mene pehle kyu nahi socha! Kapdo ka business is good but starter ke liye. Food hi best choice hai. Jab enough paisa ho jaega then mein kapdo ka business bhi shuru kar sakta hu. Uske baad aur jab enough ho jaega. Then...'

[Then!?]

'Real Estate ka business... Makaan se mera matlab yahi tha.'

[Ohhhh! Are you sure? Ye success hoga?]

'Kyu nahi hoga? Open the shop menu'

*Ding*

Veer ke mann me shop khul chuki thi aur usne search me ek food ko lekar skills dhundne ka prayaas kiya toh usse kayi saari skills ke results saamne dikhaayi diye.

[Skills :

Absolute Chef ~ Cost : 400 Points.
Chef at service ~ Cost : 400 Points.
Magical Hands ~ Cost : 200 Points.
Foodpedia ~ Cost : 400 Points.
.
.
.
.
.]


'Damn! Yaha toh kayi saari available hai.'

[Tell me? Kisse buy karna hai?]

'I'm guessing ki 200 points waali ko chorr kar baaki sabhi Gold Tier Skills hai atleast.'

[Yes! 200 points waali Silver Tier skill hai.]

'Hmm! Unme differences kya hai?'

[Absolute Chef jo hai wo Gold Tier Skill hai. Tumhe sab kuch as a chef knowledge rahega. Behatreen food bana paoge tum. I mean... Bilkul as a chef.]

'Hoooo~ Sounds interesting!'

[Chef at service jo hai wo bhi Gold Tier hai but... Usme tumhaari cooking ki thodi speed badhegi but taste ki quality thodi ghat jaegi.]

'Nope! Taste matters!'

[Magical hands is not for cooking but for assisting. Tumhe baaki sab kuch karte banega. Like sabziya kaatna, and all. But you won't be a fine chef.]

'Rejected then.'

[Foodpedia is the encyclopedia about food. Food ka knowledge rahega tumhe bas. Chaahe jaisa bhi food ho.]

'Alright! I have decided! Hum Absolute Chef buy kar rahe hai.'

[Are you sure?]

'Yes! Do it!'

[Okay!]

*Ding*

[Absolute Chef has been unlocked.]

'Do I have to turn it on?'

[Nahi! Already On hai. Yadi band karna ho toh bas bolna hai swich Off Absolute Chef. Aur bas kaam ho jaega.]

Veer : So I have decided.

Suhana : Huh? Kya decide kiya?

Veer (smiles) : Food business!

Suhana : Whaaaaattt!???

Veer : Yeah!

Suhana : Wait! What?? Food ka business? Arre par abhi toh... You were...

Veer : Haan, but I changed my mind. Aur mujhe ab pata hai sab aage kese badhna hai.

Suhana : okay! Zara batao mujhe bhi...

Veer : Ek food truck lunga. Aur mein khud serve karunga.

Suhana ne jaise hi ye suna toh usse laga jese Veer ne boht bada koi chutkula maara tha.

Suhana : Ek minute! Kya kaha tumne? Food truck? Aur tum khud serve karoge?

Veer (smiles) : Yes!

Suhana : M-Matlab tum khud khana banaoge?

Veer : Of course~

Uska confidence se bhara jawaab sunn Suhana ne apne maatha pakda kuch derr ke liye aur uss par aankhein ghumaate hue boli,

Suhana : Dekho Veer! Tum yadi subah subah saste nashe kar ke aaye ho na toh please kisi aur ko jaake ye baatein sunao. Yaha nahi! Kyuki mein already pehle se hi kaafi fed up hu. Aur mujhe ye bakwaas nahi sunn'ni abhi.

Suhana ne keh toh diye the ye shabd par Veer ke chehre par muskuraahat gaayab hokar ek serious face saamne aa chuka tha uske.

Veer : You think I'm joking...!?

Suhana : Of course! Baccho ka khel thodi hai ye. Aur ye kya bekaar se business shuru kar rahe ho haan? Food truck? Really? Paagal ho gaye ho kya? Arre start up kar lete koi accha sa? Food truck? Tumhe pata hai aaye din kitne food truck khulte hai? Na jaane kitne saare. Aur unme se chalte keval ek do hi hai. Aur wo bhi itna hi chalte hai ki do waqt ki roti se pait bhar sake wo apna.

Suhana toh jese apni poori badhaas nikaal rahi thi. Uski nazro me ye jese tucch kaam tha.

Suhana : Arre tum ek college ke student ho yaar. Mene tumse better hi expect kiya tha.

Veer (smiles) : So aap isme involve nahi hona chahogi?

Suhana : Of course not! Paagal ho kya? Why would I? Inn chote mote maamlo ke alaawa mujhe dherr saare kaam hai Veer. Mujhe laga tha tum ek fine brand apne liye kholna chaahte ho so I thought ki mein thodi help kar dungi. Par ye Food truck? Really? Zara imagine karo ki Suhana xxxxxx company ke C.E.O ki wife aur xxxxxxx company ke maalik ki beti, ek food truck ke saamne khade hoke vada paav khaa rahi hai. Really? Ughhh! J-Just go Veer! Mujhe aur bhi kaam hai. Yadi idea change kar rahe ho tabhi baat karna iss baare me nahi toh...

Kehte hue Suhana waapas apne laptop me lag gayi. Usne ek nazar bhi fir Veer par nahi daali. Shayad aaj wo waqai busy thi.

Par Veer ko uska uttar mil chuka tha. Ki Suhana uske iss plan me koi madad nahi karne waali thi.

[She... How can she be so rude? Huh!? I mean... Idea wasn't that bad... But itna kya isko irritation ho raha hai?]

Veer wahi baitha hua tha. Usne kuch pal tak kuch nahi kaha. Wo bas ek badi hi halki sii muskaan liye Suhana ko dekh raha tha.

Aur kuch derr baad hi wo utha, usne apni jacket haath par latkaayi aur waha se jaane laga.

Aahat paate hi Suhana ne nazre upar kar Veer ko dekha toh paaya ki wo jaate jaate ekdum se rukk gaya.

Veer ne rukte hue ek nazar peeche mud Suhana ko dekha aur bola,

"Remember! Kaam chota ya bada nahi hota. Aur yadi hota bhi hai aapki nazron me toh... Ek chote kaam se shuruaat karke hi aadmi bade mukaamo par pohuchta hai. You'll soon see... What I will do."

Bas unn shabdo ko rakh Veer waha se nikal gaya.

Par...

Suhana bhauchakii sii wahi baithi darwaaze ko dekh rahi thi jaha se Veer nikal ke gaya tha.

Ye sab kya tha? Ye ajeeb sii feeling kyu aa rahi thi usse? Ek deja vu waali feeling. Ye... Ye toh bilkul wesa hi tha jis din Veer usse hotel me paiso ke guroor ke baare me lecture deke gaya tha.

Aur wo yaad karte hi Suhana ne apna angootha daato tale daba liya.

'Shit! Did I say too much!? I won't regret this right? Of course I won't! Hmph~ Mein bhi dekhti hu wo kese business chalaata hai mere bina. Usse kya pata kya kya problems aati hai ek business start karne se pehle. Rote hue aaega khud mere paas. Hehehe~ fir mein ek aur favour maang lungi uss se. Market me dherro food trucks hai. Par chalta wahi hai jiska chef sahi ho. Aur usne kaha wo khud banaega hahaha~ I will wait to see his funny face.'

***

Suhana ke kahe gaye shabd kathor bhi the aur Veer ko dil par bhi lage the. Isme galti Suhana ki nahi thi. Wo wese hi itne bade business ko bachpan se dekhti hui aayi hai aur usme saath rahi hai toh ye sab food truck toh usse chota lagega hi na.

Par Veer ke paas wo tha jiske baare me Suhana nahi jaanti thi.

Pari!

Aur ab toh usse Absolute Chef skill bhi mil chuki thi.

Ye kaafi tha Veer ko apna business shuru karne ke liye.

Par abhi dikkat wo nahi thi. Dikkat thi ye message.

Ye anjaan number se uske phone par aaya message jis par likha tha ~

Meet me at xxxxxxxx Park @ 2 PM

Kaun tha ye shaks jo Veer ko yu iss tarah se bula raha tha message karke?

Ye toh waha jaa ke hi pata lagne waala tha.

Uske waha jaate hi usse filhaal aisa koi bhi nazar na aaya toh Veer ek bench par baith gaya aur wait karne laga.

Aur tabhi usse ek mesaage aaya.

"Kaha par pohcuhe tum?"

Uska reply karte hue Veer ne likh diya ki wo pohuch gaya hai.

Aur firse... Ek mesaage aaya.

"Haan toh fountain ke bagal me lagi bench par aao."

'Fountain ke bagal me lagi!? Huh?'

Sochte hue jaise hi Veer ne fountain spot kiya toh usne uske bagal me dekha.

[Idiot! Wo aadmi issi bench ki baat kar raha hai.]

'Bro whaaatt!?'

Veer ne fir ek message bheja.

"Mein ussi bench pe baitha hu tum kaha ho?"

Toh ek mesaage aaya.

"Mein bhi ussi bench pe hu. Par tum nahi dikh rahe."

'Wtf????'

Aur jaise dono Veer aur uss vyakti ko baat samajh me aayi. Aur dono ne hi palat ke peeche dekha toh paaya ki dono hi ek dusre ke peeche baithe hue the ab tak.

Veer : Wtf??

Ladka : Y-You...

Veer : Toh itni derr se tum peeche baithe the? Aur mein saamne dhundh raha tha tumhe.

Ladka : What the heck? Mein bhi toh wahi kar raha tha.

Veer : Bruh! Ek call hi kar liya hota. Ye sab kya message message khel rahe ho.

Ladka : Ahem! Mein aise anjaan logo se aise ekdum se phone par baat nahi karta.

Veer : Dafuq?

Ladka : Ahem! Wo sab chorro aur yaha aake baitho.

Uski baat maan Veer uske bagal se aake baitha.

Veer ne dekha ki ye ladka dikhne me kaafi smart tha. Kapde bhi kaafi acche pehne hue the usne. Yaha tak ki Veer ne uski accesories ko bhi check kiya toh paaya ki uski ghadi se lekar joote tak sab kuch top class brand ka tha.

'This guy is rich!'

[Yeah!]

Ladka : Toh tum Veer ho right!?

Veer : And you are the unknown guy right?

Ladka (embarassed) : Ahem! Sorry! I forgot my manners. Hi! I'm Karan!

Kehte hue usne apna haath aage badhaaya toh Veer ne bhi uska haath thaama aur apna naam bataaya.

Veer : So? Mera number kese mila? Kyu milna chaahte ho tum?

Karan : Ahem! So yeah... You know Miss Kaera, right?

Kaera ka naam sunte hi pal bhar ke liye Veer thoda chaukanna ho gaya.

Veer (frowns) : Tumhe kese pata?

Karan : Don't make that face. I'm... I'm her brother.

Veer (surprised) : Ehhhh!?

Karan : Hmm~ Mein... Mein unka chota bhai hu.

Waqai, dikhne me toh wo ekdum Veer ke barabaar ka hi lag raha tha umr me.

Veer : Toh!?? I mean... Mujhse kya kaam?

Karan : Sabse pehle toh... Thank you! Thank you for saving her twice.

Veer : !??

Karan : Haan! Mein jaanta hu. Tumne hi unhe Club se aur uss din Slogan ke changul se churraaya tha.

Veer : Tumhe Slogan ke baare me...!?

Karan : Hmm! Actually, mein out of India tha. Studies ke liye. Par saari details yaha ki mujhe Raghu bhejta hai roz. Ab ye mat puchna ki mujhe Slogan ke baare me kya kya pata hai. Mujhe bas yahi pata hai ki wo ek boht bada crime boss hai. Kayi saare cases me uska naam hai. Aur foreign me uska main adda hai. Wese kayi aur hideouts hai uske. Bas! Itna hi pata hai mujhe. Baaki zyaada jaankaari intelligence team ko hogi hamaari.

Veer : Intelligence team?

Karan : Hmm~ Didi ki security ke liye hire ki hai humne.

Veer : O-Ohhh!

Karan : So thank you! Aur... I want to talk about something.

Veer : Kis baare me?

Karan : Raghu mujhse harr detail share karta tha. Including details about you. Mujhe pata chala hai ki kayi baar Raghu ne didi ko tumhaare saath dekha hai, wo bhi muskuraate hue. Didi muskura rahi thi. Wo khush thi. So... I want to tell you about something. Kya tum sunoge? It's about her.

Veer (frowns) : ....

Karan : ....

Veer (sighs) : Fine... Talk!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!
Apna apna kaam kar ke jaane ka. 😁

Dhanyavaad!!!
Hmesha ki trh iss baar bhi mast jhakkasss. Toh veer thik hote hi suman ke sath palangtod kabaddi khelne lga lekin morning me sex krte time gate ke bahar kon tha abha? Ya sonali? Suman veer ke liye tohfa lekr ayegi shayad uska tohfa wohi hoga jo gate ke bahar khadi thi. Veer ki moz hai ek aur naya maal mil jayega. To veer or pari Business Related baate krne suhana ke paas gye jahan suhana ke servants Ko lgta hai inke bich kuch chakkar chal rha hai ye to humare desh me common hai log mind me kuch se kuch soch lete hai. Toh veer NE starter ke liye food truck ka idea diya suhana ko lekin suhana ne mana kr diya ye bol kr ke ye chote mote kaam woh nahi krti lekin veer usko Ye bol gya ke koi bhi kaam chota bada nhi hota. Jiske baad suhana ko mehsus hota hai ki Hotel jesa hi kahin aj bhi to veer ko suna diya or veer usko lecture suna gya. Wqt ane pr suhana ek baar fir regret feel kregi humara veer usko aisa feel krwayega qki veer ke paas pari hai . Ab dekhte karan Kya krta hai Kya btata hai kaera ke bare me
 
Top